Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Cool Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya - 10th January 2010, 04:01 PM

Ahel e Bazm ko mera salam,

Bazm mein aaye hua kareeb mujhe 10 mahine ho agye, aur maine aaj apni paheli gazal bher mein likhi hai, mujhe yahan bahut madat mili bahut sikha huN, aur janab ZIdd sahab ka main bahut shukra guzar hun ke unhone mujhe sikhane mein apna kimti waqt de rahe hai............

Yeh gazal mutaadarik saalim bher mein hai,
212 / 212 / 212 / 212
Waseem barelvi shab ki gazal " Aate aate mera naam sa reh gaya" ki zameen per kahne ki gustaki hai ummid hia aapko pasand aayengi..........



WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya

Ruberu hii maiN uske khada tha magar
Maire saaye ko wo dekhtaa reh gaya

Mujhko dekha na to mujhse kuch kahaa
Uske dil mein hia kya sochtaa reh gaya

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya





  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
10th January 2010, 04:13 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya


Ruberu hii maiN uske khada tha magar
Maire saaye ko wo dekhtaa reh gaya


Mujhko dekha na to mujhse kuch kahaa
Uske dil mein hia kya sochtaa reh gaya


Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya


Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya


Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya


Sameer Ji........Aadaab ! aap toh keh rahe the......shabd kamzor reh gaye shayad........magar is ghazal ne toh......nee-shabd kar diya mujhe.........superB creation......bahut khub sameer bhaai...........har ashaar......reps++++++++added hai.....tahe dil se daad hazir hai.........yuhi likhte rahiye....

apna khayal rakhiyega....
duaaon ke saath....

Sorry......abhi reps added ho nahi raha....phir sahi...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Thumbs up 10th January 2010, 05:41 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel e Bazm ko mera salam,

Bazm mein aaye hua kareeb mujhe 10 mahine ho agye, aur maine aaj apni paheli gazal bher mein likhi hai, mujhe yahan bahut madat mili bahut sikha huN, aur janab ZIdd sahab ka main bahut shukra guzar hun ke unhone mujhe sikhane mein apna kimti waqt de rahe hai............

Yeh gazal mutaadarik saalim bher mein hai,
212 / 212 / 212 / 212
Waseem barelvi shab ki gazal " Aate aate mera naam sa reh gaya" ki zameen per kahne ki gustaki hai ummid hia aapko pasand aayengi..........



WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya

Ruberu hii maiN uske khada tha magar
Maire saaye ko wo dekhtaa reh gaya

Mujhko dekha na to mujhse kuch kahaa
Uske dil mein hia kya sochtaa reh gaya

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya
Bahut Khoob, Sameer Ji...! Ek behtareen kalaam likha hai aapne jo apna sa lagaa...! Har sher tareef-e-kaabil hai...!

My sincere compliments

Yunhi likhte rahein, ok...?

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
10th January 2010, 09:41 PM

Sameer Bhai,,

Adaab! Aap ki behr-band ghazal boht hi
kamal hai...

Hur aik shair daad k qaabil hai,
Teh-e-dil se daad haazir hai,
qabool kijiye.........(Rep+++)

Likhtey rahiye,

Regardz,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 10th January 2010 at 09:44 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 10th January 2010, 10:10 PM

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya


sameer bhai...kaise haiN aap...?
pehle to aapki pehli behar meiN kahi ghazal ke liye
mubaraqbaad....
behtren peshkash....lajawaab...maza aa gaya padh kar...
uppar jo sher quote kiya hai....behad pasand aaya...behad simple lekin
dil meiN utar jaane wala...."aaNkhoN meiN maiN jhankata reh gaya".....ek behad umda khayal pesh kiya hai i's sheyr ke janib....bahut kuch likhna chahta hooN...lekin shayad abhi i's layaq nahi ki kisi post par kuch apne khayalat likh sakuN....
reps dene ki koshish ki thi....lekin de nahi paya...sdc ka apna ek funda hai....jo ki sahi bhi hai....lekin daad ke saath saath....mere dil ki reps bhi qubuul kareN....behad umda koshish......

isi tarha likhna barkaraar rakhiyega....
ab to apna khayal bhi zaroor rakhiyega...kyoNki aane wale waqt meiN mujhe aapki aur bahut saari ghazals padhni haiN....


aapka dost,
vikram...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
11th January 2010, 07:46 AM

Sameer ji,

Aadaab!

