Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#41)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th February 2013, 11:07 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

wahhh...bahut umda....behr ka to pta nahi sahi hai ya galat par ahsaas behad khoobsurat hai....!
Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
achee rahee ghazal daad qabool fermaaieN

youNhee likhtee rahieN .
Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
Aadaab Zainy behna aur deegar Bhaiyo dosto... aapsab ki shirkat is section mayn daykh badee masarrat ho raheee haye.... badee khushee ki baat haye jis terha ka khushgawaar mahaul barqaraar haye....

Zainy behna aapki yay kavish bayhad aalatareen pahlay say hee thee... aur ab ismayn solah chaand lag chukay hayn..... bas apni adna si raaye paysh karoonga... penultimate shayr is ultimate in my view....... ya'ni hamayn bayhad pasand aayaa....

Duagoh
Ahmad

Sunita di, Mujeeb sahab, Ahmad bhai...
Aap sab ka bohat bohat bohat ShukriyaH!!.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#42)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
4th April 2013, 12:02 PM

Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Bataati haiN ankheiN kahaani hi saari


Zainy Saheba!

wahhh!!! phad'hte waqt mehsoos hua aise jese
mohabbat ki siyaahi se qalam bhigo k saari ghazal tarteeb di gayi ho.............. lajawaab... be-misaal.........

Aise hi mehfil roshan karte rahiye ga,

DuaooN k saath ijaazat,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th August 2014, 09:05 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Bataati haiN ankheiN kahaani hi saari


Zainy Saheba!

wahhh!!! phad'hte waqt mehsoos hua aise jese
mohabbat ki siyaahi se qalam bhigo k saari ghazal tarteeb di gayi ho.............. lajawaab... be-misaal.........

Aise hi mehfil roshan karte rahiye ga,

DuaooN k saath ijaazat,
bohat bohat shukriyah hassan saahab. .........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#44)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th August 2014, 06:45 AM

[B]wahhhh bohat khoob Zainy sahiba
har ek misra dil ko chhoo gaya aise hi behtareen kalaamo se mehfil ki ronaq badate rahiye dil se dhero daad qubool ki jiye

Waise mujhe shyari ka elm to nahi hai bohat nadaan hu main lekin yaha k sabhi post padne k bad ek adna si raay Dena chahta hu

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL
Zainy JI.....!
Main Aapka Mashkoor HUn Jo Aap Ne
Meri Adnaa Tajaaweez Ko Pasand
Kia,
Aap Ne Maqta Ke Baray Me Jo Kaha,
Us Lehaaz Se Yahan Qafia "SAARI"
Nahi Aaye Ga, Aur " SAARAY" Hee
Theak Ho Ga, Magar................ Is
Tarah Ye Hum Qaafia Nahi Rahay Ga,
Aap Ko Ye Misra Zaruuuuuuuuur
Tabdeel Karna Ho Ga,.... Main BHi Is
Ka Mutabdal Sochta HUn , Aur Aap
Bhi Sochiye.......

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Bohat koshish ki Ahmad sahab per koi misra hi nahi ban raha..

Actually mere saath ek masla hai...ek hi baar me puuri ghazal likh deti huuN ..phir woh mood ,woh flow chala jaaye tou ek misra bhi theek se nahi ban paata...

khair dekhiye

ek do koshish ki hai..


Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Bataati haiN baateiN yeh aankheN hi saari


Dusri soorat


Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Sunaati haiN aankheN kahaani yeh saari

per in dono maqtoN se maiN khush nahi....

aap hi koi madad kar dijiye...

is par gor kar k mere zehan me kuch is tarha Aa raha tha jo yaha likh raha hu
gustakhi ki maafi chahta hu



1)Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
Kahe raaz-e-ulfat yeh aakheiN hamaari


2)Chupaogi kaisay mohabbat ko "Zainy"
kahe raaz-e-ulfat jo aakheN hamaari


Main shakil sahab ki baat par tawajah dete hue mahaz lafz "SAARI" ko hatane ki koshish kee hai ummeed hai aap naraaz nahi hogi



safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana



I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......

Last edited by furqann; 14th August 2014 at 06:47 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#45)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
14th September 2014, 08:35 PM

Bohat bohat shukriyah furqan sahab. .............




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com