Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Gazal: Mujhe Maykhar ka naam mila
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Post Gazal: Mujhe Maykhar ka naam mila - 15th April 2009, 03:05 PM

Doston Aadab!
Shayari e Sharab may maine kai post padhe kafi umda lage, kai baar is par maine likhne ki koshish bhi ki thi lekin naa kaam raha tha, Bas ab aap logon ke hounsle ne mujhse yeh bhi gustakhi karwa di hai, Gustakhi ke liye maufi chahata hun…. Kal Dry day tha na is liye shayad yeh gustakhi ho gayi.

Sang dil zamana ho sakta hai par tu nahi
Teri mohobbat ka asar ab bhi hai mujhpe

………………………………………………………………………………………………

Mulayza Farmaiye!

Pal do pal ka nahi tujhse, mera har shab ka hai silsila
Aisa juda rishta tujhse, mujhe maykhar ka naam mila

Kab hua may tujhse ga.fiil, tu hi bata e Maykashin
Jab bhi mila tujhe bhari mehfil me mila sareaam mila

Qatir sirf teri e jaana raha apnose juda juda
Hosh na raha mujhe jab bhi tera jaam mila

Nikal gaye woh aur aage sang tere chhod mujhe
Tha may bulandiyon par, jab tera inaam mila

Kabhi ladkhadaye kadam, kabhi kadmo.n me tere gir gaya
Tu hi bata e Maikashi, teri chahaat ka kaisa anjaam mila

Du.n duhaai teri ke baddua.en bhi dun tujhe
Shahon se gurbate haal mila bus ilzam mila

Chhod dun tujhe ya chhod dun jiine ki KWAHISH
E Dil nashin zindagi se kuch aisa paigham mila

Last edited by kwahish; 15th April 2009 at 03:14 PM.. Reason: Some correction
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
lovely
Old
  (#2)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love lovely - 15th April 2009, 03:20 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Doston Aadab!
Shayari e Sharab may maine kai post padhe kafi umda lage, kai baar is par maine likhne ki koshish bhi ki thi lekin naa kaam raha tha, Bas ab aap logon ke hounsle ne mujhse yeh bhi gustakhi karwa di hai, Gustakhi ke liye maufi chahata hun…. Kal Dry day tha na is liye shayad yeh gustakhi ho gayi.

Sang dil zamana ho sakta hai par tu nahi
Teri mohobbat ka asar ab bhi hai mujhpe

………………………………………………………………………………………………

Mulayza Farmaiye!

Pal do pal ka nahi tujhse, mera har shab ka hai silsila
Aisa juda rishta tujhse, mujhe maykhar ka naam mila

Kab hua may tujhse ga.fiil, tu hi bata e Maykashin
Jab bhi mila tujhe bhari mehfil me mila sareaam mila

Qatir sirf teri e jaana raha apnose juda juda
Hosh na raha mujhe jab bhi tera jaam mila

Nikal gaye woh aur aage sang tere chhod mujhe
Tha may bulandiyon par, jab tera inaam mila

Kabhi ladkhadaye kadam, kabhi kadmo.n me tere gir gaya
Tu hi bata e Maikashi, teri chahaat ka kaisa anjaam mila

Du.n duhaai teri ke baddua.en bhi dun tujhe
Shahon se gurbate haal mila bus ilzam mila

Chhod dun tujhe ya chhod dun jiine ki KWAHISH
E Dil nashin zindagi se kuch aisa paigham mila

Pal do pal ka nahi tujhse, mera har shab ka hai silsila
Aisa juda rishta tujhse, mujhe maykhar ka naam mila

Kab hua may tujhse ga.fiil, tu hi bata e Maykashin
Jab bhi mila tujhe bhari mehfil me mila sareaam mila

Bahot khub Sameer........yuhi likhte rahiyen
Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#3)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
16th April 2009, 10:00 PM

bahut hi umda hai. aur kafia to qabil-e-tareef hai. aisi khoobsurat peshkash kabhi kabhi hi padne ki milti hai. likhte rahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
17th April 2009, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Doston Aadab!
Shayari e Sharab may maine kai post padhe kafi umda lage, kai baar is par maine likhne ki koshish bhi ki thi lekin naa kaam raha tha, Bas ab aap logon ke hounsle ne mujhse yeh bhi gustakhi karwa di hai, Gustakhi ke liye maufi chahata hun…. Kal Dry day tha na is liye shayad yeh gustakhi ho gayi.

