Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
GHAZAL - Zindagaini ka falsafa kya hai
Old
  (#1)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Thumbs up GHAZAL - Zindagaini ka falsafa kya hai - 23rd June 2015, 11:35 PM

Ek Ghazal doston ki nazr
---------------------------------

ज़िन्दगानी का फ़लसफ़ा क्या है
तुमने उसको अभी पढ़ा क्या है

दर्द में भी हंसा न हो जब तक
कोई इन्सान फिर हंसा क्या है

बाज़ुओं पर भी कुछ यकीं कर ले
पूछ मत हाथ में लिखा क्या है

घर से निकलो तो जान पाओगे
धूप की छांव में रखा क्या है

एक दिल था नहीं रहा वो भी
अब के लोगों में अब रहा क्या है

करके बर्बाद ये ज़मीं इन्सां
आसमानों में ढूंडता क्या है

अपने लम्हों से रूठता है बहुत
वक़्त को आजकल हुआ क्या है


- प्रवीण सक्सेना
-------------------------------

Zindagaini ka falsafa kya hai
Tumne usko abhi paRha kya hai

Dard meiN bhi hansa na ho jab tak
Koi insaan phir haNsa kya hai

BaazuoN par bhi kuchh yaqiN kar le
Pooch mat haath mein likha kya hai

Ghar se niklo to jaan paaoge
Dhoop ki chhaaNv meiN rakha kya hai

Ek dil thha nahiN raha wo bhi
Ab ke logoN meiN ab raha kya hai

Kar ke barbaad ye zamiiN insaaN
AasmaanoN meiN dhoondta kya hai

Apne lamhon se roothta hai bohat
Waqt ko aajkal huva kya hai

- Praveen Saxena


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
23rd June 2015, 11:52 PM

Praveen jee

Namaste

Kaise hain aap? aapki Ghazal ko bazm mein dekhaa to dil wahiin khush ho gayaa thaa.. aur Ghazal ko paDh kar to mazaa aa gayaa.. andaaz-e-bayaan umdaah.... ees dilkash Ghazal par aapko Dheron mubaaraqbaad... aapse darkhwaast yahee hai ki yuunhi apni Ghazalon se bazm ko raushan karte rahiye....

Khush rahiye...apnaa khayaal rakhen

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th June 2015, 08:05 AM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Ek Ghazal doston ki nazr
---------------------------------

ज़िन्दगानी का फ़लसफ़ा क्या है
तुमने उसको अभी पढ़ा क्या है

दर्द में भी हंसा न हो जब तक
कोई इन्सान फिर हंसा क्या है

बाज़ुओं पर भी कुछ यकीं कर ले
पूछ मत हाथ में लिखा क्या है

घर से निकलो तो जान पाओगे
धूप की छांव में रखा क्या है

एक दिल था नहीं रहा वो भी
अब के लोगों में अब रहा क्या है

करके बर्बाद ये ज़मीं इन्सां
आसमानों में ढूंडता क्या है

अपने लम्हों से रूठता है बहुत
वक़्त को आजकल हुआ क्या है


- प्रवीण सक्सेना
-------------------------------

Zindagaini ka falsafa kya hai
Tumne usko abhi paRha kya hai

Dard meiN bhi hansa na ho jab tak
Koi insaan phir haNsa kya hai

BaazuoN par bhi kuchh yaqiN kar le
Pooch mat haath mein likha kya hai

Ghar se niklo to jaan paaoge
Dhoop ki chhaaNv meiN rakha kya hai

Ek dil thha nahiN raha wo bhi
Ab ke logoN meiN ab raha kya hai

Kar ke barbaad ye zamiiN insaaN
AasmaanoN meiN dhoondta kya hai

Apne lamhon se roothta hai bohat
Waqt ko aajkal huva kya hai

- Praveen Saxena
namskaar praveen jii..
bahut umda kalaam mahfil ko diya hai aapne...khyaal bahut alag aur hakikat ko badi sadgi aur khoobsoorti se bayaan karte huye...dil se daad qubool karein...
aate rahiye....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Warm Welcome Praveen ji
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up Warm Welcome Praveen ji - 24th June 2015, 09:58 AM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Ek Ghazal doston ki nazr
---------------------------------

