Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ab hosh nahin...
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
ab hosh nahin... - 19th June 2004, 07:17 PM

labon se pee kar labon ke paimane ab hosh nahin
badan ki khushboo saansein lagi mehkane ab hosh nahin

garm saanson ke tufaan mein wo jismon ka pighl jana
angaron ki sez par the baahon ke sirhane ab hosh nahin

jalti shamma mein sulagte jismon ki si tapish kahan ?
jawan raaton mein jalte rahe do parwane ab hosh nahin

saya bhi hota nahin apna tanhaiyon ke safar mein
bahon ki girafat mein kab gujre jamane ab hosh nahin

jindagi bhar nashe mein "kureel" dagmagayenge kadam
un aankhon se sharmate hai maikhane ab hosh nahin

-Manoj Kureel


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.

Last edited by manoj kureel; 19th June 2004 at 07:19 PM..
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
hello
Old
  (#2)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
hello - 20th June 2004, 03:22 PM

hello manoj ji
,,, kya gazab ki romantic gazal likhi hai,,!!!!!!!!
iske liye dil se daad kabool kijiye.. sari ki sari hi rachna apki haledil ko bayan ker rahi hai,,per kuch sher vastav mein saccahi ki jyada kareeb behaktey nazar atey hain.....

jalti shamma mein sulagte jismon ki si tapish kahan ?
jawan raaton mein jalte rahe do parwane ab hosh nahin

saya bhi hota nahin apna tanhaiyon ke safar mein
bahon ki girafat mein kab gujre jamane ab hosh nahin

jindagi bhar nashe mein "kureel" dagmagayenge kadam
un aankhon se sharmate hai maikhane ab hosh nahin

bahot khoob!!!!!!!!
keep it up




swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Manoj Ji
Old
  (#3)
Kavita
Log kehtai hain:'Kavita'
Kavita is on a distinguished road
 
Kavita's Avatar
 
Offline
Posts: 265
Join Date: Dec 2001
Location: Canada
Rep Power: 23
Manoj Ji - 22nd June 2004, 04:02 AM

Manoj Ji,
Wow.Aaj kal aap badai romantic type likh rahai hai...hmmmm.Newayz style koi bhi ho aapka andaaz laajawaab hai.
Khayal Rahain,
Kavita


"Kavita"...bas ek kavita.
Toota hua dil aur hoton pai hassi.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Pyaar wo nahi tha jo kisi nai kiya
Pyaar woh hai jo koi nibha raha hai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Maana ki woh log badnaseeb hotai hai
Jinhai pyaar milta to hai
par woh usai paichaan nahi paatai
par woh log aur bhi badnaseeb hotai hai jinhai pyaar milta hai,woh usai paichaaan bhi jaatai hai par paa nahi saktai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Its better to have loved and lost
then to have ever loved before
so what if the heart breaks
at least you will know LOVE.
  Send a message via Yahoo to Kavita  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
22nd June 2004, 04:34 AM

labon se pee kar labon ke paimane ab hosh nahin
badan ki khushboo saansein lagi mehkane ab hosh nahin

garm saanson ke tufaan mein wo jismon ka pighl jana
angaron ki sez par the baahon ke sirhane ab hosh nahin

jalti shamma mein sulagte jismon ki si tapish kahan ?
jawan raaton mein jalte rahe do parwane ab hosh nahin

saya bhi hota nahin apna tanhaiyon ke safar mein
bahon ki girafat mein kab gujre jamane ab hosh nahin

jindagi bhar nashe mein "kureel" dagmagayenge kadam
un aankhon se sharmate hai maikhane ab hosh nahin

Ohh tau yeh baat hai...Manoj jee...

ab aapne sari ki sari gazal madhoshi mein likh daali ho tau padne wale ko tau saroor aa hee jayegaa na...lol...bahut badhiya likha hai janaab...magar ab tau hosh mein aa jaayieye aur sabko jawaab dijiey ki yeh maajra kya hai...

kya hum thoda sa credit le sakte hain?...khuli khidkiyaan, darwaaze, roshandaan dekh tau purwayyia lachakti huyi aayegi hee...lol...

yoonhi khush rahiey, bekhudi ke alam mein mehfil sajaate rahieye

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
pappu
Registered User
pappu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 638
Join Date: Sep 2003
Location: texas
Rep Power: 21
23rd June 2004, 08:48 PM

very romantic....
pappu.
   