Sang dil zamana ho sakta hai par tu nahi
Teri mohobbat ka asar ab bhi hai mujhpe
ye sher bahut achha laga
………………………………………………………………………………………………

Mulayza Farmaiye!

Pal do pal ka nahi tujhse, mera har shab ka hai silsila
Aisa juda rishta tujhse, mujhe maykhar ka naam mila

bahut khoob...

Kab hua may tujhse ga.fiil, tu hi bata e Maykashin
Jab bhi mila tujhe bhari mehfil me mila sareaam mila

kyaa baaaat hai....
Qatir sirf teri e jaana raha apnose juda juda
Hosh na raha mujhe jab bhi tera jaam mila

oopar se nikal gaya ye wala...
Nikal gaye woh aur aage sang tere chhod mujhe
Tha may bulandiyon par, jab tera inaam mila

is wale ka meaning kuch atpata sa lag raha hai bhai...
Jara clear kar de to. . .

Kabhi ladkhadaye kadam, kabhi kadmo.n me tere gir gaya
Tu hi bata e Maikashi, teri chahaat ka kaisa anjaam mila

ye wakai ghazab hai. . .

Du.n duhaai teri ke baddua.en bhi dun tujhe
Shahon se gurbate haal mila bus ilzam mila
samajh nahi aaya mujhe. . .

Chhod dun tujhe ya chhod dun jiine ki KWAHISH
E Dil nashin zindagi se kuch aisa paigham mila

. . . . . . . . . Kafi High level ki hai bhai. . . .

Pal do pal ka nahi tujhse, mera har shab ka hai silsila
Aisa juda rishta tujhse, mujhe maykhar ka naam mila

Kab hua may tujhse ga.fiil, tu hi bata e Maykashin
Jab bhi mila tujhe bhari mehfil me mila sareaam mila

bhai maine shayad is Forum pe pehli baar click kiya hai. . .
Mujhe shayri ki zyada samajh nahi hai, par meri samajh me jitna aaya, kabil-e-taareef hai. . .
Meri urdu b thodi . . . . Thodi kya mai urdu ki a b c bhi nahi janta...
Isiliye kuch sher mere upar se nikal gaye, par jo kuch samajh aaya, bahut achha tha...
Thanks for inviting me and sharing it . . .
Aapka ek pagla sa Dost Buland Raj
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Post 19th April 2009, 05:31 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Bahot khub Sameer........yuhi likhte rahiyen
Regards
Praneeta
Thank's Dear hum to samjhe the ke aap to naraz ho jayengi.
Tarif ka shukriya, hounla afzai ka tahe dil se shukriya.

Zaroor agar aap ka sath bana raha to yunhi likhte rahenge.

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Post 19th April 2009, 05:36 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
bahut hi umda hai. aur kafia to qabil-e-tareef hai. aisi khoobsurat peshkash kabhi kabhi hi padne ki milti hai. likhte rahiye
Bahut bahut shukriya Janab, aapne hamare jazbaat samjhe aur saraha,
Yeh to aapki dil nawazi hai ke is nachiz ka kalam aapko khoobsurat laga.

Agar aap logon ka yunhi sath bana raha to likhate rahenge.

Ummid karte hai aap hamari mehfil me aate rahenge aur apne kimti rai se nawazte rahenge. Tahe dil se shukra guzar.

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Post 19th April 2009, 05:55 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
bhai maine shayad is Forum pe pehli baar click kiya hai. . .
Mujhe shayri ki zyada samajh nahi hai, par meri samajh me jitna aaya, kabil-e-taareef hai. . .
Meri urdu b thodi . . . . Thodi kya mai urdu ki a b c bhi nahi janta...
Isiliye kuch sher mere upar se nikal gaye, par jo kuch samajh aaya, bahut achha tha...
Thanks for inviting me and sharing it . . .
Aapka ek pagla sa Dost Buland Raj
Shukriya raj bhai, may samajh sakta hun ke aapke urdu kamzor hai, Jo meri bhi qasi achchi nahi.

Zara roshni dal raha hun nazar kar lijiye.

Qatir sirf teri e jaana raha apnose juda juda
Hosh na raha mujhe jab bhi tera jaam mila

oopar se nikal gaya ye wala...

Yahan may sharab se hi baat kar raha hun,

Sirf tere hi liye raha apnose alag alag yani jab bhi pine ke liye jana hota to dost log ko cut mar dete hai pine wale.
madhosh ho gaya jab tera jaam mila, phir kya karta sharab se aur baaten jab nasha hi uska chad gaya

Nikal gaye woh aur aage sang tere chhod mujhe
Tha may bulandiyon par, jab tera inaam mila

is wale ka meaning kuch atpata sa lag raha hai bhai...
Jara clear kar de to. . .

