Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Lyrics > Hindi/Urdu Lyrics

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Na kisii kii aa.Nkh kaa nuur huu.N
Old
  (#1)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Sad Na kisii kii aa.Nkh kaa nuur huu.N - 17th April 2004, 11:38 AM

DostoN ye ek rachna hai Bharat ke bahut bade deshbhakt or antim (Last recognised) Mughal Samraat Shri Bahadur Shah Zafar ki jo ki ek bahut unda shaayar bhi the....AngrejoN ne unki aakhiri ichchha bhi puri nahi ki thi .. apni hi sar jameeN par marne ki...or ye rachna shaayad unhone...Laal Quila or apne dard ko bayaaN karte huve hi likhi thi.

Na jaane kyoN aaj wo Bebas Baadshah yaad aa gaya...

Movie Name: Laal Quila



na kisii kii aa.Nkh kaa nuur huu.N
na kisii ke dil kaa qaraar huu.N
jo kisii ke kaam na aa sakaa
mai.n vo ek musht-e-gubaar huu.N

na to mai.n kisii kaa habiib huu.N
na to mai.n kisii kaa raqiib huu.N
jo biga.D gayaa vo nasiib huu.N
jo uja.D gayaa vo dayaar huu.N, jo kisii ke ...

meraa ra.ng-ruup biga.D gayaa
meraa yaar mujhase bichha.D gayaa
jo chaman fizaa.n me.n uja.D gayaa
mai.n usii kii fasl-e-bahaar huu.N, jo kisii ke ...

aiy fateha koi aaye kyun,
koi chaar phool cha-ra ye kun
koi aake shamma jalaye kui-n
mein wo be-kasee-ka mazar hun

Lyricist(s): Shri Bahadur Shah Zafar


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
17th April 2004, 01:25 PM

Maine tou baas issein suna hein, it's really beautiful & painful at the same time, specially when you listen to this you will know... Tahe dilse shukriya kabool kijiyega yeaha par likhne ke liye aur naam batane ke liye. Yunhi likhte rahiyega. Khush rahiye yeh Duwa hamesha rahegi. Take care. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
galatii kisii ki nahin astrokinghyd Aapki Shayri 0 23rd October 2008 06:36 PM
dostii jab kisii se.... pappu Shayri-e-Dard 1 9th October 2004 09:55 AM
kisii se ho nahii.n sakataa.... anish_ekshayar Shayri-e-Ishq 0 31st March 2004 03:57 PM
kuchh na kisii se bole.nge sanjoo Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 8th October 2003 02:05 AM
kisii ko sunaa sakuu.N shayr-e-dard Shayri-e-Dard 0 19th January 2002 01:12 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com