gulzaar kareh -
28th May 2003, 03:40 AM
tumhee kahoh koi kaishe kab tak tumharah intezaar kareh
veerani zindagi koh kwaaboh she guljaar kareh
koi kab mileh aur kab bichad jayeh ish safar shee
pehlee nazar mein bannaleh apnah aur kab badal jaayeh nazar shee
joothee tasliyoh kah kab tak eitbaar kareh
veerani zindagi koh khwaaboh she guljaar kareh
ghar kehete hoh bewafaa toh sazaa hee denhaa seekh leteh
kab she roothe hain sanam kabhi manaanah hee seekh leteh
deewaaneh kee ankhoh keh bhanwar koh kaishe par kareh
veerani zindagi koh khwaboh shee guljaar kareh
dil toh sirf deewaana hain
|