Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Pehle waqt bhi hota tha,pehle pyar bhi hota tha
Old
  (#1)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Pehle waqt bhi hota tha,pehle pyar bhi hota tha - 19th May 2003, 04:59 AM

Pehle waqt bhi hota tha,pehle pyar bhi hota tha
pehle yaad bhi aati thi , to intezaar bhi hota tha

ab naa wo din, na mahine ,na woo saal rahe hai
pehle ummed bhi hoti thi,dil beqarar bhi hota tha

ab woo raat nahi, woo baat nahi, woo saath nahi
pehle nend bhi ati thi,kwad me dedar bhi hota tha

zeba likhti rahegi.................

Last edited by Zeba; 19th May 2003 at 05:08 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
19th May 2003, 12:38 PM






Zeba likhti rahegi, aur achha likhti rahegi...


........ waise hi jaise ye kalaam likha hai. Apke likhne ka andaaz bohat khoob hai, ..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
zeeshaan
Registered User
zeeshaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
Arrow hi - 19th May 2003, 01:31 PM

Salam O Allecum Zeba Ji,,
Buhat Hi Aacha Kaha Ha Aap Na,,
Waqat , Waqat ki Bat ha,,
Waqat , Halat or Khayalat kabhi aak Gasa Nahi Rehata,,
Keep smiling,
B happy, b brave, and B ALIVE
zs
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
19th May 2003, 05:40 PM

Thanks bano ji,
aap ko yeh gazal acchi lagi is ka shukriya.

zeshaan ji,
walekum assalam,aap ka bhi shukriya is ki padhne ke liye aur iski tareef karne ke liye.

zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
19th May 2003, 07:20 PM

zeba ji
bohat achcha likha hai aap ne.
shairy takraar zabardast hai aur alfaz mein eik naghmagi hai.
shabash zeba keep it up.

or haan, mein ne bhe eik nazm shairy. dard mein kal post ki hai, waqt mile to eik nazar daal len, aur please agar aap apni tanqeedi raaey bhejen to mujhe shukhi ho gi.

take care and wishing you all the best.
musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
19th May 2003, 08:20 PM

Zaba ji,

Kaise ho aap?

Aapko lag raha hoga ke aapko bahut der baad reply karr raha huun main..shayad aapko parna kam kar diya hoga.
Magar aisa hargiz nahin hai..aapki likhi har post main zaroor parta huun..par jab dekhta huun ke pehle hi itne log aapki tareef kar chuke hain to ,main ghabra kar raply nahin karta kahin meri tareef itne bare logon ke beech feeki na lage.

Khair aapne ye ghazal bhi apni har ghazal ki tarah khaabsurat likhi hai..

Aage bhi likhte rehna
Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
19th May 2003, 10:42 PM

musharraf ji ,mai aap ki nazam pe zaroor nazar daloongi,shukriya aap ne waqt nikaala meri gazal ko padne ke liyeh aur iski tareef karne ke liye.

zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
19th May 2003, 10:44 PM

varinder ji,
aap ka behad shukriya aap ne finally reply ki to sahi,itna waqt nikaal isko padhne ka aur iski tareef ke liye bhi shukriya.
mai koshish karoongi accha likh sakoon.

zeba
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Waqt Se Pehle Qismat Se Jiyaada.......** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 5 12th March 2011 01:25 AM
pehle pyar ka pehla gum neha16us Shayri-e-Dard 2 10th September 2006 01:11 PM
pehle hota tha magar Qasid Shayri-e-Dard 2 12th January 2004 06:45 PM
Rulane se pehle ik baar hansaya hota mango Shayri-e-Dard 14 10th November 2003 06:39 PM
pehle socha hota paagal musafir Chit-Chat & General Discussion Forum 0 15th May 2002 09:58 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com