Noor hai jo nazar ka …ussi sey chura leti mein nazar
yeh kaisi khwaish hai
chahti hun bani rahey muskurahat uskey laboon ki jaagir,
mager yeh bhi hai tamanna… bhigoyee wo mere badd meri tasveer,
yeh kaisi khwaish hai.
acchi koshish aur ise acchi shuruaat kahunga main meetu... shayri me jazbaaat bahot ahmiyat rakhte hain aur aapki likhi in chand lakeeroN se aapke jazbaat zaahhir ho rahe hain.. bas koshsih karte rahiye.. likhte rahiye.. Allah zore kalam aur badhaae... shukriya
Noor hai jo nazar ka …ussi sey chura leti mein nazar
yeh kaisi khwaish hai
chahti hun bani rahey muskurahat uskey laboon ki jaagir,
mager yeh bhi hai tamanna… bhigoyee wo mere badd meri tasveer,
yeh kaisi khwaish hai.
Good One ... ............... Meetu Ji !
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...