Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain
Old
  (#1)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain - 12th February 2008, 03:02 PM

HI FRIENDS
AAJ KUCHH LIKHA THA TO AAPKI IS MAHFIL MAIN USE PESH KAR RAHA HUN

Pighalte waqt kee surat mujhe rulati hai
Na jaane kyun teri surat ubhar ke aati hai

Hame to shahar kee veeraniyan hi bhaane lagi
Hamare kisse ye aksar hame sunati hai

Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain
Meri nakamiyan kagaz pe ghar banati hai !

Apne haalat pe jane kyun hasi aati hai
Jindgi roj bahut der tak samjhati hai

Ab kisi or kee khushiyon ke rahnuma hain ham
Gam kee parchhaiyan bhi hamko ye batati hai

Har kisi daur main gam ban ke janam leta hun
Fark bas ye hai ki meri shaql badal jaati hai

Wo kis ka afsaana tujhko suna raha hai koi
Jisko sunkar tere maathe pe shikan aati hai !

Na jane kaun se sanche main dhal gayi kismat
Jindgi dard kee jageer najar aati hai !

Ishq ka naam ab hothon ko chubhan deta hai
Ye nadi pyaas ke manjar mujhe dikhati hai !

anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!

:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th February 2008, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
HI FRIENDS
AAJ KUCHH LIKHA THA TO AAPKI IS MAHFIL MAIN USE PESH KAR RAHA HUN

Pighalte waqt kee surat mujhe rulati hai
Na jaane kyun teri surat ubhar ke aati hai

Hame to shahar kee veeraniyan hi bhaane lagi
Hamare kisse ye aksar hame sunati hai

Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain
Meri nakamiyan kagaz pe ghar banati hai !

Apne haalat pe jane kyun hasi aati hai
Jindgi roj bahut der tak samjhati hai

Ab kisi or kee khushiyon ke rahnuma hain ham
Gam kee parchhaiyan bhi hamko ye batati hai

Har kisi daur main gam ban ke janam leta hun
Fark bas ye hai ki meri shaql badal jaati hai

Wo kis ka afsaana tujhko suna raha hai koi
Jisko sunkar tere maathe pe shikan aati hai !

Na jane kaun se sanche main dhal gayi kismat
Jindgi dard kee jageer najar aati hai !

Ishq ka naam ab hothon ko chubhan deta hai
Ye nadi pyaas ke manjar mujhe dikhati hai !

wowwww...........bahut khoob........maine shayad aaj aapko pheli baar pada hai.....aur sach kahti hoon, aapki shayri bahut aachi hai, har lafaz napa-tula, har sher dil ko chu gaya.........aate raha kijiye aur aise hi bazam ki ronak badatey raha kijiye.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
12th February 2008, 05:04 PM

hi sunita ji
aapko mera likha itna pasand aaya to meri koshish safal ho gayi dil se aapka shukriya ada karta hun ke mahfil main aapne meri is gajal ko reply karke hosla afjai kee thanks
khush rahiye

anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!

:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 14th February 2008, 01:38 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
HI FRIENDS
AAJ KUCHH LIKHA THA TO AAPKI IS MAHFIL MAIN USE PESH KAR RAHA HUN

Pighalte waqt kee surat mujhe rulati hai
Na jaane kyun teri surat ubhar ke aati hai

Hame to shahar kee veeraniyan hi bhaane lagi
Hamare kisse ye aksar hame sunati hai

Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain
Meri nakamiyan kagaz pe ghar banati hai !

Apne haalat pe jane kyun hasi aati hai
Jindgi roj bahut der tak samjhati hai

Ab kisi or kee khushiyon ke rahnuma hain ham
Gam kee parchhaiyan bhi hamko ye batati hai

Har kisi daur main gam ban ke janam leta hun
Fark bas ye hai ki meri shaql badal jaati hai

Wo kis ka afsaana tujhko suna raha hai koi
Jisko sunkar tere maathe pe shikan aati hai !

Na jane kaun se sanche main dhal gayi kismat
Jindgi dard kee jageer najar aati hai !

