Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
cheer ke dekh kabhi dil mera.......(GAZAL)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
cheer ke dekh kabhi dil mera.......(GAZAL) - 20th April 2007, 01:26 PM

sabhi dosto ko raj ka salaam......aaj main apni ek nai gazal ke saath hazir hoon.....umeed hai appke dil pe dastak degi......

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....

tere qadmon mein gir gyaa jo
jaane wo kab ka chala hoga....

meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

dekhke usko guma.N hota hai
hizar mein kitna wo jala hoga....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....

maikade or butkade mein 'veer'
chand qadmon ka fasla hoga.....

aapke jawaab ka muntzir...........raj...........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th April 2007, 01:35 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam......aaj main apni ek nai gazal ke saath hazir hoon.....umeed hai appke dil pe dastak degi......

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....

phela sher hi etna khoobsurat hai, to bakki gazal to maasha allah...kaya hogi....!

tere qadmon mein gir gyaa jo
jaane wo kab ka chala hoga....

wah wah...kitni gahri baat hai es sher mein...

meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

bahut khoob kahi aapne.....!

dekhke usko guma.N hota hai
hizar mein kitna wo jala hoga....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....

maikade or butkade mein 'veer'
chand qadmon ka fasla hoga.....

aapke jawaab ka muntzir...........raj...........

rajveer ji namaskaar

bahut umda khayal pesh kiye hai aapne, har sher laajwaab hai.....aapki gazalon ke hum shuru se hi mureed hai...aur ab to aadat c ban gaye hai...aapko padney ki.

yu hi likhtey rahiye...kudha aapki kalam mein aur nikhaar laye.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th April 2007, 01:49 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam......aaj main apni ek nai gazal ke saath hazir hoon.....umeed hai appke dil pe dastak degi......

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....

tere qadmon mein gir gyaa jo
jaane wo kab ka chala hoga....

meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

dekhke usko guma.N hota hai
hizar mein kitna wo jala hoga....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....

maikade or butkade mein 'veer'
chand qadmon ka fasla hoga.....

aapke jawaab ka muntzir...........raj...........

veeeer bohat acha laga bohat khubsurat likha hai khas tor per ye ashaar bohat achay lage

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....


jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....


yunhi likhte rahain humeshaa khush rahain khayal rakhiyega apna rab rakha


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
20th April 2007, 02:24 PM

big B pranaam aur tasleemaaT:

kaise haiN aap ..eK baar fir se umdaa khaYaal aur andaaz-e-bayaaN ke saath bazm meiN haazir huYe aap..mat^laa be-Had pasaNd aaYaa mujhe..bahot hi achHii t^rHa se aSh'aar ko pesH kiiYe haiN aapne ..daad qabool kijiyeNgaa aur yuuNhii bazm ko sajaate raheN

apnaa khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke saath ijaazaT

aapka chHotu
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dheer
Registered User
dheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant future
 
dheer's Avatar
 
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 35
20th April 2007, 06:01 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam......aaj main apni ek nai gazal ke saath hazir hoon.....umeed hai appke dil pe dastak degi......

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....

tere qadmon mein gir gyaa jo
jaane wo kab ka chala hoga....

meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

dekhke usko guma.N hota hai
hizar mein kitna wo jala hoga....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....

maikade or butkade mein 'veer'
chand qadmon ka fasla hoga.....

aapke jawaab ka muntzir...........raj...........
bahut hi khoob Veer bhai!!! kai sher to dil cheer gaye!!
  Send a message via Yahoo to dheer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 21st April 2007, 08:10 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
rajveer ji namaskaar

bahut umda khayal pesh kiye hai aapne, har sher laajwaab hai.....aapki gazalon ke hum shuru se hi mureed hai...aur ab to aadat c ban gaye hai...aapko padney ki.

yu hi likhtey rahiye...kudha aapki kalam mein aur nikhaar laye.

aapki dost
sunita ji aapne apne keemti waqt mein se kush waqt is nacheez ke kalaam ke naam kiya isko itni gehrai se parha or saraha is ke liye main aapka tahe dil se shukar guzaar hoon.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
22nd April 2007, 07:21 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam......aaj main apni ek nai gazal ke saath hazir hoon.....umeed hai appke dil pe dastak degi......

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....

tere qadmon mein gir gyaa jo
jaane wo kab ka chala hoga....

meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

dekhke usko guma.N hota hai
hizar mein kitna wo jala hoga....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....

maikade or butkade mein 'veer'
chand qadmon ka fasla hoga.....

aapke jawaab ka muntzir...........raj...........

ohoooooooo janab kya baat hai bada hi behtreen or taza tareen kalam pesh kiya hai aapne har ek sher se daad barbas hi nikal padtii hai ab ese main kisi ek sher ki tarif karna doosre ke sath bemanii hogii or ye main nahi kar sakta na
poore ke poore kalam per dil se daad hazir hai janab
shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#8)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
22nd April 2007, 05:15 PM

meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....