ज़िन्दगानी का फ़लसफ़ा क्या है
तुमने उसको अभी पढ़ा क्या है

दर्द में भी हंसा न हो जब तक
कोई इन्सान फिर हंसा क्या है

बाज़ुओं पर भी कुछ यकीं कर ले
पूछ मत हाथ में लिखा क्या है

घर से निकलो तो जान पाओगे
धूप की छांव में रखा क्या है

एक दिल था नहीं रहा वो भी
अब के लोगों में अब रहा क्या है

करके बर्बाद ये ज़मीं इन्सां
आसमानों में ढूंडता क्या है

अपने लम्हों से रूठता है बहुत
वक़्त को आजकल हुआ क्या है


- प्रवीण सक्सेना
-------------------------------

Zindagaini ka falsafa kya hai
Tumne usko abhi paRha kya hai

Dard meiN bhi hansa na ho jab tak
Koi insaan phir haNsa kya hai

BaazuoN par bhi kuchh yaqiN kar le
Pooch mat haath mein likha kya hai

Ghar se niklo to jaan paaoge
Dhoop ki chhaaNv meiN rakha kya hai

Ek dil thha nahiN raha wo bhi
Ab ke logoN meiN ab raha kya hai

Kar ke barbaad ye zamiiN insaaN
AasmaanoN meiN dhoondta kya hai

Apne lamhon se roothta hai bohat
Waqt ko aajkal huva kya hai

- Praveen Saxena


Praveen ji...............aapko sdc par dekh kar dilli khushi hoti hai, aur jab aap apni gazal ke saath aaye hon sdc par phir to "sone par suhaga" wali kahawat sach hoti hai

raat ko aapse baat hue bahut accha lga tha muje, aur jab aapne kaha ki haa maiN SDC par aane ki baat kahi to sach janiye dil ko sakoon milla ki hamare senior hamare saath hai

Praveen ji, aapki gazal ki baat ki jaaye to bahut kuch samjane ko aur positive soch liye hai aapki gazal, yu hi sdc par aate rhiye aur apne zindgi ke experience hamare saath share karte rhiye, taaki ham bhi kuch seekh sake aapse.

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
25th June 2015, 08:36 AM

Dear Praveen ji.

Aapko yahaan dekh bahut hi khushi huwi... Behad khoobsoorati se ehsaas bayaan kiye hain aapne. Har sher bahut khoobsurat laga. Yeh ek sher khaaskar aap ke anubhav ko dikhate hain:

बाज़ुओं पर भी कुछ यकीं कर ले
पूछ मत हाथ में लिखा क्या है

घर से निकलो तो जान पाओगे
धूप की छांव में रखा क्या है


Meri dil se dheron daad... Humen yunhi padhne ka mauka dete rahiye! Apna khayal rakhiye


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th June 2015, 09:46 AM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Ek Ghazal doston ki nazr
---------------------------------

ज़िन्दगानी का फ़लसफ़ा क्या है
तुमने उसको अभी पढ़ा क्या है

दर्द में भी हंसा न हो जब तक
कोई इन्सान फिर हंसा क्या है

बाज़ुओं पर भी कुछ यकीं कर ले
पूछ मत हाथ में लिखा क्या है

घर से निकलो तो जान पाओगे
धूप की छांव में रखा क्या है

एक दिल था नहीं रहा वो भी
अब के लोगों में अब रहा क्या है

करके बर्बाद ये ज़मीं इन्सां
आसमानों में ढूंडता क्या है

अपने लम्हों से रूठता है बहुत
वक़्त को आजकल हुआ क्या है


- प्रवीण सक्सेना
-------------------------------

Zindagaini ka falsafa kya hai
Tumne usko abhi paRha kya hai

Dard meiN bhi hansa na ho jab tak
Koi insaan phir haNsa kya hai

BaazuoN par bhi kuchh yaqiN kar le
Pooch mat haath mein likha kya hai

Ghar se niklo to jaan paaoge
Dhoop ki chhaaNv meiN rakha kya hai

Ek dil thha nahiN raha wo bhi
Ab ke logoN meiN ab raha kya hai

Kar ke barbaad ye zamiiN insaaN
AasmaanoN meiN dhoondta kya hai

Apne lamhon se roothta hai bohat
Waqt ko aajkal huva kya hai

- Praveen Saxena


Praveen sir tak shaad ka aadaab pahuche...... muddat ke baad ye khushnaseebii haasil huii ke aapka likhaa huaa kuch nayaa SDC me padhne ko milaa......
bhai is kalaam ki tareef me kyaa kahun kya likhun samajh me nahi aa raha hai..... aur agar kuch kah doon to chota muh aur badee baat hogee.....

bas dil se dher saarii daad aur mubaarakbaad is khobsurat ghazal ko nazar kartaa hoon.... mujh haqeer ki naaqis daad quboool farma kar mujhe khushnaseebii ka zaf haasil karne ka mauqaa den........

