Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
A Tribute to Daag Dehlvi
Old
  (#1)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
A Tribute to Daag Dehlvi - 16th May 2010, 07:09 PM

Nawab Mirza Khan (1831-1905) commonly known as Daagh Dehlvi was an outstanding Mughal poet famous for his Urdu ghazals and belonged to the Delhi school of Urdu poetry. He wrote poems and ghazals under the takhallus 'Daagh Dehlvi' (the meanings of 'Daagh', an Urdu noun, include stain, grief and taint while 'Dehlvi' means belonging to or from Delhi).

He lost his father at the age of six and was brought up by his stepfather, Mirza Muhammad Fakhroo, who was heir to Bahadur Shah Zafar, the last Mughal Emperor. On Fakhroo's death in 1865, Daagh left Delhi for Rampur where he went into government service and lived comfortably for 24 years. There followed a period of wandering and discomfort which ended when he was invited to Hyderabad in 1891. There he won his fame as an Urdu poet and lived a life of luxury. Hyderabad was a cradle to many poets of that period following the decline of Mughals in Delhi.

Daagh had started reciting poetry at the age of ten. His forte was the ghazal. His poetry does not wallow in despair. The tone of his poems is rather exuberant. He was a self-acknowledged romantic but contrary to the impression one gets from his poetry, he eschewed wine. Usage of common words and phrases and thus simplicity was distinctive of his style. His work comprises four volumes consisting of 16,000 couplets.

He died in 1905 at the age of 74.



Lutf vo ishq mein paaye haiN ki ji jaanta hai
Ranj bhi itne uthaaye haiN ki ji jaanta hai

Jo zamaane ke sitam haiN vo zamaanaa jaane

Tune dil itne dukhaaye haiN ki ji jaanta hai

Tum nahi jante ab tak ye tumhare andaaz

Vo mere dil meiN samaaye haiN ki ji jaanta hai

Inhi qadmoN ne tumhaare, inhi qadamoN kii qasam

Khaak meiN itne milaaye haiN ki ji jaanta hai

Dosti meiN teri darpardaa hamaare dushman

Is qadar apne paraaye haiN ki ji jaanta hai


By

Daag Dehlvi








Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 16th May 2010 at 07:40 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#2)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
16th May 2010, 07:48 PM

bohat khoob ..

Daag saahab is one of my fav poet.. unka rehkta poore jahaan maiN hai .. aur unke kalaamoN se naye shayar bphat kuch seekhe ye meri dii tammnana hai ...

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
19th May 2010, 07:32 PM

Gazab Kiyaa Tere Waade Pe Aitbaar Kiyaa
Tamaam Raat Qayaamat Kaa Intezaar Kiyaa

HaNsaa HaNsaa Ke Shab-e-Wasl Ashq-Baar Kiyaa
TasalliyaaN Mujhe De De Ke Beqaraar Kiyaa

Hum Aise Mahv-e-Nazaaraa Na Thhe Jo Hosh Aataa
Magar Tumhaare TaGaaful Ne Hoshiyaar Kiyaa

Fasaana-e-Shab-e-Gham Unko Ek Kahaani Thhee
Kuchh Aitbaar Kiyaa-Kuch Naa Aitbaar Kiyaa

- DAAG DEHLVI




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Socha Hum Bhi Kuchh Share Kar Lete Hain Yahan :)**
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Smile Socha Hum Bhi Kuchh Share Kar Lete Hain Yahan :)** - 22nd May 2010, 07:50 PM

You Made Me Smile Jee **Beautiful Poetry You Shared **
Heartily Thanks & Lots Lots Of Flower's **



Muhabbat Mein Kare Kyaa ‘Kuchh Kisi Se Ho Nahee Sakta
Meraa Marrnaa Bhee To Meree Khushi Se Ho Nahee Sakta

Na Ronaa Hai Tareeqe Kaa Na Hansnaa Hai Saleeqe Kaa
Pareshaanee Mein Koee Kaam Jii Se Ho Nahee Saktaa


Khuda Jab Dost Hai Aye "Daag" Kyaa Dushman Se Andesha
Humaaraa Kuchh Kisii Kii Dushmanii Se Ho Nahee Saktaa



*Writer: Daag Dehlvi Jee **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
9th June 2010, 11:06 AM

Ajab apna hal hota jo visal-e-yaar hota
kabhi jaan sadqe hoti kabhi dil nisaar hota


na mazaa hai dushmani meiN na hai lutf dosti meiN
koi ghair ghair hota koi yaar yaar hota


ye mazaa tha dillagi ka ke barabar aag lagti
na tumheiN qaraar hota na hameiN qaraar hota


tere waade par sitamagar abhi aur sabr karte
agar apni zindagi ka hameiN aitabaar hota




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
12th June 2010, 11:03 AM

Pukaarti hai khamoshi meri fugaan ki tarah
nigaheN kehti haiN sab raz-e-dil zubaan ki tarah


Jalaa ke dagh-e-muhabbat ne dil ko khak kiya
bahaar aayi mere bagh mein khizaan ki tarah


Talash-e-yaar meiN chhodi na sar-zameeN koi
hamare paanv meiN chakar haiN aasmaN ki tarah


Ada-e-matlab-e-dil hamse sikh jaye koi
unheiN suna hi diya haal dastaaN ki tarah




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
12th June 2010, 01:36 PM

Rasm-e-ulfat sikha gaya koi
Dil ki duniya pe chah gaya koi


Taa Qayamat kisi tarah na bujhe
Aag aisi laga gaya koi


Dil ki duniya ohjadd si kyun hai
Kya yahan se chala gaya koi


Waqt-e-rukhsat gale laga kar "Daag"
Hansatey hansatey Rula gaya koi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com