Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sabhi hain nakaab meiN.......
Old
  (#1)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Sabhi hain nakaab meiN....... - 1st August 2015, 01:40 PM

Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.
yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

Meri dost hai ye udasiyaaN mujhe mahfiloN se na kaam ab.
Na hai raat koi sukoon ki na qaraar din me na khwaab meiN.

Mera aaina bhi ye kah raha ki nahi huN mujh me kahiin bhi maiN
Mujhe khud meri hee talaash ab ki sawaal aur jawaab meiN.

Sare raah koi samajh na le mere chehre se mera haal sab
Yahi ek khayaal sata raha ki chhupa lu khud ko hijaab meiN.

Ki sitam ko us ki ada samajh ke laga liya maine seene se
Meri ek zara huyi bhool to vo gina raha hai hisaab meiN

Yahi iltza hai madhu ki bas tera sath mujhko sada mile
Mere rab tujhi se haiN rahteiN duniya ke gam me azaab meiN

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st August 2015, 03:15 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post

waahh waahh waaahhhhh bahut hi khoob peshkash........

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
2nd August 2015, 11:11 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.

yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

Meri dost hai ye udasiyaaN mujhe mahfiloN se na kaam ab.
Na hai raat koi sukoon ki na qaraar din me na khwaab meiN.

Mera aaina bhi ye kah raha ki nahi huN mujh me kahiin bhi maiN
Mujhe khud meri hee talaash ab ki sawaal aur jawaab meiN.

Sare raah koi samajh na le mere chehre se mera haal sab
Yahi ek khayaal sata raha ki chhupa lu khud ko hijaab meiN.

Ki sitam ko us ki ada samajh ke laga liya maine seene se
Meri ek zara huyi bhool to vo gina raha hai hisaab meiN

Yahi iltza hai madhu ki bas tera sath mujhko sada mile

Mere rab tujhi se haiN rahteiN duniya ke gam me azaab meiN
bahut khoob likha h madhu jee.............
likhti rahen

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Bohat Khoob
Old
  (#4)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Bohat Khoob - 2nd August 2015, 09:51 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.
yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

Meri dost hai ye udasiyaaN mujhe mahfiloN se na kaam ab.
Na hai raat koi sukoon ki na qaraar din me na khwaab meiN.

Mera aaina bhi ye kah raha ki nahi huN mujh me kahiin bhi maiN
Mujhe khud meri hee talaash ab ki sawaal aur jawaab meiN.

Sare raah koi samajh na le mere chehre se mera haal sab
Yahi ek khayaal sata raha ki chhupa lu khud ko hijaab meiN.

Ki sitam ko us ki ada samajh ke laga liya maine seene se
Meri ek zara huyi bhool to vo gina raha hai hisaab meiN

Yahi iltza hai madhu ki bas tera sath mujhko sada mile
Mere rab tujhi se haiN rahteiN duniya ke gam me azaab meiN
Umda kalaam hai Madu ji. Daad qubuul farmaayeN.

raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#5)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
4th August 2015, 06:43 AM

Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.
yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

waise to puri ghazal bohut achi hai magar ye sher kuch zyada pasand aaya.

isi tarah acha acha likhti raho.

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
5th August 2015, 11:06 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahh waahh waaahhhhh bahut hi khoob peshkash........
bahut khushi huyi shaad sahab..ki apko ye mamooli si koshish pasand aayi....aapki tawajjo ka hamesha intzaar hota hai.....
Sath banaye rakhiyega...
Khush rahein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
8th August 2015, 01:54 AM

Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.
yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

sachhi baat ek sawaal aur itne pyaar se aye haye....

Meri dost hai ye udasiyaaN mujhe mahfiloN se na kaam ab.
Na hai raat koi sukoon ki na qaraar din me na khwaab meiN.

na qaraar din me na khwaab mein, ye alag sa andaaz-e-bayaan pasand aaya

Mera aaina bhi ye kah raha ki nahi huN mujh me kahiin bhi maiN
Mujhe khud meri hee talaash ab ki sawaal aur jawaab meiN.

Bahut khoob is sher ke maayine bahut gehre lage....umdaa

Sare raah koi samajh na le mere chehre se mera haal sab
Yahi ek khayaal sata raha ki chhupa lu khud ko hijaab meiN.

wah vo dar vo bechaaini mazaa aa gaya....

