Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#1)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 31st January 2006, 06:35 PM

raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!

Reply With Quote
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#2)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 31st January 2006, 06:41 PM

Quote:
Originally posted by roshani
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................
bahut hi achhi hai dd bahut pasand aayi dd maza aa gay padkar

meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
31st January 2006, 06:47 PM

Di as a poem ye bahoot achhi hai.. lekin.......

aap jaanti ho mai kya kahungee...

aap apna achhe se khayaal rakhiyega

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#4)
saakib
Registered User
saakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 246
Join Date: Dec 2005
Location: NEW DELHI
Rep Power: 0
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 31st January 2006, 07:07 PM

Quote:
Originally posted by roshani
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

roshani ji adaab,,,

likha to bahaut hi khoob hai aapne magar yuh haal_e_dil ki daastan par daad dena khatta hogi hamari... hum nahi jaante ki yeh daur kaunsa hai aapki zindagi ka magar sambhal paana bahaut zaroori hai.... apna khayaal rakhiyega...
shayad aapka dost...

saakib...
   
Reply With Quote
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#5)
punjabiroop
Registered User
punjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura about
 
punjabiroop's Avatar
 
Offline
Posts: 247
Join Date: Aug 2005
Location: in god creation
Rep Power: 21
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 31st January 2006, 07:20 PM

Quote:
Originally posted by roshani
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

nicely expressed

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

wonderful

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

touch my heart

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................
jas di
keep writing didi ji.take care.
   
Reply With Quote
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#6)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 31st January 2006, 07:32 PM

Quote:
Originally posted by roshani
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
31st January 2006, 08:07 PM

diye ke charoN aur ujla sa savera hai...
khud jiske neeche ghana andhera hai...

Jas mujhe kuch kehne ki jaroorat nahi .. par tumne likha itna jabardast hai ki ... kuch kehna bhi nahi chahta... bas ise likhawat ka naam diye hi tareef karta chala ja raha hun.. bohat acche lage alfaaz aur saadgi bhi ... flow barkraar raha ... par tab bhi yahi kahuNga .. doosroN ko gud khaane se rokne se pehle tum cheeni bhi band kar do...

samajh gayi hogi jo maiN kehna chahta huN,... kyuNki umeedeN sabki hoti hai unse ... jo unse umeed rakhta hai ...

tumhara apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#8)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
Re: Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 1st February 2006, 08:52 AM

Quote:
Originally posted by mehul jain
bahut hi achhi hai dd bahut pasand aayi dd maza aa gay padkar
dear mehul,
its a pleasure to knw tht u loved reading this thread,thx so much for always appreciating my thoughts.take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
urs di
   
Reply With Quote
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#9)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 1st February 2006, 10:52 AM

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal

NAMASHKAR ROSHNI JI
kya baat hai ...!!! aapka har andaaz pehle se jayada asardaar lagta hai,,,yeh rachna to dil mein utar gayi,,,yun to har sher shaandaar hai,,magar yeh 3 sher behad pasand aaye...meri daad kuboool kijiye..likhte rahiye...apna khayal rakhiye
-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
1st February 2006, 12:55 PM

ROSHNI JI NAMASKAAR....

SUCH KAHE TO AAP KE EK-EK ALFAAZ NE HILA K RAKH DIYA..AUR ANKHE NAM HO GAYI...SUCH ME KITNI KHOOBSOORTI SE AAPNE APNE DARD KO WAZENDAAR SUR-TAAL ME DHAAL KAR KALAAM KA ROOP DE DALA HAI...HAM POORI TAREH SE AAPKE HUNER K KAAYAL HO GAYE....AUR SUCH MANIYE..DUKH B HOTA HAI..APKO ITNA DUKHI DEKHKAR...BHAGWAAN AAPKO SAKOON DE..YAHI DUA KARTE HAI...

OK BYE TAKE CARE
   
Reply With Quote
himmat se kam lo
Old
  (#11)
n_joywithme
Registered User
n_joywithme is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Jan 2006
Location: mumbai
Rep Power: 0
himmat se kam lo - 1st February 2006, 02:26 PM

raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

roshani ji Namaste,,,

likha to bahaut hi khoob hai aapne magar yuh hare huye fauji ki taraha dil ki daastan ki wah wah karna galat hoga i... mai yeha nahi jaanta ki yeh daur yeh panna kaunsa hai aapki zindagi ka .. magar sambhal paana bahaut zaroori hai.... gir kar phir se sambhal na hi to jindagi hai hai na...

Shayad niche di gayi kuch panktiya aap ki kuch madat karegi...

Laharo se dar kar nauka par nahi hoti
Koshish karne walon ki har nahi hoti !

Nanhi chinti jab dana lekar chalti hai
Chadhti diwaron par saou bar phisalti hai
Chadhkar girna girkar chadhana na akharta hai
Akhir uski mehanat bekar nahi hoti,
Koshis karne walon ki har nahi hoti !

Dubkiya sindhu me gotakhor lagata hai
Ja jakar Cali hath lout ata hai
Milte na sahaj hi moti gahare pani me
Badhata duna utsah isi hairani me
Mudhi uski khali har bar nahi hoti
Koshis karne walon ki har nahi hoti !

