Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

 
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
ghazal - pakistaani shayar mahboob khizaaN
Old
  (#1)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
Post ghazal - pakistaani shayar mahboob khizaaN - 26th January 2013, 01:09 PM

Adaab dostoN
Mahboob khizaaN. Saaheb ki ek ghazal mujhe behad pasand hai to bas socha aap saahebaan ke saath bhi iskii gahraaiyoN meiN saaNs le..
'

Hum aap qayaamat se guzar kyuN nahi jaate
Jine ki shikaayat hai to mar kyuN nahi jaate

Katraate haiN balkhaate haiN ghabraate haiN kyuN log
Sardii hai to paanii meiN utar kyuN nahi jaate

AaNkhoN meiN chamak hai to nazar kyuN nahii aati
PalkoN pe guhar haiN to bikhar kyuN nahi jaate

Ye baat abhi mujhko bhi maloom nahi hai
PATTHAR IDHAR AATE HAIN UDHAR KYUN NAHI JAATE

teri hi tarah ab ye tere hijr ke din bhi
jaate nazar aate haiN magar kyuN nahi jaate

Ab yaad kabhi aaye to aaine se poocho
Mahboob khizaaN shaam ko ghar kyuN jaate


andaaz
   
Reply With Quote
 


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com