Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
us parwaane ke liye..
Old
  (#1)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Love us parwaane ke liye.. - 15th July 2002, 11:44 PM

Us parawane ke khaatir humne rab ko yaad kiyaa,
Jis parawaane ne humko dar dar ka mohataaj kiya,
Kayaa khataa hui humse jo usane humko barbaad kiyaa,
Rab ko chod kar humne mahakhaane ko yaad kiyaa.



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
dil na todna kabhi
Old
  (#2)
humnashi
a best friend
humnashi will become famous soon enough
 
humnashi's Avatar
 
Offline
Posts: 180
Join Date: Dec 2001
Location: ludhiana
Rep Power: 23
Love dil na todna kabhi - 19th July 2002, 11:03 AM

meine roka usey toka use samjhaya bhi
deke vaasta apni yari ka manaya bhi
kaanta bana pathar bana mein uske raste ka
kabhi banke phool uske samne murjhaya bhi..
woh to chal diya hai leke baharein dahej mein
chod gaya akeyla na kabhi mujhe kuch bataya bhi...


usne socha inkar se mein toot kar bikhar jaonga,
magar mujhe yakeen hai ke mein aur nikhar jaonga
 Send a message via ICQ to humnashi Send a message via Yahoo to humnashi  
Reply With Quote
phool ke murjhaane par..
Old
  (#3)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Love phool ke murjhaane par.. - 24th July 2002, 11:48 PM

Phool ke murjhaane par kali dkehi nahi jaati,
Do dilon ke darmiyan doori dekhi nahi jaati.
Khuda unke hisse ke gham bhi mujhko de de,
Ki un masoom aankhon mein nami dekhi nahi jaati.



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
thanx
Old
  (#4)
humnashi
a best friend
humnashi will become famous soon enough
 
humnashi's Avatar
 
Offline
Posts: 180
Join Date: Dec 2001
Location: ludhiana
Rep Power: 23
thanx - 18th July 2004, 07:26 PM

thanx chahat

u also written well...i appriciate you

tarun


usne socha inkar se mein toot kar bikhar jaonga,
magar mujhe yakeen hai ke mein aur nikhar jaonga
 Send a message via ICQ to humnashi Send a message via Yahoo to humnashi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
19th July 2004, 06:19 PM

Vaaaaaahhhhhooooooooooo!!!!!!!!
Tarun ji
Aapne itna puraana sher saamne la diya...
Ek baar to jab padha.. to laga arre yeh mere naam se kaise kisine kuch post kar diya.. yeh to jaana pehchaana nahi hai... hahaha..
phir date dekhi...
Can't recollect is it really written by me, may be not.
I'm sure about the second one.. that's one of my fav's but not mine.. but Just can't recollect the first one..
Thankyou soo much.. ki aapne itni puraani yaadein taaza karva di...

Khush rahiye!
~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
wah priyaji
Old
  (#6)
Tanha mukesh
Registered User
Tanha mukesh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 78
Join Date: Apr 2004
Location: In heart
Rep Power: 21
wah priyaji - 20th July 2004, 04:40 PM

Bahut khub likha he aapne,wakhi aapki ungliyon me jadoo he jub chalti he kagaj pe to ek yaadgar najm chod jati he,wah.keep it up lovely work.
"Her mod pe miljate he Humdard mujhe!
Shayad humari basti me he adakar bahut!!
Love,
Mukesh
   
Reply With Quote
are chahat
Old
  (#7)
humnashi
a best friend
humnashi will become famous soon enough
 
humnashi's Avatar
 
Offline
Posts: 180
Join Date: Dec 2001
Location: ludhiana
Rep Power: 23
are chahat - 20th July 2004, 05:59 PM

arey meine kuch nahi kiya yaar...............i have written just nothing else ...any way mujhe bahut acha lagta hai yeh...................................

tarun


usne socha inkar se mein toot kar bikhar jaonga,
magar mujhe yakeen hai ke mein aur nikhar jaonga
 Send a message via ICQ to humnashi Send a message via Yahoo to humnashi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
20th July 2004, 06:59 PM

Mukesh ji,

Bahut khoob likha hai aapne..

"Her mod pe miljate he Humdard mujhe!
Shayad humari basti me he adakar bahut!!


Aapka bahut bahut shukriya jo aapne mujhe reply kiya!

Khush rahiye!



Tarun ji!

Aapne kuch na keh ke bhi bahut kuch keh diya tha... itna puraana sher jab padha hoga... khair...

Mujhe bhi bahut acha laga ise ek baar phir padh ke.. woh guwra zamaana phir aa gaya mere saamne...

Thankyou very much!

Khush rahiye..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Kesi baate kerti he aap?
Old
  (#9)
Tanha mukesh
Registered User
Tanha mukesh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 78
Join Date: Apr 2004
Location: In heart
Rep Power: 21
Kesi baate kerti he aap? - 21st July 2004, 03:31 PM

Priya ji,
Ishme shukriya kesa reply to mujhe aapko kerna hi tha kiyunki kisi bhi adakar ki tarif na kerna gustakhi hoti he,aur hum ki nigah me gustakh nahi banna chahte he.
"He sukhanwar* aur bhi bahut duniya me!
Lekin kehte he Priya ka andaj-e-bayan kuch aur he!!"
*sukhanwar: Achcha bolne aur likhne wale
Love
Mukesh
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
21st July 2004, 05:49 PM

Mukesh ji,

Ab aapko thankyou kahungi to aap phir se mujhe tokenge.. to ab aap hi bataaiye ki shukriya ada karna chaahti to kaise karun, bina shukriya shabd ka istemaal kiye??

