Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 2.60 average. Display Modes
Old
  (#41)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
19th October 2008, 10:14 AM

sunita jee bahut bahut shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#42)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
19th October 2008, 10:16 AM

diya jee bahut bahut shukriya tumhara

ANil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#43)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
29th March 2009, 04:58 PM

shukriya diya arse baad mujeh bhe emera kalam dobara yaad dila diya


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
My comments
Old
  (#44)
pkp.india
Pankaj
pkp.india is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Mar 2010
Location: Hindustan >> Jharkhand >> Ranchi
Rep Power: 0
My comments - 16th March 2010, 10:52 AM

Masoom shai sab,

khuda aapki zindgani ko lambi kare...
hum nahi chahte ki shayri ki dunia se aapjaise sitate kabhi kho jaye..
nice shayree
   
Reply With Quote
Old
  (#45)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
30th March 2010, 11:02 PM

diya jale bahut bahut shukriyaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#46)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
21st June 2010, 07:32 AM


दिल चाहता है अक्सर
तुम को बाहों मैं भरूं
तुम को बहुत प्यार करूँ
इतना करीब लाऊँ की दिल शरमाने लगे
आँखों मैं हया भर जाए
इतना चाहूं की मेरी सादिक
चाहत से तू झूट मैं ही डर जाए
डर जाए आँख बंद करने लगे
शिद्दत से मेरा हाथ पकड़ने लगे
मुझे मे तब खुद ही तू खुद को भरे
मैं ही तुझ को मुहब्बत ना करूँ
तू भी मुझे प्यार करे
दिल चाहता है अक्सर
इतना प्यार करूँ की आँखों में पानी भर जाए
ने मेरे पास कोई लफ्ज़ हो
ना तू कुछ कहे
बस दीवांवर मुझे देखती रहे

तू क्या जाने मेरा दिन तेरा है रात तेरी है
मैं जो कह देता हूं ज़माने का है
जो दिल मैं है वो बात तेरी है
मेरे प्यार के हर पल में तेरा हिस्सा है
मेरे शेर तेरी बातें हैं
मेरा गीत तेरा किस्सा है
अपने ही किसे हैरान सी मुझ से सुनती है
तू अपने ही द्रखत की शाख से फूल चुनती है
अब यही दिल चाहता है
इस शाख के तुझ को सारे गुलाब दे दूँ
एक लफ्ज़ भी ना मेरा रहे
तुझ को अपनी शयरी की किताब दे दूं
मेरे आशार के हर ज़ज़्बे को तूने पाला है
तूने गिरते हुए एक शख्स को संभाला है
हां जी चाहता है यही तुझे बाहों मैं भरूं
बहुत प्यार करूँ
मुझ को भी हर सू खुद ही खुद ही में भरे
मैं ही तुझे मुहब्बत ना करूँ
तू भी मुझे प्यार करे
हां यही दिल चाहत है
यही ख्वाब है
यही ज़िंदगी की तल्खियों का जवाब है
यही मेरी शयरी की किताब है


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#47)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 21st June 2010, 08:40 AM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


Anil

anil bhai
radhe radhe

bahut sundar kavita hai....daad dil se hazir hai kubul karen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#48)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
21st June 2010, 02:50 PM

Anil Ji......Aadaab ! aapki nazm ke ehsaas aapke takakhallus ki tarha masoom lage mujhe ......bahut gehraai tak le jaate hue dekhaai dete hai.....aapki yeh peshkash bahut asar chhodti nazar aai.....dil se daad hazir hai.....yunhi likhte rahen....aur hume apni acchi rachnaaye padhne ka aise hi maukaa dete rahe....khush rahen...

apna khayal rakhen....
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
shukriyaa
Old
  (#49)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriyaa - 28th June 2010, 03:03 PM

bahut bahut shukriya diya aise hee sada padhatee rahana mujhe


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#50)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
14th October 2014, 11:18 PM

akelijaan tum jane ab yahan ho ya nahee padhate padhte ye meree nazm meree nazar ke aage aa gayee ye ahsas bhee huyee ki 8 salk se tumhe maien shukriyaa nahee kiyaa aaj kartaa hoon bahut bahut shukriya


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#51)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th October 2014, 09:48 AM

anil bhai aapki bahot puraaani rachna hai ye........ lekin padh kar bahot sukoon haasil huaa.....

likhte rhiye aaate rahiye

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#52)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
15th October 2014, 08:41 PM

Shaad ye around 2006 kee tahreer hai yahnee ise dekhaa yaheen dobara padhaa maine dobara jause sans lene lagee ye shukriyaa aap sabhee kaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
jis shayree ko eenam kya keemat bhee na milee masoomshayer Anjuman-e-Shayri 20 30th March 2006 06:39 PM
meree shayree ka dard masoomshayer Shayri-e-Dard 22 16th March 2006 12:05 PM
Ab Yahee AAKHRI Sahara Hai !!!! WASEEF- Unlucky Shayri-e-Dard 1 1st March 2006 09:25 AM
ek dost kee shayree masoomshayer Shayri-e-Dard 0 10th February 2006 08:38 AM
sher o Shayree Nick Ali Humourous Shayri 0 2nd November 2002 12:26 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com