Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 6 votes, 5.00 average. Display Modes
Hindi Kavita By Maham Azmi...Just a venture!
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
Hindi Kavita By Maham Azmi...Just a venture! - 29th September 2007, 03:47 AM


Adaab arz hei,

Ehle bazm ,

bauahat darte darte is section mein aye hein

Maham eik pakistani hei jiska passport Canadian hie .........

Ham kabhi pak mein nahi rahe , hamesha bahar ke mumalik mein rahe , convents mein parha aur bas urdu speaking family se talu q tha to kuc h mazhab ki wajhe se aur kuch riwayat sej urhe rehne ki koshish mein baba aur mama ne hamae urdu ghar mein thori bauath sikha dee thee warna hamaree to urdu bhi iti achi nai hie

Us pe sone pe suhaga yeh ke hamae HINDI ka shouq ho gaaya

Najnae kyun ye language iski lingo iti pure itee jaan jaisi pyaree see lagtee hei ke acha lagta hei isko bolna aur sun'na ,

aur ye jo ap sab ke india ke gaoun ki lingos hotee hien na ye hamae buahat hee inspire kartee hein

Aap sab ne vo geet suna ho ga na


AJA PIYA TUHE PIYAR DON uffffffffff i just am in luv wid it like hell , kita pure kita pyara sa geet .........

to bass hum ne koshish ki ke hum bhi kuch hindi mein likhein

Na kisi se islaah ki na kisi se poocha

aur darte darte yahan chale ayae

agar hum ne buahat hee apki language ka court marshal kar dya ho to aap sab hamae achi tarha dant sakte hein )-: hum chup kar ke sun len ge cuz hamae nai pata hum ne ye kaisi likhee hie

Here is another trivial creation of Maham s in HINDI ..........

Let s see aa psab kiya kehte hien

Plz be frank and be honest , jo ghaltiyan hon keh dijiyega hamae islaah achi lagtee hie

Here u go :



ur gayee chundree mori gagan talae
aj ye kaisi tan maa more agan jale
jhuki jhukie mori madhbhari nazariya
yun na nihaaro hum ka sanwariyaa
gore ang pe chunar reh reh sarsaraye
dhak dhak kare jiya man thartharayae
torae milan ki laagi humka lagan piya
barkha maa jal uthaa tori yaad ka diya
nainon se chum chum madhura barse
torae seene ma samane ko hum tarsae
kaali ghata chayi,sawan ruth jhum ke ayee
bijuriyaa aise chamkae, larza man hai duhayi
toot ke barkha barsi aisee chalee beri pawan
sandes layee tumhraa pur na ayae zulmi sajan
aja piya man mandir ma tumka poojae hum
tumhre bazoun ma jeevan rusta khojen hum
moond ke nainaan beth rahee daasi tumhree
tum pa arpan kar den tan ki chaandi hamree
kajal ban palak maa ajaa sajan sajeelae
ghol jaa phir man ma tu woh geete raaseele

bijuriya damake,badli karke,jiya larz larz jaye
tumhri yaad mein nainaa baras baras jaaiy
tan ko choti pawan layi unka sandes
le chal mohe bhi to sang sajan ke des
janae ka karte hon gaye saajan iss pal
ka pata hotee ho unke man maa bhi halchal
pooch ke bata aiy chandaa tou mohae
mori yaad ma ka woh bhi niharen ek tik tohe

MAHAM AZMI

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
29th September 2007, 01:03 PM


maham jee:

namaste:

hame pata nahii.n thaa kii aap traditional hindi me.n bhii likh letii hai.n... waise aam bol-chaal me.n is tarah kii hindi kam sun,ne ko hii miltii hai! hindi ke taraf aap ka jo prem hai woh sach me.n qaabil-e-taariif aur qaabil-e-daad hai! tah-e-dil se shukraguzaar huu.n jo aap ne hame paRhne ka mauqa diya.. yuu.n hii likhti rahe.n.. ham paRhte rahe.nge..

aap ne apne baare me.n is bazm ko bataaya, is ke liye aap ko alag se shukriyah adaa to nahii.n kahuu.nga, lekin aap hii ke andaaz me kahuu.ngaa.. hazaaro.n gulsitaa.n aap ke naam

apna khayaal rakhiye,

mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#3)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
29th September 2007, 01:30 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
maham jee:

namaste:

hame pata nahii.n thaa kii aap traditional hindi me.n bhii likh letii hai.n... waise aam bol-chaal me.n is tarah kii hindi kam sun,ne ko hii miltii hai! hindi ke taraf aap ka jo prem hai woh sach me.n qaabil-e-taariif aur qaabil-e-daad hai! tah-e-dil se shukraguzaar huu.n jo aap ne hame paRhne ka mauqa diya.. yuu.n hii likhti rahe.n.. ham paRhte rahe.nge..

