|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
|
teri yaad aati hai -
5th March 2003, 09:39 PM
Har lamha teri yaad aati hai
phoolon dekhti hoon tu
teri muskrahaatein yaad aati hain
teri mulaqaatein yaad ati hain
mehfil mein jaati hoon tu
teri shokiyaan yaad aate hain
jab bi tanha hooti hoon tu
teri aagoosh yaad aati hain
jab bi sadak bi chalti hoon tu
teri yaad aati hain
yaadein hi hain meri zindagi
yaadein hi hain mera saansein
yaadein hi hai meri aankhein
yaadein hi hai meri dhadkein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 74
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 22
|
5th March 2003, 11:41 PM
wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha wah wah wah wha wha wha wha wha wah wah wah wah wha '
wah romana kia kehna ap ki poem ka
bhi wah maja aa gia par kar
|
|
|
|
|
Khushi ke ansoon
Offline
Posts: 23
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 0
|
Re: teri yaad aati hai -
6th March 2003, 01:40 AM
Quote:
Originally posted by romana
Har lamha teri yaad aati hai
phoolon dekhti hoon tu
teri muskrahaatein yaad aati hain
teri mulaqaatein yaad ati hain
mehfil mein jaati hoon tu
teri shokiyaan yaad aate hain
jab bi tanha hooti hoon tu
teri aagoosh yaad aati hain
jab bi sadak bi chalti hoon tu
teri yaad aati hain
yaadein hi hain meri zindagi
yaadein hi hain mera saansein
yaadein hi hai meri aankhein
yaadein hi hai meri dhadkein
|
very nice this is my kind of poem..hehhee..excellent keep it comin..alwayzz..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
|
Hi -
6th March 2003, 11:03 AM
Ji Romana Ji,,
Kaya Bat Ha Aap Ki,,
Mash Allah ,,,Mash Allah,,,Buhat hi aach Kaha Ha Aap Na,,
Any Way,,
I live last 5 Lines very Much,,
Yad Hi Zindagi, Yad Ha Sance, yad hi Dharkan,,
Yad to Sub Kuch Hoti Ha,,,
Wo Kaya Kaha Ha Kisi na,,," Jub Tum na Us Ko Payar Keya tha to badla Ma Kay Ya Shart Bhi Rakhi Thi Ka Wo bhi Tum Ko Payar Kara Ga,,,Aager Nahi To Tum Na Payar Keya Ha or Aagar ''Ha'' To Tum Na Soda Keya To ''SAHIBA'' Payar Ma Soda Nahi Keya Gata..
Keep it UP,,,Keep it Up,,,
Take care and keep wirting
Zs
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
|
thanx -
6th March 2003, 05:00 PM
thank you imam ji
khudahafiz
--------------------------------------------------------------------------------
rabi ji
thnk aap ki aur humaari taste milti hai shayaad is liye aik hi tarh ke khiyaalaat pasand hain
take care
bye
----------------------------------------------------------------------------------
hi zs
kaise hain aap janaab aur kaha ghiab hai itne dinoo se
thanx yaar magar humaare ik dost ne humain kuch correction bejhi thi humain to apni poem usvaqat bhut pasand aayi thi. i know yaad sab kuch hoti hain aur pyaar mein sooda baazi nahein chalti kunke aisa zaroori nahein ke jise aap pyaar karein vo aap se pyaar karein ya jo aap se pyaar karein aap usse pyaar karein magar jab dosti hoti hai aur dil mein pyaar ka umang ho to phir yeh yaadein to pyaar ki is aag ko aur bi chingaatiya deti hein
hey id ont really understand wht i just said but n e way thnx
take care
bye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
|
Hi -
6th March 2003, 07:01 PM
I am little dissappoint in these days and will come soon,
pleas pray form me, pleas,
Take care,
Zs
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
|
hi -
6th March 2003, 07:10 PM
wots the matter zs
sumthing bothering u
ok i will pray for u but wht should i say in my prayers
bye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
|
6th March 2003, 07:12 PM
Aallah Mari Mushkal Aasan kara,
or Mujh ko wo da da jis ko Ma Mangata ho
Take care
Zs
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
|
hi -
6th March 2003, 07:14 PM
ok i will do that meanwhile why dont u try a bit harder after all allha aap ko bete bete to kuch nehin dene waale apne haath paao hilao to kuch mile ga na janab
fo the first time mein bi kisi ko lecture de rahi hoon
bye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
|
Thanks -
6th March 2003, 07:18 PM
Thanks,,
Thank u very much
Zs
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 97
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
|
hi -
6th March 2003, 07:28 PM
dear romana!