In sheyron ko padkar meri hontho par yak-b-yak hansi aa gayi..

Khoob likhte ho janaab..

Wah!

Ghayalparwana


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd April 2007, 01:09 AM

raj ji namste

apka har sher bahut umdaa hai ...
bahut achi gazal hai apki

har sher pe meri daad kubul kare

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#10)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
23rd April 2007, 09:45 AM

well said veerji,acha laga aapka kalaam padhkar.bahut acha likha hai aapne.yunhin likhte rahen,khush rahen.
tc,bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#11)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
23rd April 2007, 08:16 PM

Raj ji..

Behad khoobsoorat Gazal pesh ki hai aapne.. har ek sher behad pasand aaya..

Meri daad kubool keejiye.. mehfil ko aise hi apni beshakeemti ghazlon se sajaate rahiye..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 24th April 2007, 04:21 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
veeeer bohat acha laga bohat khubsurat likha hai khas tor per ye ashaar bohat achay lage

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....


jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....


yunhi likhte rahain humeshaa khush rahain khayal rakhiyega apna rab rakha
mani ji aap kis qadar doob kar mujhe parti ho mujhe is baat ka ehsaas hai......mera ek or kalaam safal hua.... jo aapki nazar huaa......yun hi nazar-e-inayat rakhiyega.........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukrtia
Old
  (#13)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukrtia - 24th April 2007, 04:22 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
big B pranaam aur tasleemaaT:

kaise haiN aap ..eK baar fir se umdaa khaYaal aur andaaz-e-bayaaN ke saath bazm meiN haazir huYe aap..mat^laa be-Had pasaNd aaYaa mujhe..bahot hi achHii t^rHa se aSh'aar ko pesH kiiYe haiN aapne ..daad qabool kijiyeNgaa aur yuuNhii bazm ko sajaate raheN

apnaa khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke saath ijaazaT

aapka chHotu
dhaval
dhaval mere chhotu bhut bhut talabgaar hoon jo tum mujhe itni ijjat dete ho........yun hi saath dete rehna........raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
24th April 2007, 04:46 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....
Kya baat hai ...

seedha saaf saral saccha aur accha ... yahi hai in asharoN kee tareef . bohat khoob kahe hue asharoN maiN do nageene maine chune hai .. shayd ghazal ka meaning yahin kahin inhi maiN chupa hua hai .. uske diye dard maiN uski hi tareef karna ,,,. aur khobsoorti se apne na jeene ki aarzoo zahir karte hue kehna .. ki dua na mango mere liye...

bohat acchi rah pe chune hue behtreen alfaazon pe mujh khaak bande ki tareef qubool karen

ek lamha

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
shukria
Old
  (#15)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 25th April 2007, 05:06 PM

Quote:
Originally Posted by dheer View Post
bahut hi khoob Veer bhai!!! kai sher to dil cheer gaye!!

dheer ji parne samjhne or sarahne ke liye bhut bhut shukria........raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#16)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 25th April 2007, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
ohoooooooo janab kya baat hai bada hi behtreen or taza tareen kalam pesh kiya hai aapne har ek sher se daad barbas hi nikal padtii hai ab ese main kisi ek sher ki tarif karna doosre ke sath bemanii hogii or ye main nahi kar sakta na
poore ke poore kalam per dil se daad hazir hai janab
shukriyaa

dilip
dilip ji ab kyaa kahu main janta hoon aap kitne ache pathak ho or kitni gehrai se parte ho mera naseeb hai jo aap jaise log mujhe parte hai samjhte or sarahte hain......is ijajat afzai ke liye shukar guzaar hoon.......raj..........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#17)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
25th April 2007, 05:13 PM

veer ji pranaam,

aapki gazal..........masha'allah har daffa ki tarha khubsurat aur lajavaab.....

daaad kabuul kijiyega

grazie

aapki gudiya
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#18)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 27th April 2007, 05:38 PM

Quote:
Originally Posted by ghayalparwana View Post
meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....


In sheyron ko padkar meri hontho par yak-b-yak hansi aa gayi..

Khoob likhte ho janaab..

Wah!