aap ne apne baare me.n is bazm ko bataaya, is ke liye aap ko alag se shukriyah adaa to nahii.n kahuu.nga, lekin aap hii ke andaaz me kahuu.ngaa.. hazaaro.n gulsitaa.n aap ke naam

apna khayaal rakhiye,

mayank

Maynak ji ,

Is adnaa see kaavish ko 'bardasht' karne ke liye shukriya
Hum jante hien hamaree tehreerain aap jaise sukhanwar aur sukhan shanaas ke shaayaan e shaan nai hien phir bhi aap nazr e karam karte hien ye apke ache dilki nishani hie


U re really chiverlous wid ur comments .........

Aapke 'hazaroun gulistan' walee baat pe muskura paree Maham

Hamae adat hei aise kehne kee pata nai kyun pur hum kehte hien waise aap zindagi mein bhi .........



mmmmmmm

dekhiye phir likhne ja rahe the to end my note but ab nai kahain ge phir sahee

Due Respects

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
29th September 2007, 02:23 PM

urdu..english aur ab hindi..mashaallah aap ne to sabpe apna hunar azmaya hain..daad.....meri hindi bhi kuch khaas acchi nahin to main kya commment karu ki sahi hain ya galat..par padhne mein ehsaas dil ko chu gaye....
waise hindi poetry main aap urdu ka ek word istemmal kar gayi..larz.........lekin koi baat nahin isse koi marks nahin katenge..

aise hi is bazm ki ronak badhati rehna...

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
29th September 2007, 07:20 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
urdu..english aur ab hindi..mashaallah aap ne to sabpe apna hunar azmaya hain..daad.....meri hindi bhi kuch khaas acchi nahin to main kya commment karu ki sahi hain ya galat..par padhne mein ehsaas dil ko chu gaye....
waise hindi poetry main aap urdu ka ek word istemmal kar gayi..larz.........lekin koi baat nahin isse koi marks nahin katenge..

aise hi is bazm ki ronak badhati rehna...

mausam
Heyyyyyyy sweetheart , oh gosh .............hamae to dar he lag raha tha ,abhi bhi waise lag raha hei , Maynak ji to ite sare wale ache hein ke vo jo bhi likho dil rakh lete hien magar aur hindi speaking log janae kiya kahein

chaliye shukar hei aise ne parhee jiski HINDI KUCH KHAS NAI heheehehe

ab agayae allah haafiz



thanx hazaroun gulistan for all ur wordz buddy

Urs

Maham
   
Reply With Quote
haaaaaaaaaaaaay
Old
  (#6)
aapki_anamika
Registered User
aapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 195
Join Date: Mar 2006
Location: in my love's heart
Rep Power: 21
haaaaaaaaaaaaay - 29th September 2007, 09:06 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei,

Ehle bazm ,

bauahat darte darte is section mein aye hein

Maham eik pakistani hei jiska passport Canadian hie .........

Ham kabhi pak mein nahi rahe , hamesha bahar ke mumalik mein rahe , convents mein parha aur bas urdu speaking family se talu q tha to kuc h mazhab ki wajhe se aur kuch riwayat sej urhe rehne ki koshish mein baba aur mama ne hamae urdu ghar mein thori bauath sikha dee thee warna hamaree to urdu bhi iti achi nai hie

Us pe sone pe suhaga yeh ke hamae HINDI ka shouq ho gaaya

Najnae kyun ye language iski lingo iti pure itee jaan jaisi pyaree see lagtee hei ke acha lagta hei isko bolna aur sun'na ,

aur ye jo ap sab ke india ke gaoun ki lingos hotee hien na ye hamae buahat hee inspire kartee hein

Aap sab ne vo geet suna ho ga na


AJA PIYA TUHE PIYAR DON uffffffffff i just am in luv wid it like hell , kita pure kita pyara sa geet .........

to bass hum ne koshish ki ke hum bhi kuch hindi mein likhein

Na kisi se islaah ki na kisi se poocha

aur darte darte yahan chale ayae

agar hum ne buahat hee apki language ka court marshal kar dya ho to aap sab hamae achi tarha dant sakte hein )-: hum chup kar ke sun len ge cuz hamae nai pata hum ne ye kaisi likhee hie

Here is another trivial creation of Maham s in HINDI ..........

