Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tujhko pata hai bin tere meraa haal kya hoga
Old
  (#1)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
tujhko pata hai bin tere meraa haal kya hoga - 7th May 2009, 08:12 PM

tujhko pata hai bin tere meraa haal kya hoga
mujhko pata hai tu milegi to kamaal kya hoga

kaun hai mera apnaa jab yeh pehchan na saka
mujhe gairoN ki berukhi se ab malaal kya hoga

zamanaa gujar diyaa maine intezaar meiN tere
mujhko pata hai miloge tum to sawaal kya hoga

saja sunane ke baad ab razaa puchhte ho tum
jo hosh meiN hi nahi apne vo halaal kya hoga

jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga

lipat kar royegi jab woh teri laash se "vicky"
jaane sabke dilon meiN tab khayaal kya hoga

Last edited by stillalive; 7th May 2009 at 08:18 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th May 2009, 12:12 AM

to apka nama vicky hai
aaj hi pata laga isme likha hai na...

but ye lash ki baat ku
itni achi gazal ki watt ku lagayee ye lash ajisa likhke haa
gazal achi hai
bas khush rahna

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
8th May 2009, 03:17 PM

VicKy Bhai.........

So super yaar bahut hi sahaj aur khubsoorat lafzon me tumne is Gazal ko bayan kiya hai...

Puri Gazal hi tarife Qabil hai....

Yeh lines bahot hi umda lage..... jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga

lipat kar royegi jab woh teri laash se "vicky"
jaane sabke dilon meiN tab khayaal kya hoga


Is dilfareb andaze bayan per daad kabool kijiye sahab.. Aur likhate rahiye..



  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
8th May 2009, 05:02 PM

wah vicky har bar ki tarah is bar bhi ek umdaa ghazal pesh kiya hai tumne
ghazal ki saare aashar hume pasand aayi

saja sunane ke baad ab razaa puchhte ho tum
jo hosh meiN hi nahi apne vo halaal kya hoga

jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga


yeh do sher sachai ko bayaan karte hai

daad ke saath

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
9th May 2009, 12:23 AM

kaise haiN vikky saahib ?

bahut zabardast zor aazmaish karii aapne , mujhe behad pasand aayi !

aapki soch gehrii hai aur sawaal masoom !

sher dar sher maine aapki kawaaid ka maza liya !

ek mashwara hai , wuzn ka khyaal rakheiN ...kalaam aur khoobsoorat banega !

daad Qabool farmaaeiN

apna khyaal rakheiN !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
heart_killer
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
heart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud of
 
heart_killer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
9th May 2009, 02:25 AM

wah..wah wah..wah.. diL khus kar diya reee..

Me to heading dekh ke fida ho gaya tha..

" tujhko pata hai bin tere meraa haal kya hoga "

...excellent work dude... very well wrriteen..


Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
9th May 2009, 02:51 AM

bahut khuub janabd. bahut hi gehre ehsaas pesh likhe hai aapne. daad kabool kijiye....

Aapka Dost

Manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
9th May 2009, 11:53 AM

Vicky Sahab,

Great yaar, kamaal karteiN hai aap, Itnaa achchha kaise likh leteiN hai aap.

Kuch tips humieN bhi dijiye.

Dil se daad

Best wishes

-Rashid

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
tujhko pata hai bin tere meraa haal kya hoga
mujhko pata hai tu milegi to kamaal kya hoga

kaun hai mera apnaa jab yeh pehchan na saka
mujhe gairoN ki berukhi se ab malaal kya hoga

zamanaa gujar diyaa maine intezaar meiN tere
mujhko pata hai miloge tum to sawaal kya hoga

saja sunane ke baad ab razaa puchhte ho tum
jo hosh meiN hi nahi apne vo halaal kya hoga

jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga

lipat kar royegi jab woh teri laash se "vicky"
jaane sabke dilon meiN tab khayaal kya hoga




Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
9th May 2009, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
tujhko pata hai bin tere meraa haal kya hoga
mujhko pata hai tu milegi to kamaal kya hoga

kaun hai mera apnaa jab yeh pehchan na saka
mujhe gairoN ki berukhi se ab malaal kya hoga

zamanaa gujar diyaa maine intezaar meiN tere
mujhko pata hai miloge tum to sawaal kya hoga

saja sunane ke baad ab razaa puchhte ho tum
jo hosh meiN hi nahi apne vo halaal kya hoga

jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga

lipat kar royegi jab woh teri laash se "vicky"
jaane sabke dilon meiN tab khayaal kya hoga
Vicky.....

ek umda ghazal ke liye dil se daad........

