Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,(ग़ज़ल )
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,(ग़ज़ल ) - 26th October 2006, 11:24 AM

सबको राज का प्यार भरा सलाम.....दोस्तो अपनी नई ग़ज़ल के साथ आप सबके रूबरू हाज़िर हूँ उम्मीद है आपका प्यार मिलेगा.......

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 35
26th October 2006, 12:23 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......
***bahut khub shuruaat ki hai apne raj ji*****

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......
**mahbob ki ankhe ho aur samne mahboba ho to use uske siway kya sundar dikhega bhala.***

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

*** bahut khub****

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......
***parwaane to hamesha jala hikarte hai.***

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........
***dil mein utar gya ye sher apka.
sach hi to hai ankho ko itna bhi samjhao ki ashq nahi bahane par ye besharmi se nikal hi padte hai***

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......
*** aap ki umar lambi ho aur sukh se bhari ho yahi dua hai ham apke sukun mein khalal nahi dfalenge.***

26/10/2006
aapka likha padke acha laga lekin aur bhi acha laga ye hindi mein likha hua dekh kar .hamaari matar bhasha.yuhi likhte rahiye sakhi ki daad kubul karein.
sakhi with

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 65
26th October 2006, 12:38 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
सबको राज का प्यार भरा सलाम.....दोस्तो अपनी नई ग़ज़ल के साथ आप सबके रूबरू हाज़िर हूँ उम्मीद है आपका प्यार मिलेगा.......

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006

rajveer ji namaskaar.....!
bahut accha lagga aapki gazal ko hindi mai.n padkar, bahut umda gazal likhi hai aapne. dua hai aap yu hi likhtey rahey aur hum aapko yu hi hamesha padtey rahey. es khoobsurat gazal ke liye meri dil se mubarakbaad sawikaar kijiye.

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
ऐसी कह गया ग़ज़ल कोई
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 32
ऐसी कह गया ग़ज़ल कोई - 26th October 2006, 12:41 PM

साँस तेज़ हो जाए ऐसी कह गया ग़ज़ल कोई फिर भी कहता है कैसे कहे ग़ज़ल कोई हम भी कह सकी ऐसी ग़ज़लें हमे भी दे जाए ऐसा पल कोई

Anil

mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,555
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
26th October 2006, 01:56 PM

mere big B PRANAAM

kya baat hai aaj aapki peshkas hindi me padhne ko mili aur itni achhi padhke bahot hi khusi hui aur khas karke wo line

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

bahot achhi lgi big b ye line aur puri gazal kabiletarif hai bas aise hi likhte rahiye aap aap se mujhe aur bhi bahot kuch sikhna hai aur sikhne ko milenga bhi

apna khayal rakhiye aur khus rahiye

aapka shaitaan
chhotu

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 34
26th October 2006, 03:18 PM

pranaam veer ji,

apki gazal parh ke sach me bahot achha laga.

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 32
26th October 2006, 06:20 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
सबको राज का प्यार भरा सलाम.....दोस्तो अपनी नई ग़ज़ल के साथ आप सबके रूबरू हाज़िर हूँ उम्मीद है आपका प्यार मिलेगा.......

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006
raj ji namaskaar...

raj ji...bahoot hi oomda ghazal hai

ab tohchain se sone do .....waah.....

bahoot hi sunder ahsaas.....

always Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#8)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
26th October 2006, 08:27 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
सबको राज का प्यार भरा सलाम.....दोस्तो अपनी नई ग़ज़ल के साथ आप सबके रूबरू हाज़िर हूँ उम्मीद है आपका प्यार मिलेगा.......