Ghayalparwana
varinder ji aaj aap pehli dafa meri post par aaiye ho to main tahe dil se aapka aihtraam karta hoon......aapne meri koshish ko parha or saraha iske liye tahe dil se shukar guzaar hoon.......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#19)
donlove
jaan raj
donlove will become famous soon enough
 
donlove's Avatar
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
27th April 2007, 06:51 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam......aaj main apni ek nai gazal ke saath hazir hoon.....umeed hai appke dil pe dastak degi......

chehra jiska bhi khila hoga
shaksh wo tujhse mila hoga....

tere qadmon mein gir gyaa jo
jaane wo kab ka chala hoga....

meri sanso ke chalne ka sabab
teri yaadon ka silsila hoga...

jo duaa mange mere jeene ki
usko mujhse koii gila hoga.....

dekhke usko guma.N hota hai
hizar mein kitna wo jala hoga....

cheer ke dekh kabhi dil mera
teri surat ke siva kyaa hoga....

maikade or butkade mein 'veer'
chand qadmon ka fasla hoga.....

aapke jawaab ka muntzir...........raj...........

raj bhai kya kamaal ka likha hai appne
juyi likhte rehna


dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya

kamalrajpreet

jaan raj
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#20)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 1st May 2007, 05:47 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
raj ji namste

apka har sher bahut umdaa hai ...
bahut achi gazal hai apki

har sher pe meri daad kubul kare

sakhi
sakhi ji ko raj ka namaskaar.......mere kalaam ko parh ke us par aapne jo apni keemti raye dee hai main tahe dil se shukar guzaar hoon........yun hii saath deti rehna..........raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#21)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 1st May 2007, 05:48 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
well said veerji,acha laga aapka kalaam padhkar.bahut acha likha hai aapne.yunhin likhte rahen,khush rahen.
tc,bye.


sara ji ko aj ka adaab.......main janta hoon mujhe ehsaas hai ki aap kis qadar is nacheez ko doob ke parti ho.......housla afzai ke liye dil se shukria aada karta hoon.........yun hii saath deti rehna.......raj,......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#22)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 1st May 2007, 05:50 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Raj ji..

Behad khoobsoorat Gazal pesh ki hai aapne.. har ek sher behad pasand aaya..

Meri daad kubool keejiye.. mehfil ko aise hi apni beshakeemti ghazlon se sajaate rahiye..

Take Care..

~Priya
priya ji aapka tareef karne ka andaaz hume bhut bhata hai aap apni tareef se ek mamooli se kalaam ko nayaab bana deti ho bhut bhut shukria raye shumari ke liye.........raj..........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#23)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 4th May 2007, 08:24 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Kya baat hai ...

seedha saaf saral saccha aur accha ... yahi hai in asharoN kee tareef . bohat khoob kahe hue asharoN maiN do nageene maine chune hai .. shayd ghazal ka meaning yahin kahin inhi maiN chupa hua hai .. uske diye dard maiN uski hi tareef karna ,,,. aur khobsoorti se apne na jeene ki aarzoo zahir karte hue kehna .. ki dua na mango mere liye...

bohat acchi rah pe chune hue behtreen alfaazon pe mujh khaak bande ki tareef qubool karen

ek lamha

Kunaal
kunal ji ko raj ka salaam.....kunal aaj mujhe koii shak nahi ki meri ye rachna behad purkashish bani hai jo aap jaise johri ki nigah bhii is par pari yakeen maniye aapne jis lehze mein iski tareef ki hai mujhe nahi lagta ki ye maine likhi hai......lakin kabhi kabhi koii karishma ho jata hai.....yun hii saath dete rahiyega..........aapka raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#24)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 4th May 2007, 08:25 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
veer ji pranaam,

aapki gazal..........masha'allah har daffa ki tarha khubsurat aur lajavaab.....

daaad kabuul kijiyega

grazie

aapki gudiya
pooja
meri gudiya poooooooooja ko raj ka salaam.......kyaa baat hai tumhari tareef ki dil ko bhut acha lagga ki hamari gudiya ko hamari koshish achi laggi.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
4th May 2007, 11:21 PM

raajveer ji ko mera namaskaar...bahoot hi oomda tareeke se anjaam diyahai aapne apni tehreer ko...bahoot khoob..chhoti beher ki ye tehreer...wa janaab....

harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"..Dekh-dekh unhe ,yuh hi apni Gazal keh jate.." heart_killer Shayri-e-Ishq 15 2nd June 2009 11:38 PM
Cheer ke dekh is dil me.n bachaa kuchh bhi nahii.n acharya_mj Shayri-e-Mashahoor Shayar 3 9th May 2009 03:17 AM
dil cheer k dekh lo mera.. luckiest raj Shayri-e-Ishq 0 10th February 2006 06:30 PM
cheer ke dekh le is dil meN bachaa kuch bhi nahiN maikasH Shayri-e-Dard 20 20th October 2005 09:46 AM
dil cheer kar dekh lo dard_thesorrow Shayri-e-Ishq 0 22nd October 2004 01:24 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com