Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#361)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
30th October 2005, 08:47 PM

aab bina pucha agli nazm shuru kar raha hoon

Is nazm ki shurawaat kuch samajh nahi aa rahi to aankh band ki aur ehsaas ko lafzon ka mahdood na banaate huye aapke saamne behad saadah tareeke se pesh kar raha hoon aur umeed karta hoon ki is nazm mein aap sab yeh saadgi barkaraar rakehnge

1st sher

Aapki har baat mein hoti hai jaise shaayri
nazm si kuch ban gayi *Irtiqaa-e-zindagii

*progression of life

-aapka apnaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#362)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
31st October 2005, 09:06 AM

Cahlo ab to Anu bhai ne shuruwaat ki hai....magar matla mushkil hai....ise ghazal ke roop mein likhne ki aage koshish karte hain...

1st sher

Aapki har baat mein hoti hai jaise shaayri
nazm si kuch ban gayi *Irtiqaa-e-zindagii

*progression of life

---Mast

2nd sher

teri saanson ko chu meri saanson tak jo aaye....
lafz mohabaat ke vo, ban gayi hai bandagii....

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI

Last edited by Aman_rahi; 31st October 2005 at 09:08 AM..
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#363)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
31st October 2005, 09:53 PM

1st sher
Aapki har baat mein hoti hai jaise shaayri
nazm si kuch ban gayi *Irtiqaa-e-zindagii
- mast

2nd sher
teri saanson ko chu meri saanson tak jo aaye....
lafz mohabaat ke vo, ban gayi hai bandagii....
Aman_rahi

3rd sher
gunganata rahunga anjam-e-hayat tak jinhe
un harfon se hui hai jaana...ibtida-e-zindagii..

Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#364)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
31st October 2005, 10:07 PM

  (#365)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st November 2005, 01:23 AM

1st sher
Aapki har baat mein hoti hai jaise shaayri
nazm si kuch ban gayi *Irtiqaa-e-zindagii
- mast

2nd sher
teri saanson ko chu meri saanson tak jo aaye....
lafz mohabaat ke vo, ban gayi hai bandagii....
Aman_rahi

3rd sher
gunganata rahunga anjam-e-hayat tak jinhe
un harfon se hui hai jaana...ibtida-e-zindagii..
-Unki JaaN

4th Sher
Suni hai humne logoN se, guftgu apni halakat* ki..
Khayal si kuch ban gayi hai, khushi ki tishnagi**....

*Barbadi, **Aarzoo

-Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#366)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th November 2005, 01:19 PM

Dosto...

somehow this ghazal is not going too well...i tried a few times but couldn't correct it...going by kaafiya and radeef...only Anu's and Gudiya's shers are proper...

irtiqa e zindagi
ibteda e zindagi

besides that...the flow is going haywire...i would like to have suggestions and corrections suggested by our learned shayars...failing which I suggest we start a new ghazal with properly following the discipline in ghazal writing...and keeping in mind the flow and khayaal of the ghazal...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#367)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
6th November 2005, 02:05 PM

hmmmmmm......
paras di....u r right....i tried many a times 2 add 2 this ghazal.....but cud not write.....
achcha.....phir se kar dooN kya start.....?problem kya hai na....main likhna chahti hooN.....kuch sher ban bhi jate haiN par poora kalaam nahi ban paata.....yahi ek achcha platform hai....
so here comes the 1st sher......

jahaaN-e-kharaab me dil wafa ka talabgaar kyuN hai,
jo na ki khataa kabhi uska gunahgaar kyuN hai.......

kuch gadbad ho to bataa dijiyega......otherwise keep goin....
bye,
KasaK......

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#368)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
6th November 2005, 02:36 PM

Meri HB Behna.....

Anu ne radeef aur kafiya mention nahi kiya tha....is liye is ghazal mein radeef rakha hi nahi maine aur kafiya barqaar rakhne ki koshish ki.....

aap kehti hain to change kar dete hain

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#369)
deep_in_ur_hear
Kisiki Talash Main...
deep_in_ur_hear will become famous soon enough
 
deep_in_ur_hear's Avatar
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Oct 2005
Location: maut jab sar dhund rahi thi main na tha
Rep Power: 19
6th November 2005, 11:37 PM

jahaaN-e-kharaab me dil wafa ka talabgaar kyuN hai,
jo na ki khataa kabhi uska gunahgaar kyuN hai.......

2nd sher
talash e wafa main khoya hain har dil yaha
har chehra fir tanhaiyon ka mazaar kyu hai...

-deep

marane kii duaaye.n kyuu.N maa.Nguu.N jiine kii tamaannaa kaun kare
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa ab Khvaahish-e-duniyaa kaun kare

jo aag lagaaii thii tum ne us ko to bujhaayaa ashko.n ne
jo ashko.n ke bha.Dakaaii hai us aag ko Tha.nDaa kaun kare

jab kashtii saabit-o-saalib thii, saahil kii tamannaa kisako thii
ab aisii shikastaa kashtii me.n saahil kii tamannaa kaun kare

duniyaa ne hame.n chho.Daa ai dil, ham chho.D na de kyo.n duniyaa ko
duniyaa ko samajh kar baiThe hai.n ab duniyaa duniyaa kaun kare

-Moen Ahsan Jazbi
  Send a message via Yahoo to deep_in_ur_hear  
Reply With Quote
Old
  (#370)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th November 2005, 10:51 AM

kasak aur deep...zara si editing ki hai...gaur farmayiega...