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006

Rajveer saahab Sat Sri Akaal

*hamari is mehfil meiN bohat se dost aise bhi haiN jinheiN hindi padhni nahiiN aati to un dostoN ke hawaale se aapse ye darkhuvaast hai ke devangiri script ke saath saath aap roman script meiN bhi apna kalaam darj kareiN to bahot achchi baat hogi*

Ghazal to aapne is dafaa kamaal ki kahi hai bhai, mubarak ho

kuch ta'suraat haazir-e-khidmat haiN :

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई

bohat achcha matlaa hai......duusra misra beher meiN nahiiN hai aur duusri baat yeh ke pehle misre meiN aapne "tum" kahaa hai aur duusre meiN "teri", yeh Ghalat hai......"tum" ke saath "tumhaari" aur "tu" ke saath "teri" ko bartaa jaata hai, aap she'r dobara dekh lijiyega

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई

is she'r meiN ek nuqs hai, bhai jab chaaNd itne haseen shakhs ke maathe par sajaa diya jaaye to uske husn meiN to "chaar chaaNd" lag jaane chahiye, usii ke maathe par chaaNd ko sajaa kar usii se kehna ke "ab voh baat nahiiN" to Ghalat hoga.....ek suurat yeh mula'iiza kijiye :

humne chhanii hai khaak do jahaan ki jaanaaN
tumhaare husn ka milaa nahiiN badal koii

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई

she'r achcha hai lekin pehla misra behtarii chahta hai, aap phir se gaur farmaaiye, duusra misre ke do ek lafz idhar-udhar kar diye jaayeN to shayad beher meiN aa jayega, jaise :

kahiiN armaan dil ka jaaye na machal koii

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई

is she'r par maiN aapko khaas mubarakbaad dena chahta huuN,aapne paani ka aag se ta'lluq joDne ki koshish ki.....lekin ek gadbad ho gayi, parvaane ka "pighalnaa" kahaa jaana munaasib nahiiN hai, sha'maa ka pighalnaa aur parvaane ka "jalnaa" amooman istemaal meiN laaya jaata hai, mere khayaal meiN aapko ye she'r phir se kehna chahiye

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई

donoN misre khaariz-e-beher ho gaye haiN aur she'r muaaf kijiyega mujhe bohat kamzor lagaa, "yaadoN ko bachaane" ki bajaaye agar aap "yaadoN se bachne" ki baat kaheiN to zyada achcha hai vaise bhi yaadoN ko bachaana kahaa jaana theek nahiiN hai

कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई

maqta bhai mujhe behadd pasaNd aaya, khaaskar duusra misra....mubarak ho, she'r beher meiN nahiiN hai....ye suurat dekhiye :

"veer" aaraam se hai qabr meiN,keh do sabse
na daale ab mere sukuun meiN khalall koii

ek bohat zaruuri baat aapse kehna chahta huuN voh yeh ki aNgrezi ki tarah roman urdu script meiN bhi "commas" "exclamation point" aur "dot" vaghera ka istemaal vahiiN kiya jaata hai jahaaN zaruurat hoti hai, jaise ke maine uupar jo maqte ki duusri suurat tajciiz ki hai usmeiN "mein" ke baad comma lagaaya hai voh isliye comma se pehle maiN "apni" baat kar rahaa huuN aur comma ke baad maiN kisi aur ko instruction de raha huuN, isii tarah roman script meiN do baatoN ya ko alag karne ke liye comma lagaaya jaata hai aur aapne jo "..........." har misre ke aakhir meiN lagaaya hai yeh Ghair munaasib hai....isi tarah "?" vahiiN lagaaiiye jahaaN sawaal puuchha jaaye ya jahaaN kisi baat pe sawaal uTh raha ho, vaghera vaghera......

ummiid hai ye tabsiraa aapke liye mufeed saabit hoga

aur is baat ki to mujhe aur bhi ummiid hai ke "is baar" aap mere is khat ka jawaab zaruur deNge (badaa waqt kharch hota hai bhai itna lamba khat likhne meiN )

shukriya

rab raakha
maikash

.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
hi - 27th October 2006, 01:16 PM

ummiid hai ye tabsiraa aapke liye mufeed saabit hoga

aur is baat ki to mujhe aur bhi ummiid hai ke "is baar" aap mere is khat ka jawaab zaruur deNge (badaa waqt kharch hota hai bhai itna lamba khat likhne meiN )

shukriya

rab raakha
maikash
janaab maikash saab appko bhee raj ki sat sri akaal ji....