Allah aapko aur sehatmandee aur tandurustee de..... aate rahiyegaa...... duaaon ka muntazir......

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
2nd July 2015, 09:21 AM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Ek Ghazal doston ki nazr
---------------------------------

ज़िन्दगानी का फ़लसफ़ा क्या है
तुमने उसको अभी पढ़ा क्या है

दर्द में भी हंसा न हो जब तक
कोई इन्सान फिर हंसा क्या है

बाज़ुओं पर भी कुछ यकीं कर ले
पूछ मत हाथ में लिखा क्या है

घर से निकलो तो जान पाओगे
धूप की छांव में रखा क्या है

एक दिल था नहीं रहा वो भी
अब के लोगों में अब रहा क्या है

करके बर्बाद ये ज़मीं इन्सां
आसमानों में ढूंडता क्या है

अपने लम्हों से रूठता है बहुत
वक़्त को आजकल हुआ क्या है


- प्रवीण सक्सेना
-------------------------------

Zindagaini ka falsafa kya hai
Tumne usko abhi paRha kya hai

Dard meiN bhi hansa na ho jab tak
Koi insaan phir haNsa kya hai

BaazuoN par bhi kuchh yaqiN kar le
Pooch mat haath mein likha kya hai

Ghar se niklo to jaan paaoge
Dhoop ki chhaaNv meiN rakha kya hai

Ek dil thha nahiN raha wo bhi
Ab ke logoN meiN ab raha kya hai

Kar ke barbaad ye zamiiN insaaN
AasmaanoN meiN dhoondta kya hai

Apne lamhon se roothta hai bohat
Waqt ko aajkal huva kya hai

- Praveen Saxena
Praveen ji ise kehte hai dhamakedaar entry, bahut khoob aapne zindagi ki sachaai ko nichood kar is pyaari si ghazal mein bhar diyaa hai, mazaa aa gaya janaab

aapse guzaarish hai ki aap is bazm mein yunhi aate rahiYe aur humhe aapko padhne ka maukaa miltaa rahe..isi umeed mein dua Go



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
2nd July 2015, 12:54 PM

bahut umda likha ha praveen jee aapne.......
likhte rahiye
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#9)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 15th July 2015, 03:54 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Praveen jee

Namaste

Kaise hain aap? aapki Ghazal ko bazm mein dekhaa to dil wahiin khush ho gayaa thaa.. aur Ghazal ko paDh kar to mazaa aa gayaa.. andaaz-e-bayaan umdaah.... ees dilkash Ghazal par aapko Dheron mubaaraqbaad... aapse darkhwaast yahee hai ki yuunhi apni Ghazalon se bazm ko raushan karte rahiye....

Khush rahiye...apnaa khayaal rakhen

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval
Dhaval Bhai

Aaata to yaha rehta huuN par bas post nahiiN kar paa raha tha kuchh. Ye toh apna ghar hai bhai.

Ghazal pasand karne kaa bohat shukria. Meri koshish rahegi ke mehfil se aise hi Khitaab karta rahuuN.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#10)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 15th July 2015, 04:00 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Praveen ji...............aapko sdc par dekh kar dilli khushi hoti hai, aur jab aap apni gazal ke saath aaye hon sdc par phir to "sone par suhaga" wali kahawat sach hoti hai

raat ko aapse baat hue bahut accha lga tha muje, aur jab aapne kaha ki haa maiN SDC par aane ki baat kahi to sach janiye dil ko sakoon milla ki hamare senior hamare saath hai

Praveen ji, aapki gazal ki baat ki jaaye to bahut kuch samjane ko aur positive soch liye hai aapki gazal, yu hi sdc par aate rhiye aur apne zindgi ke experience hamare saath share karte rhiye, taaki ham bhi kuch seekh sake aapse.

regards
Aadaab Sunitaji
Aisa nahiiN ho sakta ke maiN aap logoN ke saath na huuN. SDC bohat Khaas hai mere liye. Issne mujhe aap jaise bohat aziiz dost diye haiN. SDC ke liye maiN hamesha haazir huuN.