1st sher...

khana-kharaab dil wafa ka talabgaar kyuN hai,
jo na ki khataa kabhi uska gunahgaar kyuN hai
--kasak

2nd sher

wafa ki talaash main khoya hai har dil yahan
har chehra phir tanhaiyon ka mazaar kyun hai
--deep

3rd sher

lahu lahu hokar bhi pukaare janaa jaana
thokar khaa kar bhi dil pe khumaar kyun hai
--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#371)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th November 2005, 09:11 PM

Doston...maafi ki meri kam zehen shuruaat se mehfil mein pareshani huyi..

1st sher...

khana-kharaab dil wafa ka talabgaar kyuN hai,
jo na ki khataa kabhi uska gunahgaar kyuN hai
--kasak

2nd sher

wafa ki talaash main khoya hai har dil yahan
har chehra phir tanhaiyon ka mazaar kyun hai
--deep

3rd sher

lahu lahu hokar bhi pukaare janaa jaana
thokar khaa kar bhi dil pe khumaar kyun hai
--paras

4th sher

aaine mein bhi naqsh ka kahi nishaan nahi
zindagi pe jaane aab tak aitebaar kyun hai
-mast

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#372)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
14th November 2005, 11:33 PM

1st sher...

khana-kharaab dil wafa ka talabgaar kyuN hai,
jo na ki khataa kabhi uska gunahgaar kyuN hai
--kasak

2nd sher

wafa ki talaash main khoya hai har dil yahan
har chehra phir tanhaiyon ka mazaar kyun hai
--deep

3rd sher

lahu lahu hokar bhi pukaare janaa jaana
thokar khaa kar bhi dil pe khumaar kyun hai
--paras

4th sher

aaine mein bhi naqsh ka kahi nishaan nahi
zindagi pe jaane aab tak aitebaar kyun hai
-mast

5th Sher

Mitaa di yeh zindagi unnko bhulaane mein
Phir bhi Aankhon ko unka Intzaar kyun hai
--Parul
   
Reply With Quote
Old
  (#373)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
15th November 2005, 01:35 AM

6th Sher

Wo na samjhenge khudara ishq ki azmat ko
jaane unhe paane ko dil beqaraar kyu hai

Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#374)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
15th November 2005, 12:10 PM

1st sher...

khana-kharaab dil wafa ka talabgaar kyuN hai,
jo na ki khataa kabhi uska gunahgaar kyuN hai
--kasak

2nd sher

wafa ki talaash main khoya hai har dil yahan
har chehra phir tanhaiyon ka mazaar kyun hai
--deep

3rd sher

lahu lahu hokar bhi pukaare janaa jaana
thokar khaa kar bhi dil pe khumaar kyun hai
--paras

4th sher

aaine mein bhi naqsh ka kahi nishaan nahi
zindagi pe jaane aab tak aitebaar kyun hai
-mast

5th Sher

Mitaa di yeh zindagi unnko bhulaane mein
Phir bhi Aankhon ko unka Intzaar kyun hai
--Parul

6th Sher

Wo na samjhenge khudara ishq ki azmat ko
jaane unhe paane ko dil beqaraar kyu hai

7th sher

dekhenge na dubara tumhe, tha dil ka fainsla..
fir bhi na jaane tera talabgaar kyun hai

----anish_ekshayar----

anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!

:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#375)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
15th November 2005, 03:55 PM

1st sher...

khana-kharaab dil wafa ka talabgaar kyuN hai,
jo na ki khataa kabhi uska gunahgaar kyuN hai
--kasak

2nd sher

wafa ki talaash main khoya hai har dil yahan
har chehra phir tanhaiyon ka mazaar kyun hai
--deep

3rd sher

lahu lahu hokar bhi pukaare janaa jaana
thokar khaa kar bhi dil pe khumaar kyun hai
--paras

4th sher

aaine mein bhi naqsh ka kahi nishaan nahi
zindagi pe jaane aab tak aitebaar kyun hai
-mast

5th Sher

Mitaa di yeh zindagi unnko bhulaane mein
Phir bhi Aankhon ko unka Intzaar kyun hai
--Parul

6th Sher

Wo na samjhenge khudara ishq ki azmat ko
jaane unhe paane ko dil beqaraar kyu hai
--gudiya

7th sher

dekhenge na dubara tumhe, tha dil ka fainsla..
fir bhi na jaane tera talabgaar kyun hai

----anish_ekshayar----

8th sher

taa-umra intzaar aur khayaal me rahe humdam,
fir aaj mehfil me unke saaye se dil bezaar q hai

--pallavi

Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Old
  (#376)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
16th November 2005, 12:56 PM

dil k her kone se mitaya tha naam tera
mgr aaj bhi har dharkan pe tera naam kyu hai

gam-e-lashkar
   
Reply With Quote
Old
  (#377)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
17th November 2005, 09:42 PM

Agar aap hazraat ki izaazat ho to mein iss baar ek agaaz karna chaahoonga.... aap sabhi membraan se guzaarish hai ke issi kism se do do sher likhne ki zehmat karein....

ummeed ki sab ummeed gayee, jine ke sab aasaar gaye,
Jo log bachaane wale the woh jaan se mujhko maar gaye.
bais-e-ghum-e-duniya-o-sanam yeh nabz hamari chalti thi,
na jaane kal kya baat huee yeh bhi mujhko dhutkaar gaye.

bais-e-ghum-e-duniya-o-sanam= due to sorrows of world & my lover.

Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#378)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th November 2005, 09:56 PM

1st

ummeed ki sab ummeed gayee, jine ke sab aasaar gaye,
Jo log bachaane wale the woh jaan se mujhko maar gaye.
bais-e-ghum-e-duniya-o-sanam yeh nabz hamari chalti thi,
na jaane kal kya baat huee yeh bhi mujhko dhutkaar gaye.
--talib

2nd

waqt ne hamari qismat mein likh din sabhi taarikhiyaan
jab jab ugate suraj ki kiranon ka karke hum aitbaar gaye
ashqon ko chupa rakha humne labon se ki adaakaariyan
qirdaar khushi ka nibhaane ko karke har jaa shingaar gaye
--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#379)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
18th November 2005, 02:03 AM

kismat me thi judaai likhi, khokar tujhe us paar gaye
raqeeb mile, samjhaya kiye,aur kooche se bezaar gaye
ham kya kehte ham kya karte, tune bhi mujhko chod diya
arse ki mohabbat pal me yun ham haar gaye..ham haar gaye..

Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#380)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
19th November 2005, 07:09 PM

1st

ummeed ki sab ummeed gayee, jine ke sab aasaar gaye,
Jo log bachaane wale the woh jaan se mujhko maar gaye.
bais-e-ghum-e-duniya-o-sanam yeh nabz hamari chalti thi,
na jaane kal kya baat huee yeh bhi mujhko dhutkaar gaye.
--talib

2nd

waqt ne hamari qismat mein likh din sabhi taarikhiyaan
jab jab ugate suraj ki kiranon ka karke hum aitbaar gaye
ashqon ko chupa rakha humne labon se ki adaakaariyan
qirdaar khushi ka nibhaane ko karke har jaa shingaar gaye
--paras

3rd

kismat me thi judaai likhi, khokar tujhe us paar gaye
raqeeb mile, samjhaya kiye,aur kooche se bezaar gaye
ham kya kehte ham kya karte, tune bhi mujhko chod diya
arse ki mohabbat pal me yun ham haar gaye..ham haar gaye..
--gudiya

4th

Wo pal bhi kitne haseeN the jo gawaah the meri mohabbat ke,
un pal-do-pal ki khushiyoN me ek umr si hum guzaar gaye,
kuch aisi thokar lagi hume ki waqt bhi dagaa hai de gayaa,
na jaane kahaan kis kone me,wo shokh mausam-e-bahaar gaye...
--KasaK

shukriya.....

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#381)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
21st November 2005, 05:17 PM

1st

ummeed ki sab ummeed gayee, jine ke sab aasaar gaye,
Jo log bachaane wale the woh jaan se mujhko maar gaye.
bais-e-ghum-e-duniya-o-sanam yeh nabz hamari chalti thi,
na jaane kal kya baat huee yeh bhi mujhko dhutkaar gaye.
--talib

2nd

waqt ne hamari qismat mein likh din sabhi taarikhiyaan
jab jab ugate suraj ki kiranon ka karke hum aitbaar gaye
ashqon ko chupa rakha humne labon se ki adaakaariyan
qirdaar khushi ka nibhaane ko karke har jaa shingaar gaye
--paras

3rd

kismat me thi judaai likhi, khokar tujhe us paar gaye
raqeeb mile, samjhaya kiye,aur kooche se bezaar gaye
ham kya kehte ham kya karte, tune bhi mujhko chod diya
arse ki mohabbat pal me yun ham haar gaye..ham haar gaye..
--gudiya

4th

Wo pal bhi kitne haseeN the jo gawaah the meri mohabbat ke,
un pal-do-pal ki khushiyoN me ek umr si hum guzaar gaye,
kuch aisi thokar lagi hume ki waqt bhi dagaa hai de gayaa,
na jaane kahaan kis kone me,wo shokh mausam-e-bahaar gaye...
--KasaK

5th
hamne to saari duniyaa ko dekha tha unki hi aankho se
woh they ek pal mein hi meri saari duniyaa ko ujaad gaye
woh pal ab hamko dard-e-dil dete hai aksar yaarooin
jo pal kabhi deke khushiyoin ke hazaar ambaar gaye

--sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#382)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
23rd November 2005, 10:10 AM

ham seene me chhupai firte the unki mohobat-e-aalam ko
vo ashko ke saawan de kar be-maut hi hamko mar gaye
surkh labo me ghutTe rehte the unki berukhi ke hamsaaye
ab to har had ki b had ho gayi..vo bewafai k bhi paar gaye..

gam-e-lashkar
   
Reply With Quote
Old
  (#383)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
29th November 2005, 06:24 PM