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई

bohat achcha matlaa hai......duusra misra beher meiN nahiiN hai aur duusri baat yeh ke pehle misre meiN aapne "tum" kahaa hai aur duusre meiN "teri", yeh Ghalat hai......"tum" ke saath "tumhaari" aur "tu" ke saath "teri" ko bartaa jaata hai, aap she'r dobara dekh lijiyega

सामने है तूँ तो क्या कहे ग़ज़ल कोई
तेरी आँखो में डूबके क्या सके संभल कोई ......

janaab ab dekhiye...sahi hai kya?

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई

is she'r meiN ek nuqs hai, bhai jab chaaNd itne haseen shakhs ke maathe par sajaa diya jaaye to uske husn meiN to "chaar chaaNd" lag jaane chahiye, usii ke maathe par chaaNd ko sajaa kar usii se kehna ke "ab voh baat nahiiN" to Ghalat hoga.....ek suurat yeh mula'iiza kijiye :

चाँद को भी तेरे बराबर सजाकर देखा
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .....
ab dekhiye janaab...chalega kya?

मानो कहा यूँ ना करो दिलग्गी हमसे
कहीं अरमान दिल का जाए ना मचल कोई ......
ab gaur kijiye janaab....

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा
शमा की लो में परवाना गया जल कोई .......

now look at this maikash ji.....

वक़्त की परतों में भी यादें दबाई मगर
ऐसे चमकी जैसे सूरज गया निकल कोई .......

ab theek hai ji....

"वीर" आराम से है क़ब्र में,केह दो सबसे
ना डाले अब मेरे सकूँ में खलल्ल को .........

maikash ji appse bhut kush seekhna hai.....app jo bhee mashwara dete ho main uspe amal karta hoon......appka tahe dil se shukar guzaar hoon....umeed hai app yu hee mere rehbar bane rahainge......take care.....rajveer.......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
27th October 2006, 07:14 PM

Rajveer Bhaa'i,

Namsate:

Aap ki yeH Ghazal achchhi lagii, ess liye sab se pahle dili mubaarak baad dena chaahuNga... Hindi font bhii bohat achchha laga...

Quote:
सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......
pahla misra behad achchha hai, par duusre misre meiN behtarii ki gunjaaiSh hai.. ess Sher meiN aib-e-Shutr-gurba hai... Jaise ki MaikaSh bhaaii ne bhii farmaaya hai..

Quote:
चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......
YeH Sher achchha laga pare pahle misre ko ess tarah likh deN to maiKash bhaai ne jo aitraaj uTaaya hai voh bhii duur ho jaaye..

'Chaand ko bhi tere sang sajaa kar deKha'

waise MaikaSh bhaai ne bhii khoob kaha hai...

Baaqi SheroN ke baare meiN ustaad jee(Maikash jee) ne bata hi diya hai to mere kahne ki kahiiN koii jagah hi nahiiN hai..

Quote:
अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......
maqta behad khuub hai... achchhe Khayaal haiN..YuuN hi liKhate raheN..

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#11)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
28th October 2006, 10:41 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
सबको राज का प्यार भरा सलाम.....दोस्तो अपनी नई ग़ज़ल के साथ आप सबके रूबरू हाज़िर हूँ उम्मीद है आपका प्यार मिलेगा.......

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006

janab veer sahab

bhai wah kya baat hai aaj aapki gazal pad kar to dil bag bag ho gaya ji wah kya ehsas hain aapke ........ per janab aapne ise hindi main kaise likh dala jara sa gurumantra hame bhi dedo janab..........
aapki is behtreen gazal per dilip ki dil se daad kabool kigiye

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Khwahish
Registered User
Khwahish is on a distinguished road
 
Khwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Sep 2006
Rep Power: 19
28th October 2006, 02:14 PM

acha likha hai apne

pasand aya

khuda hafiz........

khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
moon
Guest
 
Posts: n/a
28th October 2006, 10:18 PM

raj ji hum jesay bhi log hain jinhain hindi parrhni nahi aati plz aap donon main tehreer kertay to acha tha ke hum jesay bhi parrh paatay
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#14)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
hi - 30th October 2006, 12:39 PM

aapka likha padke acha laga lekin aur bhi acha laga ye hindi mein likha hua dekh kar .hamaari matar bhasha.yuhi likhte rahiye sakhi ki daad kubul karein.
sakhi with

sakhi appko raj ka pyar bhara namaskaar....appka reply mujhe behad pasand aiya jis tareeke se appne meri gazal ko parha or uske har ashaar ko dil mein utara or reply kiya main uske liye tahe dil se appka shukar guzaar hoon....ummeed karta hoon yu hee appka saath milta rahega......take care.....raj.....

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
excillent good very good
Old
  (#15)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 19
excillent good very good - 30th October 2006, 06:11 PM

hello raaj
Tumhari gazal mujhe bahut achee lagee per itnaa dard kaha se aaya ek baat kahun dost apnee shayri me kaber ke baat ko na laya karo
   
Reply With Quote
excillent good very good
Old
  (#16)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 19
excillent good very good - 30th October 2006, 06:20 PM

hello raaj
kyse ho, Aap ki Gazal mujhe bahut achee lagi per ek baat batao ki aap ki gazal me itna derd kaha se aaya, Dost apni Gazal me kabra ka use kam kiya kare,
Shukriya

Aapka dost
Shaan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 32
30th October 2006, 11:19 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
सबको राज का प्यार भरा सलाम.....दोस्तो अपनी नई ग़ज़ल के साथ आप सबके रूबरू हाज़िर हूँ उम्मीद है आपका प्यार मिलेगा.......

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006

ya allah Veer meray baad aap ne hindi main likhna shuru ker dia kia? bhai mujhay nahi samjh ayee is liye foran mail kerain roman main samjhay aap

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#18)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 3rd November 2006, 04:35 PM

rajveer ji namaskaar.....!
bahut accha lagga aapki gazal ko hindi mai.n padkar, bahut umda gazal likhi hai aapne. dua hai aap yu hi likhtey rahey aur hum aapko yu hi hamesha padtey rahey. es khoobsurat gazal ke liye meri dil se mubarakbaad sawikaar kijiye.

aapki dost

Sunita Virender Singh

sunita ji ko raj ka pyaar bhara namaskaar.....sunita ji sabse pehle kush ashaar appki shaan mein arz karta hoon....

teri nazar ka saparsh jab meri gazal ko hassil hua
uska masoom sa lafaz bhee sukhan me shamil hua ....

app meri post par i uskoi itne gaur se parha or saraha.....main tahe dil se appka shukar guzaar hoon.....umeed zaada hoon ki yu hee appka saath milta rahega......apna khyaal rakhiyega......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#19)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 3rd November 2006, 04:38 PM

साँस तेज़ हो जाए ऐसी कह गया ग़ज़ल कोई फिर भी कहता है कैसे कहे ग़ज़ल कोई हम भी कह सकी ऐसी ग़ज़लें हमे भी दे जाए ऐसा पल कोई

Anil
anil ji ko raj ka bhut sara pyaar or naman.....ab kya kahu app jab meri post par aa jate ho to mere lafaz appki tareef main khud-b-khud bicch jate hai.....appka meri gazal ko pasand karna mere liye bhut bari baat hai.....yu hee saath dete rahiye....take care.......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#20)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 3rd November 2006, 04:40 PM

mere big B PRANAAM

kya baat hai aaj aapki peshkas hindi me padhne ko mili aur itni achhi padhke bahot hi khusi hui aur khas karke wo line

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

bahot achhi lgi big b ye line aur puri gazal kabiletarif hai bas aise hi likhte rahiye aap aap se mujhe aur bhi bahot kuch sikhna hai aur sikhne ko milenga bhi

apna khayal rakhiye aur khus rahiye

aapka shaitaan
chhotu
dhaval ko mere chhotu ko raj ka bhut sara pyaar or namaskaar....or sunao chhote kaise ho?tumko apne BIG B ki gazal achi laggi...iske liye main tahe dil se tera shukar guzaar hoon.....hamesha tere saath ki umeed main ....take care......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#21)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 3rd November 2006, 04:44 PM

pranaam veer ji,

apki gazal parh ke sach me bahot achha laga.

