Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
hi rijaan is back
Old
  (#1)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Thumbs up hi rijaan is back - 19th October 2008, 10:49 PM

Kisi ne likha hai....

Aankh se door na ho dil se utar jaayega,
waqt ka kya hai guzarta hai...guzar jaayega.

bas...yahi soch ke waapas aa gaya hoon. Aap logon ke dil se utarna nahin chaahta. All the love and appreciation I got from o3 mates forced me to come back and re-start my 'Safar-e-Ghazal'.

Watch out for more soon

~Adaab~

dosto mere dost ka ek sher hai jo mai aap ke samne pesha kar raha hu

teri tasveer ko rakh ker apni tasveer k saath
mein nay yeh umr guzari barri tadbeer k saath
mein jis ko apnaata hoon woh bicharr jata hai
meri bannti he nahin katib-e-taqdeer k saath.


Tu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa
Donon insaan hain to kyon itane hijaabon main milain


Gham-e-duniyaa bhii Gham-e-yaar main shaamil kar lo
Nashaa barataa hai sharabain jo sharaabon main milain


Aaj ham daar pe khainche gaye jin baaton par
Kiyaa ajab kal wo zamaane ko nisaabon main milain


Ab na wo main hon na tu hai na wo maazii hai `RIJAAN'
Jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon main milain


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th October 2008, 11:19 AM

Quote:
Originally Posted by rijaan View Post
Kisi ne likha hai....

Aankh se door na ho dil se utar jaayega,
waqt ka kya hai guzarta hai...guzar jaayega.

bas...yahi soch ke waapas aa gaya hoon. Aap logon ke dil se utarna nahin chaahta. All the love and appreciation I got from o3 mates forced me to come back and re-start my 'Safar-e-Ghazal'.

Watch out for more soon

~Adaab~

dosto mere dost ka ek sher hai jo mai aap ke samne pesha kar raha hu

teri tasveer ko rakh ker apni tasveer k saath
mein nay yeh umr guzari barri tadbeer k saath
mein jis ko apnaata hoon woh bicharr jata hai
meri bannti he nahin katib-e-taqdeer k saath.


Tu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa
Donon insaan hain to kyon itane hijaabon main milain


Gham-e-duniyaa bhii Gham-e-yaar main shaamil kar lo
Nashaa barataa hai sharabain jo sharaabon main milain


Aaj ham daar pe khainche gaye jin baaton par
Kiyaa ajab kal wo zamaane ko nisaabon main milain


Ab na wo main hon na tu hai na wo maazii hai `RIJAAN'
Jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon main milain
Rijaan mujhe behad afsos ke saath yeh kahana pad raha hai ki yeh gazal aapki nahi hai to aapne eske neeche "NOT MINE" kyun nahi likha aur doosri baat ki yeh gazal "Janab Ahmad Faraz Jii" ki hai aapne unke naam ki jagah apna naam likh diya hai....yeh unki shayri ki toheeN hai.....so pls don't mind, mujhe yeh gazal mashahoor shayar thread mein move karni padegi.

next time pls take care



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 20th October 2008 at 11:22 AM..
   
Reply With Quote
Bura Mat Maniyega Meri Baaton Ko**
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Bura Mat Maniyega Meri Baaton Ko** - 21st October 2008, 01:46 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rijaan mujhe behad afsos ke saath yeh kahana pad raha hai ki yeh gazal aapki nahi hai to aapne eske neeche "NOT MINE" kyun nahi likha aur doosri baat ki yeh gazal "Janab Ahmad Faraz Jii" ki hai aapne unke naam ki jagah apna naam likh diya hai....yeh unki shayri ki toheeN hai.....so pls don't mind, mujhe yeh gazal mashahoor shayar thread mein move karni padegi.

next time pls take care


Mafh Kijiyega Sunita Jee-Aap Iss Thread Ko Mashoor-e-Shayar Par Lakar Theek Nahee Ki Hain**
This Thread Should Be Deleted Because It’s Not The Whole Gazal **
Sochiye-Jinko Theek Tarah Se Nahee Pata Hain Iss Gazal Ke Bade Mein Unko Galatfaimi Hogi, Hogi Na ?
Aur Rahi Baat Puri Gazal Kee To Uss Gazal Jiski Baat Ho Rahi Hain Woh Kayii Baar Submit Ho Chuki Hain **
Waise To Kaafi Pehle Kisi Ne Puchha Tha Ye Gazal Kiski Hain~~~Khair, Chhodiye-Ab Puraani Baaton Mein Kya Rakhha Hain ?

