 |
|
|
|
|
 |
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
pyar kar meri jaan, MUJHE sirf par kar....!! -
18th November 2007, 12:48 PM
saare aashiqoN ko is nacheez aashiq ka salaam,
AansuoN ke saath jaan bhi nazroN se utar jaaye,, teri yaad jo aaj humko dhundhli nazar aaye,, teri yaad hawaa ban seene ko cheere,, aaNkhoN se kabhi dil se guzar jaaye,, hai itni si iltiza khuda se humari,, is hawaa me aaj ye jism v bikhar jaaye,, dil karta hai ki aaj is syahi ki sisi me,lahoo saara utar jaaye,, aur naam ye "ghayal" humesha ko marr jaaye,, isi bahaane kuch tera roop v nikhar jaaye............
Dariya-e-ishq ke liye khud ko taiyaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kabhi koi dil jo na tootne paaye yahaaN,
Kuch aisa tu jahaaN me eh mere yaaar kar,

Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….

Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….

Usw dhoodhta tu ktuN ghum kar, darbadar,
Dil cheer le apna aur uska deedaar kar….

Kyun karta hai tu dushmani khud se “ghayal”,
DushmanoN ko v dostoN me shumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar. haaN sach sirf pyar kar.......!!
|
|
|
|
|
DIL KI BAAT DIL TAK
Offline
Posts: 1,187
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 38
|

18th November 2007, 01:01 PM
Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar

Aadaab Shayar sahab kese hai.n aap.....................Aaj kafi waqt baad aapka kalaam padha hai maine aur bahut hi accha laga aapko yanha phir se dekhkar ek umda kalaam per meri mubarakbaad kubool kijiye
"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"
Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 33
Join Date: Oct 2007
Location: banglore
Rep Power: 0
|
hi dear..))) -
18th November 2007, 01:43 PM
Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar
saare aashiqoN ko is nacheez aashiq ka salaam,
AansuoN ke saath jaan bhi nazroN se utar jaaye,, teri yaad jo aaj humko dhundhli nazar aaye,, teri yaad hawaa ban seene ko cheere,, aaNkhoN se kabhi dil se guzar jaaye,, hai itni si iltiza khuda se humari,, is hawaa me aaj ye jism v bikhar jaaye,, dil karta hai ki aaj is syahi ki sisi me,lahoo saara utar jaaye,, aur naam ye "ghayal" humesha ko marr jaaye,, isi bahaane kuch tera roop v nikhar jaaye............
Dariya-e-ishq ke liye khud ko taiyaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kabhi koi dil jo na tootne paaye yahaaN,
Kuch aisa tu jahaaN me eh mere yaaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Usw dhoodhta tu ktuN ghum kar, darbadar,
Dil cheer le apna aur uska deedaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kyun karta hai tu dushmani khud se “ghayal”,
DushmanoN ko v dostoN me shumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar. haaN sach sirf pyar kar.......!!
|
ghayal ji pahle to apka naam padhkar hi dil kuch ghayal ho jata hai..ghayal_shayar..kitna dard sa hai..ab dear u write it very well..really this is a nice creation of ur's..

keep posting such gems..
hv anice time..
pari..
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
16th December 2007, 09:30 PM
Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif
Aadaab Shayar sahab kese hai.n aap.....................Aaj kafi waqt baad aapka kalaam padha hai maine aur bahut hi accha laga aapko yanha phir se dekhkar ek umda kalaam per meri mubarakbaad kubool kijiye
|
shukriya kashif sahab is peshkash ko pasand karne ke liye, bas yahi guzarish rahegi aapse, ki aap aage v yuNhi hume padhne ki jehmat uthate raheN...!!
|
|
|
|
|
Akeli Jaan........
Offline
Posts: 26
Join Date: Jun 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
Hi -
28th December 2007, 11:50 AM
Bahut hi umdaa likha hai aapne...............mujhe sabse zyada jo lines pasand aayin wo hain..........
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
issi tarah likhte rahiye...............shubhkaamnaayen
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The,
Kyu Tanha-Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad......JAYA
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|