grazie

aapki dost
pooja
poooooja kaise ho tum?tumko raj ka pyaar bhara namaskaar.....to appko bhee hamari gustakhi pasand i really very strange....humme umeed bilkul nahi thee ki app bhee kabhi hamari tareef karaingee(joking yaar)or sunao kya chal raha hai?tumko meri gazal achi laggi im very gr8ful to u......yu hee saath deti rehna.....take care......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#22)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 3rd November 2006, 04:48 PM

raj ji namaskaar...

raj ji...bahoot hi oomda ghazal hai

ab tohchain se sone do .....waah.....

bahoot hi sunder ahsaas.....

always Harash

harash ji ko raj ka bhut sara pyaar or naman....jane kya baat hai appme ki jab bhee kahin bhee appka naam dekhta hoon to sar adab se jhuk jata hai....poocho to sahi kiyon?main batata hoon.....maine appke paise dene hai to jab bhee app samne aate ho to sar jhuka leta hoon kahin app mujhe pehchaan na lo(JOKING HARSH JI)main dil se appki or appki shyari ki izzat karta hoon.....appko mera kalaam tareef ke qabil lagga main tahe dil se appka shukar guzaar hoon....umeed karta hoon yu hee appka saath milta rahega.....take care......raj.......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#23)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 3rd November 2006, 04:52 PM

Rajveer Bhaa'i,

Namsate:

Aap ki yeH Ghazal achchhi lagii, ess liye sab se pahle dili mubaarak baad dena chaahuNga... Hindi font bhii bohat achchha laga...
mayank

mayank ji ko raj ka saprem namaskaar.....aaj mere kalaam ke doosri daffa naseeb chamke hai jo appki aamad huie hai.....mujhe lagta hai ki aaj tak meri do hee post achi bani hai jin par app tashreef laye ho.....aap ne jo bhee raye dee hai main us par amal karounga......appse bhut kush seekhne ko mil raha hai appko shukria dena chhahta hoon.....umeed karta hoon appka hunarmand haath yu hee humare sar par rahega......apna khyaal rakhiye......raj.....

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
salam
Old
  (#24)
dinesh3013
Registered User
dinesh3013 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
salam - 3rd November 2006, 09:41 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
Rajveer saahab Sat Sri Akaal

*hamari is mehfil meiN bohat se dost aise bhi haiN jinheiN hindi padhni nahiiN aati to un dostoN ke hawaale se aapse ye darkhuvaast hai ke devangiri script ke saath saath aap roman script meiN bhi apna kalaam darj kareiN to bahot achchi baat hogi*

Ghazal to aapne is dafaa kamaal ki kahi hai bhai, mubarak ho

kuch ta'suraat haazir-e-khidmat haiN :

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई

bohat achcha matlaa hai......duusra misra beher meiN nahiiN hai aur duusri baat yeh ke pehle misre meiN aapne "tum" kahaa hai aur duusre meiN "teri", yeh Ghalat hai......"tum" ke saath "tumhaari" aur "tu" ke saath "teri" ko bartaa jaata hai, aap she'r dobara dekh lijiyega

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई

is she'r meiN ek nuqs hai, bhai jab chaaNd itne haseen shakhs ke maathe par sajaa diya jaaye to uske husn meiN to "chaar chaaNd" lag jaane chahiye, usii ke maathe par chaaNd ko sajaa kar usii se kehna ke "ab voh baat nahiiN" to Ghalat hoga.....ek suurat yeh mula'iiza kijiye :

humne chhanii hai khaak do jahaan ki jaanaaN
tumhaare husn ka milaa nahiiN badal koii

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई

she'r achcha hai lekin pehla misra behtarii chahta hai, aap phir se gaur farmaaiye, duusra misre ke do ek lafz idhar-udhar kar diye jaayeN to shayad beher meiN aa jayega, jaise :

kahiiN armaan dil ka jaaye na machal koii

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई

is she'r par maiN aapko khaas mubarakbaad dena chahta huuN,aapne paani ka aag se ta'lluq joDne ki koshish ki.....lekin ek gadbad ho gayi, parvaane ka "pighalnaa" kahaa jaana munaasib nahiiN hai, sha'maa ka pighalnaa aur parvaane ka "jalnaa" amooman istemaal meiN laaya jaata hai, mere khayaal meiN aapko ye she'r phir se kehna chahiye

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई

donoN misre khaariz-e-beher ho gaye haiN aur she'r muaaf kijiyega mujhe bohat kamzor lagaa, "yaadoN ko bachaane" ki bajaaye agar aap "yaadoN se bachne" ki baat kaheiN to zyada achcha hai vaise bhi yaadoN ko bachaana kahaa jaana theek nahiiN hai

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई

maqta bhai mujhe behadd pasaNd aaya, khaaskar duusra misra....mubarak ho, she'r beher meiN nahiiN hai....ye suurat dekhiye :

"veer" aaraam se hai qabr meiN,keh do sabse
na daale ab mere sukuun meiN khalall koii

ek bohat zaruuri baat aapse kehna chahta huuN voh yeh ki aNgrezi ki tarah roman urdu script meiN bhi "commas" "exclamation point" aur "dot" vaghera ka istemaal vahiiN kiya jaata hai jahaaN zaruurat hoti hai, jaise ke maine uupar jo maqte ki duusri suurat tajciiz ki hai usmeiN "mein" ke baad comma lagaaya hai voh isliye comma se pehle maiN "apni" baat kar rahaa huuN aur comma ke baad maiN kisi aur ko instruction de raha huuN, isii tarah roman script meiN do baatoN ya ko alag karne ke liye comma lagaaya jaata hai aur aapne jo "..........." har misre ke aakhir meiN lagaaya hai yeh Ghair munaasib hai....isi tarah "?" vahiiN lagaaiiye jahaaN sawaal puuchha jaaye ya jahaaN kisi baat pe sawaal uTh raha ho, vaghera vaghera......

ummiid hai ye tabsiraa aapke liye mufeed saabit hoga

aur is baat ki to mujhe aur bhi ummiid hai ke "is baar" aap mere is khat ka jawaab zaruur deNge (badaa waqt kharch hota hai bhai itna lamba khat likhne meiN )

shukriya

rab raakha
maikash

Veer ji salam,

Bahut khatarnak likhte hain....kaafi kuch kehna chata hoon..lafz nahi hain mere paas...wo halat hai ki chup raha bhi na jaae aur kuch kaha bhi na jaae.....

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

Kasam se aapki ghazal ek nayab HIRA hai...
   
Reply With Quote
salam veer ji
Old
  (#25)
dinesh3013
Registered User
dinesh3013 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
salam veer ji - 3rd November 2006, 09:43 PM

  (#26)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
hi - 8th November 2006, 01:33 PM

dilip ji appko raj ka pyar bhara namaskaar....appka reply mujhe behad pasand aiya jis tareeke se appne meri gazal ko parha or uske har ashaar ko dil mein utara or reply kiya main uske liye tahe dil se appka shukar guzaar hoon....ummeed karta hoon yu hee appka saath milta rahega......take care.....raj.....

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#27)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 18th November 2006, 11:50 AM

acha likha hai apne

pasand aya

khuda hafiz.......

khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...

khawish ji ko raj ka salaam....aap meri post par i zahe naseeb aapne mere kalaam ko pasand kiya main tahe dil se aapka shukar guzaar hoon......umeed karta hoon ki aapka saath yu hee milta rahega.....apna khyaal rakhiyega.....raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#28)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 18th November 2006, 11:54 AM

raj ji hum jesay bhi log hain jinhain hindi parrhni nahi aati plz aap donon main tehreer kertay to acha tha ke hum jesay bhi parrh paatay.....

moona ji ko raj ka salaam....koshish karoung ki aap ki shikayat door karu...english me bhee post kiya karounga.....aap meri post par i zahe naseeb aapne mere kalaam ko pasand kiya main tahe dil se aapka shukar guzaar hoon......umeed karta hoon ki aapka saath yu hee milta rahega.....apna khyaal rakhiyega.....raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#29)
dheer
Registered User
dheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant future
 
dheer's Avatar
 
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 36
18th November 2006, 02:14 PM

Jo badlaav aapne kiye hai Maikash Sahab ki rai pe ....... Dulhan ko saja diya hai kundan se !!!! bahut ache veer sahab!!! bada acha likhte hai aap!!!
  Send a message via Yahoo to dheer  
Reply With Quote
Dard-e-dil
Old
  (#30)
kartick
Guest
 
Posts: n/a
Love Dard-e-dil - 18th November 2006, 05:02 PM

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006[/quote]
   
Reply With Quote
hi raj ji
Old
  (#31)
rajni_roz
Registered User
rajni_roz is on a distinguished road
 
rajni_roz's Avatar
 
Offline
Posts: 56
Join Date: Oct 2006
Location: Punjab
Rep Power: 19
hi raj ji - 18th November 2006, 05:45 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
सबको राज का प्यार भरा सलाम.....दोस्तो अपनी नई ग़ज़ल के साथ आप सबके रूबरू हाज़िर हूँ उम्मीद है आपका प्यार मिलेगा.......

सामने हो तुम तो क्या कहे ग़ज़ल कोई,
तेरी आँखो में डूबके कैसे सके संभल कोई ......

चाँद को भी तेरे माथे पे सजाके देखा,
तेरे हूसन का हमे मिला नही बदल कोई .......

देखो यूँ ना टहलो दिल की ज़मीन पे,
कहीं दिल का अरमान ना जाये मचल कोई .......

शब भर दर्द का दरिया सा बहता रहा,
शमा की लो में परवाना गया पिघल कोई .......

लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........

अब तो चैन से सोने दो 'वीर' को क़ब्र में,
कह दो ना डाले मेरे सकूँ में खलल कोई .......

आपके जवाब का मुंतज़िर आपका अपना........राज......

26/10/2006
raj ji Namsate,
लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........
bahut khub, yu bi koi gham ho ya khusi आँसू hamesh saath dete hai.
rajni......

Rajni
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#32)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 8th January 2007, 08:30 PM

Quote:
Originally Posted by dheer View Post
Jo badlaav aapne kiye hai Maikash Sahab ki rai pe ....... Dulhan ko saja diya hai kundan se !!!! bahut ache veer sahab!!! bada acha likhte hai aap!!!
dheer bhai bhut bhut shukria........aapne apna keemti waqt mere kalaam ke naam kiya.....yu hee saath dete rehna.......raj........

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#33)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 34
shukria - 17th January 2007, 05:24 PM

Quote:
Originally Posted by rajni_roz View Post
raj ji Namsate,
लाख की कोशिश यादों को बचाने की मगर,
ऐसे बिखरी जैसे आँसू गया निकल कोई ........
bahut khub, yu bi koi gham ho ya khusi आँसू hamesh saath dete hai.
rajni......
rajni ji ko raj ka namaskaar.....aapne itne gaur se mere kalaam pe nazar saani ki aapka bhut bhut shukria....yu hii saath dete rehna........raj.......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
कभी-कभी ये ज़िन्दगी ऐसे हालातों मे फंस जात samyasar1 Ghazal Section 0 7th December 2010 07:33 AM
मत इंतज़ार कराओ हमे इतना कि वक़्त के फैसले &am amanpratapsingh Pyaar Bhari SMS Shayri 69 20th June 2010 03:03 PM
गुलशन की फक़त फूलों से नहीं काटों से भी ज़ी sunita thakur Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 14th May 2010 08:45 PM
गर हो फलक बेदाद तो नियाज़-ओ-दुआ क्यों हो m.mayoos Shayri-e-Dard 17 2nd April 2010 10:26 PM
आज कल कम्बख़्त दिल परेशान सा लगे है मुझे m.mayoos Shayri-e-Dard 13 6th February 2010 02:27 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com