Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~* aap ka cheheraa nazar aayaa *~
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
~* aap ka cheheraa nazar aayaa *~ - 2nd July 2016, 04:03 AM


Khumaar e maikashii me aap ka cheheraa nazar aayaa,
kabhii pat'thar nazar aayaa kabhii sheeshaa nazar aaya.

ab ham ko dekhiye, ham they kabhii kaise jawaaN dil ke,
aur ab dekheN to apne aap me murdaa nazar aayaa.

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.

naqaab unkaa uThaa jo ek pal ko haae mahfil me.n,
yahaaN majnoo nazar aaya, wahaaN raaNjhaa nazar aaya.

hame dii thii kisii ne bad'duaa tum yoon hi taDpoge,
phir uske baad se saayaa bhi naa apnaa nazar aayaa.

ham ashqon ko samajhte they, ke pee jaaenge lahraa ke,
magar aye shaad ye qatraa bhii ek dariyaa nazar aayaa.


Shaad.............



Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
2nd July 2016, 05:13 AM

"ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN"


shaad miyaaN is misrey ko frame karvaa ke rakh lo, mooNh maaNgi qeemat milegi kisi din



ramzaan ka aakhiri jumma tha aaj, qalam par bhi kya khoob rehmat hui hai!!

Allah kare..........


khush rahiye


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
2nd July 2016, 05:16 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Khumaar e maikashii me aap ka cheheraa nazar aayaa,
kabhii pat'thar nazar aayaa kabhii sheeshaa nazar aaya.

ab ham ko dekhiye, ham they kabhii kaise jawaaN dil ke,
aur ab dekheN to apne aap me murdaa nazar aayaa.

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.

naqaab unkaa uThaa jo ek pal ko haae mahfil me.n,
yahaaN majnoo nazar aaya, wahaaN raaNjhaa nazar aaya.

hame dii thii kisii ne bad'duaa tum yoon hi taDpoge,
phir uske baad se saayaa bhi naa apnaa nazar aayaa.

ham ashqon ko samajhte they, ke pee jaaenge lahraa ke,
magar aye shaad ye qatraa bhii ek dariyaa nazar aayaa.


Shaad.............

Aadaab shaad sahab

Bohat dino baad dikhaye diye aap
Bohat aala tareen ghazal ki ye misaal hai

Ek ajab kashish hai kalaam aapke kalaam hai

Allah kare zor-e-kalaam aur ho

Koocha-e-kalaam aapka kab se muntazir hai

Zara apna bhi rad-e-amal zahir karey

Aapke ghazal pe ek sher arz karta hu

Hai kitni saadgi aye shaad terey har ghazal mai ab
Kalaam-e-ishq ye tera mujhe sachha nazar aaya(MUJAHID)
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
2nd July 2016, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Khumaar e maikashii me aap ka cheheraa nazar aayaa,
kabhii pat'thar nazar aayaa kabhii sheeshaa nazar aaya.

ab ham ko dekhiye, ham they kabhii kaise jawaaN dil ke,
aur ab dekheN to apne aap me murdaa nazar aayaa.

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.

naqaab unkaa uThaa jo ek pal ko haae mahfil me.n,
yahaaN majnoo nazar aaya, wahaaN raaNjhaa nazar aaya.

hame dii thii kisii ne bad'duaa tum yoon hi taDpoge,
phir uske baad se saayaa bhi naa apnaa nazar aayaa.

ham ashqon ko samajhte they, ke pee jaaenge lahraa ke,
magar aye shaad ye qatraa bhii ek dariyaa nazar aayaa.


Shaad.............


bahut khoob shaad bhai...........lajwaab.


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
3rd July 2016, 09:38 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Khumaar e maikashii me aap ka cheheraa nazar aayaa,
kabhii pat'thar nazar aayaa kabhii sheeshaa nazar aaya.

ab ham ko dekhiye, ham they kabhii kaise jawaaN dil ke,
aur ab dekheN to apne aap me murdaa nazar aayaa.