Reply With Quote
wow
Old
  (#6)
mani_unique
Registered User
mani_unique will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 109
Join Date: Jun 2004
Location: new delhi
Rep Power: 20
wow - 23rd June 2004, 11:06 PM

wow manoj very good,
aise hi likhte rehne
god blass u


its better to get hated for what you are than to get loved for what you are not.......

hamne chot zara si khayi to hamne do char likhe,
unpe bhala kya guzri hogi jinhone sher hazaar likhe
  Send a message via Yahoo to mani_unique  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
Smile 23rd June 2004, 11:10 PM

Really, Very nice one!
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
24th June 2004, 12:07 AM

are bhai aajkal to aap ek run par ho kya baat hai....ek baar phir bahut khoob aandaz mein likha hai..yun bhi mat mere pet par laaat maro itna lajawaab likhoge to mein aage kaise likh paaunga...lol...

yunHi Likhte RahiYeGaa

-Mast
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
HI
Old
  (#9)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
HI - 24th June 2004, 11:22 AM

HI....
again ek aache rachna....
nice one
bye
arvind


Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
Re: hello
Old
  (#10)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: hello - 25th June 2004, 11:43 AM

swati ji
shukriya,,,,aapkki hauslaafzai ke liye.....kuch makhmali ehsaas the jo reh reh kar gudgudate rehte the,,,,kuch aise ehsaas jaise jindagi ke sehra par jhamajham barkha barsi ho...ek nasha tha jismein utar kar yeh sab likh baitha.....aapki hauslaafzai ka dil ki gehraiyon se shukriya.....take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Manoj Ji
Old
  (#11)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Manoj Ji - 25th June 2004, 11:48 AM

bad_naam mere pyaar kaa afsaanaa huaa hai
diivaane bhii kahate hain kii diivaanaa huaa hai
mausam ne banaayaa hai nigaahon ko sharaabii
jis phuul ko dekhuun vahii paimaanaa huaa hai

Kavita ji
kaisi hai aap????aapki daad aur aap ka nazariya bahooot acha laga.....meine apna jawab is sher ke madhayam se de hi diya hai.....aapki hauslaafzai ka dil ki gehraiyon se shukriya
take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#12)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
25th June 2004, 11:56 AM

cheharaa meraa thaa nigaahe.n us kii
Khaamushii mein bhii vo baaten us kii

mere chehare pe Gazal likhatii ga_ii.n
sher kahatii hu_ii aaNkhe.n us kii

shoKh lamho.n kaa pataa dene lagii.n
tez hotii hu_ii saaNsen us kii

aise mausam bhii guzaare ham ne
subahe.n jab apanii thii.n shaame.n us kii

niind is soch se TuuTii aksar
kis tarah kaTatii hai.n raaten us kii

duur rah kar bhii sadaa rahatii hai
mujh ko thaame hue baahen us kii

priye paars
tumhare itne meethe reply ke liye dil ki gehraiyon se aabhari hoon,,,,tum thoda kyun,,,saara hi creadit lo na,,,,,tumhara reply paa kar sach bahooot acha laga....apna khayal rakhiye......sada khush rahiye....
-Mnaoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#13)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
25th June 2004, 11:59 AM

pappu bhai,,mani uneeqe and paarul ji

aapki hauslaafzai ka diul ki gehraiyon se shukriya,..,...aage bhi aise hi likhne ki koshish rahegi....take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#14)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
25th June 2004, 12:15 PM

subah raato.n me.n bikhar jaatii hai
shaam baaho.n me.n utar jaatii hai
din sulag uThataa hai chandan kii tarah
raat naagan sii lipaT jaatii hai


mast bhai
aapne to sach bahoooooot jayada tareef kar di hamari....hamne to dil ke jazbaaton ko jabaan bhar hi di hai.....aure aap to mashaaalaah bahoooot khoob likhte hai....aapki shayri ke to ham bhi kaayal hai.....aapki daad ke liye dil ki gehraiyon se shukriya
take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: HI
Old
  (#15)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: HI - 25th June 2004, 12:16 PM

hi arvind
tumhari daad ke liye dil kki gehraiyon se shukriya....take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hosh nahin 9891832 Ghazal Section 1 5th April 2008 02:15 PM
kuch hosh nahin... yukti Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 16th February 2004 01:09 AM
Mujhe Hosh Nahin Hafeez Shayri-e-Sharaab 11 14th September 2003 04:45 AM
Mujhe hosh nahin ..! manoj kureel Shayri-e-Sharaab 10 6th August 2003 09:48 PM
hosh mein nahin guriya82 Shayri-e-Sharaab 0 31st May 2001 10:08 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com