Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Koyee haara hain, koyee jeeta hain
Old
  (#1)
Firoz Sayyad
Registered User
Firoz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really nice
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jul 2006
Location: Jeddah, Saudi Arabia
Rep Power: 21
Angry Koyee haara hain, koyee jeeta hain - 21st November 2010, 03:04 PM

21st November 2010

Anjuman-e-mahfil adab. SDC ke chahnewalo. Haar aur Jeet kya hain….koyee hara hain, koyee jeet hain………

Taiyyariya ki, koyee waqt mein ajmayeesh nahi
Waqt gujarta gaya, rahi badalte gaye, badalte rahe
Main chalta raha, kayee bar thakanse badan majboor tha
Tera roop ankhome samaya tha, wahatak to pahuchnahi tha
Koyee sath chal raha tha, koyee age nikal chukka tha
Koyee daye bhi tha, koyee baye bhi tha
Tujhe pana ek joonoonsa tha, hosh to kayee bar khoya bhi tha
Ankhome ek tera roop, hasil karne ka wajood bhi kya tha
Kamyabi tera nam tha, jeetbhi tera ek roop tha
Tujhe pane ki khatir, kayee bar haarka bhi to samna karma pada tha
Haar aur jeet to jeevan ke do pahelu hain
Inka ek dujeke bina jeena bhi to namunkin hain
Jaha haar hain, wahi jeet hain…..
Jaha jeet hain, wahi haar bhi hain……
Ek din ka jeena bhi kisiki jeet hain,
Saidyonke baad sirf hosh khona bhi kisi ki haar hain
Kahi har mod pe jeet khadi hain har mod pe haar
Kahi har lamha jeet hain, har lamha haar hain
Har daw mein koyee harta hain, koyee jeet ta hain
Har dusre dawmein, hare hue phir jeet te hain, jeete huein bhi haar jaate hain
Waqt ke pahelumein, iske lamhe me kya hain, koyee kbahi jaanbhi kaha paya hain
Kaun jeetne wala hain, kaun harne wala hain, iska pata bhi kaha hain
Yahi kashish aur koshishomein, in donoka nasha chupa hain
Jaha haar hain, wahi jeet hain…..
Jaha jeet hain, wahi haar bhi hain……


Main Jindagi hoon teri,
tuzhe pata nahin.
Tum taqdir hon meri,
mujhe khabar nahin.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 22nd November 2010, 04:15 PM

Quote:
Originally Posted by Firoz Sayyad View Post
21st November 2010

Anjuman-e-mahfil adab. SDC ke chahnewalo. Haar aur Jeet kya hain….koyee hara hain, koyee jeet hain………

Taiyyariya ki, koyee waqt mein ajmayeesh nahi
Waqt gujarta gaya, rahi badalte gaye, badalte rahe
Main chalta raha, kayee bar thakanse badan majboor tha
Tera roop ankhome samaya tha, wahatak to pahuchnahi tha
Koyee sath chal raha tha, koyee age nikal chukka tha
Koyee daye bhi tha, koyee baye bhi tha
Tujhe pana ek joonoonsa tha, hosh to kayee bar khoya bhi tha
Ankhome ek tera roop, hasil karne ka wajood bhi kya tha
Kamyabi tera nam tha, jeetbhi tera ek roop tha
Tujhe pane ki khatir, kayee bar haarka bhi to samna karma pada tha
Haar aur jeet to jeevan ke do pahelu hain
Inka ek dujeke bina jeena bhi to namunkin hain
Jaha haar hain, wahi jeet hain…..
Jaha jeet hain, wahi haar bhi hain……
Ek din ka jeena bhi kisiki jeet hain,
Saidyonke baad sirf hosh khona bhi kisi ki haar hain
Kahi har mod pe jeet khadi hain har mod pe haar
Kahi har lamha jeet hain, har lamha haar hain
Har daw mein koyee harta hain, koyee jeet ta hain
Har dusre dawmein, hare hue phir jeet te hain, jeete huein bhi haar jaate hain
Waqt ke pahelumein, iske lamhe me kya hain, koyee kbahi jaanbhi kaha paya hain
Kaun jeetne wala hain, kaun harne wala hain, iska pata bhi kaha hain
Yahi kashish aur koshishomein, in donoka nasha chupa hain
Jaha haar hain, wahi jeet hain…..
Jaha jeet hain, wahi haar bhi hain……
firoz bhai
radhe radhe

bahut khoob................dil se daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com