29th December 2007, 12:31 AM
Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar
saare aashiqoN ko is nacheez aashiq ka salaam,
AansuoN ke saath jaan bhi nazroN se utar jaaye,, teri yaad jo aaj humko dhundhli nazar aaye,, teri yaad hawaa ban seene ko cheere,, aaNkhoN se kabhi dil se guzar jaaye,, hai itni si iltiza khuda se humari,, is hawaa me aaj ye jism v bikhar jaaye,, dil karta hai ki aaj is syahi ki sisi me,lahoo saara utar jaaye,, aur naam ye "ghayal" humesha ko marr jaaye,, isi bahaane kuch tera roop v nikhar jaaye............
Dariya-e-ishq ke liye khud ko taiyaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kabhi koi dil jo na tootne paaye yahaaN,
Kuch aisa tu jahaaN me eh mere yaaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Usw dhoodhta tu ktuN ghum kar, darbadar,
Dil cheer le apna aur uska deedaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kyun karta hai tu dushmani khud se “ghayal”,
DushmanoN ko v dostoN me shumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar. haaN sach sirf pyar kar.......!!
|
wahhhhhhh wahhhhhhhhh wahhhhhhhhhhhh
kya khub likha hai aap ne....dad kabul farmaye...
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 458
Join Date: Oct 2006
Rep Power: 19
|
29th December 2007, 06:42 AM
ghayal ji aapne bahut aacha likha hai bahut dino baada aapko padha padh kar bahut aacha laga aise hi likhte rahan.....daad kubul kijiy ga......
aapki dost,
sandhya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,272
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 38
|
29th December 2007, 01:49 PM
Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar
saare aashiqoN ko is nacheez aashiq ka salaam,
AansuoN ke saath jaan bhi nazroN se utar jaaye,, teri yaad jo aaj humko dhundhli nazar aaye,, teri yaad hawaa ban seene ko cheere,, aaNkhoN se kabhi dil se guzar jaaye,, hai itni si iltiza khuda se humari,, is hawaa me aaj ye jism v bikhar jaaye,, dil karta hai ki aaj is syahi ki sisi me,lahoo saara utar jaaye,, aur naam ye "ghayal" humesha ko marr jaaye,, isi bahaane kuch tera roop v nikhar jaaye............
Dariya-e-ishq ke liye khud ko taiyaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kabhi koi dil jo na tootne paaye yahaaN,
Kuch aisa tu jahaaN me eh mere yaaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Usw dhoodhta tu ktuN ghum kar, darbadar,
Dil cheer le apna aur uska deedaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kyun karta hai tu dushmani khud se “ghayal”,
DushmanoN ko v dostoN me shumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar. haaN sach sirf pyar kar.......!!
|
hi Lucky
bahut tym baad tumhari koi poetry padhne ko mili mujhe
sacch bahut accha laga padh kar
har baar ki tarah yeh bhi khoob likkha hai tumne.or ishq me doobkar likkha hai toh or bhi cute cute lag raha hai  ..waise jo jo tumne likkha hai us per amal bhi karte ho ya nahi

yeh sher mujhe accha laga...umeed hai is sher ko tum bhi samjhoge or usper amal karoge 
aise hi likhte rehna  humeshaaaaaaaaaaaaaaa
take care 
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 32
|
31st December 2007, 07:12 PM
Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar
saare aashiqoN ko is nacheez aashiq ka salaam,
AansuoN ke saath jaan bhi nazroN se utar jaaye,, teri yaad jo aaj humko dhundhli nazar aaye,, teri yaad hawaa ban seene ko cheere,, aaNkhoN se kabhi dil se guzar jaaye,, hai itni si iltiza khuda se humari,, is hawaa me aaj ye jism v bikhar jaaye,, dil karta hai ki aaj is syahi ki sisi me,lahoo saara utar jaaye,, aur naam ye "ghayal" humesha ko marr jaaye,, isi bahaane kuch tera roop v nikhar jaaye............
Dariya-e-ishq ke liye khud ko taiyaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kabhi koi dil jo na tootne paaye yahaaN,
Kuch aisa tu jahaaN me eh mere yaaar kar,
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Usw dhoodhta tu ktuN ghum kar, darbadar,
Dil cheer le apna aur uska deedaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Kyun karta hai tu dushmani khud se “ghayal”,
DushmanoN ko v dostoN me shumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar. haaN sach sirf pyar kar.......!!
|
lucky bohat acha laga tumhara likha parrh ker ye sher bohat acha laga mujhe
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
yunhi likhte raho khush raho aur haan shayri se hat ker bhi kuch kehna hai mujhe ke apna ye avatar change ker sako to bohat mehrbani hogi pehli baar meri nazar parri to mera dill kharab hogaya main bohat kamzor dill ki hoon aesi cheezain nahi dekh sakti lekin nazar to parr hi jati hai aur main nahi chahti ke ye baar baar dikhe mujhe agar amalker sako to bohat nawazish werna bura mat manna kionki behar haal tum apni merzi ke malik ho 
Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 47
|
5th January 2008, 03:17 PM
Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
BAhut hi acchi peshkash hain lucky tumhari...Hume behad pasand aayi khaaskar ye upar ke do sher....daad....
Plz ek request hain apna avataar plz change karo.....yeh dusri baar keh rahin hoom main tumse request hain..bahut daravna lagta hain...mujhe jab pata hota hain ki tumhari post hain to turant avatar ki side pe kuch rakh deti hoon taki tumhaar avatar na dekhna pade..koi aisa bhi avatar lagata hain..I hope tum change kar doge.............
mausam 
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
7th January 2008, 06:38 PM
Quote:
Originally Posted by nanhi pari
ghayal ji pahle to apka naam padhkar hi dil kuch ghayal ho jata hai..ghayal_shayar..kitna dard sa hai..ab dear u write it very well..really this is a nice creation of ur's..

