Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 17 votes, 4.59 average. Display Modes
Old
  (#561)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 8th February 2008, 08:11 PM

[quote=LAMHA;269461]
Quote:
Originally Posted by krenil View Post

arey wahhhhhhhhh KRENIL.....kya baat hai yaar......

gunaah karke sazaa se darte hai,
zeher pee ke ab davaa se darte hai,
dushmano ke sitam ka khof nahi,
hum to doston ki wafaa se darte hai.........

aaj har ek pal khubsurat hai
dil me teri sirf teri hi surat hai
kuch bhi kahe ye duniyawale hame gum nahi
duniya se jyada hum ko teri jarurat hai
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#562)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 8th February 2008, 08:17 PM

[quote=krenil;269470][quote=LAMHA;269461]

aaj har ek pal khubsurat hai
dil me teri sirf teri hi surat hai
kuch bhi kahe ye duniyawale hame gum nahi
duniya se jyada hum ko teri jarurat hai

wah krenil kya baat hai dost
khubsurati ka nazara hi aisa hota hai
dil humesha usika hi deewana hota hai
kuch bhi kahe hum duniya se
magar pyar to sirf pyar se hi hota hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#563)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 8th February 2008, 08:27 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
adab !!!
Denish mai app ko kabhi jawab nhi day paya mager aj koshish kerta hon

jaisa app ne likha k uljhan mai sab ki pehchan hoti hai is liye mai ne likha kon chahata hai apno ya piyaro mai pehchan . or dil mai rehny walo k bat ko bayan na kero

kisko apno or piyaroo ki pechan ho ?
dil mai rehny walon ki bat q bayan ho ?
mujhy to hai sirf aik hi khuwahish
mai uska poojari or who mera bhagwan ho .

regards
Mujeeb
wah wah dost bahut hi acha likha hai apne
dil me rehne walo ki baat ko bayan karte hai
taki dil ko aur jyada chot na lage
pyar karke sirf usko pana chahte hai
taki fir se vo humare dil ko jalane na lage

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#564)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th February 2008, 08:29 PM

[quote=LAMHA;269461]
Quote:
Originally Posted by krenil View Post

arey wahhhhhhhhh KRENIL.....kya baat hai yaar......

gunaah karke sazaa se darte hai,
zeher pee ke ab davaa se darte hai,
dushmano ke sitam ka khof nahi,
hum to doston ki wafaa se darte hai.........

Bin Jurm k saza humne pai hai
unki nafrat se b mohabbat nibhai hai
hamien dar tha dushmano k war se
or chout hum ne doston se khai hai

Regards Mujeeb

Last edited by Mujeeb; 8th February 2008 at 08:37 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#565)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th February 2008, 08:35 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
wah wah dost bahut hi acha likha hai apne
dil me rehne walo ki baat ko bayan karte hai
taki dil ko aur jyada chot na lage
pyar karke sirf usko pana chahte hai
taki fir se vo humare dil ko jalane na lage

Na dost mera to kuch or hi manana hai

dil ki baaton ko to zuban se bayan na ker
khai hai choot to ne usy preshan na ker
ger pana hi shirt hai to usky dil mai sama
dil hai bahut choota us mai makan na ker

Regards
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#566)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 8th February 2008, 08:36 PM

[quote=krenil;269451][quote=dineshdharvi;268794]

kabhi dost kahete hai kabhi dua dete hai
kabhi bewaqt neend se jaga dete hai
par jab bhi phone karte hai hame
khuda ki kasam zindagi ke sare gum bhula dete hai

wah wah dost kitna acha likha hai tumne
dua hai tumare sath hal pal humari
fir kis baat ka darr hai tume yaar
kehdo karte ho pyar tum use jaan se bhi jyada
fir dekho kese karte hai vo bhi tumse pyar

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#567)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th February 2008, 08:43 PM

