Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
KHUBSo0RAT !!
Old
  (#1)
mohammed
Registered User
mohammed will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 454
Join Date: Jun 2001
Rep Power: 23
KHUBSo0RAT !! - 23rd October 2005, 08:16 PM

KHUBSo0RAT !!

khobso0rat hain wo0 lub
jo0 pyari batain kertey hain

khobso0rat hai wo0 Muskurahat
jo0 dosaro0n k chehro0n per bhi Muskaan saja day

khobso0rat hai wo0 dil
jo0 kisi k dard ko0 saMjhey
jo0 kisi k dard main tarpey

khobso0rat hain wo0 jazbaat
jo0 kisi ka ehsaas karein

khobso0rat hai wo0 ehsaas
jo0 kisi k dard ka madawa baney

khobso0rat hain wo0 batein
jo0 kisi ka dil na dukhaein

khobso0rat hain wo0 ankhein
jin mein pakezgi ho0
sharm o haya ho0

khobsoorat hain wo anso0
jo0 kisi k dard ko0
Mehso0s ker k nikal jain

khobso0rat hain wo0 Hath
jo0 kisi ko0 Mushkil
waqat Mein thaM lain

khobso0rat hain wo0 qadaM
jo0 kisi ki madad k liye
aagey berhein !!!!!

khobso0art hai wo0 so0ch
jo0 kisi k liye acha so0chey

khobso0rat hai wo0 insan
jis ko0 KHUDA nay yah

khobso0rati ata ki.
Attached Images
File Type: jpg mulhergotalilas.jpg (7.3 KB, 243 views)


Woh Mausam Woh Bahar Bhi Us Kay Samnay kam thi,,,,
Us Kay saath guzra woh waqt woh fiza bhi num thi,,,,
Per kiya karay aaye zalim apnay haathon mein mohabbat ki lakeer hi kam thi,,,
  Send a message via Yahoo to mohammed Send a message via AIM to mohammed  
Reply With Quote
Old
  (#2)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
24th October 2005, 11:24 AM

http://www.shayri.com/forums/showthr...threadid=39469



mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com