Yunhi likhte raho..khush raho

Purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
10th May 2009, 01:06 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
to apka nama vicky hai
aaj hi pata laga isme likha hai na...

but ye lash ki baat ku
itni achi gazal ki watt ku lagayee ye lash ajisa likhke haa
gazal achi hai
bas khush rahna

sakhi
thanks raj ji....

apne padha or taareef ki iske liye shukriya...

or han ji mera naam vicky hi hai...

agar main ghazal ki waat na lagaaun to shayar na ban jaunga

isliye socha ki khud ko mar dun...

taaki kisiko to bura laga mera marna...

aapne jo ijjat bakhshi uske liye tahe dil se shukriya...

god bless u..

vicky

Last edited by stillalive; 10th May 2009 at 01:08 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
10th May 2009, 10:12 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Bht khoobsurat ghazal hai, feelings & thoughts r x'cellent, mujhe ye do sher zada pasand aaye.........

kaun hai mera apnaa jab yeh pehchan na saka
mujhe gairoN ki berukhi se ab malaal kya hoga

jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga
thanks naaz ... aap lagataar humein padhti rahi hain..

acha lagta hai aapka reply padhke...

aise hi sath deti rahiye

or humesha khush rahiye

god bless u..


vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
12th May 2009, 08:03 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
VicKy Bhai.........

So super yaar bahut hi sahaj aur khubsoorat lafzon me tumne is Gazal ko bayan kiya hai...

Puri Gazal hi tarife Qabil hai....

Yeh lines bahot hi umda lage..... jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga

lipat kar royegi jab woh teri laash se "vicky"
jaane sabke dilon meiN tab khayaal kya hoga


Is dilfareb andaze bayan per daad kabool kijiye sahab.. Aur likhate rahiye..
sameer bhai itni jyada taareef ke liye shukriya..
main to pehle se kehta aaya hun main shayar nhi
bus likh dete hain jo bhi mann ko bhaaye...

aap aise hi sath dete rehna...

thanks again for such a nice compliment

god bless u

take care
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
12th May 2009, 08:06 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
wah vicky har bar ki tarah is bar bhi ek umdaa ghazal pesh kiya hai tumne
ghazal ki saare aashar hume pasand aayi

saja sunane ke baad ab razaa puchhte ho tum
jo hosh meiN hi nahi apne vo halaal kya hoga

jitnaa sajaa lo khud ko tum dulhan kii tarah
mehboob ko na bha saka to vo jamaal kya hoga


yeh do sher sachai ko bayaan karte hai

daad ke saath

Diya
thanks diya....

in sheron ko pasand karne ke liye...

or waise bhi ye ghazal tere bin adhuri thi...

tuney is ghazal ko ek naya roop diya or ache se sajaya hai...

thanks to u babu...

aise hi sath deti rehna...

god bless u

keep smiling...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
12th May 2009, 04:52 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
kaise haiN vikky saahib ?

bahut zabardast zor aazmaish karii aapne , mujhe behad pasand aayi !

aapki soch gehrii hai aur sawaal masoom !

sher dar sher maine aapki kawaaid ka maza liya !

ek mashwara hai , wuzn ka khyaal rakheiN ...kalaam aur khoobsoorat banega !

daad Qabool farmaaeiN

apna khyaal rakheiN !
thanks kshitiz ji aapne humein padha humein acha laga..

taareef ke liye shukriya...

par mujhe ghazal likhni nhi aati..
isliye ghazal likhte likkhte mera apna wujn badh gaya

ab aap hi humein sikhayein ki wuzn kya hota hai or
ise kaise control kiya jaye...

aapka shukargujaar hounga ji main...

khush rahiye

or aate rahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
13th May 2009, 08:03 PM

Quote:
Originally Posted by heart_killer View Post
wah..wah wah..wah.. diL khus kar diya reee..

Me to heading dekh ke fida ho gaya tha..

" tujhko pata hai bin tere meraa haal kya hoga "

...excellent work dude... very well wrriteen..
thanks omi..

sirf heading hi to nhi padhi...

saari ghazal bhi padh liya kar...

thanks for the compliment ..

keep smiling...

god bless u...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
15th May 2009, 07:13 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
bahut khuub janabd. bahut hi gehre ehsaas pesh likhe hai aapne. daad kabool kijiye....

Aapka Dost

Manish
shukriya jii...

aise hi sath dete rahiye...

khush rahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
16th May 2009, 08:52 AM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post
Vicky Sahab,

Great yaar, kamaal karteiN hai aap, Itnaa achchha kaise likh leteiN hai aap.

Kuch tips humieN bhi dijiye.

Dil se daad

Best wishes

-Rashid
shukriya rashid jii

aap jaise log hi humein likhne ki himmat dete hain

aise hi sath dete rahiye

khush rahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
16th May 2009, 08:54 AM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Vicky.....

ek umda ghazal ke liye dil se daad........

Yunhi likhte raho..khush raho

Purvi
thanks purvi jii

ummeed hai aap aage bhi aise hi sath denge..

god bless u
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tujhko tere waado ka bhi ikraar na raha... Albela Sajan Shayri-e-Dard 8 13th August 2009 02:46 PM
Jab meraa dil toRa hoga maikasH Shayri-e-Dard 4 28th May 2008 04:51 PM
pata nahi ab iss desh ka kya hoga...... ashiq awara, Humourous Shayri 0 27th February 2006 12:39 PM
ek din tujhko aana hoga......... ek.musafir Aapki Shayri 1 23rd July 2005 10:19 AM
Jab meraa dil toda hoga maikasH Shayri-e-Ishq 8 13th October 2002 09:19 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com