[quote=krenil;269470]
Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post

aaj har ek pal khubsurat hai
dil me teri sirf teri hi surat hai
kuch bhi kahe ye duniyawale hame gum nahi
duniya se jyada hum ko teri jarurat hai

bahut hi umda

dad hazir hai

tu dunya ko mat dekh, to mujh se piyar ker
thori se mohabat hai to uska izhar ker
kab ka hai dekho mausam khizan ka chahya
aik baar mery jeevan mai aa ke bahar ker
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#568)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 8th February 2008, 08:46 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Na dost mera to kuch or hi manana hai

dil ki baaton ko to zuban se bayan na ker
khai hai choot to ne usy preshan na ker
ger pana hi shirt hai to usky dil mai sama
dil hai bahut choota us mai makan na ker

Regards
Mujeeb
dil ko dard se mitaya nahi jata hai
chup rehkar bhi ab gum ko bhulaya nahi jata hai
usko wafa sabit karke khud ko bewafa mana humne
fir bhi uski yaado ko ab humse jataya nahi jata hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#569)
EkMamooliAadmi
Registered User
EkMamooliAadmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
8th February 2008, 08:49 PM

Bachpan mein khwahish thi ki badaa aadmi banoonga
Kaafi padh-likh liya par bada na ban saka
Badi badi digreeyan haasil ki par rokada na kama paaya
Ab sirf itni khawahish hai ki ek mentally-retarded ki tarah
baaqi zindagi guzaar doon aur agle janam ka intezaar karoon...jismen phir bada
aadmi banne ka khwaab dekh sakoon...
   
Reply With Quote
Old
  (#570)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th February 2008, 08:52 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
dil ko dard se mitaya nahi jata hai
chup rehkar bhi ab gum ko bhulaya nahi jata hai
usko wafa sabit karke khud ko bewafa mana humne
fir bhi uski yaado ko ab humse jataya nahi jata hai

jawab hazir hia

Uski yadoon ko mai apny dil se mitaon, q ?
uski kahi howi baatien mai Bhool jaon , q ?
Bewafa who bhi nhi bewafa mai bhi nhi
mager howa sitam kahan yeh bataon, q ?

ya aisy bhi ho sakta hai

Uski yadoon ko mai apny dil se mitaon q ?
uski kahi howi baatien mai Bhool jaon q ?
Bewafa who bhi nhi bewafa hum bhi nhi
mager kon hai majboor mai bataon q ?

Last edited by Mujeeb; 8th February 2008 at 08:55 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#571)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
8th February 2008, 08:54 PM

wah dost bahut achcha likha ....
Quote:
Originally Posted by EkMamooliAadmi View Post
Bachpan mein khwahish thi ki badaa aadmi banoonga
Kaafi padh-likh liya par bada na ban saka
Badi badi digreeyan haasil ki par rokada na kama paaya
Ab sirf itni khawahish hai ki ek mentally-retarded ki tarah
baaqi zindagi guzaar doon aur agle janam ka intezaar karoon...jismen phir bada
aadmi banne ka khwaab dekh sakoon...
   
Reply With Quote
Old
  (#572)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th February 2008, 08:58 PM

Janab jab is janam mai agly janam ka intazar hai to agly janam mai bhi isi cheez ka intazaar ho ga . or yeh bhi ho sakta hai app ka agla janam ho hi na ya yeh last janam hoo

jo kerna isi janam mai kerna hai takeh agla janam safel rahy

Uth Bandh kamer kiyon derta hai
phir dekh Khuda kya kerta hai

himat nhi harni chhaiye .