1st

ummeed ki sab ummeed gayee, jine ke sab aasaar gaye,
Jo log bachaane wale the woh jaan se mujhko maar gaye.
bais-e-ghum-e-duniya-o-sanam yeh nabz hamari chalti thi,
na jaane kal kya baat huee yeh bhi mujhko dhutkaar gaye.
--talib

2nd

waqt ne hamari qismat mein likh din sabhi taarikhiyaan
jab jab ugate suraj ki kiranon ka karke hum aitbaar gaye
ashqon ko chupa rakha humne labon se ki adaakaariyan
qirdaar khushi ka nibhaane ko karke har jaa shingaar gaye
--paras

3rd

kismat me thi judaai likhi, khokar tujhe us paar gaye
raqeeb mile, samjhaya kiye,aur kooche se bezaar gaye
ham kya kehte ham kya karte, tune bhi mujhko chod diya
arse ki mohabbat pal me yun ham haar gaye..ham haar gaye..
--gudiya

4th

Wo pal bhi kitne haseeN the jo gawaah the meri mohabbat ke,
un pal-do-pal ki khushiyoN me ek umr si hum guzaar gaye,
kuch aisi thokar lagi hume ki waqt bhi dagaa hai de gayaa,
na jaane kahaan kis kone me,wo shokh mausam-e-bahaar gaye...
--KasaK

5th
hamne to saari duniyaa ko dekha tha unki hi aankho se
woh they ek pal mein hi meri saari duniyaa ko ujaad gaye
woh pal ab hamko dard-e-dil dete hai aksar yaarooin
jo pal kabhi deke khushiyoin ke hazaar ambaar gaye

--sakhi

6th
ham seene me chhupai firte the unki mohobat-e-aalam ko
vo ashko ke saawan de kar be-maut hi hamko mar gaye
surkh labo me ghutTe rehte the unki berukhi ke hamsaaye
ab to har had ki b had ho gayi..vo bewafai k bhi paar gaye..

gam-e-lashkar

7th
hamne chaaha har baar na aaye ye aansoon unake saamne
inako thaamana chaaha par har baar ye koshish bekaar gaye
nikaalana chaaha unhe jitana apane khwaab-o-khayaalo se
utana ruh-o-jaan me wo bedardi se samaate mere yaar gaye

Garima

Didi try to kiya hai but agar galati hui ho to sorry.. and pls meri galati bhi bata dijiyega

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#384)
samir4u_in
Registered User
samir4u_in will become famous soon enough
 
samir4u_in's Avatar
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Aug 2004
Location: An angel's heart
Rep Power: 20
30th November 2005, 04:48 PM

Hi friends,
How r u all?
paras di recommended me to this thread.. its really wonderful. i've tried here to complete this ghazal begun by talib ji.. i hope u like it.. please tell me if i've done mistakes.

luvs,
samir

1st

ummeed ki sab ummeed gayee, jine ke sab aasaar gaye,
Jo log bachaane wale the woh jaan se mujhko maar gaye.
bais-e-ghum-e-duniya-o-sanam yeh nabz hamari chalti thi,
na jaane kal kya baat huee yeh bhi mujhko dhutkaar gaye.
--talib

2nd

waqt ne hamari qismat mein likh din sabhi taarikhiyaan
jab jab ugate suraj ki kiranon ka karke hum aitbaar gaye
ashqon ko chupa rakha humne labon se ki adaakaariyan
qirdaar khushi ka nibhaane ko karke har jaa shingaar gaye
--paras

3rd

kismat me thi judaai likhi, khokar tujhe us paar gaye
raqeeb mile, samjhaya kiye,aur kooche se bezaar gaye
ham kya kehte ham kya karte, tune bhi mujhko chod diya
arse ki mohabbat pal me yun ham haar gaye..ham haar gaye..
--gudiya

4th

Wo pal bhi kitne haseeN the jo gawaah the meri mohabbat ke,
un pal-do-pal ki khushiyoN me ek umr si hum guzaar gaye,
kuch aisi thokar lagi hume ki waqt bhi dagaa hai de gayaa,
na jaane kahaan kis kone me,wo shokh mausam-e-bahaar gaye...
--KasaK

5th
hamne to saari duniyaa ko dekha tha unki hi aankho se
woh they ek pal mein hi meri saari duniyaa ko ujaad gaye
woh pal ab hamko dard-e-dil dete hai aksar yaarooin
jo pal kabhi deke khushiyoin ke hazaar ambaar gaye

--sakhi

6th
ham seene me chhupai firte the unki mohobat-e-aalam ko
vo ashko ke saawan de kar be-maut hi hamko mar gaye
surkh labo me ghutTe rehte the unki berukhi ke hamsaaye
ab to har had ki b had ho gayi..vo bewafai k bhi paar gaye..

gam-e-lashkar

7th
hamne chaaha har baar na aaye ye aansoon unake saamne
inako thaamana chaaha par har baar ye koshish bekaar gaye
nikaalana chaaha unhe jitana apane khwaab-o-khayaalo se
utana ruh-o-jaan me wo bedardi se samaate mere yaar gaye

Garima

8th
deewano ke dilo.N ki baat duniya ne kab jaani hai,
bach gaye saare harjaai,maare sab wafadaar gaye,
kyu dil ko dukhaya karte ho,gum ko humsaya karte ho,
talibji jee lo khushiyo.N me,jo bhi din do char gaye..

