Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kya sarokaar ab kisi se mujhe.... [a ghazal for life]
Old
  (#1)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
Arrow Kya sarokaar ab kisi se mujhe.... [a ghazal for life] - 31st August 2006, 10:42 PM

Kya sarokaar ab kisi se mujhe
waasta tha to tha tujhi se mujhe

behisi ka bhi ab nahin ehsaas
kya hua teri berukhi se mujhe

maut ki aarzoo bhi kar dekhun
kya ummeedein thi zindagi se mujhe

tera gham bhi na ho to kya jeena
kuch tasalli hai dard hi se mujhe

kar gaye kis qadar tabaah Zia'
dushman andaaz e dosti se mujhe...


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
moon
Guest
 
Posts: n/a
31st August 2006, 11:44 PM

wah bohat zabardast likha hai parrh ker laga aap waqai dard ashna hain bohat acha likha hai yunhin likhtay rahain poori ghazal hi bohat achi hai
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
1st September 2006, 12:19 AM

bahut acha likha aapne zia ji,bahut khoob.yeh do ashaar bahut ache lage,


maut ki aarzoo bhi kar dekhun
kya ummeedein thi zindagi se mujhe

kar gaye kis qadar tabaah Zia'
dushman andaaz e dosti se mujhe

likhte rahiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Re: Kya sarokaar ab kisi se mujhe.... [a ghazal for life]
Old
  (#4)
Akshay Jain
Registered User
Akshay Jain will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2006
Location: India(Gwalior)
Rep Power: 0
Re: Kya sarokaar ab kisi se mujhe.... [a ghazal for life] - 1st September 2006, 12:55 AM

Quote:
Originally posted by dard_aashna
Kya sarokaar ab kisi se mujhe
waasta tha to tha tujhi se mujhe

behisi ka bhi ab nahin ehsaas
kya hua teri berukhi se mujhe

maut ki aarzoo bhi kar dekhun
kya ummeedein thi zindagi se mujhe

tera gham bhi na ho to kya jeena
kuch tasalli hai dard hi se mujhe

kar gaye kis qadar tabaah Zia'
dushman andaaz e dosti se mujhe...

Aashna ji namaste,
har ek sher ko dhyaan se ek baar aap fir padhe...ki jo aapne likha hai woh itna pyara...or dard milakar likha hai ki bus dil ko chhoo gaya.... pehli baar padha apko.... achcha likhte ho aise hi likhe...


Apka dost
Akshay


*******"Akshay"**********
~~~~~~Aur meri talaash abhi jari hai...........................
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
6th September 2006, 03:50 PM

Salaam to Alll.....

Shukriya Dosto....

aaj lagta hai Dard bhi achcha lagta hai ... aur kyun na ho! PURE jo hai.... ... ek yahi cheez hai jiska koi tabai wajood hai hi nahin magar sabse se zyada.....

shukriya mere post kiye huye " DARD " ko sarahne ka...

- Rehan


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
28th January 2009, 03:18 PM

Phir Kisi Par Na Aitbaar Aaye
Yun Utaaro Na Apne Jee Se Mujhe....


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
28th January 2009, 07:55 PM

bahut Accha Likha Hai Aapne Zia Ji......yunhi Likhte Rahiye,.....,

reps ++ ...added....

zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
28th January 2009, 10:15 PM

Yaar ek baat to bataiye..

Aap Rehan hain, Aashna hain ya Zia?? Kuch samajh nahin aaya..

Beherhaal, behetreen peshkash. Keep it up

Reps +++ Added


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#9)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
8th September 2009, 11:17 AM

PHIR KISI PAR NA AITBAR AAYE
YUN UTAARO NA APNE JI SE MUJHE


Amit Widhani ji
AADAB,
main Rehan hun aur ye ghazal Zia Jalandhari ji ki hai.. jo sab se pehle main ne Abida parveen ji ki awaz mein suni (ho sake to kahin se talash kake zaroor sunein)
aik sher reh gaya tha wo ab add kar diya

PHIR KISI PAR NA AITBAR AAYE
YUN UTAARO NA APNE JI SE MUJHE


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
8th September 2009, 12:47 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ehsaas View Post
Yaar ek baat to bataiye..

Aap Rehan hain, Aashna hain ya Zia?? Kuch samajh nahin aaya..

Beherhaal, behetreen peshkash. Keep it up

Reps +++ Added

This ghazal is written by famous poet "Zia Jalandhari"....

Rehan sb, yeh acha hota agar aap ghazal ke aakhir mein
poet ka naam bhi likh dete.....


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ghazal: Sochta hun kisi baat se.... Pradhyuman Shayri-e-Dard 2 24th April 2009 03:29 PM
Mujhe Intezaar Hai kisi ke aane ka... Abrarsworld Shayri-e-Sharaab 8 12th July 2007 02:47 AM
Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai naresh Shayri-e-Dard 6 20th May 2005 02:32 PM
Na rakho sarokaar humse yuhi raho door beshaq..... naresh Shayri-e-Dard 2 15th April 2005 05:40 PM
Mujhe kisi ka intezaar nahin... manoj kureel Shayri-e-Dard 23 30th January 2004 12:31 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com