Regards
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#573)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
8th February 2008, 09:03 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
jawab hazir hia

Uski yadoon ko mai apny dil se mitaon, q ?
uski kahi howi baatien mai Bhool jaon , q ?
Bewafa who bhi nhi bewafa mai bhi nhi
mager howa sitam kahan yeh bataon, q ?

ya aisy bhi ho sakta hai

Uski yadoon ko mai apny dil se mitaon q ?
uski kahi howi baatien mai Bhool jaon q ?
Bewafa who bhi nhi bewafa hum bhi nhi
mager kon hai majboor mai bataon q ?
kisi ek ko to majboor hona tha
halat se jo bahut door jana tha
fir kese kehte use hum bewafa
dono ko sab kuch to bhool hi jana tha

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#574)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 8th February 2008, 09:06 PM

Quote:
Originally Posted by EkMamooliAadmi View Post
Bachpan mein khwahish thi ki badaa aadmi banoonga
Kaafi padh-likh liya par bada na ban saka
Badi badi digreeyan haasil ki par rokada na kama paaya
Ab sirf itni khawahish hai ki ek mentally-retarded ki tarah
baaqi zindagi guzaar doon aur agle janam ka intezaar karoon...jismen phir bada
aadmi banne ka khwaab dekh sakoon...
dost me yahi kahuga
soch ko badlo sitare badal jayege
nazar ko badlo nazare badal jayege
khud ko badlo khud duniya hi badal jayegi

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#575)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th February 2008, 09:10 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
kisi ek ko to majboor hona tha
halat se jo bahut door jana tha
fir kese kehte use hum bewafa
dono ko sab kuch to bhool hi jana tha

Bhola nhi hoon aj bhi uski baatien
they hathon mai hath or thien bersatien
ab tanha hon to ilzam usko kiyon don ?
yeh dard nhi yeh hain piyar ki soghatien

keep it up
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#576)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 8th February 2008, 09:13 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Bhola nhi hoon aj bhi uski baatien
they hathon mai hath or thien bersatien
ab tanha hon to ilzam usko kiyon don ?
yeh dard nhi yeh hain piyar ki soghatien

keep it up
jindagi se aitbaar kisko hai mil jaaye khushi to inkaar kisko hai
app dono ki bahut kuch majbooriya rahi hogi dost
varna judya se pyar kisko hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#577)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 8th February 2008, 09:36 PM

[quote=dineshdharvi;269482][quote=krenil;269451]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post

kabhi dost kahete hai kabhi dua dete hai
kabhi bewaqt neend se jaga dete hai
par jab bhi phone karte hai hame
khuda ki kasam zindagi ke sare gum bhula dete hai

wah wah dost kitna acha likha hai tumne
dua hai tumare sath hal pal humari
fir kis baat ka darr hai tume yaar
kehdo karte ho pyar tum use jaan se bhi jyada
fir dekho kese karte hai vo bhi tumse pyar

wah yaar kya baat hai

basa hai aankho me unka chahera is tarah
gulab me khushbu basti hai jis tarah
namaz padh li ho aur dua na mangi ho
unki kami mahesus hoti hai is tarah
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#578)
EkMamooliAadmi
Registered User
EkMamooliAadmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
8th February 2008, 09:39 PM

Woh kehte the ki imaan ka rastaa khuda ke darwaze tak jaata hai..
chal pada us raste par... bina roshni ke, tuti chappal pahan kar..
raste mein anake logon ne overtake kiya, mahangi gaadiyon mein jaate the..
kuch ne lift dene ka offer bhi kiya..
sabko nakaar diya, dil hi di mein us kahani ko duhrata raha
aakhir mein jeet kachuwe (tortoise) ki hogi..
din bhar chalta raha...saal bhar chala
zindagi khatm hone aayi...khuda to na dikha par...
samne board par likha tha "Road Closed, take diversion"...
   
Reply With Quote
Old
  (#579)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 8th February 2008, 09:48 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
dost me yahi kahuga
soch ko badlo sitare badal jayege
nazar ko badlo nazare badal jayege
khud ko badlo khud duniya hi badal jayegi

DINESH....agar tumhari ijazat ho to mai is sher ko thoda aur behtar karna chahungi....i hope u wont mind......

soch ko badlo,sitare badal jayenge,
nazar ko badlo,nazare badal jayenge,
kashtiyan badalne ki zaroorat nahi,
dishaon ko badlo kinare badal jayenge........

