Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Old
  (#1)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah - 1st June 2006, 04:45 PM

hi friends it is not written by me but i found it from somewhere year ago, i liked it and wants to share wid u,hope u like d same,kisi ko iski link miley kahi se jarur bataayega



Not Mine

Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Nigaah ke mausam badalate hai bahaaro ki tarah

Jin darajo mai tere khat sambhaale rakhe maine
Wo najar aati hain ab ulfat kee majaaron ki tarah !

Meri nigaaho ne kabhi jinko khuda sa nawaza tha
Ab unhe najar aate hain ham gunhgaaron ki tarah

Sham-o-sahar pighalte hain dil ke kuchh arma..
Fail jaate hain fir falak pe vo hi sitaaron ki tarah !

Har ghadi mujhe pyaas ka manjar dikhaai deta hai
Meri haalat hai nadiyon ke bichde kinaaron ki tarah

Mai khushi koi agar khoj bhi loon pal bhar ke liye ..
Meri kismat khadi hai har oor diwaaron ki tarah

Mai bhala pyaar ka ijhaar bhi karta to kaise karta
Uski najare chubti rahti hai sawaalon ki tarah

  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Old
  (#2)
ISHIQA AGGARWAL
~*~mAiN TeRi iShQ~*~
ISHIQA AGGARWAL will become famous soon enoughISHIQA AGGARWAL will become famous soon enough
 
ISHIQA AGGARWAL's Avatar
 
Offline
Posts: 196
Join Date: Jan 2006
Location: in the shattered pieces of my own heart...
Rep Power: 20
Re: Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah - 1st June 2006, 08:33 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hi friends it is not written by me but i found it from somewhere year ago, i liked it and wants to share wid u,hope u like d same,kisi ko iski link miley kahi se jarur bataayega



Not Mine

Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Nigaah ke mausam badalate hai bahaaro ki tarah

Jin darajo mai tere khat sambhaale rakhe maine
Wo najar aati hain ab ulfat kee majaaron ki tarah !

Meri nigaaho ne kabhi jinko khuda sa nawaza tha
Ab unhe najar aate hain ham gunhgaaron ki tarah

Sham-o-sahar pighalte hain dil ke kuchh arma..
Fail jaate hain fir falak pe vo hi sitaaron ki tarah !

Har ghadi mujhe pyaas ka manjar dikhaai deta hai
Meri haalat hai nadiyon ke bichde kinaaron ki tarah

Mai khushi koi agar khoj bhi loon pal bhar ke liye ..
Meri kismat khadi hai har oor diwaaron ki tarah

Mai bhala pyaar ka ijhaar bhi karta to kaise karta
Uski najare chubti rahti hai sawaalon ki tarah


very nice...... thanxxxx for sharing with us......

iski ye lines to dil ko choo gayi....

"Meri nigaaho ne kabhi jinko khuda sa nawaza tha
Ab unhe najar aate hain ham gunhgaaron ki tarah "


bye and take care....



Is se pehle ki dilo me nafrat jaage,
aao ek shaam mohabbat me bita di jaaye....

Karke kuch 'ISHQ' ki baatein,
Is shaam ki masti badha di jaye.......!!!!


ISHQ..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
2nd June 2006, 11:06 AM

very nice Manu bahut sundar likha hai




Jin darajo mai tere khat sambhaale rakhe maine
Wo najar aati hain ab ulfat kee majaaron ki tarah !



Mai khushi koi agar khoj bhi loon pal bhar ke liye ..
Meri kismat khadi hai har oor diwaaron ki tarah

Mai bhala pyaar ka ijhaar bhi karta to kaise karta
Uski najare chubti rahti hai sawaalon ki tarah

yeh lines bahut hi pasand aayi ..........

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 2nd June 2006, 03:19 PM

thanx ishika ji ise padhne,apasnd karne,aur saraahnr ke liye ,ami ummid karta hu aap aage bhi aise hi saath deti rahengi
regards
take care
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Old
  (#5)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah - 10th June 2006, 12:17 PM

acharya bhai
bahooot khooob,...!!! dil khush kar dia aapne......
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#6)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
10th June 2006, 01:21 PM

Greaaaaaaaaaaate Creation.....

thanx for sharing......

dil se daad kabool kare......

dil ko chhuu gaya ek ek shab aur dil me uter gaya...

well...well...written....

ek baar fir daad kabool kare....
   