Ki sitam ko us ki ada samajh ke laga liya maine seene se
Meri ek zara huyi bhool to vo gina raha hai hisaab meiN

wah Madhu vo ginaa raha hai hisaab mein ..... maar hi daala

Yahi iltza hai madhu ki bas tera sath mujhko sada mile
Mere rab tujhi se haiN rahteiN duniya ke gam me azaab meiN

Makhtaa ise behter shayad ho hi nahi saktaa tha....yunhi likhte rahiYeGaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
8th August 2015, 06:21 PM

ahchi kosish rahi madhu ji, par mujhe yakeen hai ki aap isse behtar likh sakti haiN... umeed hai aage zor-e-kalam aur jiyada hoga...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#9)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th August 2015, 04:51 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob likha h madhu jee.............
likhti rahen
Bahu bahut abhaar aapka rajinder ji...
Sath banaye rakhiyega........

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
9th September 2015, 12:00 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Umda kalaam hai Madu ji. Daad qubuul farmaayeN.
namaskaar praveen ji..
bahut khushi huyi aapko kalaam pasand aaya....
aage bhi aapki ray ka intzaar rahega aate rahiyega aur hame guide karte rahiyega....

dil se shukriya..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th September 2015, 12:30 PM

Madhu Bala....bahut khoobsurat likha hai tumne, gazal bahut acchi bani hai...yeh jo pehle wala sher hai, dil ko khaas pasand aaya kyuki yehi sachai hai...pta hi nahi chalta aaj-kal ki kaun naqaab meiN aur aur kaun asal mein hai...ham to aaj-tak logoN ko pehchaan.ne meiN bhool karte aa rhe hai...jo has ke milta hai samaj lete hai ki wahi apna hai...par maximum log opper se kuch aur andar se kuch hote hai...so es sher ko meri taraf se dheroN dher daad yu to sabhi sher bahut khoobsurat hai.

likhti rho, khush rho

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#12)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th September 2015, 07:49 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.
yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

waise to puri ghazal bohut achi hai magar ye sher kuch zyada pasand aaya.

isi tarah acha acha likhti raho.
shukriya sarika .....
achcha laga aapko pasand aaya.....

aati rahiyega..
khush rahein..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
28th September 2015, 10:51 PM

Bahut achche ehsaas Madhu ji ...mazaaa aa gaya aap ko per ke .

Per ye kalam aap ke style se hat ke tha..Aap bada napa tula likhti haiN,
aur ye kalam meri nazar meiN thora overstretched tha..pls dont mind but
mujhe aisa laga ki aap ne Shad sahib ke style me ghazal likhne ki koshish ki?

Sanjay Sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th September 2015, 05:23 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bahut achche ehsaas Madhu ji ...mazaaa aa gaya aap ko per ke .

Per ye kalam aap ke style se hat ke tha..Aap bada napa tula likhti haiN,
aur ye kalam meri nazar meiN thora overstretched tha..pls dont mind but
mujhe aisa laga ki aap ne Shad sahib ke style me ghazal likhne ki koshish ki?

Sanjay Sehgal
khushnaseebi jo aapne muhe yaad kiyaa aur mere likhen ke andaaz ko khaas tavajjoh diii...... ....................... aap jaise kadr daan naseebwaalon ko milte hain....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
30th September 2015, 10:35 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bahut achche ehsaas Madhu ji ...mazaaa aa gaya aap ko per ke .

Per ye kalam aap ke style se hat ke tha..Aap bada napa tula likhti haiN,
aur ye kalam meri nazar meiN thora overstretched tha..pls dont mind but
mujhe aisa laga ki aap ne Shad sahib ke style me ghazal likhne ki koshish ki?

Sanjay Sehgal
namaskaar sanjay ji...pahle to aapka bahut shukriya ki aap hamesha vaqt nikal kar mera hausla badhane aate hain...mujhe sach bahut khushi hoti hai...