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#580)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 8th February 2008, 09:53 PM

Quote:
Originally Posted by EkMamooliAadmi View Post
Woh kehte the ki imaan ka rastaa khuda ke darwaze tak jaata hai..
chal pada us raste par... bina roshni ke, tuti chappal pahan kar..
raste mein anake logon ne overtake kiya, mahangi gaadiyon mein jaate the..
kuch ne lift dene ka offer bhi kiya..
sabko nakaar diya, dil hi di mein us kahani ko duhrata raha
aakhir mein jeet kachuwe (tortoise) ki hogi..
din bhar chalta raha...saal bhar chala
zindagi khatm hone aayi...khuda to na dikha par...
samne board par likha tha "Road Closed, take diversion"...

zindagi ki dastaan itni saadgi se .......bahut khub....

tukdo tukdo me milne wale zara itna soon,
jab mukammal nahi milna to koi khawab na boon,
tanha tanha hoo mai ,mujko teri zaroorat hai,
mujko tujse itni hi shikayat hai,
jo mujse mil nahi sakta kyo usi ki chahat hai???????

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#581)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 9th February 2008, 04:07 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
zindagi ki dastaan itni saadgi se .......bahut khub....

tukdo tukdo me milne wale zara itna soon,
jab mukammal nahi milna to koi khawab na boon,
tanha tanha hoo mai ,mujko teri zaroorat hai,
mujko tujse itni hi shikayat hai,
jo mujse mil nahi sakta kyo usi ki chahat hai???????

wah lamha bahut hi achha hai

hum ne kisi ki yaad me rona hi chhod diya
apni zindagi ko talash karna hi chhod diya
sab biti hui baate bhula di hum ne
ab dil me khushi basana hi chhod diya
kaanto se bhar dete hai log daman
hum ne aangan me phool khilana hi chhod diya
kabhi na magenge kisi se bheekh mahobat ki
isiliye hum ne pyaar karna hi chhod diya
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#582)
EkMamooliAadmi
Registered User
EkMamooliAadmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
9th February 2008, 06:40 AM

Hum Aah bhi bharte hain to ho jaate hain badnaam
Woh Qatl bhi karte hain par Saza nahin hoti.

Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah lamha bahut hi achha hai

hum ne kisi ki yaad me rona hi chhod diya
apni zindagi ko talash karna hi chhod diya
sab biti hui baate bhula di hum ne
ab dil me khushi basana hi chhod diya
kaanto se bhar dete hai log daman
hum ne aangan me phool khilana hi chhod diya
kabhi na magenge kisi se bheekh mahobat ki
isiliye hum ne pyaar karna hi chhod diya
   
Reply With Quote
Old
  (#583)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 9th February 2008, 10:18 AM

[quote=krenil;269591]wah lamha bahut hi achha hai

hum ne kisi ki yaad me rona hi chhod diya
apni zindagi ko talash karna hi chhod diya
sab biti hui baate bhula di hum ne
ab dil me khushi basana hi chhod diya
kaanto se bhar dete hai log daman
hum ne aangan me phool khilana hi chhod diya
kabhi na magenge kisi se bheekh mahobat ki
isiliye hum ne pyaar karna hi chhod diya

har pyaar karne waale ki ajab kahaani hai,
chup rehna bhi pyaar ki nishani hai,
kahin koi zakham nahi phir kyon dard kaa ehsas hai,
isi liye to har wak uski tasveer tumare pass rehti hai.

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#584)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Angry 9th February 2008, 04:22 PM

[quote=dineshdharvi;269600]
Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah lamha bahut hi achha hai

hum ne kisi ki yaad me rona hi chhod diya
apni zindagi ko talash karna hi chhod diya
sab biti hui baate bhula di hum ne
ab dil me khushi basana hi chhod diya
kaanto se bhar dete hai log daman
hum ne aangan me phool khilana hi chhod diya
kabhi na magenge kisi se bheekh mahobat ki
isiliye hum ne pyaar karna hi chhod diya

har pyaar karne waale ki ajab kahaani hai,
chup rehna bhi pyaar ki nishani hai,
kahin koi zakham nahi phir kyon dard kaa ehsas hai,
isi liye to har wak uski tasveer tumare pass rehti hai.

