Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 4th March 2006, 06:34 PM

kabhee kabhee main aur meree kavita ghanton baithe baten karte hain. main is pagli ko bahut kuch samjhata rahata hoon batata rahata hoon nahee suntee kuch. jo kahana hai wahee kahana hai jaise kahana hai waise hee kahana hai tab kabhee kabhee main meree kavita par kavita likhta hoon aisee hee ek rachana hai ye.main janata hoon mere sare shayer dost kabhee na kabhee is dard se guzrate hain samjh jayenge dil kee baat
Anil

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
4th March 2006, 06:46 PM

bahoot achhi nazm pesh ki hai aapne..


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#3)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
4th March 2006, 06:51 PM

wonderful bro simply outstanding


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
4th March 2006, 07:48 PM

anil bhaiya kaafi ahcha likha hai aapneaur sabse badi baat shudh hindi me likha hai.aur jahan tak mera maan.na hai sudh hi me likhna kaafi kathin hota hai.aur doosri baat sudh hindi ki rachnayen bhi bahut kam hi padhne ko mil paati hain.aapse bas umeed hai ki aap yunhi apne kalaamon ki chataa se hume sushobhit karte rahenge.

GHAYAL



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#5)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
4th March 2006, 08:05 PM

bahut khoob..Anil ji
sacch dukh sukh ram hi jaane

yu hi mehfil sajate rahiye aap...



tc


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
4th March 2006, 08:31 PM

dukh sukh ram hi jane isi bharise to zindgi ji jaa rahi hai

achha likha hai
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
4th March 2006, 08:48 PM

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

Waaaaaahh...

Anil,

Oopar jo quote kiye hain.. woh aashaar mujhe bahut pasand aaye... As always... kucch judaa hi likha hai aapne...likhte rhaiye yun hi.. khayal rakhiye


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#8)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
4th March 2006, 10:38 PM

anil bhai maja aa gay a
kamaal ka likha hai aapne

aise hi likhte rahiye

aapka apna
Ashu


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 5th March 2006, 09:46 AM

garima bahut bahut shukriya sarahana ke liye

aur mehul tumahree tareef meree shayree ko kabile tareef banatee rahtee hai shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#10)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Hi - 5th March 2006, 12:13 PM

Hi anilji
aap ke kehne pe maine ye padhha mujhe achha laga

good work keep reating and posting

Take care
ur manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 5th March 2006, 03:40 PM

mehul bahut bahut shukriya ke aap ko bahut achee lagee ye rachana apana khayal rakhana aur achha achha likhte rahana tum bhee
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
udas palon main
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
udas palon main - 5th March 2006, 03:45 PM

ghayal shukriya main aur meree kavita udas palon main baithe the tumhara chale ana achha laga. achha laga tumhre meree ye rachana achee lagee aur is kee bhasha bhee
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 5th March 2006, 03:46 PM

shweata bahut bahut shukriya yahan ane ka
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 5th March 2006, 03:47 PM

achha hai mere sukh dukh ko samjhne kee kosish karne kee jan gayeen tum bhee sukh dukh ram hhee jane
ANil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#15)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 5th March 2006, 04:48 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
kabhee kabhee main aur meree kavita ghanton baithe baten karte hain. main is pagli ko bahut kuch samjhata rahata hoon batata rahata hoon nahee suntee kuch. jo kahana hai wahee kahana hai jaise kahana hai waise hee kahana hai tab kabhee kabhee main meree kavita par kavita likhta hoon aisee hee ek rachana hai ye.main janata hoon mere sare shayer dost kabhee na kabhee is dard se guzrate hain samjh jayenge dil kee baat
Anil

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane
aapne bahaut hi accha likkha hai..aapka aaghaaz mujhe pasand aaya...
dil ko khushi milti hai jab jab aapko padhti hoon bhale hi aapke kavitaon me pyaar ke cheetein ho ya dard ki silwatein.
likhte rahiyega.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#16)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 5th March 2006, 05:26 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
kabhee kabhee main aur meree kavita ghanton baithe baten karte hain. main is pagli ko bahut kuch samjhata rahata hoon batata rahata hoon nahee suntee kuch. jo kahana hai wahee kahana hai jaise kahana hai waise hee kahana hai tab kabhee kabhee main meree kavita par kavita likhta hoon aisee hee ek rachana hai ye.main janata hoon mere sare shayer dost kabhee na kabhee is dard se guzrate hain samjh jayenge dil kee baat
Anil

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane


NICE............................




.