Ishq ka naam ab hothon ko chubhan deta hai
Ye nadi pyaas ke manjar mujhe dikhati hai !
anish jee aap ko koi bhi ghazal padh le, seedhe dil men utar jaati hai, jazbo ko alphaazo ka chola pehnaa ke kaise khoobsurat see sawaraa jaye yeh koi aap hee se sheekhe janaab, mai to jab kabhi aap ko dekhta hoon yaha aur kahii bhii aap ki ek ghazal mere zehan mar aaye bina nahee rehti that is " Tanhaayi men yaado ke jangal sulag pade" what masterpiece of creative poetry..........

Even in this ghazal u have done wonderful job,
really nice experience to read u.
keep it up
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#5)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
16th February 2008, 02:11 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
HI FRIENDS
AAJ KUCHH LIKHA THA TO AAPKI IS MAHFIL MAIN USE PESH KAR RAHA HUN

Pighalte waqt kee surat mujhe rulati hai
Na jaane kyun teri surat ubhar ke aati hai

Hame to shahar kee veeraniyan hi bhaane lagi
Hamare kisse ye aksar hame sunati hai

Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain
Meri nakamiyan kagaz pe ghar banati hai !

Apne haalat pe jane kyun hasi aati hai
Jindgi roj bahut der tak samjhati hai

Ab kisi or kee khushiyon ke rahnuma hain ham
Gam kee parchhaiyan bhi hamko ye batati hai

Har kisi daur main gam ban ke janam leta hun
Fark bas ye hai ki meri shaql badal jaati hai

Wo kis ka afsaana tujhko suna raha hai koi
Jisko sunkar tere maathe pe shikan aati hai !

Na jane kaun se sanche main dhal gayi kismat
Jindgi dard kee jageer najar aati hai !

Ishq ka naam ab hothon ko chubhan deta hai
Ye nadi pyaas ke manjar mujhe dikhati hai !

hello ji
Anish ji

aap jab bhi aate hai ek alag si ghazal laate hai... apki har ghazal ki tarah yeh ghazal bhi bahut khoob rahi... har sher har lafz bahut khoob hai... bas aap yun hin likhte rahein yehi chahungi
meri taraf se daad kabool farmaaye

taek caer

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
16th February 2008, 09:36 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
HI FRIENDS
AAJ KUCHH LIKHA THA TO AAPKI IS MAHFIL MAIN USE PESH KAR RAHA HUN

Pighalte waqt kee surat mujhe rulati hai
Na jaane kyun teri surat ubhar ke aati hai

Hame to shahar kee veeraniyan hi bhaane lagi
Hamare kisse ye aksar hame sunati hai

Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain
Meri nakamiyan kagaz pe ghar banati hai !

Apne haalat pe jane kyun hasi aati hai
Jindgi roj bahut der tak samjhati hai

Ab kisi or kee khushiyon ke rahnuma hain ham
Gam kee parchhaiyan bhi hamko ye batati hai

Har kisi daur main gam ban ke janam leta hun
Fark bas ye hai ki meri shaql badal jaati hai

Wo kis ka afsaana tujhko suna raha hai koi
Jisko sunkar tere maathe pe shikan aati hai !

Na jane kaun se sanche main dhal gayi kismat
Jindgi dard kee jageer najar aati hai !

Ishq ka naam ab hothon ko chubhan deta hai
Ye nadi pyaas ke manjar mujhe dikhati hai !

Wo kis ka afsaana tujhko suna raha hai koi
Jisko sunkar tere maathe pe shikan aati hai !

Na jane kaun se sanche main dhal gayi kismat
Jindgi dard kee jageer najar aati hai !

wah janab aapne bohat hi umda likha hai her sher bohat khubsurat bana hai lekin ye do ashaar dill ke qareeb lage likhte rahiyega yunhi...

