Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mile Kabhi Gar Nazar To Meri Nazar Padhlena
Old
  (#1)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
Love Mile Kabhi Gar Nazar To Meri Nazar Padhlena - 14th January 2009, 12:33 AM


mile kabhi gar nazar to meri nazar padhlena
kabhi yunhi paas aake meri khabar padhlena


ehesaas hi hain mohabbat to mehsush karlo muje
mere jasbaat main chupa beshumar pyar padhlena


aapki muskaan to hain jaise koi khilta gulab
aapne gulistan me kabhi meri dagar padhlena


khush kismat main kaha itna jo tumhe pau
meri duao me naam aapna magar padhlena


bhari mehfil me bhi dekho main tanha hoon
meri gazal me hale-e-dil mera jigar padhlena


nahi muskil main itna sanam samajlo mujhe
bas ek khuli si kitab hain yeh Nihar padhlena






Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
14th January 2009, 01:06 AM

Nihar Ji
bahot achha ghazal likha hai aapne....ehesaas to kya kahooN...lajawaab


mile kabhi gar nazar to meri nazar padhlena
kabhi yunhi paas aake meri khabar padhlena

kitni khubsoorati se aapne dil ki baat bayaan kar diye

ehesaas hi hain mohabbat to mehsush karlo muje

mere jasbaat main chupa beshumar pyar padhlena


is sher ka to andaaz hi nirala
hai


nahi muskil main itna sanam samajlo mujhe
bas ek khuli si kitab hain yeh Nihar padhlena


sabse achha to aapka yeh maqta ...aapne naam ko Qaafia main use karke aapne ghazal pe char chand laga diya

daad dilse rep+++


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya

Last edited by Diya_Jale; 14th January 2009 at 01:09 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
14th January 2009, 07:53 AM

Quote:
Originally Posted by nihar View Post
mile kabhi gar nazar to meri nazar padhlena
kabhi yunhi paas aake meri khabar padhlena


ehesaas hi hain mohabbat to mehsush karlo muje
mere jasbaat main chupa beshumar pyar padhlena


aapki muskaan to hain jaise koi khilta gulab
aapne gulistan me kabhi meri dagar padhlena


khush kismat main kaha itna jo tumhe pau
meri duao me naam aapna magar padhlena


bhari mehfil me bhi dekho main tanha hoon
meri gazal me hale-e-dil mera jigar padhlena


nahi muskil main itna sanam samajlo mujhe
bas ek khuli si kitab hain yeh Nihar padhlena
nice one

bas doosra aur akhri sher .. kafiye ke hisaab se kamzor hai

sound ka khyaal rakhe aap .........
lafzo ka uchaaran kaisa hai
kafiya is baat pe nirbhar karta hai
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#4)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
Love 14th January 2009, 11:41 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Nihar Ji
bahot achha ghazal likha hai aapne....ehesaas to kya kahooN...lajawaab

mile kabhi gar nazar to meri nazar padhlena
kabhi yunhi paas aake meri khabar padhlenakitni khubsoorati se aapne dil ki baat bayaan kar diye
ehesaas hi hain mohabbat to mehsush karlo muje
mere jasbaat main chupa beshumar pyar padhlena

is sher ka to andaaz hi nirala hai


nahi muskil main itna sanam samajlo mujhe
bas ek khuli si kitab hain yeh Nihar padhlena

sabse achha to aapka yeh maqta ...aapne naam ko Qaafia main use karke aapne ghazal pe char chand laga diya

daad dilse rep+++

Diya


shukriya diya ji .................................................. ............................


Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#5)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
14th January 2009, 11:43 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
nice one

bas doosra aur akhri sher .. kafiye ke hisaab se kamzor hai

sound ka khyaal rakhe aap .........
lafzo ka uchaaran kaisa hai
kafiya is baat pe nirbhar karta hai


ji shukriya next time aur bhi aachi koshish karunga


Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
14th January 2009, 04:28 PM

nihar...

bahot khoob..

khush kismat main kaha itna jo tumhe pau
meri duao me naam aapna magar padhlena



Good bless you...

Ghazal..


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
meet_meet
Registered User
meet_meet is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Aug 2008
Location: chandigarh
Rep Power: 0
14th January 2009, 07:50 PM

hey buddy rly heart touchin lines.. kp it up... god bless u !!
  Send a message via AIM to meet_meet  
Reply With Quote
Old
  (#8)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
19th January 2009, 12:07 PM

wah nihar ji wha, bahot khub, apne ehsason ko jis sadgi se apne bayan kiya hai, bahot acha laga, likhte rahiye, take care bye


koi pyaar chahe to koi jahan chahe,
koi doulat chahe to koi shaan chahe,
hum to jindagi ke sataye huwe hai,
‘Eliyas’ to khudase do gaaz zameen aur kafan chahe

- ELIYAS SHAIKH
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th January 2009, 10:24 PM

dear nihar..................bahut khoob.......accha laga tumhare ahsaas padna......keep it up.

tumahri diii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
20th January 2009, 01:48 AM

Quote:
Originally Posted by nihar View Post
mile kabhi gar nazar to meri nazar padhlena
kabhi yunhi paas aake meri khabar padhlena


ehesaas hi hain mohabbat to mehsush karlo muje
mere jasbaat main chupa beshumar pyar padhlena


aapki muskaan to hain jaise koi khilta gulab
aapne gulistan me kabhi meri dagar padhlena


khush kismat main kaha itna jo tumhe pau
meri duao me naam aapna magar padhlena


bhari mehfil me bhi dekho main tanha hoon
meri gazal me hale-e-dil mera jigar padhlena


nahi muskil main itna sanam samajlo mujhe
bas ek khuli si kitab hain yeh Nihar padhlena
Aapko ghayal ka aadaab,

Ahche ehsash haiN janaab, par doosra sher aur maqta dono nihaayat kamjor lage mujhe. Doosre aur teesre sher me aapne "hai" ko haiN likha hai, iska dhyaan rakheN dono me farq hai. aur "padhlena" nahin hoga, balki "padh lena" hoga, kyuNki dono do aag lafz haiN, umeed hai aage aapko aur v behtar padhne ko mlegaa, aur agar koi baat buri lage to maafi ka talabgaar rahuNgaa...!!

Aapka GHAYAL...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho Mohammad Kashif Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 23rd June 2010 09:01 PM
mahbuba kabhi aag to kabhi gulab nazar aati hai akhilesh gupta Shayri-e-Ishq 2 18th October 2007 07:51 PM
Nazar nazar say mila kar sharaab peetay hain - by Tasneem Farooqi Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 5th December 2002 12:38 AM
Nazar Se Nazar Jab Mile ..... kashmiri Aapki Shayri 7 16th June 2002 03:33 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com