Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Baitbaazi-e-Ishq
Old
  (#1)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
Baitbaazi-e-Ishq - 18th January 2004, 02:43 PM

All Shayri Frenz Adaab,
Ham Yahan par ek naya thread shuroo kar rahe hain, aap sab se guzaarish hai ki is mein shirkat farmaa kar lutfandoz hon.....

There is only single rule ki aapko sirf Ishq par hi sher likhna hai.

To Shuroo karen.........

Ishq par zor nahin, hai ye vo aatish 'Ghalib'
ki lagaaye na lage aur bujhaaye na bane

Mirza Ghalib
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 07:24 PM

Dear Sahil Jee, shukriya. Achha laga, aapka yeaha ana. Nice one.
Mein sirf ek kowshish hi karsakti hu, age aap bataiyega.

Yeh kishka tasabbur hein yeh kishka fasana hein
jo ashk hein ankhon me tashvee ka dana hein
yeh kishka tasabbur hein.......
Ankhon meh naami si hein chup chup se woh baithe hein
Ankhon meh naami si hein chup chup se woh baithe hein
nazuksi nigahone nazuksa fasana hein
yeh kishka tasabbur hein.......
Jigar Muradabadi Jee.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 07:39 PM

Ok now I understand why this missunderstanding. Aapne aapka avtar change kiya hein, hein na? I thought I was seeing something. Jaage jaage sapna dekhrahi hu, yehi meine socha.
Ok, now it's ok. God bless you & me too.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
18th January 2004, 07:41 PM

Is ishq ke haathon se har-giz naamaafar dekhaa
utni hi barhi hasrat jitnaa hi udhar dekhaa


thaa baais-e-rusavaaee har chand junoon meraa
ki unko bhi na chain aayaa jab tak na idhar dekhaa

Jigar Moradabadi


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 07:41 PM

Ek baat aur, toh aap hi hein dono? Kehna chahiye thi. You did confused me. Anyway, it's ok. No need to say anything. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 07:48 PM

Nice one. Shukriya.

Kabse hu keya batau jaahane kharab meh
Kabse hu keya batau jaahane kharab meh
Shab hai yehi cheerko bhi rakhhu agar hisaab meh.......

Mirza Galib.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
18th January 2004, 08:54 PM

Khan Bhayyia...

Aap is libaas mein..? Like shimul, you have confused me too...if you don't mind aap yeh doosra avtar dhoondiye...yeh tau kisi aur ka hai...shayar Talib sahib ka...you have to have your own identity...kahein tau main aapko koi dhoond doon...? achha sa...pyaara sa...

aapne acha thread shuroo kiya ishq...yahan tau sabhi ishq ke ghayal log hee hain...hum bhi kuch kahein...

aaj lagta hai behak behak gaye hain hum
bus aankh meech unko mehsoos karne lage hain hum

unki baahon mein jannat kee hasrat mein doob
apni saanson ko ukhadte dekhne lage hain hum

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
19th January 2004, 01:33 PM

Ishq mein jaan se guzarte hain guzarne vaale
maut ki raah nahin dekhte marne vaale

aakhiri vaqt bhi pooraa na kiyaa vaadaa-e-vasl
aap aate hi rahe mar gaye marne vaale

Ameer Minai


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
19th January 2004, 04:27 PM

Dear Sahil Jee, Nice one.

Aaj tune who jakhm diya jo kisine kabhi na desaka,
Ek tu hi toh tha jise mein zindegi se bhi jiyada chaha
Tujhe bhulana asaan thorahi hein?

Tu toh meri ruh meh base hein!
Kowshish toh bohot kee hein tujhe bhuljane kee
lekin yeh kabhi hona saka, aur na honewala.
Unknown.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#10)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hello - 19th January 2004, 04:42 PM

yaad nahi kaha se maine padha tha..per likh raha..

yea dil ka muwamala hai koi dillagi nahi
yea chand yea hava yea fiza
sab hain mand mand
jab tu nahi to koi dilkashi nahi


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
20th January 2004, 02:00 PM

Zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain
Mein to mar kar bhi meri Jaan tujhe chaanhooga


???????

regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th January 2004, 02:12 PM

Ishq meh gairate jazbatne rone na diya
Ishq meh gairate jazbatne rone na diya
barna keya baat thi ksih baat ne rone na diya.......



*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th January 2004, 07:13 PM

Dear Sahi Jee, aapne jo likhha hein, shayar ka pata nehi hein lekin Mehdi Hassan Jee ke awaz meh suni hein meine. Itna hi batasakti hu. Waise shayar ka naam suni toh thi lekin yaad nehi arahi hein. Thanks. Take care. God bless you. Allah Hafiz.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
21st January 2004, 11:57 AM

Pyaare lamhen aayenge aur majaboori mit jaayegi
ham donon mil jaayenge aur sab doori mit jaayegi
har dam bahane vaali aankhon ki maalaa bhi tootegi
teri meri hasti is bairi bandhan se chhootegi

Miraji


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
21st January 2004, 12:15 PM

dil kaa kyaa hai vo to chaahegaa musal_sal milanaa
vo sitam_gar bhii magar soche kisii pal milanaa

vaa.N nahii.n vaqt to ham bhii hai.n adiim-ul-fursat
us se kyaa kahiye jo har roz kahe kal milanaa

Parveen Shakir


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
21st January 2004, 03:23 PM

Both of you, really nice. Thanks. Take care. God bless you.

Jab se tune mujhe deewana bana rakhha hein
sang haar shaksh neh ankhon meh utha rakhha hein
jab se tune mujhe deewana bana rakhha hein
sang haar shaksh neh ankhon meh utha rakhha hein
jab se tune mujhe deewana bana rakhha hein

Ush ke dil par bhi kadi Ishq meh gujri hogi
Ush ke dil par bhi kadi Ishq meh gujri hogi
naam jishne bhi naam jishne bhi
mohabbat ka sada rakhha hein.......
I forgot Waise Abida Parveen Jee ki awaz meh yeh gazal hein.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
23rd January 2004, 12:00 PM

tere jalave ab mujhe har suu nazar aane lage
kaash ye bhii ho ke mujh me.n tuu nazar aane lage

ibtadaa ye thii ke dekhii thii Khushii kii ek jhalak
intahaa ye hai ke Gam har suu nazar aane lage


Saba Afghaani


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
23rd January 2004, 02:01 PM

Koi nehin hein fhir bhi awaz arahi hein
Shayad meri mohabbat mujhko bularahi hein

Mere labo ko ushke andaz milrahe hein
Ushke suro ko mere alfaz milrahe hein,
Mein geet likhraha hu who geet gaa rahi hein
Shayad meri mohabbat mujhko bularahi hein
Yeh meri zindegi ki sabse hasin ghadi hein
Nazro ke samne who chhupkar kahi khari hein.......



*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Baitbaazi Mayank Anjuman-e-Shayri 2599 21st October 2016 03:53 PM
Baitbaazi-e-Sharaab khan Shayri-e-Sharaab 22 1st January 2013 02:03 PM
Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa khan Shayri-e-Mashahoor Shayar 362 11th November 2008 07:31 AM
Baitbaazi-e-Dard khan Shayri-e-Dard 12 2nd September 2008 01:44 PM
Ishq Ishq kardi rahi.. main ishq ch kamli hoyi.. chaahat Punjabi Poetry 5 21st December 2006 01:44 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com