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.

naqaab unkaa uThaa jo ek pal ko haae mahfil me.n,
yahaaN majnoo nazar aaya, wahaaN raaNjhaa nazar aaya.

hame dii thii kisii ne bad'duaa tum yoon hi taDpoge,
phir uske baad se saayaa bhi naa apnaa nazar aayaa.

ham ashqon ko samajhte they, ke pee jaaenge lahraa ke,
magar aye shaad ye qatraa bhii ek dariyaa nazar aayaa.


Shaad.............

good morning shaad sahab..

kal se kai baar apki ghazal padhi samajh nahi paa rahi kis sher par khaas daad pesh karoon....ek se badhkar ek ashaar huye hain...bahut khoob andaaz se saja hua kalaam pesh kiya hai aapne..kabhi padkar ankhein nam huyi to kabhi ek muskaan chaa gayi labon pe.......

daad qubool farmayein janaab..

hame yun hee apni kalam ke jadu se sukoo.n dete rahiye

likhte rahein..

salamat rahein..

madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th July 2016, 06:16 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
"ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN"


shaad miyaaN is misrey ko frame karvaa ke rakh lo, mooNh maaNgi qeemat milegi kisi din



ramzaan ka aakhiri jumma tha aaj, qalam par bhi kya khoob rehmat hui hai!!

Allah kare..........


khush rahiye

janaab Maikash bhai, aadaab......

aapki aamad kyaa huii bazm saarii mahak uT'hii hai.... aapki nayaab raay meri haqeer ghazal pe kyaa mili yoon lag raha hai goyaa mazdoori ki keemat mil gai hai.....

jume ke mubaarak din me Allah ne inaayat kar di jo kuch likh sakaa aur aap sab hazraat ko pasand aa sakaa....

merii dilii tamannaa hai ke jab bhi kuch likhun aapki khidmat me sab se pahle pesh karoon..... aisaa hi kuch naata hai merii ghazlon ka aapki rahnumaai se.....

aapki duaaon me hame bhi panaah dete rahen... aur apnaa khayaal rakhiye....

take care.. thanks once again..

Shaad.............


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
5th July 2016, 10:35 PM

Shaad

Beautiful Ghazal.Iss Ghazal mein Lehron sa sama nazer aaya.Hunar ek shayer ka nazer aaya.Too good

Keep up the good work
Di

Last edited by sukanya; 5th July 2016 at 10:37 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th July 2016, 05:43 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Aadaab shaad sahab

Bohat dino baad dikhaye diye aap
Bohat aala tareen ghazal ki ye misaal hai

Ek ajab kashish hai kalaam aapke kalaam hai

Allah kare zor-e-kalaam aur ho

Koocha-e-kalaam aapka kab se muntazir hai

Zara apna bhi rad-e-amal zahir karey

Aapke ghazal pe ek sher arz karta hu

Hai kitni saadgi aye shaad terey har ghazal mai ab
Kalaam-e-ishq ye tera mujhe sachha nazar aaya(MUJAHID)

aadaab Mujahid saahab.....

khushi huii ye jaankar ke nacheez ka adnaa a kalaam aapko pasand aaya...

aur beshaq main ise apni khushnaseebi samjhunga jo aap jaisaa aala shaayr ko ye kalaam acchaa laga... duaa me yaad rakhiyegaa....

Shaad........


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th July 2016, 07:50 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob shaad bhai...........lajwaab.
behad shukriyaa Rajinder jee....................

aate rahiyegaa

Shaad............


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th July 2016, 07:53 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
good morning shaad sahab..

kal se kai baar apki ghazal padhi samajh nahi paa rahi kis sher par khaas daad pesh karoon....ek se badhkar ek ashaar huye hain...bahut khoob andaaz se saja hua kalaam pesh kiya hai aapne..kabhi padkar ankhein nam huyi to kabhi ek muskaan chaa gayi labon pe.......

daad qubool farmayein janaab..

hame yun hee apni kalam ke jadu se sukoo.n dete rahiye

likhte rahein..

salamat rahein..

madhu.

main kayaa kahuN Madhu sahibaa..... aapne jis darjaa tareefon ke pul baandh dilye hain nacheez ke liye main us qaabil thaa bhii nahi ...

bas mujhe khushi is baat ki hai , ke aap jaise aalaa shaayraa ko mere haqeer alfaaz pasand aate hain....

bas yahi soch kar kalam bhi chal padtii hai ke shaayd mere kuch dost kalaam ke intzaar me honge.... wrnaa ab to na ehsaas hi bache hain aur na hi alfaaz saath de paate hain....

bahut shukriyaa ek baar phir se.... aatii rahiyegaa...

Shaad..........


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
12th July 2016, 03:23 PM


hame dii thii kisii ne bad'duaa tum yoon hi taDpoge,
phir uske baad se saayaa bhi naa apnaa nazar aayaa.




Sameer bhai.. itna umdaah kaise likhte ho yaar..
bahut khoob dil kush kr diya is gazal ne..
duaao k sath..


Mujse ab Shayriya nahi hoti,
mujhe Lafzo ne maar dala hai...nm
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th July 2016, 12:16 PM

Shaad....bahut hi umda ehsaas...bahut gehri baate...dil par chot karte hue lafz...aik lafz mein kaha jaaye to...bas wahhhhhhhhhhh hi kahungi.

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.

yeh sher dil ke khaas kareeb rha


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th July 2016, 08:18 AM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
Shaad

Beautiful Ghazal.Iss Ghazal mein Lehron sa sama nazer aaya.Hunar ek shayer ka nazer aaya.Too good

Keep up the good work
Di

pyaari sukanya dee......

bahut bahut khushi ho rahi hai aaj aapko bazm em dekh kar au ye jaan kar ke aapko ye kalaam pasand aayaa.....

tahe dil se shukriyaa pesh karta hooon aapko..... aur ye ummeed karta hoon ke aapka yahaan aana ab hota rahega....

shukriyaa.....

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
14th July 2016, 11:30 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Khumaar e maikashii me aap ka cheheraa nazar aayaa,
kabhii pat'thar nazar aayaa kabhii sheeshaa nazar aaya.

ab ham ko dekhiye, ham they kabhii kaise jawaaN dil ke,
aur ab dekheN to apne aap me murdaa nazar aayaa.

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.

naqaab unkaa uThaa jo ek pal ko haae mahfil me.n,
yahaaN majnoo nazar aaya, wahaaN raaNjhaa nazar aaya.

hame dii thii kisii ne bad'duaa tum yoon hi taDpoge,
phir uske baad se saayaa bhi naa apnaa nazar aayaa.

ham ashqon ko samajhte they, ke pee jaaenge lahraa ke,
magar aye shaad ye qatraa bhii ek dariyaa nazar aayaa.


Shaad.............

Kya kehne shaad bhai ek baar phir muqammal ghazal pesh ki hai aapne, maikash bhai ki baat se sehmat hoon...yeh sher jaan nikaal ke le gaya...

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.


Bahut hi umdaa, yunhi likhte rahiye



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#15)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th July 2016, 08:41 AM

Quote:
Originally Posted by tabaah View Post

hame dii thii kisii ne bad'duaa tum yoon hi taDpoge,
phir uske baad se saayaa bhi naa apnaa nazar aayaa.




Sameer bhai.. itna umdaah kaise likhte ho yaar..
bahut khoob dil kush kr diya is gazal ne..
duaao k sath..
bhai aapki bepanaah muhabbaton se mamnoon hoon aapka.... aapka saath yunhi bana rahe.....
aage bhi kalam chaltii rahegii insha allah

Khush rahiye

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th July 2016, 08:45 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Shaad....bahut hi umda ehsaas...bahut gehri baate...dil par chot karte hue lafz...aik lafz mein kaha jaaye to...bas wahhhhhhhhhhh hi kahungi.

ye nazmeN aur GazleN haiN kisii zaalim ki sauGaateN,
hame shaayar jo kahte hain, na jaane kyaa nazar aaya.

yeh sher dil ke khaas kareeb rha
aapkaa tahe dil se shukrguzaar hoon sunita dee... jo aapne khaak lafzon ko padhaa samjhaa aur saraahaa.....
aae bhi aapka saath yunhi milta rahe merii yahi tamanna hai.....

Shukriyaa

Shaad.............


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com