.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae





.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 5th March 2006, 10:16 PM

pulkit jab aap ne jis dil se likha usee dil se koyee parh le to achha lagata hai mere bhee dil ke khas hisse main rahtee hain ye panktiyan jo tum ko achee lageen achhee lagee tumahree vyakhya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
ashu
Old
  (#18)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ashu - 5th March 2006, 10:17 PM

thanks ashu tumhe maza aya parh ke to meree likhne ko ek bal milega na achha laga
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#19)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 5th March 2006, 10:19 PM

acharya ji bahut achha laga aap ka ana parhte rahuye mujeh kuch seekhoonga kcuh aur aaeg barhoonga
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#20)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 5th March 2006, 10:21 PM

farhana kuch log jab tam meree shayree tak nahe epahunchte woh pooree nahee hotee un main se ek tum ho achha laga tum ne parha aur pasand bhee kiya thanks
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#21)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 5th March 2006, 10:22 PM

chandsi mujeh pata hai agar tumhe nice laga hoga tabhee nice kaha hoga tum ne isee liye tumhre ek lafz kee keemat hai mere dil main shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#22)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 6th March 2006, 12:07 PM

Anil bhai

Bilkul sahi baat kahi hai aapne...Vaise hamesha hi samjhane wali baat likhte hai......


maine bohat pehle ek shayri likhi thi wo sunane ki izajat chahta hu...

"Rona bhi kya rona hai
Kisi ki yaad mein aankho ko bhigona hai
Rone se koi nahi aata kisi k kareeb
YE sach hai ki rone se nahi badalta kisi ka naseeb"


Shukriya bhai

Diggaj


Quote:
Originally posted by masoomshayer
kabhee kabhee main aur meree kavita ghanton baithe baten karte hain. main is pagli ko bahut kuch samjhata rahata hoon batata rahata hoon nahee suntee kuch. jo kahana hai wahee kahana hai jaise kahana hai waise hee kahana hai tab kabhee kabhee main meree kavita par kavita likhta hoon aisee hee ek rachana hai ye.main janata hoon mere sare shayer dost kabhee na kabhee is dard se guzrate hain samjh jayenge dil kee baat
Anil

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#23)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 6th March 2006, 12:25 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
kabhee kabhee main aur meree kavita ghanton baithe baten karte hain. main is pagli ko bahut kuch samjhata rahata hoon batata rahata hoon nahee suntee kuch. jo kahana hai wahee kahana hai jaise kahana hai waise hee kahana hai tab kabhee kabhee main meree kavita par kavita likhta hoon aisee hee ek rachana hai ye.main janata hoon mere sare shayer dost kabhee na kabhee is dard se guzrate hain samjh jayenge dil kee baat
Anil

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane
namskaar anil ji,
happiness and sorrows are part n parcel in ones life, aur raam hi jaane sukh dukh ke mele ko. bahut hi pyaar bhari kavita ko humare beech share karne ke liye teh dil se shukriya aapka. take care n may god bless u with his finnest glitters. keep penning down ur thoughts ahead too n keep sharing among us.
with love
jas
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#24)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 6th March 2006, 01:53 PM

diggaz mere dil ke kareeb hai ye kavita is liye is kee vyakhya karte huye jo tum ne tumahree pankityan likhee hain woh aur bhee pyaree lageen mujhe bas parhte rahana jo bhee achha likhe yahan par
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukiya
Old
  (#25)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukiya - 6th March 2006, 01:58 PM

shukriya kuch ujala kuch roshani meree kavita ke bhgya main bhee thee halan ke tab tak so chukee thee meree nanahee see kavita prateeksha kar kar ke maien jaga ke kaha dekho kaun aya hai aur jab roshani aye samjh lo din ho gaya woh need main bhee muskra dee thanks bhee kaha us ne tumhe pooch rahee thee ye roshni dobara bhee ayengee ya phir gum jayengee? kuch jawab anhee diya maien abs do boond ganga kee meree ankhon main ruk gayee ab in sawalon ke jawab nahee milte mujhe main us nannhee se bachhee ko kya jawab doon is ka?
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#26)
punjabiroop
Registered User
punjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura about
 
punjabiroop's Avatar
 
Offline
Posts: 247
Join Date: Aug 2005
Location: in god creation
Rep Power: 21
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 6th March 2006, 05:42 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane



asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane
hi
yeh acha likha apne
asamn pe phir woh chehra

keep writing,i am busy in studies,main apki shayri ko save karke baad mein read karti hu,isliye reply nahi karti.sorry
   
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#27)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 6th March 2006, 06:10 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer


ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane
Anil Ji,
Bahaut, Bahaut aur Bahaut accha laga aapki in panktiyon ko parhkar jinke saath aapki kalpanain baatein karti dikh rahi hain.