Khush rahiye!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
humnashi
a best friend
humnashi will become famous soon enough
 
humnashi's Avatar
 
Offline
Posts: 180
Join Date: Dec 2001
Location: ludhiana
Rep Power: 23
hi - 21st July 2004, 08:15 PM

priya here are some shares for you:-

har mod pe mil jatey hain wafa jatane wale
shayad meri basti mein kalakaar bahut hai......


ajj ke daur mein jis se bhi ki wafa ki ummeed
aakar ussi ke haath ka pathar laga mujhe......



laute hain aaj biyabaan se badi shaan se hum
apne hi ghar mein nazar aate hain mehmaan se hum.......



kaise lagey batana zaroor

tarun


usne socha inkar se mein toot kar bikhar jaonga,
magar mujhe yakeen hai ke mein aur nikhar jaonga
 Send a message via ICQ to humnashi Send a message via Yahoo to humnashi  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#12)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Re: hi - 21st July 2004, 08:24 PM

Sabse pehle to aapk Shukriya ada karna chaahungi Tarun ji, jo aapne apni shayri yahan likhi...

Quote:
Originally posted by humnashi
har mod pe mil jatey hain wafa jatane wale
shayad meri basti mein kalakaar bahut hai......
Basti mein kalakaar..aur wafa jataane vaale.. hm... kaafi gehri baat kahi hai aapne..

"Wafa ki usne bahut,
par yeh kya main hi wafa na kar paayi..
Jud gaya mera naam bhi kalakaaron mein..
e-khuda main ab bewafa kehlaayi"

Quote:
Originally posted by humnashi
ajj ke daur mein jis se bhi ki wafa ki ummeed
aakar ussi ke haath ka pathar laga mujhe......
Sach hai... par humesha sach nahi hota... Vakt humesha ek sa nahi hota... aur har insaan daga dega yeh bhi zaroori nahi hota..

Quote:
Originally posted by humnashi
laute hain aaj biyabaan se badi shaan se hum
apne hi ghar mein nazar aate hain mehmaan se hum.......
Yeh bahut khoob hai.. iske liye jawab bhi nahi dhoond pa rahi hun..

Aapke sabhi sher mujhe behad pasand aaye!

Aise hi mehfil sajaate rahiye..

Khush rahiye..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Ohh
Old
  (#13)
Tanha mukesh
Registered User
Tanha mukesh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 78
Join Date: Apr 2004
Location: In heart
Rep Power: 21
Ohh - 22nd July 2004, 08:21 PM

Priyaji,
Sorry mene aapko confuse ker diya,aap humare naam ke sath ji hata dijiye hum samjhenge aapne shukriya keha aur hum accept kerlenge.Kitna aasan bana diya aapki muskil ko????keep it up gud sprit.
Love,
Mukesh
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
24th July 2004, 01:52 AM

Aasaan to bana diya.. lekin yeh ji hataan zara mushkil hai..
lolz..
Koshish karungi..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#15)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
24th April 2007, 02:53 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Us parawane ke khaatir humne rab ko yaad kiyaa,
Jis parawaane ne humko dar dar ka mohataaj kiya,
Kayaa khataa hui humse jo usane humko barbaad kiyaa,
Rab ko chod kar humne mahakhaane ko yaad kiyaa.
chaht g,
namaskar,
kya likha hai, bahut acha aur unique likha hai. bahut acha laga ise padkar. ab hum b kuch likhna chahnge....umeed hai aapko padand ayega.....

RAB to mujhe marne ke baad milega
sharaab ne mujhe jeene ki himaat di
hum to to bass mandir ko jah rahe the
baad mein paatha chala yhe MAHAKHANA ki raah thi

kaisa laga yhe appko?


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#16)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th April 2007, 09:29 AM

dear chahat bahut acchey sher likhey hain aap sabhi ne....majja aa gaya padkar....


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#17)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
25th April 2007, 02:27 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
chaht g,
namaskar,
kya likha hai, bahut acha aur unique likha hai. bahut acha laga ise padkar. ab hum b kuch likhna chahnge....umeed hai aapko padand ayega.....

RAB to mujhe marne ke baad milega
sharaab ne mujhe jeene ki himaat di
hum to to bass mandir ko jah rahe the
baad mein paatha chala yhe MAHAKHANA ki raah thi

kaisa laga yhe appko?
Bahut khoob likha hai aapne..

Bahut bahut shukriya.. itne puraane sher ko phir se saamne rakhne ke liye..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#18)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
25th April 2007, 02:29 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dear chahat bahut acchey sher likhey hain aap sabhi ne....majja aa gaya padkar....


Kya?????????? pehchaana nahi kaun hai?????? pehle to kabhi bhi chaahat nahi bulaaya.. to aaj kaise... zaroor aapko pata nahi chala ki main hun..

jaao main aapse baat nahi karti... katti

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Shama Aur Parwaane lalitforever Shayri-e-Dard 3 21st August 2009 06:22 PM
Parwaane Ke Kaaran Shama Sadiyon Se Badnaam Hai loveforgudia Shayri-e-Dard 4 11th July 2007 10:02 AM
Jalne mein jo mazaa hai wo parwaane jaanthe hai... itschahat Shayri-e-Ishq 0 11th March 2007 10:35 AM
meree ma mere pita ke liye(aye sabhee buzurgon ke liye) masoomshayer Aapki Shayri 22 4th May 2006 06:28 PM
Tamanna Parwaane ki... ghayalparwana Shayri-e-Dard 10 24th February 2003 09:24 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com