hi devraj...
me bela .
dev main tumko yaad hoon na i know main tumko yaad hoon but dev main ye baat naheen yaad karna chahrahi ke tum chale jaoge ........
but mujhko buhat dar lagraha hai........
tumhara koi bhi msg naheen kaee dinoon se!
dev tum , tum ho na dev?
plz mere pass ho na tum , yahan hum sab ke beach..........tum zinda ho na?
dev main ne buhat wait kia par tumhara aik bhi msg naheen aya aur asa naheen hosakta ke tum bela ko yaad na rakho , mere bhai mujhko yaad hai tumne kaha tha kee....
"bela agar buhat din tak mera msg na aee tu samjh lena ke main ...."
but main kuch naheen samjhna chahteee.......
jab kaheen bhi tumne reply naheen kia tu ab yahan msg kar rahi hoon , tum ho na?
dev plz bhai...........i miss u a lot.
tum thek ho na dev?
asa kuch naheen hosakta tum ajao na bhai!
plz.