Let s see aa psab kiya kehte hien

Plz be frank and be honest , jo ghaltiyan hon keh dijiyega hamae islaah achi lagtee hie

Here u go :



ur gayee chundree mori gagan talae
aj ye kaisi tan maa more agan jale
jhuki jhukie mori madhbhari nazariya
yun na nihaaro hum ka sanwariyaa
gore ang pe chunar reh reh sarsaraye
dhak dhak kare jiya man thartharayae
torae milan ki laagi humka lagan piya
barkha maa jal uthaa tori yaad ka diya
nainon se chum chum madhura barse
torae seene ma samane ko hum tarsae
kaali ghata chayi,sawan ruth jhum ke ayee
bijuriyaa aise chamkae, larza man hai duhayi
toot ke barkha barsi aisee chalee beri pawan
sandes layee tumhraa pur na ayae zulmi sajan
aja piya man mandir ma tumka poojae hum
tumhre bazoun ma jeevan rusta khojen hum
moond ke nainaan beth rahee daasi tumhree
tum pa arpan kar den tan ki chaandi hamree
kajal ban palak maa ajaa sajan sajeelae
ghol jaa phir man ma tu woh geete raaseele

bijuriya damake,badli karke,jiya larz larz jaye
tumhri yaad mein nainaa baras baras jaaiy
tan ko choti pawan layi unka sandes
le chal mohe bhi to sang sajan ke des
janae ka karte hon gaye saajan iss pal
ka pata hotee ho unke man maa bhi halchal
pooch ke bata aiy chandaa tou mohae
mori yaad ma ka woh bhi niharen ek tik tohe

MAHAM AZMI


nainon se chum chum madhura barse
torae seene ma samane ko hum tarsae ...
haaaaaaaaaaaaay kuch ho jaayega aapki ye kavitaayen yuhi padhti rahi to di

aap to thik ho na???

kabhi piya g heheh kabhi saanwariya


kher mai kuch nah kar rahi hun ab...pitaai kar doge aap

likhte raho ese hi romantic shomantic..maine to kuch nahi kaha


hehehe

love u


@~~**AapKi aNAmIkA**~~@

   
Reply With Quote
Old
  (#7)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
29th September 2007, 11:04 PM

Hahaaa buahaaaaaaaaat zor se hans pare hum eik dum

bauahaaaaaaaaaaaaat shararatee ho tum

I just sat here blushed and smiling deeply

Wat do i say now

Haan hum to theek hein achi see larkee hamae kiya hona hei

shhhhhhh ok me going gonig gone

nai pata abhi kiya hum aur kahein

Thanx for all ur lovely wordz here which just added at bit of ac olor to my life for a while


Dher sara pyar

Apki

Maham

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
25th October 2007, 08:41 PM

Maham jee :

aadaab-o-taSleemaat

aapko aaj aik naYe hi roop meiN paRhne kaa mauqaa milaa hay mujHe.. baRii KhuShii hu'ii aapko paRh ke.. aapki kavviSh ke aSh'aar be-Had pasaNd aaYeN..mere dil sey sey niklii hu'ii daad-o-tahseen ko qabUl farmaaYeN..aur YuuNhi bazm kii raunaq baRhaate raheN..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN,,

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
31st October 2007, 02:47 AM

bahut hi achcha likha hai aapne MahamAzmi jee,

it was a great composition....

thanks for sharing it...

regards
aarya


khwaabo.n ke par kabhii kaTne na denaa
inke sahaaron me raahai.n rahe.ngii

lage.nge ye lejaa rahe alag raste
un raston pe bhii kai seekhai.n to ho.ngii

ye seekhai.n hameshaa sameTe rakhnaa
inhii.n se to sabko manzil milai.ngii


regards aarya
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
3rd November 2007, 01:24 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Maham jee :

aadaab-o-taSleemaat

aapko aaj aik naYe hi roop meiN paRhne kaa mauqaa milaa hay mujHe.. baRii KhuShii hu'ii aapko paRh ke.. aapki kavviSh ke aSh'aar be-Had pasaNd aaYeN..mere dil sey sey niklii hu'ii daad-o-tahseen ko qabUl farmaaYeN..aur YuuNhi bazm kii raunaq baRhaate raheN..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN,,