- samir

The rememberance and the longing

______________________________
http://www.angelfire.com/emo2/shayri_e_dard
  Send a message via Yahoo to samir4u_in  
Reply With Quote
Old
  (#385)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
4th December 2005, 01:22 PM

Main aap sabko mubarakbaad dena chahti hoon...Talib ji ke khuubsurat aaghaaz ko anjaam tak pahunchane ke liye.....bus kahin kahin flow mein khaami nazar aayi lekin ek khubsurat kalaam banaya hai aap sab ne...tau dosto kya kehte hain aap...ek aur ghazal yoon hi shuroo karein...

1st

Mera dil sarf-e-khizaan hai aur teri qurbat bhi nahin
sar jhukaaon dar-e-yazdaan pe meri aadat bhi nahin
reh reh ke yaad-e-jaana mujhse yoon aankh na ladaa
dil ke be-khwaab nazarron ki mujhe chahat bhi nahin
--paras

sarf e khizaan = in autumn's grasp
yazdaan = khuda, God

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 4th December 2005 at 01:26 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#386)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
6th December 2005, 12:23 PM

2nd sher

Abr-e-baharaa.n me tu na aaye aisi umeed to nahi
be-rabt khwahisho ko leker me mar jaau ye gavara b nahi
khilvat-e-gam ki tu saza mat dena mujhko..
baniye fireb maan kar tuje yyad karu aisi chahat b nahi..

Abr-e-bahara.n = clouds of spring
be-rabt = unfulfilled
khilvat-e-gam = sorrow of loniless
baniye fareb = dhoka dena wala

gam-e-lashkar
   
Reply With Quote
Old
  (#387)
deep_in_ur_hear
Kisiki Talash Main...
deep_in_ur_hear will become famous soon enough
 
deep_in_ur_hear's Avatar
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Oct 2005
Location: maut jab sar dhund rahi thi main na tha
Rep Power: 19
6th January 2006, 01:23 AM

Mera dil sarf-e-khizaan hai aur teri qurbat bhi nahin
sar jhukaaon dar-e-yazdaan pe meri aadat bhi nahin
reh reh ke yaad-e-jaana mujhse yoon aankh na ladaa
dil ke be-khwaab nazarron ki mujhe chahat bhi nahin
--paras

Abr-e-baharaa.n me tu na aaye aisi umeed to nahi
be-rabt khwahisho ko leker me mar jaau ye gavara b nahi
khilvat-e-gam ki tu saza mat dena mujhko..
baniye fireb maan kar tuje yyad karu aisi chahat b nahi..
-gam-e-lashkar

maut tu jaldi aa jaye! tujpar itna yaqeen nahi
kuch de jaaye! zindagi se itni umeed bhi nahi
ghum ke ghunt main tuje kabhi na pilaata
pyaale mein ab mere khushiya bachi bhi nahi??
-deep.

marane kii duaaye.n kyuu.N maa.Nguu.N jiine kii tamaannaa kaun kare
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa ab Khvaahish-e-duniyaa kaun kare

jo aag lagaaii thii tum ne us ko to bujhaayaa ashko.n ne
jo ashko.n ke bha.Dakaaii hai us aag ko Tha.nDaa kaun kare

jab kashtii saabit-o-saalib thii, saahil kii tamannaa kisako thii
ab aisii shikastaa kashtii me.n saahil kii tamannaa kaun kare

duniyaa ne hame.n chho.Daa ai dil, ham chho.D na de kyo.n duniyaa ko
duniyaa ko samajh kar baiThe hai.n ab duniyaa duniyaa kaun kare

-Moen Ahsan Jazbi
  Send a message via Yahoo to deep_in_ur_hear  
Reply With Quote
Old
  (#388)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th February 2006, 06:49 PM

Mera dil sarf-e-khizaan hai aur teri qurbat bhi nahin
sar jhukaaon dar-e-yazdaan pe meri aadat bhi nahin
reh reh ke yaad-e-jaana mujhse yoon aankh na ladaa
dil ke be-khwaab nazarron ki mujhe chahat bhi nahin
--paras

Abr-e-baharaa.n me tu na aaye aisi umeed to nahi
be-rabt khwahisho ko leker me mar jaau ye gavara b nahi
khilvat-e-gam ki tu saza mat dena mujhko..
baniye fireb maan kar tuje yyad karu aisi chahat b nahi..
-gam-e-lashkar

maut tu jaldi aa jaye! tujpar itna yaqeen nahi
kuch de jaaye! zindagi se itni umeed bhi nahi
ghum ke ghunt main tuje kabhi na pilaata
pyaale mein ab mere khushiya bachi bhi nahi??
-deep.

aisi behisi nahin, tuu pukaare aur main na pighaloon
tuu tegh uthaaye mujhpe aur main na sar dhar doon
tuu sitam dhaaye mujhpe aur main na duyaayein doon
hum manaa lete tujhe magar…ab teri hasrat bhi nahin
--paras

*aapse guzarish hai ki aap apni kalam aazmaayiye...isse aage badhaayiye...

kaafiya is chahat, hasrat, aadat, qurbat...
raadeef is bhi nahin

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
need main jab hon
Old
  (#389)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
need main jab hon - 22nd February 2006, 09:24 PM

neend main hon jab ham kaoyee aisee shayree kano main ghol de to raat chandnee ho jaye tab kaise koyee so jaye bahut hee khoobsoorat baat kah dee hai bahut nazuk bahut sakh bhee khamosh bhee aur baat kartee huyee wah wah aur bar bar wah
Anil

mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#390)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
22nd February 2006, 09:30 PM

Anil Sir...

aapko waah waah karne ke liye nahin aage badhaane ke liye kaha gaya thaa...aap 5th misra likheinge...