Asaphalta ek chunouti hai – swikar karo
kya kami raha gai dekho aur sudhar karo
jab tak saphal na ho nind chain ka tyag karo tum
Sanghrsho ka maidan chod mat bhago tum
Kuch kiye bina hi jay-jay kar nahi hoti
Koshis karne walon ki har nahi hoti !
   
Reply With Quote
good
Old
  (#12)
sonu'shayari
Registered User
sonu'shayari is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 60
Join Date: Jan 2006
Location: aurangabad
Rep Power: 19
good - 1st February 2006, 07:18 PM

har taraf mujhe roshni ki jarurat giti hai,
mujhe hi nahi balki sabko roshni pyari lagti hai.
BY SONU IT'S HOT
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
2nd February 2006, 10:41 AM

Quote:
Originally posted by garima
Di as a poem ye bahoot achhi hai.. lekin.......

aap jaanti ho mai kya kahungee...

aap apna achhe se khayaal rakhiyega
my dearest sweetheart,
i know sumtimes words of mine make u hurted but then its gud to see tht u appreciated as a poem atleast. i know wat u wanted to say. kehte hai na sum words are well judged in silence, n i can make out ur thoughts from ur reply. neways thx for appreciating it as a poem. take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
roshani
   
Reply With Quote
Re: Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah*
Old
  (#14)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
Re: Re: raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah* - 3rd February 2006, 04:47 PM

Quote:
Originally posted by saakib
roshani ji adaab,,,

likha to bahaut hi khoob hai aapne magar yuh haal_e_dil ki daastan par daad dena khatta hogi hamari... hum nahi jaante ki yeh daur kaunsa hai aapki zindagi ka magar sambhal paana bahaut zaroori hai.... apna khayaal rakhiyega...
shayad aapka dost...

saakib...
saakib ji adaab,
its a pleasure to know tht u loved reading it as words. well i loved reading ur veiws. there r times in life wen u feel so low but wen friends like u r there all pains are washed away. yeh shayad aapke dost wali baat ko aaj mein jo kashma kash hai aapke maan mein , let me clear tht first, well all those who are memebers of this site are my friends. i love making friends everywhere i go. so plz yeh shayad wali baat ab na kehna phir se. u r my friend. thx for being here in my bad times too. take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
roshani
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
3rd February 2006, 08:49 PM

raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

My Dear Roshani

Kaise ho?Itna dard bhara qalam likh dala....hope so everything is fine.Rachna ke nazaria se dekhun to it's perfect.Tumhari yeh rachna padh mughey ek geet yaad aa gaya tumharey liye ganey ka mann hay .....Raat jaise guzer gayi sotey huay...nahin main nahin dekh sakta tughey rotey huay.

Apna khyal Rakhna
keep smiling
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 3rd June 2009, 02:16 PM

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................[/
Aadaab Roshni ji lahawaab gazal har sher bahut khubeoorat bana hai meri daad kubool kijiye

Quote:
Originally Posted by roshani View Post
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Daad kabool kijiye...
Old
  (#17)
Tanha_Dil
Na jaane kab tak....
Tanha_Dil has a spectacular aura aboutTanha_Dil has a spectacular aura about
 
Tanha_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jun 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 16
Thumbs up Daad kabool kijiye... - 6th June 2009, 11:21 AM

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.....................
....................Wah Wah !!

Roshni ji ,Bahot accha likha hai aapne..meri daad kabool kijiye...baar baar aapki is rachna ko padne ka mann kar raha hai...kya karu ishq me dard hi kuch aisa mila hai....jo sukoon aapki is rachna ko pad kar mila wo shayad hi kahi aur mil pata mujhe...bahot khub...mai bhi jald hi kuch likhne kei soch raha hun...aapka aashirwaad chahta hoon...thanx
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th September 2009, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by roshani View Post
raat yeh bhi nikal gayi har raat ki tarah
humari aakhri hui tujhse mulakat ki tarah!

bhigo diya phir sirhana aansoo baha bahake,
roke ruke na aansoo kisi barsaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

tere khat,tasveer,tohfe,har pyaar ki nishaani
rakhi sambhal sambhal heere jawaraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................. ..

chaukhat par aayi jab humari badnaseebhi,
tab tum bhi badal gaye humare halat ki tarah!
raat yeh bhi nikal............................................

tamam umrh tere diye gamon ko hi humne,
seene se lagaye rakha teri saughat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

sada nafrat hi paayi humne jisko bhi chaha,
pyaar mila bhi to humko khairaat ki tarah!
raat yeh bhi nikal.........................................

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..........................................

wah................kya khoob jazbaat haiN, ROSHNI jii....aapke ahsaas to dil ko hilla gaye, sabhi sher dil ke kareeb rahe par akhiri sher to ......dil mein bas hi gaya :

log arthi ko jab meri lekar ghar se nikle,
janaza"roshani"ka laga kisi baraat ki tarah!
raat yeh bhi nikal..............................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Woh aankh su gayi,tu raat hu gayi silent-tears Doston Ki SMS Shayri 0 16th March 2009 04:08 PM
Neend bhi Nahi Aayee aur Raat bhi Guzar Gayi.... WASEEF- Unlucky Shayri-e-Dard 2 18th January 2007 09:20 PM
Raat Guzar Gayi.. durrani_honda Shayri-e-Ishq 4 10th January 2007 09:03 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com