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

Muskura diye apki baat parh ke hum

Maham ke buahat azeez dostj ante hien ke maham ke kayee rang hien , aur ye un dhanak rangon mein se eik rang trha jo aj ap ne dekha



ye rang apko bhaya aur ap ne is ke liye kuch lafz ata kiye

Shukrguzar thehree Maham apki ,

Hum to soch rahe the HINDI SPEAKING log hamara court marshal na kar den is jurrat pe ke hum HINDI mein kuch tuk bandi kar rahe hein magar shukr hei ab tak to kisi ne buahat burayee kee nahi ,

lagta hei buahat ache hein log yahan jo hamaree kavita ko vo bhi hindi ki kavita ko bardasht kar gaye

   
Reply With Quote
Old
  (#11)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
4th November 2007, 05:40 PM

Quote:
Originally Posted by aarya View Post
bahut hi achcha likha hai aapne MahamAzmi jee,

it was a great composition....

thanks for sharing it...

regards
aarya

wow

thanx for loving it ma'am!

It makes me so proud when a hindi speaking person appriciates this trivial creation of mine

meri hindi aisi hee hei jaisi GEORGE BUSH ki URDU ho gee hehehhee
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#12)
diptipavan
Registered User
diptipavan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Dec 2007
Rep Power: 0
hello - 1st December 2007, 12:49 PM

Namaste Maham Azmi

Aap hindi me kya khub lekthain hai.bahut kabela tariff hai .kabhi aap se milna ki chata hai.






Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei,

Ehle bazm ,

bauahat darte darte is section mein aye hein

Maham eik pakistani hei jiska passport Canadian hie .........

Ham kabhi pak mein nahi rahe , hamesha bahar ke mumalik mein rahe , convents mein parha aur bas urdu speaking family se talu q tha to kuc h mazhab ki wajhe se aur kuch riwayat sej urhe rehne ki koshish mein baba aur mama ne hamae urdu ghar mein thori bauath sikha dee thee warna hamaree to urdu bhi iti achi nai hie

Us pe sone pe suhaga yeh ke hamae HINDI ka shouq ho gaaya

Najnae kyun ye language iski lingo iti pure itee jaan jaisi pyaree see lagtee hei ke acha lagta hei isko bolna aur sun'na ,

aur ye jo ap sab ke india ke gaoun ki lingos hotee hien na ye hamae buahat hee inspire kartee hein

Aap sab ne vo geet suna ho ga na


AJA PIYA TUHE PIYAR DON uffffffffff i just am in luv wid it like hell , kita pure kita pyara sa geet .........

to bass hum ne koshish ki ke hum bhi kuch hindi mein likhein

Na kisi se islaah ki na kisi se poocha

aur darte darte yahan chale ayae

agar hum ne buahat hee apki language ka court marshal kar dya ho to aap sab hamae achi tarha dant sakte hein )-: hum chup kar ke sun len ge cuz hamae nai pata hum ne ye kaisi likhee hie

Here is another trivial creation of Maham s in HINDI ..........

Let s see aa psab kiya kehte hien

Plz be frank and be honest , jo ghaltiyan hon keh dijiyega hamae islaah achi lagtee hie

Here u go :



ur gayee chundree mori gagan talae
aj ye kaisi tan maa more agan jale
jhuki jhukie mori madhbhari nazariya
yun na nihaaro hum ka sanwariyaa
gore ang pe chunar reh reh sarsaraye
dhak dhak kare jiya man thartharayae
torae milan ki laagi humka lagan piya
barkha maa jal uthaa tori yaad ka diya
nainon se chum chum madhura barse
torae seene ma samane ko hum tarsae
kaali ghata chayi,sawan ruth jhum ke ayee
bijuriyaa aise chamkae, larza man hai duhayi
toot ke barkha barsi aisee chalee beri pawan
sandes layee tumhraa pur na ayae zulmi sajan
aja piya man mandir ma tumka poojae hum
tumhre bazoun ma jeevan rusta khojen hum
moond ke nainaan beth rahee daasi tumhree
tum pa arpan kar den tan ki chaandi hamree
kajal ban palak maa ajaa sajan sajeelae
ghol jaa phir man ma tu woh geete raaseele

bijuriya damake,badli karke,jiya larz larz jaye
tumhri yaad mein nainaa baras baras jaaiy
tan ko choti pawan layi unka sandes
le chal mohe bhi to sang sajan ke des
janae ka karte hon gaye saajan iss pal
ka pata hotee ho unke man maa bhi halchal
pooch ke bata aiy chandaa tou mohae
mori yaad ma ka woh bhi niharen ek tik tohe

MAHAM AZMI

   
Reply With Quote
Old
  (#13)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
10th April 2008, 07:51 AM

Quote:
Originally Posted by diptipavan View Post
Namaste Maham Azmi

Aap hindi me kya khub lekthain hai.bahut kabela tariff hai .kabhi aap se milna ki chata hai.

apko maham ki kavita pasand ayee , shukriya , magar humse milne ko ji chahanae wali baat kuch samjh se bahar hei mohtaram hazrat ,

anyways

apki daad ke lye shukrguzar hein hum ,

Due Respects !
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
8th August 2009, 05:42 PM

any more HINDI SPEAKING critics ?!