Achcha laga jo aapne apni rai di...sach kahoon to likhna hee nahi aata abhi to mujhe..bas jo dil me aaya vo aap sab ke beech rakh diya...par aapne itni tawajjo di aur samjha ki main kaisa likhti hoon uska shukriya...
Shaad sahab ka naam liya aapne to kahna chahoongi ki agar unke jaisa style laga is ghazal me aapko to iska matlab kuch dhang ka likha hai.....khair...shaad sahab ki ghazalon ko padhna mujhe behad pasand hai unke ehsaas aur andaaz mujhe hamesha bhate hain...sdc me pahle din se maine unhe padha hai..aur seekhne ki koshish bhi ki hai...magar unki ya kisi aur ki style me likhne ki koshish aaj tak nahi ki..ye mere bas ki baat bhi nahi sanjay ji ki unke jaise umda shayar ke andaaz ko main chhoo sakoon....

Ye aap sab ka sneh aur badappan hai jo mujhe padhte hain aur sarahte hain....main aage bhi aapse isi sath ki ummeed karti hoon...
Apna khayaal rakhiye..
Aate rahiye...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Madhu 14; 30th September 2015 at 10:37 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
1st October 2015, 12:17 PM

Umdaah, bohot aala kalaam madhu ji... Hamesha ki tarah.

Baar baar paDha yeh kalaam maine aur har baar aur bhi zyaada tamanna huyi isko paDhne ki.

Likhte rahiye.

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
27th October 2015, 10:18 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.
yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

sachhi baat ek sawaal aur itne pyaar se aye haye....

Meri dost hai ye udasiyaaN mujhe mahfiloN se na kaam ab.
Na hai raat koi sukoon ki na qaraar din me na khwaab meiN.

na qaraar din me na khwaab mein, ye alag sa andaaz-e-bayaan pasand aaya

Mera aaina bhi ye kah raha ki nahi huN mujh me kahiin bhi maiN
Mujhe khud meri hee talaash ab ki sawaal aur jawaab meiN.

Bahut khoob is sher ke maayine bahut gehre lage....umdaa

Sare raah koi samajh na le mere chehre se mera haal sab
Yahi ek khayaal sata raha ki chhupa lu khud ko hijaab meiN.

wah vo dar vo bechaaini mazaa aa gaya....

Ki sitam ko us ki ada samajh ke laga liya maine seene se
Meri ek zara huyi bhool to vo gina raha hai hisaab meiN

wah Madhu vo ginaa raha hai hisaab mein ..... maar hi daala

Yahi iltza hai madhu ki bas tera sath mujhko sada mile
Mere rab tujhi se haiN rahteiN duniya ke gam me azaab meiN

Makhtaa ise behter shayad ho hi nahi saktaa tha....yunhi likhte rahiYeGaa

mast ji....aapne itne dil se ise padha main kin shabdon me shukriya kahun...jaise jaise har sher par apki rai padhti gayi...khushi se aankh nam ho gayi....ye baat bilkul sach hoti dikhayi di...ki padhne wale ki nazar qalaam me jaan daal deti hai....

Kahne ki zaroorat nhi ki aage bhi har koshish pe aapka intzaar rahega.....

Salamat rahein....

Madhu...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
27th October 2015, 11:31 PM

Quote:
Originally Posted by madhu 14 View Post
kise maan loon ki bhala hai aur kise ginoo main kharaab mein.
Yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaan sabhi hain nakaab mein

meri dost hai ye udasiyaan mujhe mahfilon se na kaam ab.
Na hai raat koi sukoon ki na qaraar din me na khwaab mein.

Mera aaina bhi ye kah raha ki nahi hun mujh me kahiin bhi main
mujhe khud meri hee talaash ab ki sawaal aur jawaab mein.

Sare raah koi samajh na le mere chehre se mera haal sab
yahi ek khayaal sata raha ki chhupa lu khud ko hijaab mein.

Ki sitam ko us ki ada samajh ke laga liya maine seene se
meri ek zara huyi bhool to vo gina raha hai hisaab mein

yahi iltza hai madhu ki bas tera sath mujhko sada mile
mere rab tujhi se hain rahtein duniya ke gam me azaab mein
waah ! Bahut khoob ashaar hain

ashardaar peshkash

dilee mubaaraqbaad mdhu ji !!!!!!!!!!!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th November 2015, 03:26 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
ahchi kosish rahi madhu ji, par mujhe yakeen hai ki aap isse behtar likh sakti haiN... umeed hai aage zor-e-kalam aur jiyada hoga...
Aapke yakeen aur sath ka bahut shukriya taish ji...
Aage bhi hausla afzai karte rahiyega....

