Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
moot say chand sanso ka sauda hai zindagi......
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
Thumbs up moot say chand sanso ka sauda hai zindagi...... - 22nd June 2006, 11:00 AM

moot say chand sanso ka sauda hai zindagi,
kabhi chingari to kabhi dhuan hai zindagi...

har qadam pay tujh say nazar milata raha hoon main,
na janay phir bhee kiyon mujh say khafa hai zindagi.....

kiyon sooni rahon main awara phirtay ho,
mere dil main aa kay dekho kitni khushnuma hai zindagi....

kabhi kahin kisiko do ghaz zamee nahi milti,
kahin kisi par bewajha meharba hai zindagi.....

unki nazar say dekho zindagi ki haqkat,
jinkay liye har saans ik saza hai zindagi.....

tujhsay qabal to mar mar kay jee raha thaa'veer',
tunay aakay meri har saans pay likha hai zindagi.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
very nice
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up very nice - 21st September 2007, 01:49 PM

wah janab kya umda agaz kiya hai

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
moot say chand sanso ka sauda hai zindagi,
Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
kabhi chingari to kabhi dhuan hai zindagi...
theek kaha apne kabh kabhi zindegi kuch khafa si lagti hai
har qadam pay tujh say nazar milata raha hoon main,
na janay phir bhee kiyon mujh say khafa hai zindagi.....
ji kabhi zindegi ek hansi khwab hai
kiyon sooni rahon main awara phirtay ho,
mere dil main aa kay dekho kitni khushnuma hai zindagi....
wakai mein bahut umda
kabhi kahin kisiko do ghaz zamee nahi milti,
kahin kisi par bewajha meharba hai zindagi.....
kisi ke liye saza hai kisi ke liye maza hai zindegi
unki nazar say dekho zindagi ki haqkat,
jinkay liye har saans ik saza hai zindagi.....
bahut umda baat kahi hai
tujhsay qabal to mar mar kay jee raha thaa'veer',
tunay aakay meri har saans pay likha hai zindagi.....
Adaab RAJ BAHI kese hain aap...........Bahut umda gazal aaj padi jo ki kuch samay pehle ki hai aaj achanak gazal section mein kuch pichli post padraha tha to apke is behtreen kalaam per nazar padi bahut hi umda likha hai apne dili daad kubool ho...........apka bhai kashif


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.





Last edited by Mohammad Kashif; 21st September 2007 at 01:54 PM..
  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Asif jamil
Registered User
Asif jamil is a jewel in the roughAsif jamil is a jewel in the roughAsif jamil is a jewel in the rough
 
Asif jamil's Avatar
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2006
Location: Aligarh, U.P., India
Rep Power: 0
21st October 2007, 09:50 PM

Rajveer bhayya bahut umda aaghaz ke saath ghazal pesh ki....dili daad qubool kijiye dost...dekhiye ham aapke kalaam ki chahat me yahaN bhi aaa gaye...


Asif Jamil
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th December 2007, 10:20 AM

rajveer ji behad khoobsurat ahsaas hote haiN aapki har shayri maiN.....aur aapki gazal dekh kar to waqt na bhi ho to bhi dil rukne ko majboor karta hai.....pade bina aagey nahi jaya ja sakta
yu hi likhtey rahiye

kush rahiye
aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
27th December 2007, 03:36 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
moot say chand sanso ka sauda hai zindagi,
kabhi chingari to kabhi dhuan hai zindagi...

har qadam pay tujh say nazar milata raha hoon main,
na janay phir bhee kiyon mujh say khafa hai zindagi.....

kiyon sooni rahon main awara phirtay ho,
mere dil main aa kay dekho kitni khushnuma hai zindagi....

kabhi kahin kisiko do ghaz zamee nahi milti,
kahin kisi par bewajha meharba hai zindagi.....

unki nazar say dekho zindagi ki haqkat,
jinkay liye har saans ik saza hai zindagi.....

tujhsay qabal to mar mar kay jee raha thaa'veer',
tunay aakay meri har saans pay likha hai zindagi.....
Wah Veer ji,kitna achha likha hai aapne,hamesha ki tarha mera dil chhu liya, aap ka to jawaab nahi...