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
8th August 2009, 05:57 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
any more HINDI SPEAKING critics ?!
mahamji......ap hussain bux gullo ki thumri suniye.....aoko bada maza aayega.........
hindi ki badi behen braj bhasa me hai..........jaisa aap hindi likhti hai.....mota moti vo braj hindi hai......

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
8th August 2009, 07:14 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei,

Ehle bazm ,

bauahat darte darte is section mein aye hein

Maham eik pakistani hei jiska passport Canadian hie .........

Ham kabhi pak mein nahi rahe , hamesha bahar ke mumalik mein rahe , convents mein parha aur bas urdu speaking family se talu q tha to kuc h mazhab ki wajhe se aur kuch riwayat sej urhe rehne ki koshish mein baba aur mama ne hamae urdu ghar mein thori bauath sikha dee thee warna hamaree to urdu bhi iti achi nai hie

Us pe sone pe suhaga yeh ke hamae HINDI ka shouq ho gaaya

Najnae kyun ye language iski lingo iti pure itee jaan jaisi pyaree see lagtee hei ke acha lagta hei isko bolna aur sun'na ,

aur ye jo ap sab ke india ke gaoun ki lingos hotee hien na ye hamae buahat hee inspire kartee hein

Aap sab ne vo geet suna ho ga na


AJA PIYA TUHE PIYAR DON uffffffffff i just am in luv wid it like hell , kita pure kita pyara sa geet .........

to bass hum ne koshish ki ke hum bhi kuch hindi mein likhein

Na kisi se islaah ki na kisi se poocha

aur darte darte yahan chale ayae

agar hum ne buahat hee apki language ka court marshal kar dya ho to aap sab hamae achi tarha dant sakte hein )-: hum chup kar ke sun len ge cuz hamae nai pata hum ne ye kaisi likhee hie

Here is another trivial creation of Maham s in HINDI ..........

Let s see aa psab kiya kehte hien

Plz be frank and be honest , jo ghaltiyan hon keh dijiyega hamae islaah achi lagtee hie

Here u go :



ur gayee chundree mori gagan talae
aj ye kaisi tan maa more agan jale
jhuki jhukie mori madhbhari nazariya
yun na nihaaro hum ka sanwariyaa
gore ang pe chunar reh reh sarsaraye
dhak dhak kare jiya man thartharayae
torae milan ki laagi humka lagan piya
barkha maa jal uthaa tori yaad ka diya
nainon se chum chum madhura barse
torae seene ma samane ko hum tarsae
kaali ghata chayi,sawan ruth jhum ke ayee
bijuriyaa aise chamkae, larza man hai duhayi
toot ke barkha barsi aisee chalee beri pawan
sandes layee tumhraa pur na ayae zulmi sajan
aja piya man mandir ma tumka poojae hum
tumhre bazoun ma jeevan rusta khojen hum
moond ke nainaan beth rahee daasi tumhree
tum pa arpan kar den tan ki chaandi hamree
kajal ban palak maa ajaa sajan sajeelae
ghol jaa phir man ma tu woh geete raaseele

bijuriya damake,badli karke,jiya larz larz jaye
tumhri yaad mein nainaa baras baras jaaiy
tan ko choti pawan layi unka sandes
le chal mohe bhi to sang sajan ke des
janae ka karte hon gaye saajan iss pal
ka pata hotee ho unke man maa bhi halchal
pooch ke bata aiy chandaa tou mohae
mori yaad ma ka woh bhi niharen ek tik tohe

MAHAM AZMI

Maham Ji Aadab,

Aapki rachna aaj pehli baar dekhi, chuNkii maiN abhi SDC par naya huN. Bahot hi achha aur ehsaaso.N se labrez hai aapka kalaam. Mujhey kuch zyaada hi pasand aaya kyunki maiN Azamgarh ka huN (aur shaayad aap bhi "Azmi"), aur meri maadari zubaan bhojpuri hai, jis mein aapne likha hai. Awadhi se zara hat kar hai magar kaafi milti julti zubaaneN haiN ye. Aap ki rachna meiN kuch bhi raddo badal karne ki gunjaaish nahi hai (na mai karna chaahtu huN) par ek shabd aapko batana chaahta huN. Hamare yehaN Baazu nahi kehtey. BaNh kehte haiN. Tumhre "bahiyaN" ma jeevan rusta khojen hum, mein bilkul gaoN waali baat aa jaati hai.