Ghazal pasand farmaane ka bohat shukria. Inshaallah mulaqaat hoti rahegi.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi

Last edited by prasaxena; 15th July 2015 at 04:01 PM.. Reason: typo
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#11)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
15th July 2015, 04:06 PM

Praveen Ji ... Jab Bhi Aap Ko PaDhaa

Pahle Se Behtar Hi Milaa

Yeh Ghazal Bhi Khoobsurat Ashaar Se Bharpoor Lagi Mujhe

Asar Angez Peshkash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#12)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
15th July 2015, 04:39 PM

Praveen ji.........bohut khoob.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
29th July 2015, 01:35 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
namskaar praveen jii..
bahut umda kalaam mahfil ko diya hai aapne...khyaal bahut alag aur hakikat ko badi sadgi aur khoobsoorti se bayaan karte huye...dil se daad qubool karein...
aate rahiye....
Aadaab Madhu ji

Zarra nawaazi aur ghazal ki paziirai ka bohat shukria.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#14)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
29th July 2015, 01:37 PM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Dear Praveen ji.

Aapko yahaan dekh bahut hi khushi huwi... Behad khoobsoorati se ehsaas bayaan kiye hain aapne. Har sher bahut khoobsurat laga. Yeh ek sher khaaskar aap ke anubhav ko dikhate hain:

बाज़ुओं पर भी कुछ यकीं कर ले
पूछ मत हाथ में लिखा क्या है

घर से निकलो तो जान पाओगे
धूप की छांव में रखा क्या है


Meri dil se dheron daad... Humen yunhi padhne ka mauka dete rahiye! Apna khayal rakhiye
Pulkit Bhai

Bohat shukria Ghazal pasand farmaane ka.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#15)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
29th July 2015, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Praveen sir tak shaad ka aadaab pahuche...... muddat ke baad ye khushnaseebii haasil huii ke aapka likhaa huaa kuch nayaa SDC me padhne ko milaa......
bhai is kalaam ki tareef me kyaa kahun kya likhun samajh me nahi aa raha hai..... aur agar kuch kah doon to chota muh aur badee baat hogee.....

bas dil se dher saarii daad aur mubaarakbaad is khobsurat ghazal ko nazar kartaa hoon.... mujh haqeer ki naaqis daad quboool farma kar mujhe khushnaseebii ka zaf haasil karne ka mauqaa den........

Allah aapko aur sehatmandee aur tandurustee de..... aate rahiyegaa...... duaaon ka muntazir......

Shaad.....
Janab Shaad sahab

Aaadab

Bade hi shayraana andaaz mein aapne ghazal par apni daad di hai. Bohat achcha laga. Ummeed hai aage bhi aapka saath milta rahage. Aapki daad aur duaoN ka bohat bohat shukria.

khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#16)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
29th July 2015, 01:47 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Praveen ji ise kehte hai dhamakedaar entry, bahut khoob aapne zindagi ki sachaai ko nichood kar is pyaari si ghazal mein bhar diyaa hai, mazaa aa gaya janaab

aapse guzaarish hai ki aap is bazm mein yunhi aate rahiYe aur humhe aapko padhne ka maukaa miltaa rahe..isi umeed mein dua Go
Mast bhai

Aapki daad ne hausla aur badhaya hai, aapka bohat shukria. Insha allah mulaqaat hoti hi rahegi yahaN.

shukria
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#17)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
29th July 2015, 01:49 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut umda likha ha praveen jee aapne.......
likhte rahiye
duaon ke saath
Ishk Sahab

Ghazal par daad ke liye behad mamnoon huN. Bohat shukria.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#18)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
29th July 2015, 01:51 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Praveen Ji ... Jab Bhi Aap Ko PaDhaa

Pahle Se Behtar Hi Milaa

Yeh Ghazal Bhi Khoobsurat Ashaar Se Bharpoor Lagi Mujhe

Asar Angez Peshkash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!
Naresh Bhai

Aapne ghazal ko saraha badi khushi mili. Aapka behad shukria ghazal ki paziirai ke liye.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#19)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
29th July 2015, 01:52 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Praveen ji.........bohut khoob.
Sarika ji urf Masti ji

Ghazal par daad ka bohat shukria

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com