Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ye patthar chu ke pital kabhi sona ho nahi sakte
Old
  (#1)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
Post Ye patthar chu ke pital kabhi sona ho nahi sakte - 2nd May 2015, 02:39 PM

Ye patthar chu ke pital kabhi sona ho nahi sakte !
Tumhaari yaad zakhmon ka khilona ho nahi sakte !!

Badalne hi ki khwahish me nahi badle hain ab tak hum !
Khushi se nikle aansoo dil ka rona ho nahi sakte !!

In aankhon ko mayassar the nazaare aise bhi ke jo !
Anaa ki zid ke aage phir tamanna ho nahi sakte !!

Meri har khwaab ki masoomiyat ko bas itni hidayat hai !
Ba-zidd hone me khatra hai jo pura ho nahi sakte !!

Badan ka pura hissa to zami ki hi amaanat hai !
Falak se aaye mehmaaN dil ke mehmaaN ho nahi sakte !!

Mere ghar ki ye mitti hai bahut khuddar hai dekho !
Tumhare aansoon se milkar ye khilona ho nahi sakte !!

Mila do inko mitti me na phir parwaaz ki socho !
Tumhare khwaab sachche ho to maila ho nahi sakte !!


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
4th May 2015, 05:45 AM

Pankaj bhai bahut hi dilkash andaz mein.likhi ye ghazal aapne ..mujhe pasanad ayee.

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
4th May 2015, 07:02 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Pankaj bhai bahut hi dilkash andaz mein.likhi ye ghazal aapne ..mujhe pasanad ayee.

Hamdam
Bahot bahot shukriya janaab !!!!!!!


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th May 2015, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Ye patthar chu ke pital kabhi sona ho nahi sakte !
Tumhaari yaad zakhmon ka khilona ho nahi sakte !!

Badalne hi ki khwahish me nahi badle hain ab tak hum !
Khushi se nikle aansoo dil ka rona ho nahi sakte !!

In aankhon ko mayassar the nazaare aise bhi ke jo !
Anaa ki zid ke aage phir tamanna ho nahi sakte !!

Meri har khwaab ki masoomiyat ko bas itni hidayat hai !
Ba-zidd hone me khatra hai jo pura ho nahi sakte !!

Badan ka pura hissa to zami ki hi amaanat hai !
Falak se aaye mehmaaN dil ke mehmaaN ho nahi sakte !!

Mere ghar ki ye mitti hai bahut khuddar hai dekho !
Tumhare aansoon se milkar ye khilona ho nahi sakte !!

Mila do inko mitti me na phir parwaaz ki socho !
Tumhare khwaab sachche ho to maila ho nahi sakte !!

Waah waaah.... har sher par dil se daad pankaj jii.....bahut khoob.....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
7th May 2015, 03:19 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Ye patthar chu ke pital kabhi sona ho nahi sakte !
Tumhaari yaad zakhmon ka khilona ho nahi sakte !!

Badalne hi ki khwahish me nahi badle hain ab tak hum !
Khushi se nikle aansoo dil ka rona ho nahi sakte !!

In aankhon ko mayassar the nazaare aise bhi ke jo !
Anaa ki zid ke aage phir tamanna ho nahi sakte !!

Meri har khwaab ki masoomiyat ko bas itni hidayat hai !
Ba-zidd hone me khatra hai jo pura ho nahi sakte !!

Badan ka pura hissa to zami ki hi amaanat hai !
Falak se aaye mehmaaN dil ke mehmaaN ho nahi sakte !!

Mere ghar ki ye mitti hai bahut khuddar hai dekho !
Tumhare aansoon se milkar ye khilona ho nahi sakte !!

Mila do inko mitti me na phir parwaaz ki socho !
Tumhare khwaab sachche ho to maila ho nahi sakte !!

bahut khoobsurat likha hai aapne........................!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
4th August 2015, 03:57 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waah waaah.... har sher par dil se daad pankaj jii.....bahut khoob.....
Bahot bahot shukriya madhu ji !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
4th August 2015, 03:59 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
bahut khoobsurat likha hai aapne........................!

Bahut shukriya sunita jee !!!!!!!!!!!


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com