tumhain keya kahon ,oor kease tareef kuron tumhari shayri ki ,
bohet acha likha ,
bas likhti raho ease hi ,
oor khush raho ,
akhir main humare hat yaad hi reh jaati hai ,
pata hai kuch log ease bhi hote hain ,onko pyar milta hai ,muger woh oski kader nahi kurte ,oor woh pyar roth jata hai ,
oor phir oosi pyar ko yaad kurte hain ,oor oosko mangte hain khuda se ,
hota hai easa bi hota hai
bye
wafa
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
|
hi -
6th March 2003, 07:33 PM
wafa
kaise hoo aap.
tahnx i know kuch loog aise hote hei well i cant say n e thng more than thnx
take care
bye
-----------------------------------------
sanjoo
thanx and hum ne kab kuch kaha jo aap aisi baatein kar areh ho still im sorry agar aapko kuch bura laga ho to. vo kismat vaale hai is liye to hum badkismat ban gaye hai
take care
bye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
|
6th March 2003, 07:36 PM
Payar to bus payar hi hota ha oor kuch Nahi,,
Aagar wo Rooth Gay to Us ko Kasa Manaya Gay,,,
Mugar Kuch Loog BACHHAA bhi Hota Ha Na,,Un Ko kuch Dar Sa Samajh Aata Ha,,,
Per Ya Kasa Payar Ha ka Aagar Kisi Ki Samana Kuch dar ka Leay Koi Devar Aa gay to Payar Kisi Oor Sa Ho gay,,
Mara Aak Dost Na Kal Rat Ko Mujh ko Bataya Ka Par to Par Hi Hota Ha or Kuch Nahi,,,Jub Aak Sa Ho Gay to Kisi Oor Sa Nahi Hota,,,,,,oor,,,
Lumbi Bat Ha
Take care
Zs
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 74
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 22
|
6th March 2003, 11:37 PM
aray wah wah wah
yahan kia silsila chal raha ha
hum be kuch kain ager ap log mind na karo to
pehle bat to ya
koee kisi say use waqt juda hota ha jab muhabat main kami ate ha
jab koee kisi say peecha churanaylagay to wo us say lag hota ha
jis kay leeya insan apni pehli muhabat ko chorta ha ager wo us ko acha response karay to wo kabhi lot kar nahee ata
jab dosre taraf say acha response nahee milta ( mafe chata hon jab dosre taraf say jotay partay hain) to wo wapis apni pehli muhabat kay pass ata ha
do sawal
ab jo us ko pehli muhabat ka kayal aya or wo lot kay us kay pass aya
to us ko ya kheyal mehbob ko chortay hoee kyon nahee ata
dosra sawal
ager wo chor kay chala gia apnay mehbob ko
to wo is par kay kyon naraz ha ya kyon shikwa karta ha kay kay us kay mehbobko be jenay ka haq ha muhabat ka haq ha
ager wo muhabat kar lae to kia gunah ha
main to samajta hon jab koee ap say bezar ho jay or ap ko chor day
or jotay khanay par wapis ayee to ap ko apni life ko kabhi mushkil main nahee dalna chaeya
kyon kay kal ko wo phir ap sa bezar ho skata ha or kisi or kay leeya ap ko chor sakta ha
kyon romana kia khayal ha ap ka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
|
hi -
7th March 2003, 05:57 PM
hi zs and imamji
kaise hein aap loog bilkul teek famiya aap ne pyaar pyaar hota hein aur agar koi dhoka de ya aap ko choor kar kisi aur ke paas chala jai to us par dobara bharosa nahein kiya ja sakta us par to kiya jab bi bharosa toota hein to phir dobara kisi par nehin karne ko dil karta hein. aap ke sawaal bi teek hein aur jo zeeshaan keh rahe hein vo bi teek after all its love and it has its ups and down and all the other complications. pyar mile to kismat na mile to b kismat zaroori nahein ke pyaar mile aur yeh bi zaroori nahein ke aap jis ko chae vo ksisi aur ko pyar karein pyaar kamyaab bi hota hein aur hamare salman bhai aur payal bahabi ka pyaar kamyaab hova wich proves taht love is not all about negative feeling and rejection but afections and a life that can result in hapily ever after. pyaar ko explain karna muskil hein i think is topic ko yahan par hi drop kar dena chaie because everyone have their own experiances and differnt feelings and views towards love.
take care
bye
|
|
|
|
|
Ek Anjaan Shaks...
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
|
salam romana ji -
7th March 2003, 09:49 PM
hi kaisi hain aap romana ji humain apke massege mile iam sorry plz yeh na samjhega hum rude baney isliye apko reply na kaar sake romana ji apka inbox full tha isliye hum apko massege na kaar sake aur aj kaal hum bahut busy hain is waja se dubara try nahi kia waisre apka kalaam parha bahut tarif ke kabil laga apse agey bhi yehi umeed hai sister likhte rahega ok bye bye takecare..........
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
|
hi -
7th March 2003, 09:51 PM
hi bro
hw r u and wht r u up 2 nw days bhut buzy rehte hoon i miss ur shayri. thanx for liking my peom
take care
bye
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|