 |
|
|
|
|
 |
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
hum mar jaye par pyar reh jaye -
19th December 2004, 11:38 AM
Ankhen khul jaye aur sapne reh jaye
honth sil jaye aur baathe keh jaye
Mehfil mein jaye aur tanha reh jaye
doori badh jaye aur kareeb hum ho jaye
chot unko lag jaye aur dard ham seh jaye
woh na kar jaye aur hum ha sun jaye
hum mar jaye aur hamara pyar reh jaye!!
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 19
|
19th December 2004, 05:48 PM
HI Jubin,
Once again a truly beautiful collection of gems from you. This one is the absolute best. Thanx for sharin such luvly pieces with us.
Luvs,
Salim
If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul
Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.
We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 135
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 18
|
20th December 2004, 08:55 AM
Hi Jubinji...
Very Nice wordings....very nice feelings......
& very nice shayri......
Bahut acche.....i like it very much.....
Bye..Take Care.....
Megha
|
|
|
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
20th December 2004, 10:48 AM
thanx candy for always readin my shers
thanx a lot
i'll always share it
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 7
Join Date: Dec 2004
Location: Ahmedabad
Rep Power: 0
|
Kabiletarif -
20th December 2004, 04:32 PM
Hi, dard_thesorrow
Aap ne jo farmaya woh kabil e tarif hai.
Aaise hi sher post karte rahiye
Regards
|
|
|
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
25th January 2005, 04:52 PM
thank u dhawal sahab for u r appreciation
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
|
|
*Ishq~Ibadat.......**
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 32
|
Aankhen khouli ho yea ho bandh...song! -
25th January 2005, 05:33 PM
Ankhen khul jaye aur sapne reh jaye
honth sil jaye aur baate keh jaye
Mehfil mein jaye aur tanha reh jaye
doori badh jaye aur kareeb hum ho jaye
chot Unko lag jaye aur dard ham seh jaye
Woh na kar jaye aur hum ha soun jaye
hum mar jaye aur hamara Pyaar reh jaye!!
Badan hi aaj agar tare tare hain mera Tou ek chak-e-gareeban Siya siya Na siya~Ye aur baat ke Tu har rah-e-khayaal mein hain, Ke Tera Naam zaban se Liya liya Na liya~Mareeze Ishq ka keya hain Jiiya jiiya Na jiiya~Hain Ik saans ka jhagra Liya liya Na liya...Ye ghazal younhi likh gayi...! Aapna jeisa ehsaas laga...**Likhte rahiyega~Daad kuboul karlena  Khush rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care>>>God bless You.
Keep smilling....... 
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
*Pure Love**
|
|
|
|
|
kuch baatein kuch yaadein
Offline
Posts: 1,748
Join Date: May 2003
Rep Power: 21
|
25th January 2005, 10:41 PM
hi jubin
ab humein to aapki tareef karne ki aadat si hi ho gayi hai, aap likhte hi itna khoob hain
aise hi likhte rahiye
sonal
|
|
|
|
|
Shayri Dil se...
Offline
Posts: 453
Join Date: Apr 2004
Rep Power: 19
|
Dost Jubin! -
25th January 2005, 11:08 PM
Quote:
Originally posted by dard_thesorrow
Ankhen khul jaye aur sapne reh jaye
honth sil jaye aur baathe keh jaye
Mehfil mein jaye aur tanha reh jaye
doori badh jaye aur kareeb hum ho jaye
chot unko lag jaye aur dard ham seh jaye
woh na kar jaye aur hum ha sun jaye
hum mar jaye aur hamara pyar reh jaye!!
|
Dost jubin,
Saach mein kaafi accha likha hai...
Har ek pal...har ek elfaaz gawahi de raha hai ki aap ek
achhe shayar hai.....Keep it up!
Keep writing buddy!
Have a excellent time.........
Bye
~ Dosti Dil se ~
: : Dost har lamha saath tumhare hai hum : :
Listen to your mind...but follow your heart.
"Anyone who believes sunshine brings happiness has never danced in the rain."
----------------------------------------------
: : Yogesh : :
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 30
|
26th January 2005, 12:19 AM
Dard ji,
too good very well written.
Yunhi likhte rahein mere dost.
Thanks
Rohin
|
|
|
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
Re: Aankhen khouli ho yea ho bandh...song! -
26th January 2005, 09:02 AM
thanks shimul ji
for taking out time and appreciating my sher thank u
aapne char chaand laga diye reply dekar
thanks a lot
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
26th January 2005, 09:06 AM
Quote:
Originally posted by soni_sonal
hi jubin
ab humein to aapki tareef karne ki aadat si hi ho gayi hai, aap likhte hi itna khoob hain
aise hi likhte rahiye
sonal
|
sonal ji kyu sharminda kar rahi hai aap hume
aap un chuninda logon me se hai jo mera har sher padhte hai aur unme reply dete hai
thanks a lot for being there
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
Re: Dost Jubin! -
26th January 2005, 09:14 AM
Quote:
Originally posted by yashmax
Dost jubin,
Saach mein kaafi accha likha hai...
Har ek pal...har ek elfaaz gawahi de raha hai ki aap ek
achhe shayar hai.....Keep it up!
Keep writing buddy!
Have a excellent time.........
Bye
|
thank u yash sahab
hum to dil se likhte hai aur hume khushi hai ki humara likha aapko pasand aaya
padhte rahiye
janaab yaha par humse bhi acche shayar hai to krupya hame sharminda na kare
yaha par bade logo ke saamne humara koi sthaan nahi hai
salaam
khayaal rakhiye
aapka jubin
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
26th January 2005, 09:19 AM
Quote:
Originally posted by Rohin
Dard ji,
too good very well written.
Yunhi likhte rahein mere dost.
Thanks
Rohin
|
huzoor aapka bahut bahut shukriya aap yaha aaye aur humare sher ki raunaq ko badhaya bahut shukriya
keep reading,keep writing
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
|
|
*Ishq~Ibadat.......**
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 32
|
Re: Re: Aankhen khouli ho yea ho bandh...song! -
26th January 2005, 03:30 PM
Quote:
Originally posted by dard_thesorrow
thanks shimul ji
for taking out time and appreciating my sher thank u
aapne char chaand laga diye reply dekar
thanks a lot
|
I forgot to say something: Your signature Jhutha hi sahi~Pal bharke liye koi hamein Pyaar: Kishore Jee ki aawaaz mein wo song yaad diyala...  Khair, ek baat aur kehna chahoungi Aapse ki Char Chaand lagadiya kehkar Aapne mujhe bohot hi jiyada izzat bakshe hain: Mere khayaal mein Aapko Aapke aur Doston ko ye kehna chahiye, Aapka keya khayaal hain! Shukriya padhne ke liye**Khush rahon ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care>>>God bless You.
Keep smilling....... 
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
*Pure Love**
|
|
|
|
|
main aur meri tanhayee...
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
Re: Re: Re: Aankhen khouli ho yea ho bandh...song! -
28th January 2005, 05:52 PM
shimul ji
aap humse badi hain
to hum izzat se hi pesh aayenge na !!
hum bado ki izzat karte hai yaar
to ab aap bataiye ki aapka kya khayaal hai
ha vo kishore ji ka gaane se to inspire hue hain hum signature ke liye
god bless u tooo
aap bhi khush rahiye
main aur meri tanhayee..............
I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying
jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)
log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....
hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2022, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |