Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mohabbat Bhara shikwa.....( Ghayel )
Old
  (#1)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
Mohabbat Bhara shikwa.....( Ghayel ) - 14th February 2010, 12:59 PM

Jaise ki aaj Valentine day manaya jata hai aur is din ko mohabbat karne wale khaas samjahte hai.........bas main bhi isi mauke par ek bohat mamuli kalam aap sabki nazar kar raha hu. Shayri ke aitbaar se yeh kalam bohat mamuli hain.........is kalam me bas mere jazbaat hai mere ehsas hai.......




Hai meri hum_nashee hum_nawaa.Z, woh mera humsafar bhi hai
Kya bataoo main kya tujhe pata nahi, kya meri chahto ki khabar bhi hai

Aa mere paas aa aur pass aa, mujhe jaan le meri jaan tu
Mera yaqeen kar meri janeman nahi aib sirf, mujhme hunar bhi hai

Kabhi chal diya kabhi ruk gaya kabhi thak gaya, kisi mod par
Tanha nahi tu mere humsafar, tere sath mera safar bhi hai

Kajal ki hain bindiya ki hai kangan ki hai darpan ki hai
Hain mujhse hi shrin_gaar tera, kya meri tujhko kadar bhi hai

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

Mausam ki hai shabnam ki hai yovan ki hai aagan ki hai
Aye meri jaan-e-jaan meri dilruba, kya meri tujhko fikar bhi hai

Taro pe hain nazaro pe hain duniya ki har baharo pe hai
Sara jahaan teri nazar kya Ghayel par teri nazar bhi hai

-Sajid Ghayel-


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
17th February 2010, 04:54 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Jaise ki aaj Valentine day manaya jata hai aur is din ko mohabbat karne wale khaas samjahte hai.........bas main bhi isi mauke par ek bohat mamuli kalam aap sabki nazar kar raha hu. Shayri ke aitbaar se yeh kalam bohat mamuli hain.........is kalam me bas mere jazbaat hai mere ehsas hai.......




Hai meri hum_nashee hum_nawaa.Z, woh mera humsafar bhi hai
Kya bataoo main kya tujhe pata nahi, kya meri chahto ki khabar bhi hai

Aa mere paas aa aur pass aa, mujhe jaan le meri jaan tu
Mera yaqeen kar meri janeman nahi aib sirf, mujhme hunar bhi hai

Kabhi chal diya kabhi ruk gaya kabhi thak gaya, kisi mod par
Tanha nahi tu mere humsafar, tere sath mera safar bhi hai

Kajal ki hain bindiya ki hai kangan ki hai darpan ki hai
Hain mujhse hi shrin_gaar tera, kya meri tujhko kadar bhi hai

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

Mausam ki hai shabnam ki hai yovan ki hai aagan ki hai
Aye meri jaan-e-jaan meri dilruba, kya meri tujhko fikar bhi hai

Taro pe hain nazaro pe hain duniya ki har baharo pe hai
Sara jahaan teri nazar kya Ghayel par teri nazar bhi hai

-Sajid Ghayel-

Ishq par liknaa shuru kar diyaa Ghayel , yaa zakhm sab bhar gaye?


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
17th February 2010, 10:09 AM

Romaniat ehsaason se labrez aur jis kisi ke pyar me bhi aapne yeh ghazal likhi hai....bahut khubsurat bani hai....har ashaar dil ki gehraai se nikala hua lagta hai...nice creation...aapka yeh romani rang dil ko bahut bhaaya janab...

Yeh sher aapki taza halaat ko bayaan karta laga mujhe....bahut khub

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

yunhi likhte rahen...dil se daad hazir hai....khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
17th February 2010, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Jaise ki aaj Valentine day manaya jata hai aur is din ko mohabbat karne wale khaas samjahte hai.........bas main bhi isi mauke par ek bohat mamuli kalam aap sabki nazar kar raha hu. Shayri ke aitbaar se yeh kalam bohat mamuli hain.........is kalam me bas mere jazbaat hai mere ehsas hai.......




Hai meri hum_nashee hum_nawaa.Z, woh mera humsafar bhi hai
Kya bataoo main kya tujhe pata nahi, kya meri chahto ki khabar bhi hai

Aa mere paas aa aur pass aa, mujhe jaan le meri jaan tu
Mera yaqeen kar meri janeman nahi aib sirf, mujhme hunar bhi hai

Kabhi chal diya kabhi ruk gaya kabhi thak gaya, kisi mod par
Tanha nahi tu mere humsafar, tere sath mera safar bhi hai

Kajal ki hain bindiya ki hai kangan ki hai darpan ki hai
Hain mujhse hi shrin_gaar tera, kya meri tujhko kadar bhi hai

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

Mausam ki hai shabnam ki hai yovan ki hai aagan ki hai
Aye meri jaan-e-jaan meri dilruba, kya meri tujhko fikar bhi hai

Taro pe hain nazaro pe hain duniya ki har baharo pe hai
Sara jahaan teri nazar kya Ghayel par teri nazar bhi hai

-Sajid Ghayel-

Good to see you in Ishq section Ghayel saheb,...looks like this one is very special for someone very special.....

kalaam behad khoobsurat hai......Aapke dil ke halaat bakhuubi bayaan kar raha hai...bohat sacche aur saade ehsaas haiN...daad qubuul kijiye.....






Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
AtulSharma
Banzara hun main
AtulSharma will become famous soon enough
 
AtulSharma's Avatar
 
Offline
Posts: 53
Join Date: Jan 2010
Location: Himachal Pardesh
Rep Power: 15
17th February 2010, 04:17 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Jaise ki aaj Valentine day manaya jata hai aur is din ko mohabbat karne wale khaas samjahte hai.........bas main bhi isi mauke par ek bohat mamuli kalam aap sabki nazar kar raha hu. Shayri ke aitbaar se yeh kalam bohat mamuli hain.........is kalam me bas mere jazbaat hai mere ehsas hai.......




Hai meri hum_nashee hum_nawaa.Z, woh mera humsafar bhi hai
Kya bataoo main kya tujhe pata nahi, kya meri chahto ki khabar bhi hai

Aa mere paas aa aur pass aa, mujhe jaan le meri jaan tu
Mera yaqeen kar meri janeman nahi aib sirf, mujhme hunar bhi hai

Kabhi chal diya kabhi ruk gaya kabhi thak gaya, kisi mod par
Tanha nahi tu mere humsafar, tere sath mera safar bhi hai

Kajal ki hain bindiya ki hai kangan ki hai darpan ki hai
Hain mujhse hi shrin_gaar tera, kya meri tujhko kadar bhi hai

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

Mausam ki hai shabnam ki hai yovan ki hai aagan ki hai
Aye meri jaan-e-jaan meri dilruba, kya meri tujhko fikar bhi hai

Taro pe hain nazaro pe hain duniya ki har baharo pe hai
Sara jahaan teri nazar kya Ghayel par teri nazar bhi hai

-Sajid Ghayel-

Sajid bhai namaaskaar
bhaut hi khoobsurat likha hai aap ne
tc
Atul Sharma
  Send a message via Yahoo to AtulSharma  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
18th February 2010, 09:48 AM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
Ishq par liknaa shuru kar diyaa Ghayel , yaa zakhm sab bhar gaye?
Mayoos saheb apne gamo se ukta na jaoo bas isiliye kabhi kabhar ishqiya kalaam likh lete hai..........


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 18th February 2010, 10:19 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Jaise ki aaj Valentine day manaya jata hai aur is din ko mohabbat karne wale khaas samjahte hai.........bas main bhi isi mauke par ek bohat mamuli kalam aap sabki nazar kar raha hu. Shayri ke aitbaar se yeh kalam bohat mamuli hain.........is kalam me bas mere jazbaat hai mere ehsas hai.......




Hai meri hum_nashee hum_nawaa.Z, woh mera humsafar bhi hai
Kya bataoo main kya tujhe pata nahi, kya meri chahto ki khabar bhi hai

Aa mere paas aa aur pass aa, mujhe jaan le meri jaan tu
Mera yaqeen kar meri janeman nahi aib sirf, mujhme hunar bhi hai

Kabhi chal diya kabhi ruk gaya kabhi thak gaya, kisi mod par
Tanha nahi tu mere humsafar, tere sath mera safar bhi hai

Kajal ki hain bindiya ki hai kangan ki hai darpan ki hai
Hain mujhse hi shrin_gaar tera, kya meri tujhko kadar bhi hai

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

Mausam ki hai shabnam ki hai yovan ki hai aagan ki hai
Aye meri jaan-e-jaan meri dilruba, kya meri tujhko fikar bhi hai

Taro pe hain nazaro pe hain duniya ki har baharo pe hai
Sara jahaan teri nazar kya Ghayel par teri nazar bhi hai

-Sajid Ghayel-
sajid bhai
bahut khoobsurat ahsaason ko bade hi sundar shabdon me piroya hai..daad dil se nikli hai kubul farmaayen...aise hi likhte rahen mehfil ki raunak badaate rahen


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
19th February 2010, 11:21 AM

Sajid Sahib,,

Aap ki ishq ghazal phad kar aik khiyaal aaya:-

"ghayal ab aashiq ban giya"

Younhi likhtay rahiye aur humain mehzooz karte rahiye,,

DuaooN k saath,

Aap ka,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
14th March 2010, 01:03 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Romaniat ehsaason se labrez aur jis kisi ke pyar me bhi aapne yeh ghazal likhi hai....bahut khubsurat bani hai....har ashaar dil ki gehraai se nikala hua lagta hai...nice creation...aapka yeh romani rang dil ko bahut bhaaya janab...