Kaise hain aap? Arre wah ghazal bahut bahut pasand aayii ... shayad yeh meri sab se fav haiii.... simply lovely aur itniii saadgiii ...

just loved it ....!!!

likhtey rahye...

khush rahyee

duaon ke saath

ijazaat

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
11th January 2010, 08:05 AM

Bohat khoob Kwaish Saheb Wasim barelwi saheb ki yeh Ghazal mujhe bohat pasand hain aur aapki koshish bhi bohat behtareen hain.

Lekin mostly aapke sher bohat milte jhulte lage, koshish kare ke har sher me alag pehlu bayaa.N ho Ghazal ka sahi maza tab hi aata hain.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th January 2010, 03:02 PM

Sameer jee,
mubarak ho Dost ....aakhir mehnat rang dikhaya
ghazal ke bare meN to kya kahun aapki soch humesha umdaa hai
beHr mein ghazal kah kar usse char chand laga diye
yun hi buzm ko roshan karte rahiye
humesha khus rahiye

DuaoN ke saath
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
11th January 2010, 07:31 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel e Bazm ko mera salam,

Bazm mein aaye hua kareeb mujhe 10 mahine ho agye, aur maine aaj apni paheli gazal bher mein likhi hai, mujhe yahan bahut madat mili bahut sikha huN, aur janab ZIdd sahab ka main bahut shukra guzar hun ke unhone mujhe sikhane mein apna kimti waqt de rahe hai............

Yeh gazal mutaadarik saalim bher mein hai,
212 / 212 / 212 / 212
Waseem barelvi shab ki gazal " Aate aate mera naam sa reh gaya" ki zameen per kahne ki gustaki hai ummid hia aapko pasand aayengi..........



WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya

Ruberu hii maiN uske khada tha magar
Maire saaye ko wo dekhtaa reh gaya

Mujhko dekha na to mujhse kuch kahaa
Uske dil mein hia kya sochtaa reh gaya

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya



Good one Khwaahish,


Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

kaafee aasaan lafzon men tumne kaafee aassan baat kah dee (aisaa karna badaa mushkil hotaa hai, khaaskar mere liye)

yeh bhi achchaa rahaa


WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#10)
UDAS PATHIK
Registered User
UDAS PATHIK is just really niceUDAS PATHIK is just really niceUDAS PATHIK is just really niceUDAS PATHIK is just really nice
 
UDAS PATHIK's Avatar
 
Offline
Posts: 95
Join Date: Dec 2009
Location: Faridabad
Rep Power: 18
11th January 2010, 11:16 PM

khawish ji apki tareef me kuchh kehna to theek nahi hoga...bahut acchhi gazel likhi hai...nirasha aur apne chahne wale ki ignorance jhalakti hai gazel me..

badhayi.


~*~*~* उदास पथिक ~*~*~*

दिल की चीखे जब बढ जाती हैं
और जज्बातो की आंधी
रोके नही रुकती..
तो लिख लेती हू...
.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Smile 13th January 2010, 02:39 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer Ji........Aadaab ! aap toh keh rahe the......shabd kamzor reh gaye shayad........magar is ghazal ne toh......nee-shabd kar diya mujhe.........superB creation......bahut khub sameer bhaai...........har ashaar......reps++++++++added hai.....tahe dil se daad hazir hai.........yuhi likhte rahiye....

apna khayal rakhiyega....
duaaon ke saath....

Sorry......abhi reps added ho nahi raha....phir sahi...
Naresh Jee, AAdaab!

Jee shabd to mann mutabik nahi jod paya isliye kaha tha ke kamzor shabd lage, phir bhi aapko meri yeh gazall achchi lagi main tahe dil se shukra guzar huN............

Aage bhi aapka saath aur hounsla milta rahe yehi dua, duaoN ka behad shukra guzar hun,

Apna khayal rakhiye,
Khuda Hafez...........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#12)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 13th January 2010, 06:57 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel e Bazm ko mera salam,

Bazm mein aaye hua kareeb mujhe 10 mahine ho agye, aur maine aaj apni paheli gazal bher mein likhi hai, mujhe yahan bahut madat mili bahut sikha huN, aur janab ZIdd sahab ka main bahut shukra guzar hun ke unhone mujhe sikhane mein apna kimti waqt de rahe hai............

Yeh gazal mutaadarik saalim bher mein hai,
212 / 212 / 212 / 212
Waseem barelvi shab ki gazal " Aate aate mera naam sa reh gaya" ki zameen per kahne ki gustaki hai ummid hia aapko pasand aayengi..........



WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya

Ruberu hii maiN uske khada tha magar
Maire saaye ko wo dekhtaa reh gaya

Mujhko dekha na to mujhse kuch kahaa
Uske dil mein hia kya sochtaa reh gaya

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya



bahut khoob dear.... ehsaas kaatil hai... dil chhu gaye... yuhi likhte raho... khush raho... rep++++++++++++ added...


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#13)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
15th January 2010, 03:17 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Assalaamalekum,

Zada kuch nhi kahungi its simply awesome, bht achcha likha hai sabhi sher bht khoobsurat hain, keep it up
Waekum As salam Naaz..............

Jee kuch nahi bhi kehti aap to bhaut hai humare liye jo aap yahan aayi.................. Koshish jari hia aage bhi apna saath banaye rakhana........

Khush rahiye,
Ana khayall rakhiye,
Khuda Hafez..........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
16th January 2010, 03:54 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Bahut Khoob, Sameer Ji...! Ek behtareen kalaam likha hai aapne jo apna sa lagaa...! Har sher tareef-e-kaabil hai...!

My sincere compliments

Yunhi likhte rahein, ok...?

Duaaon ke saath

Danny jee Aadaab!

Aapko humari kalam pasand aayi aur daad ke kabil lagi hume bahut khushi huyi........ aage bhi apna saath banaye rakhiye, aur apna khayal rakhiye........

Jee koshish jari hia isse bhi behtari ki taraf jane ki........ Aap logoN ki dua hai jo likh lete hia........

Khush rhiaye,
Khuda Hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
16th January 2010, 07:48 PM

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya

bahut khoob sameer bhai...

aapki ghazal humein bahut pasand aayi..

ummid hai aapse or bhi achi ghazal padhne ko milti rahengi..

khush rahiye

duaaon ke sath

aapka dost

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
17th January 2010, 02:26 PM

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya

wah bhayee kamaal kar hi dikhayaa

chalo chalo hum bhi peechy aa rahe hai

and thanx to zid bhayee
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#17)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
18th January 2010, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel e Bazm ko mera salam,

Bazm mein aaye hua kareeb mujhe 10 mahine ho agye, aur maine aaj apni paheli gazal bher mein likhi hai, mujhe yahan bahut madat mili bahut sikha huN, aur janab ZIdd sahab ka main bahut shukra guzar hun ke unhone mujhe sikhane mein apna kimti waqt de rahe hai............

Yeh gazal mutaadarik saalim bher mein hai,
212 / 212 / 212 / 212
Waseem barelvi shab ki gazal " Aate aate mera naam sa reh gaya" ki zameen per kahne ki gustaki hai ummid hia aapko pasand aayengi..........



WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya

Ruberu hii maiN uske khada tha magar
Maire saaye ko wo dekhtaa reh gaya

Mujhko dekha na to mujhse kuch kahaa
Uske dil mein hia kya sochtaa reh gaya

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya


Sameer ji, aapki ye gazal bahut acchi bani h...
har sher tareef-e-kabil h...
daad kubul keejiye...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd January 2010, 04:06 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Sameer Bhai,,

Adaab! Aap ki behr-band ghazal boht hi
kamal hai...

Hur aik shair daad k qaabil hai,
Teh-e-dil se daad haazir hai,
qabool kijiye.........(Rep+++)

Likhtey rahiye,

Regardz,,
Hassan Bhai Aadaab..........

janab aapka bahut bahut shukriya hounsla afzai aur daad ke liye..........
AApki daad dil se kabool hai.........

Aate rhiaye,
Apna saath banaye rakhiye,
Khuda Hafez...............


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#19)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th February 2010, 10:05 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya


sameer bhai...kaise haiN aap...?
pehle to aapki pehli behar meiN kahi ghazal ke liye
mubaraqbaad....
behtren peshkash....lajawaab...maza aa gaya padh kar...
uppar jo sher quote kiya hai....behad pasand aaya...behad simple lekin
dil meiN utar jaane wala...."aaNkhoN meiN maiN jhankata reh gaya".....ek behad umda khayal pesh kiya hai i's sheyr ke janib....bahut kuch likhna chahta hooN...lekin shayad abhi i's layaq nahi ki kisi post par kuch apne khayalat likh sakuN....
reps dene ki koshish ki thi....lekin de nahi paya...sdc ka apna ek funda hai....jo ki sahi bhi hai....lekin daad ke saath saath....mere dil ki reps bhi qubuul kareN....behad umda koshish......

isi tarha likhna barkaraar rakhiyega....
ab to apna khayal bhi zaroor rakhiyega...kyoNki aane wale waqt meiN mujhe aapki aur bahut saari ghazals padhni haiN....


aapka dost,
vikram...
Vikram Bhai Aadaab!