Aur chuNki ye zubaan aapko achhi lagti hai to aap Bhojpuri folk music suneN visheshkar "kajari" aur "birha". Aap ki jo rachna hai poorntaya kajari hai, which is basically the longing for one's beloved in the monsoon season and is sung by females predominantly. Noted exponents of this classical & semi-classical form are
, Pandit Channulal Mishra, Girija Devi, Rajan and Sajan Mishra, Siddheshwari Devi, Shobha Gurtu etc. Birha as the name suggests are songs of pining too but sung by males!! (Guys have feelings too ladies!) But it is very loud and generally sung by cowherds or farmers to regale others with the beauty of their loved ones.

Last but not the least since you like the song "aaja piya..." I am sure your emotions will go through a tsunami if you hear the song "ab ke baras bhej bhaiya ko babul" from the film Bandini. Invariably I cry every time when I hear it, (I don't mean to make you cry, but listen to the language and the composition) so here's the link http://www.youtube.com/watch?v=f8Lp2A9ErAc

Take a look whenever time permits at the humorous shayri for a bhojpuri hasya kavita I had posted and as a parting shot a regular blessing to girls in Bhojpuri "Ganga maiya karaiN ke Maham "Sugga" jaisey chahkaiN, aur jahaN jaiN ratraniiya jaise mahkaiN" (Sugga=Parrot, Ratraniya=Rajanigandha phool = white tuberose)

Disclaimer: Any information overload is purely Intentional.

Love and Peace to you,
Shyam


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला

Last edited by naadaan; 8th August 2009 at 07:17 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
10th August 2009, 03:39 PM

Shayam,

Thanx hazaroun gulistan sir, for all the time u took out for my trivial creation here ...I m really touched and obliged

Every word u jotted down here revealed the fact that u r a very sensetive guy wid a great asthetic /poetic sense and u drown in words n music and truely acknowledge every single couplet that comes ur way,

Such people alwayz intrigue me and I d luv to see u on my creations not cuz i want praises from u but cuz I need people to understand and feel my poetry rather than just WAH WAH on it for the sake of "I scratch ur b ack and u scratch mine" kindaa stratagy...


I ll surely listen to ur reccomanded songz n geets ,


It wz a pleasure reading all that u had to write here,

Due respects,

MahamAzmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
15th September 2009, 06:04 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mahamji......ap hussain bux gullo ki thumri suniye.....aoko bada maza aayega.........
hindi ki badi behen braj bhasa me hai..........jaisa aap hindi likhti hai.....mota moti vo braj hindi hai......

regards
sure sir, i ll surely do that ...thanx alot



ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
amit7600
Registered User
amit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really nice
 
Offline
Posts: 484
Join Date: Oct 2009
Location: Kolkata-City of Joy
Rep Power: 19
17th November 2009, 01:54 AM

mahamji.....
accha laga aapki is rachna se rubaru hoke........aisa laga aap hume aaina deekha rahi hai..........
dil ki gahriyo se daad hazir hai....
likhte rahiye......ehsaas kabhi bhi bhasha ke mohtaaz nahi hote...ye aapne hume shikhya hai.....itne hi sundar ehsaaso ke saath aap phir se aaynge aur is zameen ka husn badhanynge aaisi meri kamna hai!!!

Allha hafiz


amit7600
Aandhiya Gam Ki Chalegi To Sawar Jaoonga Me
Mai To Dariya Hu Samoondar Me Utar Jaaonga Me
Mujhe Suli Pe Chadane Ki Jaroorat Kya Hai Logo
Mere Haato Se Kalam Cheen Lo Yuhi Mar Jaoonga Me


(When i received You in my heart everything changed for me)
  Send a message via Yahoo to amit7600  
Reply With Quote
Old
  (#20)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th December 2009, 04:00 PM

Mohtaram Amit sahab,
behud navaazish apki hazrat,
buahat shukriya...