Mera dil sarf-e-khizaan hai aur teri qurbat bhi nahin
sar jhukaaon dar-e-yazdaan pe meri aadat bhi nahin
reh reh ke yaad-e-jaana mujhse yoon aankh na ladaa
dil ke be-khwaab nazarron ki mujhe chahat bhi nahin
--paras

Abr-e-baharaa.n me tu na aaye aisi umeed to nahi
be-rabt khwahisho ko leker me mar jaau ye gavara b nahi
khilvat-e-gam ki tu saza mat dena mujhko..
baniye fireb maan kar tuje yyad karu aisi chahat b nahi..
-gam-e-lashkar

maut tu jaldi aa jaye! tujpar itna yaqeen nahi
kuch de jaaye! zindagi se itni umeed bhi nahi
ghum ke ghunt main tuje kabhi na pilaata
pyaale mein ab mere khushiya bachi bhi nahi??
-deep.

aisi behisi nahin, tuu pukaare aur main na pighaloon
tuu tegh uthaaye mujhpe aur main na sar dhar doon
tuu sitam dhaaye mujhpe aur main na duyaayein doon
hum manaa lete tujhe magar…ab teri hasrat bhi nahin
--paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
bahut nahe ekah saka
Old
  (#391)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut nahe ekah saka - 22nd February 2006, 10:01 PM

unkee kahabar nahee un kee deed bhee nahee
chand se chand milta magar eid bhee nahee
khwab hai woh hayat ko hasil ho magar kaise
zindgee meree raat nahee neend bhee nahee

Anil

mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#392)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
2nd March 2006, 11:01 PM

Mera dil sarf-e-khizaan hai aur teri qurbat bhi nahin
sar jhukaaon dar-e-yazdaan pe meri aadat bhi nahin
reh reh ke yaad-e-jaana mujhse yoon aankh na ladaa
dil ke be-khwaab nazarron ki mujhe chahat bhi nahin
--paras

Abr-e-baharaa.n me tu na aaye aisi umeed to nahi
be-rabt khwahisho ko leker me mar jaau ye gavara b nahi
khilvat-e-gam ki tu saza mat dena mujhko..
baniye fireb maan kar tuje yyad karu aisi chahat b nahi..
-gam-e-lashkar

maut tu jaldi aa jaye! tujpar itna yaqeen nahi
kuch de jaaye! zindagi se itni umeed bhi nahi
ghum ke ghunt main tuje kabhi na pilaata
pyaale mein ab mere khushiya bachi bhi nahi??
-deep.

aisi behisi nahin, tuu pukaare aur main na pighaloon
tuu tegh uthaaye mujhpe aur main na sar dhar doon
tuu sitam dhaaye mujhpe aur main na duyaayein doon
hum manaa lete tujhe magar…ab teri hasrat bhi nahin
--paras

unkee kahabar nahee un kee deed bhee nahee
chand se chand milta magar eid bhee nahee
khwab hai woh hayat ko hasil ho magar kaise
zindgee meree raat nahee neend bhee nahee

-Anil

thak gaya hoga tu bhi sitam pe sitam dhaate huye
lautna hoga nahi mera bhi, bin manzil ko paaye hue
mai unme se nahi jo bheekh me inayat chaahoon teri
zameen pe tek doon sir ko, yeh meri fitrat bhi nahi

- Garima

hehehehe... so didi koi to hona chahiye.. jo flow bigaad sake... so I m here

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#393)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
3rd March 2006, 06:58 AM

Zindgi Tujhse Shikayat Karu N Kaise,Tujhse Koi Umeed Ki Hi Nahi
Gila To Unse Bhi Na Kiya Tukhrane Ka, Jinse Milne Ko Thi Bahi
Dard Se Nizat Milegi Is Umeed Mai Khud Kushi Ki Raah Chuni
Thukraya Gaya fir se,Mout Gale Laga Le Itne Kushnsaeeb v Nahi

garima mai bhi tumhare saath hoon

shrdh

  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#394)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
3rd March 2006, 08:32 AM

1st

Mera dil sarf-e-khizaan hai aur teri qurbat bhi nahin
sar jhukaaon dar-e-yazdaan pe meri aadat bhi nahin
reh reh ke yaad-e-jaana mujhse yoon aankh na ladaa
dil ke be-khwaab nazarron ki mujhe chahat bhi nahin
--paras

2nd

Abr-e-baharaa.n me tu na aaye aisi umeed to nahi
be-rabt khwahisho ko leker me mar jaau ye gavara b nahi
khilvat-e-gam ki tu saza mat dena mujhko..
baniye fireb maan kar tuje yyad karu aisi chahat b nahi..
-gam-e-lashkar

3rd

maut tu jaldi aa jaye! tujpar itna yaqeen nahi
kuch de jaaye! zindagi se itni umeed bhi nahi
ghum ke ghunt main tuje kabhi na pilaata
pyaale mein ab mere khushiya bachi bhi nahi??
-deep.

