Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Duaon me asar meri....
Old
  (#1)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
Duaon me asar meri.... - 20th April 2016, 03:20 PM

Duaon me asar meri agar ek baar ho jaye !
Mera ek haath qaasa aur ek talwaar ho jaye !!

Lahoo ki pyas jinko hai unhe phir main bataunga !
Aman ki chah ho dil me falak ki haar ho jaye !!

Labon ko baandh kar rakhna ye khdgarzi hamaari thi !
Ke jisko chahte the ham use bhi pyaar ho jaye !!

Hamare dar pe aaye ho hamari jaan bhi le lo !
Magar phir mu.ud ke mat dekho jo dariya paar ho jaye !!

Har ek ehsaan zaalim ka sitam ki shakl mein hai ab !
Meri mutthi agar khul jaye to hathiyaar ho jaye !!

Ameeri sar pe aayi to gareebi ne kaha mujhse !
Mujhe tum yaad rakhna jabtalak na dil bimaar ho jaye !!

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th April 2016, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Duaon me asar meri agar ek baar ho jaye !
Mera ek haath qaasa aur ek talwaar ho jaye !!

Lahoo ki pyas jinko hai unhe phir main bataunga !
Aman ki chah ho dil me falak ki haar ho jaye !!

Labon ko baandh kar rakhna ye khdgarzi hamaari thi !
Ke jisko chahte the ham use bhi pyaar ho jaye !!

Hamare dar pe aaye ho hamari jaan bhi le lo !
Magar phir mu.ud ke mat dekho jo dariya paar ho jaye !!

Har ek ehsaan zaalim ka sitam ki shakl mein hai ab !
Meri mutthi agar khul jaye to hathiyaar ho jaye !!

Ameeri sar pe aayi to gareebi ne kaha mujhse !
Mujhe tum yaad rakhna jabtalak na dil bimaar ho jaye !!

Bahut khoob..aisa laga ye ashaar pahle bhi pesh kiye hain aspne......

Achcha laga padhna...

Waah!!!

Likhte rahein...aate rahein..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st April 2016, 11:04 AM

bahut ummdah kalaam pesh kiyaa aapne ankaj bhai.................... lajawaab.

ahle sher me mujhe lagta hai "mere" ek haath hona zyaada sahi lagega bajaay iske ke "mera" kyunki aapka haath kaasa nahi ho raha hai, aake haath me kaasa hona aap chah rahe hain.... ho sakta hai main galat bhi houn , maaf kijiyegaa..

bas zaraa sa confusion tha so aapse pooch liyaa...........

baaki kalaam waaqai dilfareb hai aapka.... mubaarak ho......

Shaad.....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
21st April 2016, 11:07 AM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Duaon me asar meri agar ek baar ho jaye !
Mera ek haath qaasa aur ek talwaar ho jaye !!

Lahoo ki pyas jinko hai unhe phir main bataunga !
Aman ki chah ho dil me falak ki haar ho jaye !!

Labon ko baandh kar rakhna ye khdgarzi hamaari thi !
Ke jisko chahte the ham use bhi pyaar ho jaye !!

Hamare dar pe aaye ho hamari jaan bhi le lo !
Magar phir mu.ud ke mat dekho jo dariya paar ho jaye !!

Har ek ehsaan zaalim ka sitam ki shakl mein hai ab !
Meri mutthi agar khul jaye to hathiyaar ho jaye !!

Ameeri sar pe aayi to gareebi ne kaha mujhse !
Mujhe tum yaad rakhna jabtalak na dil bimaar ho jaye !!
Ek arse baad nawaab sahab aaye hai mehfil mein
ki kab se sochte the hum tera deedaar ho jaaye !!

Bahut khoob saahab aate rahiyegaaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
21st April 2016, 11:15 AM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Duaon me asar meri agar ek baar ho jaye !
Mera ek haath qaasa aur ek talwaar ho jaye !!

Lahoo ki pyas jinko hai unhe phir main bataunga !
Aman ki chah ho dil me falak ki haar ho jaye !!

Labon ko baandh kar rakhna ye khdgarzi hamaari thi !
Ke jisko chahte the ham use bhi pyaar ho jaye !!

Hamare dar pe aaye ho hamari jaan bhi le lo !
Magar phir mu.ud ke mat dekho jo dariya paar ho jaye !!

Har ek ehsaan zaalim ka sitam ki shakl mein hai ab !
Meri mutthi agar khul jaye to hathiyaar ho jaye !!

Ameeri sar pe aayi to gareebi ne kaha mujhse !
Mujhe tum yaad rakhna jabtalak na dil bimaar ho jaye !!
Bohat hi aala darje ka kalaam hai

Khususan aakhri sher bohat hi asar daar hai
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
22nd April 2016, 10:17 PM

Beautiful composition.Keep writing
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
20th October 2016, 10:21 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut khoob..aisa laga ye ashaar pahle bhi pesh kiye hain aspne......

Achcha laga padhna...

Labon ko baandh kar rakhna ye khdgarzi hamaari thi !
Ke jisko chahte the ham use bhi pyaar ho jaye !!

Waah!!!

Likhte rahein...aate rahein..

Shukriya madhuji.....ji haan kalaam pahle bhi pesh ho chuka hai.......hamne baad me gaur kiya....

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
20th October 2016, 10:24 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahut ummdah kalaam pesh kiyaa aapne ankaj bhai.................... lajawaab.

ahle sher me mujhe lagta hai "mere" ek haath hona zyaada sahi lagega bajaay iske ke "mera" kyunki aapka haath kaasa nahi ho raha hai, aake haath me kaasa hona aap chah rahe hain.... ho sakta hai main galat bhi houn , maaf kijiyegaa..

bas zaraa sa confusion tha so aapse pooch liyaa...........

baaki kalaam waaqai dilfareb hai aapka.... mubaarak ho......

Shaad.....
Bahut shukriya SHAAD sahab ........muaafi ki baat karke hamen sharminda na karen........aapne thik kaha typing mistake hai......aainda khayaal rahega ..........khush rahiye........

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
20th October 2016, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
Ek arse baad nawaab sahab aaye hai mehfil mein
ki kab se sochte the hum tera deedaar ho jaaye !!

Bahut khoob saahab aate rahiyegaaa
Bahut shukriya janaab........aapne gaur kiya kalaam par....bahut khushi hui

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
20th October 2016, 10:27 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Bohat hi aala darje ka kalaam hai

Khususan aakhri sher bohat hi asar daar hai
Bahut bahut shukriya bhai......

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
20th October 2016, 10:28 AM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
Beautiful composition.Keep writing
Bahut bahut shukriya sukanya ji !!!!!!

Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
29th October 2016, 07:11 PM

Kya BAAT he pankaj ji kabele tarred he aapka junoon
bahut khub peshkash he khush rahe likhte rahe

SHAKIR ALI
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com