Quote:
Originally Posted by zainy
Chupana bhi nahi aata
jatana bhi nahin aata
humein tumse mohabbat hai
batana bhi nahi aata
hatheli par tumhara naam
Likhte hai mitate hai )-2
tumhi se pyaar karte hai
tumhi se phir kyon chupate hai
zuban pe baat hai lekin
sunana bhi nahin aata
humen tumse .....
mohabbat kaise karte hai
koi to humko samjhaye )-2
kahin aisa na ho ki
pyaar bin umr kat jaaye
tum se milne ka koi
bahana bhi nahi aata
humen tumse mohabbat hai ...
chori chori chupke chupke
tumko dekha karte hai)-2
haal-e dil sunane se
na jane kyon darte hai
kitna pagal dil hai mera
manana bhi nahi aata
hume tumse ...
|
kya hame aata hai kya nahin aata hai
kuch na aane se bhi kuch to aa jata hai