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
wah kya baat hai
Old
  (#6)
apnekahamilte
zindghi aur mout ka safar
apnekahamilte is on a distinguished road
 
apnekahamilte's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
wah kya baat hai - 27th December 2007, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
moot say chand sanso ka sauda hai zindagi,
kabhi chingari to kabhi dhuan hai zindagi...

har qadam pay tujh say nazar milata raha hoon main,
na janay phir bhee kiyon mujh say khafa hai zindagi.....

kiyon sooni rahon main awara phirtay ho,
mere dil main aa kay dekho kitni khushnuma hai zindagi....

kabhi kahin kisiko do ghaz zamee nahi milti,
kahin kisi par bewajha meharba hai zindagi.....

unki nazar say dekho zindagi ki haqkat,
jinkay liye har saans ik saza hai zindagi.....

tujhsay qabal to mar mar kay jee raha thaa'veer',
tunay aakay meri har saans pay likha hai zindagi.....
sat sir akal je
appki je humne pehli nazam padhi hai appne itni khoobsoorti se likha ki ab hum kya kahe
appko ek baat bata thi hoon je nazam padhkar lagga ki appne hamari zindghi par hi kuch likha ho appne bilkul sach kaha jo mout chata hai use milti nahi aur kisi par bin wajjah hi maherban ho jatti hai je mout

appki je nazam padhkar bhot acha lagga
hum appkji harek nazam ko padhana chahe ghe app jaldi hi koi new nazam likhe aur pehla reaply hamara hi pae ghe

khush rehiye


bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari




Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!

   
Reply With Quote
Old
  (#7)
red_ruchika
Registered User
red_ruchika will become famous soon enoughred_ruchika will become famous soon enough
 
red_ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 381
Join Date: Feb 2003
Location: apni dillii
Rep Power: 23
30th December 2007, 05:27 PM

moot say chand sanso ka sauda hai zindagi,
kabhi chingari to kabhi dhuan hai zindagi...

har qadam pay tujh say nazar milata raha hoon main,
na janay phir bhee kiyon mujh say khafa hai zindagi.....

kiyon sooni rahon main awara phirtay ho,
mere dil main aa kay dekho kitni khushnuma hai zindagi....

kabhi kahin kisiko do ghaz zamee nahi milti,
kahin kisi par bewajha meharba hai zindagi.....

unki nazar say dekho zindagi ki haqkat,
jinkay liye har saans ik saza hai zindagi.....

tujhsay qabal to mar mar kay jee raha thaa'veer',
tunay aakay meri har saans pay likha hai zindagi.....


yaar..aap to kal bhi kamaal the..aur aaj bhi kya khoob likhte ho...puri ki puri ghazal qaabile-tareef hai!!!


"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
  Send a message via Yahoo to red_ruchika  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#8)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 3rd January 2008, 05:39 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
moot say chand sanso ka sauda hai zindagi,
kabhi chingari to kabhi dhuan hai zindagi...

har qadam pay tujh say nazar milata raha hoon main,
na janay phir bhee kiyon mujh say khafa hai zindagi.....

kiyon sooni rahon main awara phirtay ho,
mere dil main aa kay dekho kitni khushnuma hai zindagi....

kabhi kahin kisiko do ghaz zamee nahi milti,
kahin kisi par bewajha meharba hai zindagi.....

unki nazar say dekho zindagi ki haqkat,
jinkay liye har saans ik saza hai zindagi.....

tujhsay qabal to mar mar kay jee raha thaa'veer',
tunay aakay meri har saans pay likha hai zindagi.....

Aadab raj ji
kaise hain aap?

MASHA ALLAH KYA BAAT HAI JANAB,

aapka likha ek ek ashar kabile tarif hain,
humne aapki ghazal kya padhi,,,zindagi ko dekhne ka nazariya hi badal gaya,

sach kaha AAPNE,, zindagi badi ajeeb hai,,apne hi tor tarike se nawazti hain,

bohot hi khoob,
dili daad kabul kijiye.

APNA KHAYAL RAKHIYE,
KHUSH RAHIYE
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Sauda qqplus Shayri-e-Dard 0 23rd January 2007 07:10 AM
moot say chand sanso ka sauda hai zindagi..... rajveeer Shayri-e-Ishq 6 4th October 2006 03:03 PM
zindagi chand lahmoo ki hai nandan Anjuman-e-Shayri 0 2nd May 2005 09:34 PM
Moot soniakaur Shayri-e-Dard 0 10th October 2004 10:24 AM
zindagi k chand lamhay k seay guzar jaty hain rabi_siddiqui_r General Stories 0 29th January 2004 09:27 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com