Yahan bhi may Sharab se keh raha hun

Ke mere dost jo mere hi sath the( daulat ke mamleme) tere sath chhod aage nikal gaye, Sharab ke sath chhod aage nikal gaye.
jab may naamchin hua karta tab tera {inam mila}( sharabse rishta juda)
Du.n duhaai teri ke baddua.en bhi dun tujhe
Shahon se gurbate haal mila bus ilzam mila
samajh nahi aaya mujhe. . .

Bhai ye to zara bayan karne me galti hui hai, alfaz mayne khez nahi mile mujhe.
Yahan may kehta hun sharab se..
Teri tarif karun ya baddua dun tujhe,
May raja ki tarha tha ab faqeer hal hua hun mujh par ilzam lag rahe hai sab teri wajah se.

Ummid karta hun bhai tumhare sawalon kejawab mukkammal hua, Apna kimti waqt nikal aapne meri shayari par roshni dali is ka tahe dil se shukra guzar hun.

Yun hi aate rahiye aur apna sath banaye rakhiye.

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
19th April 2009, 09:44 PM

Sameer Bhai 1st of all Thanks k aapne keemti waqt se mujh nasamajh ko tafseel se bataya...

Ab jab mujhe aapki ghazal samajh aa gayi hai to mai aapse kuch kehna chahta hu....
Ummeed hai aap bura nahi maanenge...

Aapki rachna shayri ki drishti se kaafi gehraayi liye hue hai aur bahut he umda hai...

Ek Dost ki drishti se mujhe aapka 'SHARAAB' pe shayri likhna pasand ni aaya...

Real life me Mai Na to Peeta hu aur na he apne Dosto ko Peene deta hu...

Ummeed hai aap meri Baat samajh gaye honge...

Aasha karta hu k aap apne chote bhai ki ek 'KHWAISH' JARUR POORI KARENGE...
Agar aap peete ho to ho sake to mere liye EK GHOOT KAM PEE LENA... Basss
Zyada to nahi maanga na maine aapse...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
19th April 2009, 11:40 PM

Raj Bhai, bhai kehte ho to apna samajhker hi kehte honge na, aur apno ki baat ka koi bura nahi manta.
Ye sab sirf ek Gazal hai bhai usme haqikhat lane ki mayne bus koshish ki hai.

Huo.n junooni par itna bhi nahi may dost
Ke intehan ho jaye aur khabar bhi na ho

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#10)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
19th April 2009, 11:56 PM

Arey Bhai, mai to sirf ye dekhna chah raha tha ki aap ka reaction kya hota hai...

mai to pagal hu, kuch b bolta rehta hu, aap meri baato ko seriously mat liya kijiye...

Waise ek baat kahu...

Kuch shero me aapne apni mehbooba ko sharaab se exchange kar diya hai

aap sada khush raho...

Aapka pagal Dost Buland Raj
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
20th April 2009, 11:26 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Arey Bhai, mai to sirf ye dekhna chah raha tha ki aap ka reaction kya hota hai...

mai to pagal hu, kuch b bolta rehta hu, aap meri baato ko seriously mat liya kijiye...

Waise ek baat kahu...

Kuch shero me aapne apni mehbooba ko sharaab se exchange kar diya hai

aap sada khush raho...

Aapka pagal Dost Buland Raj
Are yaar Raj Bhai tum bhi naa, bahut hi dilchasp insan ho.

Sach hai ke mayne apne shayari ke kuch sheron me hi nahi balki puri Gazal me apni mehbooba ko sharab se exchange kiya hai.......

Thanks for comments and your are really intelligent person.

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mujhe mila hai aaj ek janbaaz parveen komal Shayri-e-Dard 0 22nd August 2010 07:40 PM
mujhe na mila.... cool_boy00744 Shayri-e-Ishq 1 10th November 2006 02:50 PM
Mujhe Gam Hi Mila Hai Junior_Ghalib Shayri-e-Dard 0 25th July 2005 04:27 PM
Mujhe zindgi se kya mila........... pari Shayri-e-Dard 13 24th October 2003 11:57 AM
Gazal-Har tammana se mila ek tamaana raha Arnab Shayri-e-Dard 4 1st July 2003 11:49 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com