Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jab wo nazron se pilaa detey hain - by Shaheedi
Old
  (#1)
Mahek
Registered User
Mahek will become famous soon enoughMahek will become famous soon enough
 
Mahek's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: May 2002
Location: US
Rep Power: 24
jab wo nazron se pilaa detey hain - by Shaheedi - 4th September 2003, 11:35 PM

jab wo nazron se pilaa detey hain
tishnagi aur badhaa detey hain

barq jo chaahey karey us ki khushi
hum nasheman to banaa detey hain

wo samajh letey hain jis ko apnaa
us ko deewaanaa banaa detey hain

haal-e-dil poochhtey hain jab wo sayeed
hum ghazal apni sunaa detey hain
  Send a message via Yahoo to Mahek  
Reply With Quote
Re: jab wo nazron se pilaa detey hain - by Shaheedi
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: jab wo nazron se pilaa detey hain - by Shaheedi - 9th September 2003, 06:26 PM

jab wo nazron se pilaa detey hain
tishnagi aur badhaa detey hain


haal-e-dil poochhtey hain jab wo sayeed
hum ghazal apni sunaa detey hain

wah...wah...kya kehne....laajawab...waqai padh kar hi khumar chad gaya...behad aala darze ka kalaam hai janab...hamari daad kubool kijiye
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
26th October 2003, 12:27 AM

Wah, Bohot khub. Aap ki puri kalam hi bohot achha laga. Sahi jaga pesh kiye hein aapne. Shukriya. Aise hi likhte rahiyega. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
botaley tod detey. samyasar1 Shayri-e-Sharaab 0 19th August 2008 02:17 AM
Dost kya khoob wafao.n ka sila detey hai.n(with Audio ) Mohammad Kashif Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 14th April 2008 08:22 PM
jab bhi haalat koi jakhm naya detey hain.... san04 Shayri-e-Dard 10 18th July 2004 01:42 PM
Unki Nazron Se Bahut Door Bhi Khil Saktein Hain Neha Haroon Shayri-e-Ishq 0 27th March 2003 11:22 AM
aansoo pilaa pilaa ke maikasH Shayri-e-Dard 0 9th September 2001 08:10 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com