Yeh sher aapki taza halaat ko bayaan karta laga mujhe....bahut khub

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

yunhi likhte rahen...dil se daad hazir hai....khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath...
Badi meharbani Naresh Saheb jo aapne apna waqt diya........aur jo sher aapko pasand hai woh mera bhi fav. hai.......


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
16th March 2010, 10:47 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Jaise ki aaj Valentine day manaya jata hai aur is din ko mohabbat karne wale khaas samjahte hai.........bas main bhi isi mauke par ek bohat mamuli kalam aap sabki nazar kar raha hu. Shayri ke aitbaar se yeh kalam bohat mamuli hain.........is kalam me bas mere jazbaat hai mere ehsas hai.......




Hai meri hum_nashee hum_nawaa.Z, woh mera humsafar bhi hai
Kya bataoo main kya tujhe pata nahi, kya meri chahto ki khabar bhi hai

Aa mere paas aa aur pass aa, mujhe jaan le meri jaan tu
Mera yaqeen kar meri janeman nahi aib sirf, mujhme hunar bhi hai

Kabhi chal diya kabhi ruk gaya kabhi thak gaya, kisi mod par
Tanha nahi tu mere humsafar, tere sath mera safar bhi hai

Kajal ki hain bindiya ki hai kangan ki hai darpan ki hai
Hain mujhse hi shrin_gaar tera, kya meri tujhko kadar bhi hai

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

Mausam ki hai shabnam ki hai yovan ki hai aagan ki hai
Aye meri jaan-e-jaan meri dilruba, kya meri tujhko fikar bhi hai

Taro pe hain nazaro pe hain duniya ki har baharo pe hai
Sara jahaan teri nazar kya Ghayel par teri nazar bhi hai

-Sajid Ghayel-
bahut badhiya ghayal saheb..
i'se tez gati se padh kar bahut maza aata hai....aapka yeh kalaam bahut baar padha phir reply kiya......aapka hi signature sheyr ....jhoot keh duN......i'sliye reply karne se pehle dekhna chahta tha ki kya gehrayee hai i'ski, aur mujhe behad gehra aur u'mda kalaam laga yeh.....daad..hi ...daad...janaab....


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
17th March 2010, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Jaise ki aaj Valentine day manaya jata hai aur is din ko mohabbat karne wale khaas samjahte hai.........bas main bhi isi mauke par ek bohat mamuli kalam aap sabki nazar kar raha hu. Shayri ke aitbaar se yeh kalam bohat mamuli hain.........is kalam me bas mere jazbaat hai mere ehsas hai.......




Hai meri hum_nashee hum_nawaa.Z, woh mera humsafar bhi hai
Kya bataoo main kya tujhe pata nahi, kya meri chahto ki khabar bhi hai

Aa mere paas aa aur pass aa, mujhe jaan le meri jaan tu
Mera yaqeen kar meri janeman nahi aib sirf, mujhme hunar bhi hai

Kabhi chal diya kabhi ruk gaya kabhi thak gaya, kisi mod par
Tanha nahi tu mere humsafar, tere sath mera safar bhi hai

Kajal ki hain bindiya ki hai kangan ki hai darpan ki hai
Hain mujhse hi shrin_gaar tera, kya meri tujhko kadar bhi hai

Tujhe sab mila mujhe kuch nahi, pardes ki tanha raat hai
Kar faisla aur bata mujhe, kya mujhsa tujhme sabar bhi hai

Mausam ki hai shabnam ki hai yovan ki hai aagan ki hai
Aye meri jaan-e-jaan meri dilruba, kya meri tujhko fikar bhi hai

Taro pe hain nazaro pe hain duniya ki har baharo pe hai
Sara jahaan teri nazar kya Ghayel par teri nazar bhi hai

-Sajid Ghayel-
Ghayalji,

Mazaa aa gaya sahib!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
19th March 2010, 11:48 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Good to see you in Ishq section Ghayel saheb,...looks like this one is very special for someone very special.....

kalaam behad khoobsurat hai......Aapke dil ke halaat bakhuubi bayaan kar raha hai...bohat sacche aur saade ehsaas haiN...daad qubuul kijiye.....


Aapne meri mamuli peshkash ko saraha meri hausla afzaiee ki uske liye aapka bada mamnoon hu Zainy Jee......


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com