Gazal Kuch Iss Tarah Se Shuru Hoti Hain:

Ab Ke Hum Bichhde To Shaayad Kabhi Khwaabon Mein Mile
Jiss Tarah Suukhhe Huye Phuul Kitaabon Mein Mile



*Writer: Ahmed Faraz Jee **
*Singer: Mehdi Hassan Jee **
Dilki Gehraaion Kee Gehraaion Se Shukriya **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Angry hi - 28th October 2008, 04:16 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rijaan mujhe behad afsos ke saath yeh kahana pad raha hai ki yeh gazal aapki nahi hai to aapne eske neeche "NOT MINE" kyun nahi likha aur doosri baat ki yeh gazal "Janab Ahmad Faraz Jii" ki hai aapne unke naam ki jagah apna naam likh diya hai....yeh unki shayri ki toheeN hai.....so pls don't mind, mujhe yeh gazal mashahoor shayar thread mein move karni padegi.

next time pls take care

hi how r u
sunitaji ye gajal meri nahi hai muje pata hai lekin galti meri hai kyo ki har typ karte time mai kuch kuch na mistake kar hi bait tha hai vaise ye gajal muje mere barthday gif me mili hai mai koi itna bada writer nahi hu. jo itni khubsurat gajal likh du & sorry mai not main likh na bhul gaya. but next time i can remembar.............................


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Thank u friend
Old
  (#5)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Thank u friend - 28th October 2008, 05:34 PM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
Mafh Kijiyega Sunita Jee-Aap Iss Thread Ko Mashoor-e-Shayar Par Lakar Theek Nahee Ki Hain**
This Thread Should Be Deleted Because It’s Not The Whole Gazal **
Sochiye-Jinko Theek Tarah Se Nahee Pata Hain Iss Gazal Ke Bade Mein Unko Galatfaimi Hogi, Hogi Na ?
Aur Rahi Baat Puri Gazal Kee To Uss Gazal Jiski Baat Ho Rahi Hain Woh Kayii Baar Submit Ho Chuki Hain **
Waise To Kaafi Pehle Kisi Ne Puchha Tha Ye Gazal Kiski Hain~~~Khair, Chhodiye-Ab Puraani Baaton Mein Kya Rakhha Hain ?

Gazal Kuch Iss Tarah Se Shuru Hoti Hain:

Ab Ke Hum Bichhde To Shaayad Kabhi Khwaabon Mein Mile
Jiss Tarah Suukhhe Huye Phuul Kitaabon Mein Mile



*Writer: Ahmed Faraz Jee **
*Singer: Mehdi Hassan Jee **
Dilki Gehraaion Kee Gehraaion Se Shukriya **

hi dost


muje bahot khushi hui aap ne jo bi likha hai lajawab likha aap ne kame aap ka fan hi bana diya... bahot kuch jante ho aap gajlo ke bare me
muje bahot khushi hai jo aap ne itna khubsurat rep dia hai.... vaise sunita ji ne bhi to thik kaha galti hamari hi thi jo ham NOT MINE typ karna bhul gaye... mai ek chota sa shayer hu bus kabi kabi koshis kar leta hu khuch likh ne ki........
muje aap ke andaj bahot pasand aaye hai


dekhte dekhte hatho se nikal jayege
hum bhi suraj ki trah sham ko dhal jayege
itne awaaz ke pather na uchalo yaro
humto ahsas ki garmi se pighal jayege


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
rijaan ki mohabbat rijaan Shayri-e-Dard 0 24th August 2008 04:33 PM
I'm back anjelz_princess Chit-Chat & General Discussion Forum 2 11th January 2006 01:49 PM
Hey I M Back Again....... ahsan Shayri-e-Dard 0 18th June 2004 12:11 AM
The Look back Ashyk English Poetry 0 21st May 2004 11:44 AM
Im back henna Shayri-e-Ishq 0 26th March 2004 12:40 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com