Is sunder kriti ke liye mera dhanyavaad sweekaar karein.

v i p i n
   
Reply With Quote
shukriya roop
Old
  (#28)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya roop - 6th March 2006, 07:21 PM

roop panee parhyee ka bahut sa khayal karo aur haan meree poems parhne ke liye bahut bahut shukriya is vyasat samy main bhee achha laga mujhe
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
vipin jee
Old
  (#29)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
vipin jee - 6th March 2006, 07:25 PM

bahut shikayaten ho gayeen theen aap se ki kya kamee hai meree rachanayon main jo saree duniya ghoom ate hain aur mujhe chor dete hain ye krati apkee prateeksha main shayed antim kari thee aur aap kee prshansa sun ke is ka kad bara ho gaya main meree rachana ke sath aap ke shabd bhee yaad rakhoonga bahut ache lage dhanyawad phir se

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#30)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 9th March 2006, 10:27 PM

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane


Sach kaha Anil Ji aapne, kitna bhi samjhalo yeh kavita wo hi kahegi jo ise kehna hai...
Sab sawan jane pehchane...mere aansun Ram hi samjhe, mere dukh ko Shyam hi jane.. loved these lines.
Yun hi apne anmol taaron se is aasmaan ko sajate rahiye


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#31)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
10th March 2006, 08:21 AM

anil,

   
Reply With Quote
shalini
Old
  (#32)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shalini - 10th March 2006, 10:48 AM

baat ye nahee shalini ki kavita ne kya kaha main ye dekh raha hoon shalini ne kitne khoobsoorat dil se parha ise itne emasroof rahane ke baad bhee mujeh tumhre is remark main meree rachana ke liye gahara sa pyar nazar aye shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
meena g
Old
  (#33)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
meena g - 10th March 2006, 10:50 AM

ab is khamsoh see muskan ka kya jawab doon bahut prateeksha kee meree kavita ne tumahre ane kee achha laga aap aa agyeen zaldee se achee ho jana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#34)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
10th March 2006, 04:22 PM

bahoot khooB! khoobsoorat sa nazm hame aap ka fir padhne ko mila..

Daad kabool kijiye..

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
mayank
Old
  (#35)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
mayank - 10th March 2006, 07:46 PM

meree dhsrskano ko parhne ke liye dhanyawad meree bahut priya kavita hai ye bahut dil tha bahut se log parhe aur bahut sa pyar mila is kavita ko tumhara bhee
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#36)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
16th March 2006, 11:39 AM

wow Anil ji kamal kar diya aapne..........sidha dil mein utar gayi yeh nazm..........

ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane


------------

bahut hi sundar hai..........

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
ranju
Old
  (#37)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ranju - 16th March 2006, 01:25 PM

ap ne dil main rasta diya hoga tabhee kavita dil main utaree hogee shukriya kavita ko apanapan dene ke liye achha laga aap ka likhana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#38)
Bijay.Sinha
Registered User
Bijay.Sinha is on a distinguished road
 
Bijay.Sinha's Avatar
 
Offline
Posts: 267
Join Date: Dec 2005
Location: Bangalore.. At present
Rep Power: 19
24th April 2006, 07:16 PM

tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

Sahi hai dost.. Magar jab tumne yeh kaha hai ki usake dard-o-dukh ko ram samajh lega aur shayam jan lega.. To phir..

Mere Aansu ram bhi kyon na samajhe
Mere dukh ko shyam bhi kyon na jane

Dil mera soj-e-niha se bemuhaba jal gaya
Aastish-e-khamosh ki manind goya jal gaya
Dil main jaok-e-vasl-o-yad-e-yar tak baki nahi
aag is ghar main lagi aisi ki jo tha jal gaya
Dil nahi varna dikhata tunko dagon ki bahar
Is chiragan ka kaun kya karfarma jal gaya
Mai hun aur afsordagi ki aarjoo 'Ghalib' ke dil
dekh kar tarj-e-tapak-e-ahal-e-duniya jal gaya


- Sinha
   
Reply With Quote
wah
Old
  (#39)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
wah - 24th April 2006, 07:57 PM

ye tumhere ashar mere kalam se sath jab baat karte hain baat ka rang aur khoobsoorta ho jata hai ate rahana aur shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#40)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
26th April 2006, 03:35 PM

ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane....wah!

tere dukh ko shaam hi jane..wah!

abb aur kaise tareef karoon?

aapko jitna padha jaye kamm hai...ek baar nahin baar baar padhne ka mann hota hai aapko....aise likhte rahiye....haan agar baat sirf rachna tak hai toh

apna khayl rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kuch purana Kuch naya kwahish Aapki Shayri 7 31st July 2009 04:10 PM
ankhon main kuch khuwab hain koi to ho Shayri-e-Dard 6 28th April 2007 05:04 PM
woh hai kaheen ke kaheen bhee nahee main kabhee jan nahee paya masoomshayer Shayri-e-Dard 6 20th April 2006 02:15 PM
Ankhon Ankhon main... prar Shayri-e-Ishq 0 13th April 2004 06:57 PM
Kuch Keh Nahee Shakteh deewana Shayri-e-Ishq 1 11th November 2003 05:50 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com