Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mann ki lagan aur ban mein agan
Old
  (#1)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
mann ki lagan aur ban mein agan - 2nd February 2010, 01:01 PM

Hello to all the members of Shayri.com. We all know that shayri.com is not just a medium to share our thoughts but rather to learn the best ways to present them. Maine kuchchh alag sa likhne ki koshish ki hai bahut se topics involved hain agar har ek ki gehraai main jaata to bahut lambi rachna ho jaati. plz don't hold back any suggestions you guys have for me. They're all welcome and will be taken positively as always at shayri.com. -Thank you all


Mann ki lagan, aur ban mein agan to bin bulaaye mehmaan hain
dil hai, to hum kaise bachte lagan se akhir hum bi to insaan hain

badi door se kahin sunaayi de rahe hain mere hi alfaaz mujhe
shayad kisi koney mein baithey mere bhi kuchchh qadardaan hain

kabhi chahat thi unko humaari ghazal mein apna hi zikr sunne ki
na jaane kyun hum keh baithe ki hum abhi shayari mein nadaan hain

to phir kaun hai yeh jo dohra raha hai meri kalam ka har ik alfaaz?
zor daala bahut zehn pe magar yeh awazein kaanon ke liye anjaan hain

rahguzar par chalta hoon ton door door tak viraana aaur tanhaai hai
peechhe mudke dekha to mere sath kisi aur ke kadmon ke bhi nishan hain

yeh meri rooh, mera aks, mera zehan yaa mera tasavvur bhi ho sakta hai
kisi jism ko dekhe itna arsa ho gaya ki abh aankhein bhi pareshaan hain

Kaaghaz hai kalam bhi hai, in dono ka vasl bhi karwaata hoon har roz
phir sochta hoon ki mujhe kya mila, kambakht yeh alfaaz bhi to bejaan hain

hum to khayalaaon mein hi tanha hain yun to duniya abaad hai kitni
Jo such mein tanhaa jeete hain sochoon ke woh log kitne mahaan hain

itne tanha ho to ye zikr kiska kar rahe ho"Zakhmee Ashiq",puchhte hain sab
jaan lo ki uska vaujood nahin mere khayaal aur alfaaz hi uski pehchaan hain
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
2nd February 2010, 05:22 PM

Good work Zakhmi Aashiq Jee.............


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
2nd February 2010, 05:44 PM

bahut bahut shukriya ghayel ji
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
3rd February 2010, 12:15 PM

hello....nice word....nice shayri....keep it up....keep going....bye bye take care....


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
3rd February 2010, 01:49 PM

Kishor ji hounsla afzahi ke liye bahut bahut shukriya.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com