Youn gum sum ho k mujhy sataya na ker
Bin bataey meri jaan kahien jaya na ker
Bhalay na day mujhe khushi aik pal ki bhi
Mager khudara mujhy rulaya bhi na ker
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#585)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
Love 9th February 2008, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah lamha bahut hi achha hai

hum ne kisi ki yaad me rona hi chhod diya
apni zindagi ko talash karna hi chhod diya
sab biti hui baate bhula di hum ne
ab dil me khushi basana hi chhod diya
kaanto se bhar dete hai log daman
hum ne aangan me phool khilana hi chhod diya
kabhi na magenge kisi se bheekh mahobat ki
isiliye hum ne pyaar karna hi chhod diya

wah wah wah bahot khub krenil ji bahot hi aacha likha hain

muje mouf karne kyo ki aapke dard ko bhi wah wah kar gaya
kya karu raha hi nahi gaya aapki yeh baat sunkar so muju mouf kardijiye ga

duniya se chupana chaha aapne pyar ko
par hume chupana na aaya

woh bewajahi chale gaye hume chod kar
aur hume manana bhi na aaya

hum tadap te rahe unki yaado main pal pal
aur unko samaja na aaya

koshish ki lakh humne unko dil se nikal ne ki
par hume unko bhool na na aaya

aaj bhi karte hain unse be inteha mohabbat
fir bhi mohabbat ko samajna na aaya

Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#586)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
Love 9th February 2008, 04:55 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
zindagi ki dastaan itni saadgi se .......bahut khub....

tukdo tukdo me milne wale zara itna soon,
jab mukammal nahi milna to koi khawab na boon,
tanha tanha hoo mai ,mujko teri zaroorat hai,
mujko tujse itni hi shikayat hai,
jo mujse mil nahi sakta kyo usi ki chahat hai???????

wah lamha ji bahot khoob likha hain aapne

tukdo me milta hoon
tukdo me pal ta hoon
himmat he khuda meri
isiliye to khawab boon ta hoon
teri zarurat muje khud se jyada hain
isliye to yaar aapne dil ki soonta hoon

aabhi bhi nahi hui he der
dil ke darwaje aaj bhi khule chood aaya hoon
pukarle muje ek baar aapne dil se
aaj bhi tere liye wohi jagah khali chood aaya hoon

Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#587)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
9th February 2008, 07:17 PM

main wakif nahi hun khuda se

main khuda ko nahi jaanta

par jahan mein khudai nahi hai

baat ye bhi nahi maanta"
very nice ji

Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Old
  (#588)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
Love 9th February 2008, 08:37 PM

Quote:
Originally Posted by silent-tears View Post
main wakif nahi hun khuda se

main khuda ko nahi jaanta

par jahan mein khudai nahi hai

baat ye bhi nahi maanta"
very nice ji
bahot khub dost

mano ya na mano yeh hakikat hain
khuda aur khudai yahi par hain
ek baar pyar kar ke dekhlo
samaj jaoge ki khuda aur zallad dono zami par hi hain

Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#589)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 9th February 2008, 09:40 PM

[quote=nihar;269662]
wah lamha ji bahot khoob likha hain aapne

tukdo me milta hoon
tukdo me pal ta hoon
himmat he khuda meri
isiliye to khawab boon ta hoon
teri zarurat muje khud se jyada hain
isliye to yaar aapne dil ki soonta hoon

aabhi bhi nahi hui he der
dil ke darwaje aaj bhi khule chood aaya hoon
pukarle mje ek baar aapne dil se
aaj bhi tere liye wohi jagah khali chood aaya hoon

mat karo kisi ka itna intzaar ki had se badh jaaye
mat karo kisi se itna pyar ki hum khud ko bhool jaaye
mat karo kisi se aisa wada jo us se nibhaya na jaaye
mat lagavo kisi se itna dil jo dil ko tod jaaye
pyar ki jarurat duniya me sabko hai har koi pyar ke liye tadap ta hai
per mat karo kisi se itni mohbaat ki jindagi hi hume chhod jaaye