4th

aisi behisi nahin, tuu pukaare aur main na pighaloon
tuu tegh uthaaye mujhpe aur main na sar dhar doon
tuu sitam dhaaye mujhpe aur main na duyaayein doon
hum manaa lete tujhe magar…ab teri hasrat bhi nahin
--paras

5th

unkee kahabar nahee un kee deed bhee nahee
chand se chand milta magar eid bhee nahee
khwab hai woh hayat ko hasil ho magar kaise
zindgee meree raat nahee neend bhee nahee
-Anil

6th

thak gaya hoga tu bhi sitam pe sitam dhaate huye
lautna hoga nahi mera bhi, bin manzil ko paaye hue
mai unme se nahi jo bheekh me inayat chaahoon teri
zameen pe tek doon sir ko, yeh meri fitrat bhi nahi
- Garima

7th

Zindgi Tujhse Shikayat Karu N Kaise,Tujhse Koi Umeed Ki Hi Nahi
Gila To Unse Bhi Na Kiya Tukhrane Ka, Jinse Milne Ko Thi Bahi
Dard Se Nizat Milegi Is Umeed Mai Khud Kushi Ki Raah Chuni
Thukraya Gaya fir se,Mout Gale Laga Le Itne Kushnsaeeb v Nahi
- shrdh

Lol...guys we definitely need help here...someone has to fix this...anyone who'll pick up the challenge? Hamare senior shayar member??? Anyone?

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#395)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
3rd March 2006, 12:03 PM

1st

Mera dil sarf-e-khizaan hai aur teri qurbat bhi nahin
sar jhukaaon dar-e-yazdaan pe meri aadat bhi nahin
reh reh ke yaad-e-jaana mujhse yoon aankh na ladaa
dil ke be-khwaab nazarron ki mujhe chahat bhi nahin
--paras

2nd

Abr-e-baharaa.n me tu na aaye aisi umeed to nahi
be-rabt khwahisho ko leker me mar jaau ye gavara b nahi
khilvat-e-gam ki tu saza mat dena mujhko..
baniye fireb maan kar tuje yyad karu aisi chahat b nahi..
-gam-e-lashkar

3rd

maut tu jaldi aa jaye! tujpar itna yaqeen nahi
kuch de jaaye! zindagi se itni umeed bhi nahi
ghum ke ghunt main tuje kabhi na pilaata
pyaale mein ab mere khushiya bachi bhi nahi??
-deep.

4th

aisi behisi nahin, tuu pukaare aur main na pighaloon
tuu tegh uthaaye mujhpe aur main na sar dhar doon
tuu sitam dhaaye mujhpe aur main na duyaayein doon
hum manaa lete tujhe magar…ab teri hasrat bhi nahin
--paras

5th

unkee kahabar nahee un kee deed bhee nahee
chand se chand milta magar eid bhee nahee
khwab hai woh hayat ko hasil ho magar kaise
zindgee meree raat nahee neend bhee nahee
-Anil

6th

thak gaya hoga tu bhi sitam pe sitam dhaate huye
lautna hoga nahi mera bhi, bin manzil ko paaye hue
mai unme se nahi jo bheekh me inayat chaahoon teri
zameen pe tek doon sir ko, yeh meri fitrat bhi nahi
- Garima

7th

Zindgi Tujhse Shikayat Karu N Kaise,Tujhse Koi Umeed Ki Hi Nahi
Gila To Unse Bhi Na Kiya Tukhrane Ka, Jinse Milne Ko Thi Bahi
Dard Se Nizat Milegi Is Umeed Mai Khud Kushi Ki Raah Chuni
Thukraya Gaya fir se,Mout Gale Laga Le Itne Kushnsaeeb v Nahi
- shrdh

8th

Phool hi ho.n daaman me mere, aisi to kismat bhi nahi,
Dabe paav kaante jo mile, aane ki unke hairat bhi nahi,
Ruk ruk ke badhti rahi har dagar, guzar gaya tanha ye safar
Manjile.n bhi aanchal me magar, rooh ko meri raahat bhi nahi !

Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Old
  (#396)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
4th March 2006, 01:26 PM

Doston,

Mehfil ko aage badhaate huwe ek nayi ghazal ki shuruaat kar raha hoon ani guruji ki instructions pe... Khayaal rakhiyega is baar ghazal ko aage badhaana hai kalaam ko nahi....

Dekhiye hum me se perfect koi bhi nahi hai... aur hum sabhi seekh rahe hain...magar kai baar kyaa hota hai ke hum apni samajh se aage badhaa dete hain gahzal yaa kalaam ko jabki humen poori tarah se technicalities ka idea nahi hota....