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
only aks
Registered User
only aks will become famous soon enough
 
only aks's Avatar
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Dec 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
17th February 2008, 02:54 PM

very nice.bahot dard hai aapki shayri me.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
17th February 2008, 05:17 PM

Quote:
Originally Posted by anish_ekshayar View Post
HI FRIENDS
AAJ KUCHH LIKHA THA TO AAPKI IS MAHFIL MAIN USE PESH KAR RAHA HUN

Pighalte waqt kee surat mujhe rulati hai
Na jaane kyun teri surat ubhar ke aati hai

Hame to shahar kee veeraniyan hi bhaane lagi
Hamare kisse ye aksar hame sunati hai

Haseen log to sheeshe ke ghar banate hain
Meri nakamiyan kagaz pe ghar banati hai !

Apne haalat pe jane kyun hasi aati hai
Jindgi roj bahut der tak samjhati hai

Ab kisi or kee khushiyon ke rahnuma hain ham
Gam kee parchhaiyan bhi hamko ye batati hai

Har kisi daur main gam ban ke janam leta hun
Fark bas ye hai ki meri shaql badal jaati hai

Wo kis ka afsaana tujhko suna raha hai koi
Jisko sunkar tere maathe pe shikan aati hai !

Na jane kaun se sanche main dhal gayi kismat
Jindgi dard kee jageer najar aati hai !

Ishq ka naam ab hothon ko chubhan deta hai
Ye nadi pyaas ke manjar mujhe dikhati hai !
kafi acha likha hai apne anish ji bahut dard chupa hai is share me
humari dua hai app yuhi likhte rahiye

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
Thumbs up 22nd February 2008, 01:26 PM

Hi acharya ji
Aap ne meri is koshish par apni daad dee iske liye apka shukr gujar hun main aap ne kaha ke jazbon ko alfazon ka chola pahna ke sanwarna mujhe aata hai aisa nahi hai ham sabhi yanha isiliye hain aap or hamare yanha ke dusre saathi bhi is hunar main mahir hain ya yun bhi kah sakte hain kee ham sabhi kisi na kisi bahane se apna dard, apne ahsaas, apne tajurbe lafzon main dhal ke syaahi se kagaz par utaar dete hain fir wo gajal ban jaaye to koi kya kahe hai na khair achha laga aapka is mahfil main meri gajal ko sarahna
Khush rahiye

Hi shweta

How r u!! hamesha kee tarah tumhare reply kee pahle se hee main apeksha kar raha tha or tum aayi achha laga ek baar fir se shukriya ke tumne meri rachna ko kabil samjha or main yanha aata hun aap se kuchh doston se dil kee baaten baantne ke liye or jab aapsabhi ka pyaar milta hai reply milte hain to mujhe bahut khushi hoti hai
Hamesha khush raho
TC

Hi friend (Koi To Ho)
Apka dil se shukr gujar hun kee aap itne saare diggajon kee mahfil main hamari gajal ko bhi waqt de kar reply kar paye dil se shukriya kabool kijiyega
Khush rahiye

Hi friend Only Ask
Aapko mera likha pasand aaya to koshish safal ho gayi aapne reply karke jo hosla afjai kee hai uske liye tahe dil se shukrgujar hun thanks
Khush rahiyega

Hi dineshdharvi ji
Aapko mera likha pasand aaya ye meri liye kafi hai aapka reply padh ke dil se khushi hui is khushi ko mujhe dene ke liye or meri rachna ko waqt den eke liye dil se shurkgujar hun thanks

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*@*Tere haseeN chehre meiN aesa rubaab haiN*@* Diggaj_Dave Shayri-e-Dard 10 11th August 2006 08:51 AM
jo ghar se door hain..... hershit Hindi Kavitayen 3 2nd April 2006 01:17 PM
Mere Sapnon ki Woh Haseen Shaam - Bas hain Tum sab ke Naam. BalajiNagarajan Shayri-e-Ishq 2 26th February 2006 09:06 PM
sheeshe ka ghar bana...... ashiq awara, Shayri-e-Dard 1 25th December 2005 03:17 AM
jasbaat behakne lage hain....[haseen raat ke lamhe] Aman_rahi Shayri-e-Dard 26 29th June 2005 04:13 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com