Yaaro kahan tak or mohabbat nibhu main -
20th February 2011, 11:23 AM
Yaaro kahan tak or mohabbat nibhu main,
Do mujhko bad-dua ki usey bhool jayu.
Dil to jal gaya hai voh shola sa aadami,
Ab kis ko chu ke ab apna hath jaalu main.
Sunta hu jab kisi se wafa ki raha hai voh,
E jindagi khushi se kahin mar na jau main.
Ek shab bhi vasal bhi na mere sath de saki,
Ahad e firaaq aa ki tujhe ajamu main.
Badnaam mere qatal se tanha tu he na ho,
La panu muhar bhu sar e majhar laahu main.
Uss jaisa naam rakh ki agar aye maut bhi,
Hass kar usey 'QATIL' gale se lagau main.
Anil Arora
Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
|