Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Un ke Andaz-e-karam Un Pe Wo Aana Dil Ka..!! by Nasir Kazmi
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Un ke Andaz-e-karam Un Pe Wo Aana Dil Ka..!! by Nasir Kazmi - 21st August 2014, 02:46 AM

un ke andaz-e-karam un pe woH aana dil ka
haaye woH waqt woH batieN woH zamana dil ka

na suna us ne tawajjo se fasaana dil ka
umer guzri per dard na janaa dil ka

dil lagi, dil ki lagi ban ke mitaa deti hai
rog dushman ko bhi Ya Rab na lagaana dil ka

woH bhi apne na huway dil bhi gaya hathoN se
aise aanay se toH behtar tha na aana dil ka

un ki meHfil meiN "Nasir" un ke tabassum ki Qasam!
hum dekhtay reH gaye haath se jaana dil ka


-Nasir Kazmi



*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
14th September 2014, 10:17 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
un ke andaz-e-karam un pe woH aana dil ka
haaye woH waqt woH batieN woH zamana dil ka

na suna us ne tawajjo se fasaana dil ka
umer guzri per dard na janaa dil ka

dil lagi, dil ki lagi ban ke mitaa deti hai
rog dushman ko bhi Ya Rab na lagaana dil ka

woH bhi apne na huway dil bhi gaya hathoN se
aise aanay se toH behtar tha na aana dil ka

un ki meHfil meiN "Nasir" un ke tabassum ki Qasam!
hum dekhtay reH gaye haath se jaana dil ka


-Nasir Kazmi

Waah....nice sharing hassan ji..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 15th September 2014, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waahhh! a masterpiece indeed....awesome choice thnx for sharing.
Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waah....nice sharing hassan ji..
Naaz aur Madhu jee.. sharing ko pasand karne ke liye
bohat bohat shukriyaaH!


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com