Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ab ke ham bichhade to shaayad kabhii Khvaabon mein milen by ahmed faraz
Old
  (#1)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
ab ke ham bichhade to shaayad kabhii Khvaabon mein milen by ahmed faraz - 28th August 2008, 04:12 PM

ab ke ham bichhade to shaayad kabhii Khvaabon mein milen
jis tarah suukhe hue phuul kitaabon mein milen

Dhuundh ujade hue logon mein vafaa ke motii
ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon mein milen

tuu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa
donon insaan hain to kyoun itane hijaabon mein milen

Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar mein shaamil kar lo
nashaa badataa hai sharabein jo sharaabon mein milen

aaj ham daar pe khenche gaye jin baaton par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabon mein milen

ab na vo main huun, na tu hai, na vo maazii hai `Faraaz’,
jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon mein milen


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hum milen ya na milen zindegi ke safer mein,Baqi bas mohabbat ke nishan milenge. Mohammad Kashif Shayri-e-Dard 25 22nd November 2014 02:42 PM
Ahmed Faraz huzefa Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 7th May 2009 04:05 PM
rangish ( faraz ahmed ) sohanii Shayri-e-Dard 1 30th December 2005 08:41 PM
Ahmed Faraz - ab ke ham bichhaDe to shaayad kabhii Khvaabon mein milen farhana Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 30th September 2005 08:30 PM
badan mein aag sii cheharaa gulaab jaisaa hay - Ahmed Faraz Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 27th March 2003 09:12 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com