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 5th December 2009, 06:23 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei,

Ehle bazm ,

bauahat darte darte is section mein aye hein

Maham eik pakistani hei jiska passport Canadian hie .........

Ham kabhi pak mein nahi rahe , hamesha bahar ke mumalik mein rahe , convents mein parha aur bas urdu speaking family se talu q tha to kuc h mazhab ki wajhe se aur kuch riwayat sej urhe rehne ki koshish mein baba aur mama ne hamae urdu ghar mein thori bauath sikha dee thee warna hamaree to urdu bhi iti achi nai hie

Us pe sone pe suhaga yeh ke hamae HINDI ka shouq ho gaaya

Najnae kyun ye language iski lingo iti pure itee jaan jaisi pyaree see lagtee hei ke acha lagta hei isko bolna aur sun'na ,

aur ye jo ap sab ke india ke gaoun ki lingos hotee hien na ye hamae buahat hee inspire kartee hein

Aap sab ne vo geet suna ho ga na


AJA PIYA TUHE PIYAR DON uffffffffff i just am in luv wid it like hell , kita pure kita pyara sa geet .........

to bass hum ne koshish ki ke hum bhi kuch hindi mein likhein

Na kisi se islaah ki na kisi se poocha

aur darte darte yahan chale ayae

agar hum ne buahat hee apki language ka court marshal kar dya ho to aap sab hamae achi tarha dant sakte hein )-: hum chup kar ke sun len ge cuz hamae nai pata hum ne ye kaisi likhee hie

Here is another trivial creation of Maham s in HINDI ..........

Let s see aa psab kiya kehte hien

Plz be frank and be honest , jo ghaltiyan hon keh dijiyega hamae islaah achi lagtee hie

Here u go :



ur gayee chundree mori gagan talae
aj ye kaisi tan maa more agan jale
jhuki jhukie mori madhbhari nazariya
yun na nihaaro hum ka sanwariyaa
gore ang pe chunar reh reh sarsaraye
dhak dhak kare jiya man thartharayae
torae milan ki laagi humka lagan piya
barkha maa jal uthaa tori yaad ka diya
nainon se chum chum madhura barse
torae seene ma samane ko hum tarsae
kaali ghata chayi,sawan ruth jhum ke ayee
bijuriyaa aise chamkae, larza man hai duhayi
toot ke barkha barsi aisee chalee beri pawan
sandes layee tumhraa pur na ayae zulmi sajan
aja piya man mandir ma tumka poojae hum
tumhre bazoun ma jeevan rusta khojen hum
moond ke nainaan beth rahee daasi tumhree
tum pa arpan kar den tan ki chaandi hamree
kajal ban palak maa ajaa sajan sajeelae
ghol jaa phir man ma tu woh geete raaseele

bijuriya damake,badli karke,jiya larz larz jaye
tumhri yaad mein nainaa baras baras jaaiy
tan ko choti pawan layi unka sandes
le chal mohe bhi to sang sajan ke des
janae ka karte hon gaye saajan iss pal
ka pata hotee ho unke man maa bhi halchal
pooch ke bata aiy chandaa tou mohae
mori yaad ma ka woh bhi niharen ek tik tohe

MAHAM AZMI

Maham jii,
Aadaab!!!
Kaisi haiN aap?

Bahut khoobsurat likha hai aapne, hme behad pasand aaya. Halanki maine aapki rachna Pehle bhi padhi thi, lekin aaj aapse baat karne ki wajeh aapke likhe ki tareef karna bilkul bhi nahi hai balki aapse shikayat karne ka man hai, aapko bura lage to muaf kijiyega....
Aap ne likha hai ki aap behad dari hui aayee haiN iss forum meiN KyoNki aap Pakistan se haiN.... Yeh baat to hme pasand nahi aayee...insaan to kewal Khuda ka hota hai...Pakistan, Hindustan ya Canada ka nahi...aur woh insaan jab kavi ya shayar ya koi bhi artist ho to woh kewal Khuda ka bhi nahi rehta...woh to sabka ho jaata hai....ussi tarha koi bhi bhasha ya boli bhi kisi ki nahi hogi...bhasha ya boli ke janam peechhe sirf aur sirf ek wajeh hoti hai woh ye ke ek khaas jagah ke log jab apne ehsaas sirf ishaaroN se bayaN nahi kar sakte to woh ek zariya khojte haiN apne ehsaas vyakt karne ke liye aur iss tarha boli ya bhasha ka janam hota hai..... Pakistan, Hindustan ya koi bhi jagah ho ehsaas to sabke ek se hi hote haiN...to baat hi kahaN se aayee aap ki boli ya aapke desh ki....aap Khud ko sirf insaan hi samajhiye.......

