Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Lyrics > Hindi/Urdu Lyrics

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Talat Mahmood Jee~Kuchh Geet**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Talat Mahmood Jee~Kuchh Geet** - 22nd June 2005, 02:22 AM

Aasmaan Wale Teri Duniya Se Jii Ghabra Gaya
Char Deen Ki Chaandni Mein Gham Ka Badal Chha Gaya

Jal Gaya Dil Soz-e-Gham Se Jab Koii Yaad Aa Gaya
Aasmaan Wale Teri Duniya Se Jii Ghabra Gaya

Khwab Mein Phoulon Ki Duniya Ye Mera Tan Rakh Diya
Ek Murjhe Phoul Saja Kar Naam Dulhan Rakh Diya
Bol Malik Ye Tamasha Tujh Se Kyun Dekha Gaya
Aasmaan Wale Teri Duniya Se Jii Ghabra Gaya

Kis Qadar Nashad Houn Bardaad Houn Veeraan Houn
Raahem Kar Mujh Par Khudaya~Main Bhi Ik Insaan Houn
Mout Hi De De Ke Ab Shiqwa Zubaan Par Aa Gaya
Aasmaan Wale Teri Duniya Se Jii Ghabra Gaya
Char Deen Ki Chaandni Mein Gham Ka Badal Chha Gaya
Aasmaan Wale Teri Duniya Se Jii Ghabra Gaya

*Movie Name: Laila Majnu **

Keep smilling.......**

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
22nd June 2005, 12:21 PM

Film : Parchhai
Lyrics : Anjaan
Music : Chitalkar Ramchandra ( C Ramchandra )

Mohobbat hi na jo samjhe...wo zaalim ...
Pyar kya jaane....

Mohabbat hii na jo samajhe, vo jaalim pyaar kyaa jaane
Nikalatii... dil ke taaroN se, jo hai jhankaar kyaa jaane

Mohabbat hii na jo samajhe ...

Use to qatl karanaa aur taDapaanaa hii aataa hai

Galaa kis.kaa kaTaa kyuu.Nkar kaTaa talavaar kyaa jaane - 2

Mohabbat hii na jo samajhe ...

Davaa se faayadaa hogaa ki hogaa ke hoga...zahar-e-qaatil se

Maraj kii kyaa davaa hai ye, koii biimaar kyaa jaane

Mohabbat hii na jo samajhe ...

Karo fariyaad sar Takaraavo apanii jaan de Daalo

TaDapate dil kii haalat husn kii diivaar kyaa jaane
TaDapate dil kii haalat husn kii diivaar kyaa jaane

Mohabbat hii na jo samajhe ...

Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
27th June 2005, 06:51 PM

ek geet....... jo mere sath kabhi parchaai ki tarah sath sath chala thha.......
or aaj bhi mere kareeb hai...

phir wohi shaam, wohi gam, wohi tanhaai hai
dil ko samjaane teri yaad chali aayi hai

phir tasvoor tere pahlu mai bichha jaayega
phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega
dil bahal jaayega aakhir to saudaai hai
phir wohi shaam.....

jane ab tujse mulakat kabhi ho ke na ho
jo adhuri rahi woh baat kabhi ho ke na ho
meri manjil teri manjil se bichhad aayi hai
phir wohi shaam......

film - Jahan Aara
Lyric - Rajinder Krishan
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
27th June 2005, 07:59 PM

Dear Chaand Jee, Aaj main bhi kuchh na kahoun tou theek rahegi na~*~Dil Ki Gehraaion Se Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat... **Take Care...**Haan, Dher Sare Phoul Kuboul Kijiyega**God bless You.

Keep smilling.......**

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Veri Close To The Heart Too :)**
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Veri Close To The Heart Too :)** - 27th June 2005, 08:11 PM

Quote:
Originally posted by meena chheda
ek geet....... jo mere sath kabhi parchaai ki tarah sath sath chala thha.......
or aaj bhi mere kareeb hai...

phir wohi shaam, wohi gam, wohi tanhaai hai
dil ko samjaane teri yaad chali aayi hai

phir tasvoor tere pahlu mai bichha jaayega
phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega
dil bahal jaayega aakhir to saudaai hai
phir wohi shaam.....

jane ab tujse mulakat kabhi ho ke na ho
jo adhuri rahi woh baat kabhi ho ke na ho
meri manjil teri manjil se bichhad aayi hai
phir wohi shaam......

film - Jahan Aara
Lyric - Rajinder Krishan
Dear Meena, Kuchh Keh Nahin Paa Rahi Houn Lekin Aap Samajh Lijiyega...~*~Haan, Kuchh Mehsous Houi...: Dil Jo Rota Hain Dikhhate Hain Nazaare Aansoun_Aag Paani Mein Lagate Hain Hamarein Aansoun~Samne Mere Khuda Ke Liye Roya Na Karon~Chheen Lete Hain Mera Chain Tumharein Aansoun~I Already Submited somewhere here in shayri.com~Just Love This One & Yes...Mehdi Hassan Jee Ki Aawaaz Mein~*~**Dil Ki Gehraaion Se Shukriya Aur Phoul **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat... **Take Care...**God bless You.

Keep smilling.......**

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
27th June 2005, 09:33 PM

ek or geet... meri pasand ka......

aasoo samaj ke kyon muje aankh se tumne gira diya
moti kisi ke pyaar ka mitti mai kyon mila diya
aasoo samaj ke kyon ....

jo na chaman mai khil saka mai woh garib phool hu
jo kuch bhi hu bahaar ki chhoti si ek bhul hu
jisne khila ke khud hi mujko bhula diya
aasoo samaj ke kyon ....

meri khata maaf mai bhul se aa gaya yaha
warna muje bhi hai khabar mera nahi hai yah jahaan
doob chala thha nind mai achha kiya jaga diya
aasoo samaj ke kyon......

film- chhaya
lyric- Rajinder Krishan
   
Reply With Quote
Ab Aansoun Se Yahin Gana Aayegi Na!
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Ab Aansoun Se Yahin Gana Aayegi Na! - 27th June 2005, 09:46 PM

Meri Yaad Mein Tum Na Aansoun Bahanaa
Na Jii Ko Jaalanaa Mujhe Bhul Jaana
Samajhna Ke Tha Ek Sapna Suhana
Wo Guzra Zamana Mujhe Bhul Jaana
Meri Yaad Mein

Juda Meri Manzil Juda Teri Rahein
Milengi Na Ab Teri Meri Nigahein
Mujhe Teri Duniya Se Hain Dur Jaana
Na Jii Ko Jaalanaa Mujhe Bhul Jaana
Meri Yaad Mein

Ye Ro Ro Ke Kehta Hain Touta Houa Dil
Nahin Houn Main Teri Muhabbat Ke Qabeel
Mera Naam Tak Aapne Lab Pe Na Lana
Na Jii Ko Jaalana Mujhe Bhul Jaana
Meri Yaad Mein Tum Na Aansoun Bahanaa
Na Jii Ko Jaalanaa Mujhe Bhul Jaana
Samajhna Ke Tha Ek Sapna Suhana
Wo Guzra Zamana Mujhe Bhul Jaana
Meri Yaad Mein

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
27th June 2005, 09:52 PM

priy shimu,

ek geet meri pasand ka.......

hum se aayaa naa gayaa, tum se bulaayaa naa gayaa
faasalaa pyaar mein dono se mitaayaa naa gayaa

wo ghadee yaad hai, jab tum se mulaakaat huyee
yek ishaaraa huaa, do haath badhe, baat huyee
dekhate, dekhate din dhal gayaa aaur raat huyee
wo samaa aaj talak dil se bhoolaayaa naa gayaa

kyaa khabar thee, ke mile hain to bichhadane ke liye
kismate apanee banaayee hai, bigadane ke liye
pyaar kaa khwaab sajaayaa thaa, ujadane ke liye

is tarah ujadaa ke fir hum se basaayaa naa gayaa

yaad rah jaatee hain aaur wakt gujar jaataa hai
fool khilataa hee hai, aaur khil ke bikhar jaataa hai
sab chale jaate hai, kab dard-ye-jigar jaataa hai
daag jo too ne diyaa, dil se mitaayaa naa gayaa

film- dekh kabeera roya
   
Reply With Quote
Talat Mahmood Jee...!
Old
  (#9)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Talat Mahmood Jee...! - 2nd July 2005, 09:39 PM

Phir pyar kiya phir roya
phir pyar kiya phir roya
kya tadbeerein kaam karein
jab apna naseeba soya

Ghaav puraana abhi haraa hai,
chhalni saa dil dard bharaa hai
phir kar baithaa mahanga saudaa
jis main sab kuch khoyaa
phir pyar kiya…

Zabt ka daavaa tout gaya hai,
sapnon ka ghar tou gaya hai
armaanon ka ret-mahal
phir toufaanon ne dhoyaa
phir pyar kiya…

Phir pyar kiya phir roya
phir pyar kiya phir roya
kya tadbeerein kam karein
jab apana naseeba soya

Lyrics :Sajjan Jee!

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Talat Mahmood Jee...!
Old
  (#10)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Talat Mahmood Jee...! - 2nd July 2005, 10:06 PM

Bharam teri wafaaon ka mitaa dete to kya hota
Tere chehre Se cam Pardaa uthaa dete to kya hota
Bharam teri wafaaon ka ...

Mohabbat bhi tijaaraat ho gayi hai Iss zamaane main
Agar ye zaaz duniya ko bataa dete to kya hota
Bharam teri wafaaon ka ...

Teri ummeed par jeene se haasil kuch nahin lekin
Agar younhi na dil ko asaraa dete to kya hota
Bharam teri wafaaon ka ...

Film : Armaan (old)
Lyrics : Saahir Ludhviani Jee

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
2nd July 2005, 10:17 PM

Bhoul ho gayi thi...

Tere chehre se hum pardaa uthaa dete to kya hota

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
2nd July 2005, 10:24 PM

Main bhi soch rahi thi yahin...lol...**Mushkil-Danny~Heartly Thank You For Submiting the songs~I Like the second song very much **Khush Rahon ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care**God bless You.

Keep smilling.......**

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**

Last edited by Shimul; 2nd July 2005 at 10:29 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
2nd July 2005, 10:56 PM

Mushkil-Danny...Hmmm!

I like it...!

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Wahi chaandni hai...
Old
  (#14)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Wahi chaandni hai... - 3rd July 2005, 01:19 PM

Wahi chaandani hai wahi Aasmaan hai
Bahaarein wahi aur wahi gulsitaan hai
Magar jiss se roshan ye dil ka jahaan hai
Chhupa chaand jaakar mera wo kahan hai
Wahi chaandani hai ...

Wahi dil wahi main mohabbat bhi wo hi
Nigaahon main ab tak hai sourat bhi wo hi
Magar na wo mehfil na wo dastaan hai
Na wo dastaan hai
Wahi chaandani hai ...

Mehakti hein kaliyan to chubhte hein kaante
Sisakte hein gunche to lagte hein....
Magar dekhta kaun ye mehrbaan hai
Ye meherbaan hai
Wahi chaandani hai ...

Film : Rishta
Lyrics : Pandit Fani Jee

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Beautiful Song :)**
Old
  (#15)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Beautiful Song :)** - 5th July 2005, 04:39 PM

Mushkil-Danny, Hope You are well Nice to know~Dil Ki Gehraaion Se Shukriya **Khush Rahon ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care**God bless You.

Keep smilling.......**

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
:)
Old
  (#16)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) - 8th October 2005, 10:51 PM

Gham ki andheri raat mein Dil ko na bekarar kar (Mohd. Rafi Jee)
Subha zaroor aayegi Subha ka intezar kar
Gham ki andheri raat mein

Dard hain sari Zindegi Jisska koi sila nahin (Talat Mahmood Jee)
Dil ko fareb dijiye aur ye hosla nahin
aur ye hosla nahin

Khudse to baad-guma na ho Khudpe to eitbar kar (M. R. Jee)
Subha zaroor aayegi Subha ka intezar kar
Gham ki andheri raat mein

Khudh hi tadap ke reh gaaye Dil ki sada se keya mila (T. M. Jee)
Aag se khelte rahe Hum ko Wafa se keya mila
Hum ko Wafa se keya mila

Dil ki lagi bujha na de Dil ki lagi se Pyaar kar (M. R. Jee)
Subha zaroor aayegi Subha ka intezar kar
Gham ki andheri raat mein Dil ko na bekarar kar
Subha zaroor aayegi Subha ka intezar kar
Gham ki andheri raat mein

*I Wonder~Do You Still Listen To My This CD Songs **
*Mohd. Rafi Jee & Talat Mahmood Jee **
*Album: Shusheela**

*Keep smilling.......**

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kuchh Geet~By Mukesh Jee** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 52 3rd September 2011 05:52 PM
*Mohd. Rafi Jee Ki Kuchh Geet** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 10 26th September 2008 08:42 PM
Koii Samjhega...Kuchh Geet Phir Se Sahi! Shimul Hindi/Urdu Lyrics 2 8th May 2008 07:58 AM
*Shahenshah-e-Ghazal_Talat Mahmood Jee** Shimul Ghazal Section 4 5th April 2008 02:08 PM
Kuchh Geet~By Mukesh Jee..continuation... jaalim Hindi/Urdu Lyrics 1 18th June 2005 07:51 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com