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#590)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
9th February 2008, 09:46 PM

[quote=nihar;269658]wah wah wah bahot khub krenil ji bahot hi aacha likha hain

muje mouf karne kyo ki aapke dard ko bhi wah wah kar gaya
kya karu raha hi nahi gaya aapki yeh baat sunkar so muju mouf kardijiye ga

duniya se chupana chaha aapne pyar ko
par hume chupana na aaya

woh bewajahi chale gaye hume chod kar
aur hume manana bhi na aaya

hum tadap te rahe unki yaado main pal pal
aur unko samaja na aaya

koshish ki lakh humne unko dil se nikal ne ki
par hume unko bhool na na aaya

aaj bhi karte hain unse be inteha mohabbat
fir bhi mohabbat ko samajna na aaya

mohbaat ko samaj ke liye ansoo ko girana padta hai
ishq lagane se pehle khud ko dard dena padta hai
hum bhi chahte kisi ko bahut per hume chup rehna padta tha
isi liye to ab har wakt dil ko rulana padta hai
tab jakar pata chalta hai ki kab pyar karna padta hai aur pyar karne se pehle pyar ko izhaar karna padta hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#591)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 9th February 2008, 10:12 PM

[quote=dineshdharvi;269713]
Quote:
Originally Posted by nihar View Post
wah lamha ji bahot khoob likha hain aapne

tukdo me milta hoon
tukdo me pal ta hoon
himmat he khuda meri
isiliye to khawab boon ta hoon
teri zarurat muje khud se jyada hain
isliye to yaar aapne dil ki soonta hoon

aabhi bhi nahi hui he der
dil ke darwaje aaj bhi khule chood aaya hoon
pukarle mje ek baar aapne dil se
aaj bhi tere liye wohi jagah khali chood aaya hoon

mat karo kisi ka itna intzaar ki had se badh jaaye
mat karo kisi se itna pyar ki hum khud ko bhool jaaye
mat karo kisi se aisa wada jo us se nibhaya na jaaye
mat lagavo kisi se itna dil jo dil ko tod jaaye
pyar ki jarurat duniya me sabko hai har koi pyar ke liye tadap ta hai
per mat karo kisi se itni mohbaat ki jindagi hi hume chhod jaaye

wah yaar kya khub kaha hai

aankho me unki shararat thi
baato me unki najakat thi
hum to mar chuke unke bagair
aur unko hamare bina hi zindagi bitani thi
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#592)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 9th February 2008, 10:27 PM

[quote=krenil;269719]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post

wah yaar kya khub kaha hai

aankho me unki shararat thi
baato me unki najakat thi
hum to mar chuke unke bagair
aur unko hamare bina hi zindagi bitani thi

bahut khub KRENIL...........

zindagi jafaa karti rahi fir bhi palko pe rahi,
wafaa maut ne ki jisse humne thi nazare churayi..(NM)

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#593)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 9th February 2008, 10:31 PM

[quote=LAMHA;269726]
Quote:
Originally Posted by krenil View Post

bahut khub KRENIL...........

zindagi jafaa karti rahi fir bhi palko pe rahi,
wafaa maut ne ki jisse humne thi nazare churayi..(NM)

wah lamha kya baat hai

ye dil tu zindagi me kyu udas hai
wo nahi to unki yaado se mahekta raheta hai
wo naseeb me nahi the hamare ab to samaj ja
tu kyu unki yaad me khud se naraz raheta hai

  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#594)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Love 10th February 2008, 09:52 AM

