Adaab Kabol Kijiye -
24th October 2002, 12:16 AM
Guzaar raha phir ek dafa dard ki duniya se tu apke kalam paar nazar pari mashallah nihayat tareef ke kabil hai apse umeed hai aainda bhi likhti raheingi shukriya kaha suna maaf kijega...allah pak de hawal.........
chal pari hai kashityan samandar dur hai kinara
in maajon se puch lena kia haal hai hamaraa
--------------------------------------------------------------------------
shabe fursaat ke lamahat humain dewana kara karte hain
phir saari raat hum taare gin gin ke guzaara kaarte hain
kuaish-e-dil ho kabhi tere deedaar ka aye hamari 'payal'
ankhien band karke dil ki ankhonse tujhe dekha karte hain
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
|