keep posting such gems..
hv anice time..
pari..
|
nanhi pari ji pehle to maafi chahuNga k bahut der se javaab de raha huN, doosra aapka nam mujhe pata nahiN, aur aapko pehli baar hin is nacheez ne apni mehfil meN dekha hai, aur dekh kar behad khushi hui ki aapko is nacheez ka likha pasand aaya, haaN ye guzarish jaroor rahegi aapse ki aage aap hume yuNhi padhti raheN, aur haaN mujhe aap keh ke na bulaaya kateN, lagta hai maiN bahut buddha ho gaya huN....!!
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
7th January 2008, 06:40 PM
Quote:
Originally Posted by EMPTY HEART
Bahut hi umdaa likha hai aapne...............mujhe sabse zyada jo lines pasand aayin wo hain..........
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
issi tarah likhte rahiye...............shubhkaamnaayen
|
maiN aapse v maafi chahuNga ki aapka v naam mujhe pata nahin hai, par jaan kar khushi hui ki is nacheez ki kosish aapko pasand aayi, bas guzarish yahi rahegi ki is nacheez ko padhne ki jehmat aap aage v yuNhi uthaati raheN....!!
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
7th January 2008, 06:41 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
wahhhhhhh wahhhhhhhhh wahhhhhhhhhhhh
kya khub likha hai aap ne....dad kabul farmaye...
|
lamha ji behad shukriya is nacheez ki mehfil meN shirkat karne ke liye, aur iski khubsoorati meN chaar chaand lagane ke liye, bas aage v ye jehmiyat aap uthati raheN....!!
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
7th January 2008, 06:43 PM
Quote:
Originally Posted by kuhulika
hi Lucky
bahut tym baad tumhari koi poetry padhne ko mili mujhe
sacch bahut accha laga padh kar
har baar ki tarah yeh bhi khoob likkha hai tumne.or ishq me doobkar likkha hai toh or bhi cute cute lag raha hai  ..waise jo jo tumne likkha hai us per amal bhi karte ho ya nahi
Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….
yeh sher mujhe accha laga...umeed hai is sher ko tum bhi samjhoge or usper amal karoge 
aise hi likhte rehna  humeshaaaaaaaaaaaaaaa
take care 
|
dd mujhe poori umeed thi ki koi puraana padhega to ye savaal jaroor uthaayega, aur aapne mujhe bilkul v niraash nahin kiya, aur aapke savaal ka yai javaab de sakta huN, shayad haaN aur sayad na....!! waise aapne ise padha aur pasand kiya aan kar behad khushi hui, bsa aage aap yuNhi padhti raheN....!!
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
7th January 2008, 06:45 PM
Quote:
Originally Posted by Sandhya1
ghayal ji aapne bahut aacha likha hai bahut dino baada aapko padha padh kar bahut aacha laga aise hi likhte rahan.....daad kubul kijiy ga......
aapki dost,
sandhya
|
aapki daad humare sar aaNkhoN par, bas guzarish yahi rahegi ki aage v aap yuNhi hume padhne k jehmiyateN uthaati raheN....!!
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|
17th January 2008, 10:03 AM
Quote:
Originally Posted by koi to ho
lucky bohat acha laga tumhara likha parrh ker ye sher bohat acha laga mujhe
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
yunhi likhte raho khush raho aur haan shayri se hat ker bhi kuch kehna hai mujhe ke apna ye avatar change ker sako to bohat mehrbani hogi pehli baar meri nazar parri to mera dill kharab hogaya main bohat kamzor dill ki hoon aesi cheezain nahi dekh sakti lekin nazar to parr hi jati hai aur main nahi chahti ke ye baar baar dikhe mujhe agar amalker sako to bohat nawazish werna bura mat manna kionki behar haal tum apni merzi ke malik ho 
|
ye to humari khusnasibi ki aapne ise pasand kiya aur hume yaad rakha, nahin to itne dinoN meN to maiN shayri bhool gaya tha, ye to socha hiN nahin tha ki aap logoN ko yaad rahuiNga, waise ap kosish rahegi ki aata rahuN, bas yuNhi aap log mehfil ki raunak barqaraar rakheN....!!
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 49
|

11th April 2008, 06:09 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Jane waale ko jana tha, to wo chala gaya,
Uske liye khud ko tu na yuN bekarar kar….
Pyar kar meri jaan! mujhe sirf pyar kar.
Wapas tere paas aana pade us bewafa ko,
Mohabbat tu usse itni beshumaar kar….
BAhut hi acchi peshkash hain lucky tumhari...Hume behad pasand aayi khaaskar ye upar ke do sher....daad....
Plz ek request hain apna avataar plz change karo.....yeh dusri baar keh rahin hoom main tumse request hain..bahut daravna lagta hain...mujhe jab pata hota hain ki tumhari post hain to turant avatar ki side pe kuch rakh deti hoon taki tumhaar avatar na dekhna pade..koi aisa bhi avatar lagata hain..I hope tum change kar doge.............
mausam 
|
umeed hai dd, ki ab aap khush hoNgi naye avatar se, aur ab aapko prblm nahin hogi, aur aapne is kalaam ko padha aur pasand kiya humare liye bahut badi baat hai, aur fir se maafi chaahuNga muddatoN baad javaab dene ke liye....!!
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |