Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kuch kehte nahin the
Old
  (#1)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
kuch kehte nahin the - 24th May 2006, 06:58 PM

Toone jo bewafai kee kya hum samajhte nahin the,
Ye aur baat thi kee hum kuch kehte nahin the,

Toda mere dil ko ye samajh mein aata hai,
Chhoda kyon apne dil ko kya hum vahan rehte nahin the,

Aaj lagte hon tumhe gair kitne hee acche,
kal tak meri adaon par kya tum marte nahin the,

Naa jaane kya tujhe hamme pasand nahin aaya,
Tere ek ek sitam ko kya ham sehte nahin the,

Aaj juda hokar bhi teri aankhen khushq hain to kya
Kal tak kya mere liye inse ashq behte nahin the,

Milte to hame bhi the kai rehnuma.
Farq itna hai kee ham dil fenka karte nahin the.

------------
GUNAH HAI KISI KO DIL SE CHAHNA YAHAN
BAS YEHI KHATA HAI IS DEEWANE KEE

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
30th August 2014, 11:30 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post

Uff Itna dard. ........zazbaat dil chchoo gaye hamesha ki tarah....
Bahut khoob.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
30th August 2014, 11:43 PM

Aru ji .... aap ke qalaam padh kar aksar aisa mehsoos hota hai ki us ke jazbaat aap ke saamne zinda haad maas mein khade huwe hain ... un ki saason ki aanch aap ke chehre tak aa rahi hai .... chaaho to unhein chhoo kar mehsoos kar sakte ho un ke badan ki haraarat ko .... kuchh aisa hi hua hai is qalaam mein bhi .... meri jaanib se aap ko dheron dheron daad !!!!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
10th September 2014, 10:20 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Uff Itna dard. ........zazbaat dil chchoo gaye hamesha ki tarah....
Bahut khoob.
thanx madhu jee............aap bhi kahan kahan se dhundh leti hain meri purani pyrani rachnayein.......anyways thanx a lot.

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
10th September 2014, 01:31 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Toone jo bewafai kee kya hum samajhte nahin the,
Ye aur baat thi kee hum kuch kehte nahin the,

Toda mere dil ko ye samajh mein aata hai,
Chhoda kyon apne dil ko kya hum vahan rehte nahin the,

Aaj lagte hon tumhe gair kitne hee acche,
kal tak meri adaon par kya tum marte nahin the,

Naa jaane kya tujhe hamme pasand nahin aaya,
Tere ek ek sitam ko kya ham sehte nahin the,

Aaj juda hokar bhi teri aankhen khushq hain to kya
Kal tak kya mere liye inse ashq behte nahin the,

Milte to hame bhi the kai rehnuma.
Farq itna hai kee ham dil fenka karte nahin the.

------------
GUNAH HAI KISI KO DIL SE CHAHNA YAHAN
BAS YEHI KHATA HAI IS DEEWANE KEE

waah waah
sirf aur sirf dard hi dard jhalktaa huaa puri gazal meiN ...........
mere khyaaloN se milti hui gazal....aisaa lagaa mere khyaaloN ko aapne gazal ko roop de diyaa ho.......
kaash wo aapke dard ko samjh jaaye..........kaash...???

maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================

sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
10th September 2014, 02:43 PM

Naa jaane kya tujhe hamme pasand nahin aaya,
Tere ek ek sitam ko kya ham sehte nahin the,

Bahut khoob arvind ji....andaaz,mizaaz aur alfaaz teeno ko behad sanzeedagi se nibhaya hai aapne...dhero daad,bahut bahut mubaarakbaad is kalaam ke liye......

Reps added.....

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
9th November 2014, 09:43 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Aru ji .... aap ke qalaam padh kar aksar aisa mehsoos hota hai ki us ke jazbaat aap ke saamne zinda haad maas mein khade huwe hain ... un ki saason ki aanch aap ke chehre tak aa rahi hai .... chaaho to unhein chhoo kar mehsoos kar sakte ho un ke badan ki haraarat ko .... kuchh aisa hi hua hai is qalaam mein bhi .... meri jaanib se aap ko dheron dheron daad !!!!!
Thanx a lot zarra jee...maafi chahta hu deri se reply ke liye ...aaj aapke dil se taareef niklh hai..aur ye mere liye bahut badi baat hai....bahut bahut shukriya aapka mujhe padne aur samajhne ke liye...

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
9th November 2014, 10:59 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
thanx madhu jee............aap bhi kahan kahan se dhundh leti hain meri purani pyrani rachnayein.......anyways thanx a lot.
................... ..................

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
17th November 2014, 08:50 PM

waaaaaaaah bahut khoob Aru jee.

Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Yasmine
Registered User
Yasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 13
12th December 2014, 08:19 PM

[COLOR="Purple"]bht khoob!
Sans[/COLOKhoobsoortkhyalatR]
Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Uff Itna dard. ........zazbaat dil chchoo gaye hamesha ki tarah....
Bahut khoob.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
13th December 2014, 09:13 PM

Wwaaaaaah.......behad umda ashaar
Bohot aache aru ji......kya gazal kahi hai.....waaah

Khush rahen ....likte rahen...shubhkamnao ke sath
Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th December 2014, 06:30 AM

Per se shakh tootne ka aur kisi ke saath chootne ka dard
aap ne bakhubi bayan kiya ..us waqt ke lamhoN ko jab aap vitchlit the,
humne dil.se mehsoos kiya ..Now lot of water has flown in 8 years ..you must
be at peace..God bless you ...Nice poetry with heart felt emotions

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 18th December 2014 at 06:32 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
18th December 2014, 07:10 AM

Aru ji namaskar !

bilkul alag andaaz hai ek dard ko bayaan karne ka.
nacheez ki dil se daad qubool farmaayein.

regards

Sagar Aashna

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th December 2014, 09:41 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Toone jo bewafai kee kya hum samajhte nahin the,
Ye aur baat thi kee hum kuch kehte nahin the,

Toda mere dil ko ye samajh mein aata hai,
Chhoda kyon apne dil ko kya hum vahan rehte nahin the,

Aaj lagte hon tumhe gair kitne hee acche,
kal tak meri adaon par kya tum marte nahin the,

Naa jaane kya tujhe hamme pasand nahin aaya,
Tere ek ek sitam ko kya ham sehte nahin the,

Aaj juda hokar bhi teri aankhen khushq hain to kya
Kal tak kya mere liye inse ashq behte nahin the,

Milte to hame bhi the kai rehnuma.
Farq itna hai kee ham dil fenka karte nahin the.

------------
GUNAH HAI KISI KO DIL SE CHAHNA YAHAN
BAS YEHI KHATA HAI IS DEEWANE KEE

ARU bhai...dil ki baate kalam ki jubaani...bahut accha zariya hai dil ki baat kehne ka...jo ham bol kar nahi keh sakte usko kalam se kaagaz par utaar kar dil ko sakoon milta hai.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#15)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
2nd June 2015, 09:50 PM

Quote:
Originally Posted by Rajeev Sharma View Post
waah waah
sirf aur sirf dard hi dard jhalktaa huaa puri gazal meiN ...........
mere khyaaloN se milti hui gazal....aisaa lagaa mere khyaaloN ko aapne gazal ko roop de diyaa ho.......
kaash wo aapke dard ko samjh jaaye..........kaash...???
Thanx a lot rajeev jee.......bahut bahut shukriya aapka muje pasand karne ke liye....

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#16)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
3rd June 2015, 11:22 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Toone jo bewafai kee kya hum samajhte nahin the,
Ye aur baat thi kee hum kuch kehte nahin the,

Toda mere dil ko ye samajh mein aata hai,
Chhoda kyon apne dil ko kya hum vahan rehte nahin the,

Aaj lagte hon tumhe gair kitne hee acche,
kal tak meri adaon par kya tum marte nahin the,

Naa jaane kya tujhe hamme pasand nahin aaya,
Tere ek ek sitam ko kya ham sehte nahin the,

Aaj juda hokar bhi teri aankhen khushq hain to kya
Kal tak kya mere liye inse ashq behte nahin the,

Milte to hame bhi the kai rehnuma.
Farq itna hai kee ham dil fenka karte nahin the.

------------
GUNAH HAI KISI KO DIL SE CHAHNA YAHAN
BAS YEHI KHATA HAI IS DEEWANE KEE

wah arvind jee bahut khoob
likhte rahen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th June 2015, 12:32 PM

Toone jo bewafai kee kya hum samajhte nahin the,
Ye aur baat thi kee hum kuch kehte nahin the,

waahhhhh.... dil ke zakhmon ko badee khoobii se bayaan kiyaa hai aapne aru bhai....

bahut khoob.. likhte rahen.

shaad..

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ruchika
Chahat
ruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to all
 
ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 121
Join Date: Oct 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
12th August 2015, 05:21 PM

beautiful lines.....

Aaj juda hokar bhi teri aankhen khushq hain to kya
Kal tak kya mere liye inse ashq behte nahin the....

Bahut khoob.... ehsaas bahut ache lage aruji....

Mudattein hui… Mulakat hue….
Suno… Aie… Zindagi…..
Is bar jate jate….
Jara milti jana……

Reply With Quote
Old
  (#19)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
22nd December 2015, 10:10 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Naa jaane kya tujhe hamme pasand nahin aaya,
Tere ek ek sitam ko kya ham sehte nahin the,

Bahut khoob arvind ji....andaaz,mizaaz aur alfaaz teeno ko behad sanzeedagi se nibhaya hai aapne...dhero daad,bahut bahut mubaarakbaad is kalaam ke liye......

Reps added.....
Thanx a lot pankaj jee......aapka saath yun hee bana rahe

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
chand aab ke katron ko pani nahin kehte NM kishor Shayri-e-Dard 0 3rd June 2007 01:00 PM
kuch kehte nahin the aru Shayri-e-Dard 1 27th April 2006 03:30 AM
kuch kehte nahin the aru Aapki Shayri 0 26th April 2006 05:37 PM
Kuch khone ko bhi pyar kehte hai itschahat Shayri-e-Ishq 1 19th April 2006 05:41 PM
Kehte hai kuch log.... avi_ibcd Shayri-e-Ishq 0 4th May 2002 11:20 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com