Bahut zyada likh diya hai, aapko bura bhi lagega ki na jaan na pehchaan muNh uthaya aur naseehat dene chale aaye....lekin shayad pehli baar main pure vishwaas ke saath keh sakta hooN ki maine bilkul bhi galat nahi kaha....sochiyega meri baat....
Shukriya...

Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#22)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
26th December 2009, 09:49 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Maham jii,
Aadaab!!!
Kaisi haiN aap?

Bahut khoobsurat likha hai aapne, hme behad pasand aaya. Halanki maine aapki rachna Pehle bhi padhi thi, lekin aaj aapse baat karne ki wajeh aapke likhe ki tareef karna bilkul bhi nahi hai balki aapse shikayat karne ka man hai, aapko bura lage to muaf kijiyega....
Aap ne likha hai ki aap behad dari hui aayee haiN iss forum meiN KyoNki aap Pakistan se haiN.... Yeh baat to hme pasand nahi aayee...insaan to kewal Khuda ka hota hai...Pakistan, Hindustan ya Canada ka nahi...aur woh insaan jab kavi ya shayar ya koi bhi artist ho to woh kewal Khuda ka bhi nahi rehta...woh to sabka ho jaata hai....ussi tarha koi bhi bhasha ya boli bhi kisi ki nahi hogi...bhasha ya boli ke janam peechhe sirf aur sirf ek wajeh hoti hai woh ye ke ek khaas jagah ke log jab apne ehsaas sirf ishaaroN se bayaN nahi kar sakte to woh ek zariya khojte haiN apne ehsaas vyakt karne ke liye aur iss tarha boli ya bhasha ka janam hota hai..... Pakistan, Hindustan ya koi bhi jagah ho ehsaas to sabke ek se hi hote haiN...to baat hi kahaN se aayee aap ki boli ya aapke desh ki....aap Khud ko sirf insaan hi samajhiye.......

Bahut zyada likh diya hai, aapko bura bhi lagega ki na jaan na pehchaan muNh uthaya aur naseehat dene chale aaye....lekin shayad pehli baar main pure vishwaas ke saath keh sakta hooN ki maine bilkul bhi galat nahi kaha....sochiyega meri baat....
Shukriya...

Vikram
Hazrat apka LECTURE suna aur muskura dee Maham

aap sabhi kuch ghalat samjh bethe

Hamara kehne ka maqsad ye tha ke hum INTERNATIONAL hien, paida pak mein hoay rahe kabhi nai wahna canada mein rehna hoa kabhi UAE mein ,Hindustaan se bauhat gehra link hie kyunke mere grandparents wahan ke the aur hum UP ke hein bascially ,

DAR ka taluq is lye nai ke PAKISTAN se hein kyunke ye forum kaheen ye nai keh raha ke ye bas HINDUSTANIYON ka hei

Hum dare is lye the ke hindi language mashallah yahan sab ki iti achi hei tou hum ne tou kabhi likha nai tha is language mein , zyada tar angrezi schools mein parhe aur rahe hein wahan aise mumalik mein ...aur dar ye tha ke hamare nazm shayed iti achi na ho aur us language ka haq ada na kar sake...ishee tarha jab kisi buahat behtreen urdu forum mein jate hein tou bhi dare hoay hote hein ke urdu bhi iti achi nai hamaree ,

Umeed hei ap tamheed samjh gaye hong e

hamare lye koi mulk ALIEN nai hei kyun ke hum dunia ghoome hoay hein aur najanae kitne mumalik mein rahe hein aur phir fun /ART kisi mulk ki jaageer nai hota

ye sab hum jante hein

shukriya apke khat ka .......


due respects

Maham Azmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hindi Kavita / Chhand Ke Niyam arvindvyas Hindi Kavitayen 9 24th June 2010 04:18 AM
Hindi kavita by mahamazmi MahamAzmi Hindi Kavitayen 3 17th February 2010 08:03 AM
Bas Ek Hi by KAIFI AZMI silent-tears Anjuman-e-Shayri 2 3rd November 2009 08:35 AM
Koi ye kaise bataaye... - Kaifi Azmi Roshan Hindi/Urdu Lyrics 0 26th May 2003 01:37 PM
Ek Duaa --> Kaifi Azmi gjgjgj Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 3rd April 2001 01:26 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com