Quote:
Originally Posted by krenil View Post

wah lamha kya baat hai

ye dil tu zindagi me kyu udas hai
wo nahi to unki yaado se mahekta raheta hai
wo naseeb me nahi the hamare ab to samaj ja
tu kyu unki yaad me khud se naraz raheta hai

Yeh mai kaisi Zindagi jee rha hoon ?
dil k zkhmon ko khud see rha hoon
yeh soch ker, koi tera bhi hota "MUJEEB"
baha k ashk ankh se , Labon se pee rha hon

un sab ko dedicate ker rha hoon jin ka khayal mery is khayal se milta hai .
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#595)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Cool 10th February 2008, 09:57 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post

bahut khub KRENIL...........

zindagi jafaa karti rahi fir bhi palko pe rahi,
wafaa maut ne ki jisse humne thi nazare churayi..(NM)
Adab!!!

App k liye aik jawab hai .

Mukhlis maseeha bun k ab , ker na dawa bachta nhi hoon
bachta tha jab bachaya na tha ab na bacha bachta nhi hoon

Kaisa laga ?
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#596)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
10th February 2008, 02:36 PM

KHAFA RAH KAR TUM BHI NA RAH PAOGE.
JAAN TO JAEGI HAMRI SAANS TO TUM BHI NA LE PAOGE -,,,,,,,,,,,,,,,,,

Last edited by yash chawla; 10th February 2008 at 02:39 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#597)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 11th February 2008, 11:18 PM

Quote:
Originally Posted by yash chawla View Post
KHAFA RAH KAR TUM BHI NA RAH PAOGE.
JAAN TO JAEGI HAMRI SAANS TO TUM BHI NA LE PAOGE -,,,,,,,,,,,,,,,,,

wah bahut khub

ye dil to hai unki har yaad me gum
pukar ne par bhi kyu nahi aate hai wo
saanso me unka ahesas aur dil ki dhadkano me hai wo
dur hu tanha rota hu phir bhi kyu nahi aate hai wo
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
wah kernil bahut khoob
Old
  (#598)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
wah kernil bahut khoob - 12th February 2008, 12:48 AM

RAAT HOGHI TO CHAND BHI DUHAI DEGA

KHWABON ME TUM HE WOH CHEHRA DIKHAAYI DEGA

MOHABBAT KABHI BHI ZARA SOCH KE KARNA DOSTO

EK AANSU BHI GIRA TO SUNAI DEGAA .......................
   
Reply With Quote
Old
  (#599)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 12th February 2008, 12:51 AM

Quote:
Originally Posted by yash chawla View Post
RAAT HOGHI TO CHAND BHI DUHAI DEGA

KHWABON ME TUM HE WOH CHEHRA DIKHAAYI DEGA

MOHABBAT KABHI BHI ZARA SOCH KE KARNA DOSTO

EK AANSU BHI GIRA TO SUNAI DEGAA .......................

wah yaar bahut khub

aansu ki nadi bahe rahi hai
khoon ke aansu nikal rahe hai
dil chir kar dekh lo tum
waha bas meri dreamgirl ki tasveer dikh rahi hai
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#600)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 12th February 2008, 09:15 PM

Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah yaar bahut khub

aansu ki nadi bahe rahi hai
khoon ke aansu nikal rahe hai
dil chir kar dekh lo tum
waha bas meri dreamgirl ki tasveer dikh rahi hai

bahut khub KRENIL.............

is duniya ka aitbaar kare bhi to kaise kare,
ki aansoo bhi apni aankh ka apna na hua...(NM)

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
raat ko koyee bante kaise masoomshayer Shayri-e-Ishq 15 7th March 2006 07:12 AM
Maine Takdir ko bante bigadte gjgjgj Shayri-e-Ishq 2 4th May 2004 09:01 AM
tasweer nahi bante...e saimrulzzz Shayri-e-Ishq 0 7th January 2004 07:18 PM
Shayar Kaise Bante hien abbas_shayar Shayri-e-Dard 0 18th January 2002 04:48 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com