Takecare
Madhu

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
10th December 2015, 01:17 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Madhu Bala....bahut khoobsurat likha hai tumne, gazal bahut acchi bani hai...yeh jo pehle wala sher hai, dil ko khaas pasand aaya kyuki yehi sachai hai...pta hi nahi chalta aaj-kal ki kaun naqaab meiN aur aur kaun asal mein hai...ham to aaj-tak logoN ko pehchaan.ne meiN bhool karte aa rhe hai...jo has ke milta hai samaj lete hai ki wahi apna hai...par maximum log opper se kuch aur andar se kuch hote hai...so es sher ko meri taraf se dheroN dher daad yu to sabhi sher bahut khoobsurat hai.

likhti rho, khush rho
Sahi kaha di..insaan ko pahchanne me ek umra nikal jati hai....aur kahhi kabhi jab koi apna dil ko thes pahuchata hai tab aise khayaal aate hai.....par fir bhi yakeen hai..duniya itni buri bhi nahi.....

Aapke sath aur pyar ka behad shukriya.
Aati rahiyega..

Regards
Madhu.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
22nd December 2015, 09:52 PM

Nice lines.........seems.like true feelings......

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#22)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
30th December 2015, 03:36 AM

Dear ....
Bahut umda likha hai ahsason ke saath gahraiya bhi kafi hain ... jo shyad dil ko chhu gai keep writing

Anish ........

anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!

:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
16th January 2016, 02:00 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Umdaah, bohot aala kalaam madhu ji... Hamesha ki tarah.

Baar baar paDha yeh kalaam maine aur har baar aur bhi zyaada tamanna huyi isko paDhne ki.

Likhte rahiye.
Adaab sagar sahab...

Aap to sdc ka rasta hee bhool gaye hain lagta hai...

Aapko padhe huye bahut vaqt ho gaya...aur apni har koshish pe Apki rai ka intzaar bhi hota hai mujhe...

Behad shukriya aapke sath ka ...

Aate rahiyega..
Takecare
Madhu.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th January 2016, 12:21 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
waah ! Bahut khoob ashaar hain

ashardaar peshkash

dilee mubaaraqbaad mdhu ji !!!!!!!!!!!
aapka bahut abhaar naresh ji.........

aage bhi apna sneh aur sath banaye rakhiyega..

apna khyaal rakhein...

regards
madhu..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
12th February 2016, 08:05 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Nice lines.........seems.like true feelings......
Thank u arvind..........

Bas kabhi kabhi aise bhi khayaal aa jate hain....

Aate rahiyega..

Madhu

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
5th September 2017, 01:28 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
Dear ....
Bahut umda likha hai ahsason ke saath gahraiya bhi kafi hain ... jo shyad dil ko chhu gai keep writing

Anish ........
ANISH Sahab bahot shukrguzar hu aapki...

aaterahiyega...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Phoenix
Registered User
Phoenix is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 144
Join Date: Nov 2015
Location: Odisha
Rep Power: 9
6th September 2017, 12:21 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Kise maan looN ki bhala hai aur kise ginoo maiN kharaab mein.
yahi lag raha mujhe aajkal ki yahaaN sabhi haiN nakaab meiN

Meri dost hai ye udasiyaaN mujhe mahfiloN se na kaam ab.
Na hai raat koi sukoon ki na qaraar din me na khwaab meiN.

Mera aaina bhi ye kah raha ki nahi huN mujh me kahiin bhi maiN
Mujhe khud meri hee talaash ab ki sawaal aur jawaab meiN.

Sare raah koi samajh na le mere chehre se mera haal sab
Yahi ek khayaal sata raha ki chhupa lu khud ko hijaab meiN.

Ki sitam ko us ki ada samajh ke laga liya maine seene se
Meri ek zara huyi bhool to vo gina raha hai hisaab meiN

Yahi iltza hai madhu ki bas tera sath mujhko sada mile
Mere rab tujhi se haiN rahteiN duniya ke gam me azaab meiN

Purani hai magar shabdon ki chayan bohot hi acchi hai madhu ji....

उन बीते लम्हों के याद ना दिलाया करो
दिल में सुलग रही आग को ना हवा दिया करो

Reply With Quote
Old
  (#28)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th September 2017, 11:41 PM

Quote:
Originally Posted by Phoenix View Post
Purani hai magar shabdon ki chayan bohot hi acchi hai madhu ji....
bahot shukriya phoenix ji.............................

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com