Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tere naam...aik ghazal
Old
  (#1)
red_ruchika
Registered User
red_ruchika will become famous soon enoughred_ruchika will become famous soon enough
 
red_ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 381
Join Date: Feb 2003
Location: apni dillii
Rep Power: 23
Tere naam...aik ghazal - 5th July 2010, 09:00 PM

Jab mausam itna haseen hota hai..to ya to ankhon me chamak ati hai ya fir dil gam se bhar jata hai...aur samajh nahi pata ki zindagi kahan chal rahi hai...sab kuch hokar bhi kami kahan hai ye samajh nahi pata...hum bhi apna rukh shayri ki taraf mod lete hain kuch aise lamho me...kyunki zindagi ki gehrai sirf isi me milti hai.aik ghazal ap sab ke liye...acchi lage to batana zarur...



us se hain hansi ab,us hi se hain ankho me nami ab,
jo uska ji chahe to wo bana de,na chahe to mita de...

wo masum sa hai duniyadari nahi samajhta,
is zamane ki buri nazar se usko bacha de...

yakeen uspar bhi hai aur khudpar bhi,
kamzor dil ki shak-e-fitrat ko majbut bana de...

ham apna sabkuuch gawan de,sirf gar wo,
apni khusbu hamare ghar ki hawa me mila de...

"sanam" hasraton ki udaan uspar hi ruk gai hai,
uske sath ke liye fir chahe ab koi lakhon saza de...


Ruchika Jain
(sanam)


"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
  Send a message via Yahoo to red_ruchika  
Reply With Quote
Old
  (#2)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
6th July 2010, 11:21 AM

Quote:
Originally Posted by red_ruchika View Post
Jab mausam itna haseen hota hai..to ya to ankhon me chamak ati hai ya fir dil gam se bhar jata hai...aur samajh nahi pata ki zindagi kahan chal rahi hai...sab kuch hokar bhi kami kahan hai ye samajh nahi pata...hum bhi apna rukh shayri ki taraf mod lete hain kuch aise lamho me...kyunki zindagi ki gehrai sirf isi me milti hai.aik ghazal ap sab ke liye...acchi lage to batana zarur...



us se hain hansi ab,us hi se hain ankho me nami ab,
jo uska ji chahe to wo bana de,na chahe to mita de...

wo masum sa hai duniyadari nahi samajhta,
is zamane ki buri nazar se usko bacha de...

yakeen uspar bhi hai aur khudpar bhi,
kamzor dil ki shak-e-fitrat ko majbut bana de...

ham apna sabkuuch gawan de,sirf gar wo,
apni khusbu hamare ghar ki hawa me mila de...

"sanam" hasraton ki udaan uspar hi ruk gai hai,
uske sath ke liye fir chahe ab koi lakhon saza de...


Ruchika Jain
(sanam)
ruchika jee bahut dino baad aapko pada shayad beech mein aap aa bhi nahin aa rahi thi. Bahut hee badiya likha hai aapne, har sher mein aapki bhawnayein jhalak rahi hain. Yun hee mehfil mein aati rahiye aur apni racnaon se roshan karti rahiye.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#3)
shayari
Registered User
shayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 17
6th July 2010, 12:53 PM

hello ruchika aapki umda rachna ke liye jo bhi khu kam hai do sher jo shabdo main byaan kiye kya khoob hai
wo masum sa hai duniyadari nahi samajhta,
is zamane ki buri nazar se usko bacha de...

yakeen uspar bhi hai aur khudpar bhi,
kamzor dil ki shak-e-fitrat ko majbut bana de...

aaj se teen saal pehle ek sher likha tha isi tarz par jo aapki gazal padhkar yaad aa gye to aapki nazar karta hu

sheeshe ke tukde se aankho ke khwab hata de,
mutthi bhar namak se jalte ghav bujha de,
bach na jaye koi hissa mere shreer ka
aaj shabnam ki bund se mera har aang jala de

pawan(shayari)
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com