To yahaann humaari koshish yehi rahegi ke hum niyamon me baandhkar likhen... Maiaksh ji ki post "Technical aspects of ghazal writing" bahut acchi hai basics clear karne ke liye...

picchle kalaam ko aage badhaate huwe hum sab ne acchi koshish ki, magar for bhi kaii jagah galtiyan thhin... so main specially, Paras, Talib G, Mushi bhai, Maikash ji se request karoonga ek karoonga ke yahaan jo bhi likha jaaye uspar dhyaan den aur likhne waale ko galtiyana bataayen.. takki hum behtar seekh saken...

Main shuruaat karta hoon...ise aage badhaiyega... kucch galti nazar aaye to bataiyega...main sudhaar karoonga....
===========================================

Hai sab-kucch zindagi me par kucch kami si hai
Rukaa rukaa sa meraa din, aur raat thhami si hi

--Pulkit Gupta

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai

Last edited by Pulkit_gupta; 4th March 2006 at 01:32 PM..
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#397)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
4th March 2006, 01:38 PM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta
Doston,

Mehfil ko aage badhaate huwe ek nayi ghazal ki shuruaat kar raha hoon ani guruji ki instructions pe... Khayaal rakhiyega is baar ghazal ko aage badhaana hai kalaam ko nahi....

Dekhiye hum me se perfect koi bhi nahi hai... aur hum sabhi seekh rahe hain...magar kai baar kyaa hota hai ke hum apni samajh se aage badhaa dete hain gahzal yaa kalaam ko jabki humen poori tarah se technicalities ka idea nahi hota....

To yahaann humaari koshish yehi rahegi ke hum niyamon me baandhkar likhen... Maiaksh ji ki post "Technical aspects of ghazal writing" bahut acchi hai basics clear karne ke liye...

picchle kalaam ko aage badhaate huwe hum sab ne acchi koshish ki, magar for bhi kaii jagah galtiyan thhin... so main specially, Paras, Talib G, Mushi bhai, Maikash ji se request karoonga ek karoonga ke yahaan jo bhi likha jaaye uspar dhyaan den aur likhne waale ko galtiyana bataayen.. takki hum behtar seekh saken...

Main shuruaat karta hoon...ise aage badhaiyega... kucch galti nazar aaye to bataiyega...main sudhaar karoonga....
===========================================

Hai sab-kucch zindagi me par kucch kami si hai
Rukaa rukaa sa mera din, aur raatain thhami si hi

--Pulkit Gupta
zindagi tum bin behad dukhii sii haii
aankho main aasoon ki _kutch kamii sii haii

.Chandsi.....

.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae

.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#398)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
4th March 2006, 02:07 PM

1st sher

Hai sab-kucch zindagi me par kucch kami si hai
Rukaa rukaa sa mera din, aur raatain thhami si hi
--Pulkit Gupta
--------------------------------------------------------------------------------
2nd sher

zindagi tum bin behad dukhii sii haii
aankho main aasoon ki _kutch kamii sii haii

.Chandsi.....

3rd sher

Bewajeh hi Gam se naata jod le, aisi to aadat hi nahi !
Aarzu hai teri jo banke utri, aankho.n me nami si hai !!
-- Pallavi

Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Old
  (#399)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
4th March 2006, 03:51 PM

Quote:
Originally posted by pallavi_here
1st sher

Hai sab-kucch zindagi me par kucch kami si hai
Rukaa rukaa sa mera din, aur raatain thhami si hi
--Pulkit Gupta
--------------------------------------------------------------------------------
2nd sher

zindagi tum bin adhoori hin nahi
aankho main aasoon bhi kutch rukii sii hai
....................aasoono ki zanjiir sii haii
=================(kami si hai'' pulikt use kar chuka tha issliye)

or

Qismat se lad sakkoo itna aasan bhi nahi
khuda ne ki mere sang kutch dillagi sii haii

.Chandsi.....

3rd sher

Bewajeh hi Gam se naata jod le, aisi to aadat hi nahi !
Aarzu hai teri jo banke utri, aankho.n me nami si hai !!
-- Pallavi

jahan bhi galat hoon plz bata degain ..............

.

.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae

.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#400)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
4th March 2006, 06:35 PM

1st

Hai sab-kucch zindagi me par kucch kami si hai
Rukaa rukaa sa mera din, aur raat thhami si hi
--Pulkit Gupta

2nd sher

qismat se yahan ae dost kaun jeet paya hai
lakeeron ne ki mujhse kuchh dillagi si hai
-Chandsi

3rd sher

Bewajeh gham ko paalein aisi to aadat nahi
aarzoo teri jo utari, aankhon mein nami si hai
-- Pallavi

pls continue...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 4th March 2006 at 06:42 PM..
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mehfil-e-maikashaaN, kuucha-e-dilbaraaN mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 2nd July 2008 12:39 PM
Dil Ki Kalam Se.... purab Shayri-e-Ishq 1 7th March 2008 04:23 AM
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,, karan q Anjuman-e-Shayri 10 15th January 2005 05:15 PM
Kalam !!!!! Monal Shayri-e-Ishq 0 19th October 2004 09:56 PM
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 3 2nd March 2004 01:01 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com