Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Tab se kisi aur k dil main raha na sake..
Old
  (#1)
Vaishali007
Registered User
Vaishali007 is on a distinguished road
 
Vaishali007's Avatar
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 0
Love Tab se kisi aur k dil main raha na sake.. - 14th October 2007, 04:21 AM

Jara dekh nadan teri maut ka saman aaya hai.
k uske ghar sai tera aakhri paigaam aaya hai..
U to bahut koshish ke humne bhulne ke "jaan".
Magar meri har nazzm mai tera he naam aaya hai..

================================================== ===

Gamo k daur main kismat humne bhi aajmai thi
Ye baat aur hai k thokar muhn k bal khai thi..
Ye apna-2 mukaddar hai kise moti mile kise khak.
warna hasrato k sagar main dubki humne bhi lagai thi

================================================== ===

Mile bina tumse hum rah na sake.
Milkar bhi tumse hum kuch kah na sake..
Kabhi tere dil ko ghar banaya tha apna.
Tab se kisi aur k dil main raha na sake..

================================================== ===
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
14th October 2007, 12:50 PM

Quote:
Originally Posted by Vaishali007 View Post
Jara dekh nadan teri maut ka saman aaya hai.
k uske ghar sai tera aakhri paigaam aaya hai..
U to bahut koshish ke humne bhulne ke "jaan".
Magar meri har nazzm mai tera he naam aaya hai..

================================================== ===

Gamo k daur main kismat humne bhi aajmai thi
Ye baat aur hai k thokar muhn k bal khai thi..
Ye apna-2 mukaddar hai kise moti mile kise khak.
warna hasrato k sagar main dubki humne bhi lagai thi

================================================== ===

Mile bina tumse hum rah na sake.
Milkar bhi tumse hum kuch kah na sake..
Kabhi tere dil ko ghar banaya tha apna.
Tab se kisi aur k dil main raha na sake..

================================================== ===
wah! huzuur tino hii sher zabardast hai.. aap to behad khuub likhate hai.n. lagta hai ab aap par nazar rakhanii padegii

yuun hii likhate rahe.n.

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Vishal_aryan
Registered User
Vishal_aryan will become famous soon enoughVishal_aryan will become famous soon enough
 
Vishal_aryan's Avatar
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Oct 2007
Location: Gurgaon
Rep Power: 18
16th October 2007, 02:59 AM

Bahut khub Vaishali. carryon dear


Code:
A jaan-a-vis tumhe khabhar kya tumhe chahe hum kitna !!
Kabhi kisi deewane sai puchna ki khudha ki bandgi kya hai !!

"VISHAL ARYA"



  Send a message via Skype™ to Vishal_aryan 
Reply With Quote
Mohabat Ki Tohin
Old
  (#4)
FRISHTA4U
Registered User
FRISHTA4U will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 17
Mohabat Ki Tohin - 18th October 2007, 03:33 PM

Sab se pahle MOHABAT KE FRISHTE KA sab mohabat karne walo ko salaam,
Main aaj pahli bar shayri ki duniya main kadam rakh rahan hoon.Main ne sab ke kalaam pade.Sibaye ek shaks ke (vaishali ji)baki sab bahut hi ache lage.Par muhje itna dukh hua,ke kese aap sab ne us ki juthi tareef ki.Jab ke woh us ke kabil hai hi nahi.Kaya likha usne(jara dekh nadan teri maut ka saman aaya hai.Kuske ghar sai tera aakhri paigaam aaya hai).Kaya aap ko is ki daad deni chayie? Bilkul nahi.Mohabat kakonsaPAGAAM bejh rahein hainwoh.Mohabat,Mohabat ke bhes main KATIL kab se ho gayi.RANJHA,MAJNU and MAHIWAL ka naam khak main mila diya.Ager mohabat karne wale main itni khudi hai ke woh jise mohabat karta ho use hi katal kare.Aur apne aap ko ek chacha ashik samjhta hai to khak main gayi uski mohabat.Mohabat main koyi milabat nahi hoti,ek dam pure.Naffrat,badla,ghussa and aahankar ka to mohabat ko pata bhi nahi hota.Bas mohabat hi mohabat hoti hai.Aare Mohabat karne wale to PARBAT se bhi bada JIGAR rakhte hai.Aur SAMUNDER se bhi ghehri ghahrayi hoti hai unke ander.Sab kush sama lete hain apne ander per uuff tak nahi
karte.Woh hawa ke jhonko ki tarah kabi ither ko kabi uther ko nahi jhulte.Mohabat karne
wale to Labbon ko si lete hain aur shikwe ki gunjayiesh bhi nahi rakhte.Bas unki Rooh se to DUAYIN hi niklti hai ke tu sada khush rahe salamat rahe,usi main meri khushi hain.
VAISHALI JI MOHABAT karne wale apne sir par KAFFAN Bandhte hai,dusroon ko KAFFAN
nahi pahnate.Sachi MOHABAT itni giri hui nahi hoti.Mohabat zindgi bakshti hai,zindgi leti nahi.MOHABAT Ebadat hai,MOHABAT Bandhgi hai.koi bachon ka khel nahi ke zidd ki, jo bhi khilona asha laga.Nahi mila to khahna main jeh khilona tode doonga.AARE MOHABAT
TO NA JANE KITNI SADION KA EK LAMBA PAINDA HOTA HAI,JISE KOI KOI TEH KAR PATA HAI.EK ITNA GHERAA SAMUNDER JIS MAIN TEERNE KE LIYE KURBANI KI DUBKI LAGANI
PADTI HAI AUR KINARE PAR KOI KOI PAHUNCH PATA HAI.MOHABAT EK THANDI HAWA KA JHUNKA HOTA HAI.JISE SIRF MAHSOOS KIYA JA SAKTA HAI.BAND NAHI KIYA JA SAKTA.
MUDDIAI LAAKH BURA CHAHE,TO KIYA HOTA HAI
BOHI HOTA HAI,JO MANJURE KUDA HOTA HAI.
GUSTAKHI KI MUHAFFI CHAHTA HOON.KUDA AAP SAB KO KHUSH RAKHE.
MOHABAT JINDABAD KUDA HAFFIZ
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
maiN tujhe PAATA raha, KHOTA raha...!! Taish Shayri-e-Dard 14 25th June 2010 01:25 PM
Tum na aa sake Yeh hii khaas raha...(zidd ji aur sameer ji aapke liye....) naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 21 10th October 2009 11:30 AM
AankhoN main raha dil main utar ke nahi dekha dilip200 Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 25th August 2008 09:50 AM
Dil Mein Kisi Ke Liye Jagaah Kiye Jaa Raha Hun Main.. sahilmehta111 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 28th September 2006 01:13 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com