Reply With Quote
Re: Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Old
  (#7)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
Re: Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah - 11th June 2006, 12:03 AM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hi friends it is not written by me but i found it from somewhere year ago, i liked it and wants to share wid u,hope u like d same,kisi ko iski link miley kahi se jarur bataayega



Not Mine

Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Nigaah ke mausam badalate hai bahaaro ki tarah

Jin darajo mai tere khat sambhaale rakhe maine
Wo najar aati hain ab ulfat kee majaaron ki tarah !

Meri nigaaho ne kabhi jinko khuda sa nawaza tha
Ab unhe najar aate hain ham gunhgaaron ki tarah

Sham-o-sahar pighalte hain dil ke kuchh arma..
Fail jaate hain fir falak pe vo hi sitaaron ki tarah !

Har ghadi mujhe pyaas ka manjar dikhaai deta hai
Meri haalat hai nadiyon ke bichde kinaaron ki tarah

Mai khushi koi agar khoj bhi loon pal bhar ke liye ..
Meri kismat khadi hai har oor diwaaron ki tarah

Mai bhala pyaar ka ijhaar bhi karta to kaise karta
Uski najare chubti rahti hai sawaalon ki tarah


wahhhhh.... wahhhhhhhh.... khud b khud wahh nikalti hai isse padh kar... thanx for sharing
take care


Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
11th June 2006, 08:25 AM

Manu,

Beautiful creation, thanks for sharing. take care!
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 20th June 2006, 08:52 PM

hi ranjana aap ka shukriya ada karta hu ke aap ne isko pasand kiya, aise hi padhti rahiyega aue saath deti rahiyega yahi ummid hai

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 4th July 2006, 04:22 PM

manoj ji,parul,pallo,gham-e-lashkar, mai aap sab ka shukragujaar hu jo aap ne apna kimti samay de kar mujhe padha
aage bhi ummid karta hu aap aise hi mujhe padhte rahoge
regards
take Care everybody
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
5th July 2006, 02:05 PM

hi manu
how r u
bahut hi pyari si ghazal he iske chand sher really amazing hain padhkar be had achha laga


Dard rahta hai mere dil mai sharaaron ki tarah
Nigaah ke mausam badalate hai bahaaro ki tarah
waaow...........

Meri nigaaho ne kabhi jinko khuda sa nawaza tha
Ab unhe najar aate hain ham gunhgaaron ki tarah
kya bat he...........

Mai khushi koi agar khoj bhi loon pal bhar ke liye ..
Meri kismat khadi hai har oor diwaaron ki tarah
ye to apne dil ki bat si lagti he

Mai bhala pyaar ka ijhaar bhi karta to kaise karta
Uski najare chubti rahti hai sawaalon
bahut khooooooooob
thanx for shring wonderful creation

keep sharing and writing
take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
5th July 2006, 03:14 PM

Meri nigaaho ne kabhi jinko khuda sa nawaza tha
Ab unhe najar aate hain ham gunhgaaron ki tarah

Sham-o-sahar pighalte hain dil ke kuchh arma..
Fail jaate hain fir falak pe vo hi sitaaron ki tarah !

waaah.. kya baat hai...

Dear Manu,

Copy-pasting ki field me mujhe competition de rahe ho... sahi hai... i love healthy competition... aur khoobsurat ghazlein is jaisi chipkao...hum daad dene ke liye haazir rahenge

real good one... keep sharing such gems... TC


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
hi
Old
  (#13)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 12th July 2006, 04:57 PM

thanx ruby aap ko ye ghazal pasand aayee ye jaan kar mujhe khushi hui,age bhi aise hi padhti rahogi yahi ummid karta hoo

with regards
take care
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#14)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 12th July 2006, 04:59 PM

hi pullu ab competetion mai jyaada mazaa aayeha hai na?
thanx
take care dear
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mere hi ghar main rahta hai.. muj jaisa hi jane koun..? khamosh_aawaz Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 12th July 2010 02:53 PM
Zehan me mere is tarah se... Pulkit_gupta Shayri-e-Dard 23 27th November 2007 01:02 AM
mere ghar me rahta hai..muj jaisa hi jane koun..? khamosh_aawaz Shayri-e-Dard 7 31st August 2005 05:06 PM
muskuraney se mera dard chhupa rahta hai amrit_sharad Shayri-e-Mashahoor Shayar 9 26th August 2003 11:24 PM
mera hi mann mere andar khilaf rahta hai rumi Aapki Shayri 4 16th January 2003 04:40 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com