I m Fine Bhai, And thank you very much for wishing and encouraging me........
Bhai yeh to apni apni soch aur samajh ka dayara hai ke kounsi baat kisiko bahut pasand aa jatai hai kisiko nahi aati, Aur aapne bhi usi sher ko pasand kiya jo mera bhi sabse azez sher hai is gazal ka.........

Aur bhai main koi shayar nahi hun aap apni rai mujhe to bejhijhak de sakte hai mujhe itraz hua to main itraz jatata bhi huN........ khushi hoti agar aap mujhe apna samjh kar kuch kah dete.........

Koshish jari hia InshaAllah jaldi kuch likhunga, Apna saath banaye rakhiye....

Apna khayal rakhiye,
Khush rhaiye,
Khuda hafez.........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
27th February 2010, 11:33 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel e Bazm ko mera salam,

Bazm mein aaye hua kareeb mujhe 10 mahine ho agye, aur maine aaj apni paheli gazal bher mein likhi hai, mujhe yahan bahut madat mili bahut sikha huN, aur janab ZIdd sahab ka main bahut shukra guzar hun ke unhone mujhe sikhane mein apna kimti waqt de rahe hai............

Yeh gazal mutaadarik saalim bher mein hai,
212 / 212 / 212 / 212
Waseem barelvi shab ki gazal " Aate aate mera naam sa reh gaya" ki zameen per kahne ki gustaki hai ummid hia aapko pasand aayengi..........



WoH kareeb aaye magar faslaa reh gaya
Jaane shikwa bhala kounsaa reh gaya

Ruberu hii maiN uske khada tha magar
Maire saaye ko wo dekhtaa reh gaya

Mujhko dekha na to mujhse kuch kahaa
Uske dil mein hia kya sochtaa reh gaya

Samne hii maire kahe gaye jhuth woH
Unki ankhoN mein main jhaktaa reh gaya

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya


Kwahish bhai aadaab!

kaise hain aap? umeed hai khairiyat se hi honge.. aapki likhi ghazl mujhe pasand aayi..yeh sher kuch khaas pasand aaya:

Aarzoo dil ki dil mein dabi reh gayee
Usse kya puchta, puchnaa reh gaya


bahot khoob..yunhi likhte rahiye..khush rahiye yehi dua hai...god bless

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Smile 6th March 2010, 05:05 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Sameer ji,

Aadaab!

Kaise hain aap? Arre wah ghazal bahut bahut pasand aayii ... shayad yeh meri sab se fav haiii.... simply lovely aur itniii saadgiii ...

just loved it ....!!!

likhtey rahye...

khush rahyee

duaon ke saath

ijazaat

mandeep
Mandeep jee AAdaab!

Im fine, Aap kaisi hai?
Gazal ki pasandidgii aur hounsla afzai ka bahut bahut shukriyaa aapne bahut hi jyada tarif kardii mujhe bahut khushi huyi.......

Jee koshish jari hai......
Aap bhi apna saath banaye rakhiye,

khush rahiye,
Apna khayal rakhiye
Khuda Hafez.........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th April 2010, 03:10 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Bohat khoob Kwaish Saheb Wasim barelwi saheb ki yeh Ghazal mujhe bohat pasand hain aur aapki koshish bhi bohat behtareen hain.

Lekin mostly aapke sher bohat milte jhulte lage, koshish kare ke har sher me alag pehlu bayaa.N ho Ghazal ka sahi maza tab hi aata hain.
Sajeed Sahab Aadaab!

sab se pahele o aapko watan wapsi per mubarak bad....

Je yeh meri paheli koshish thi bhe mein aur radiff ek hi rakhne ki wajah se mian
shayad kuch alag bayan nahi kar paya.....

Insha Allah koshish karunga ke kuch alag aur achcha pesh karun..

Khush rhaiye,
Apna khayal rakhiye,
Khuda hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#23)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
17th May 2010, 04:55 PM

Koi Kwahish poorii huyii naa kabhi
sirf gardishoN ka hi samnaa reh gaya


bahut khub likha aapne.. koshish bahut hi kargar lagi...
shubhkamnao sahit,

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
10th October 2014, 11:48 PM

Sameer bhai.........aapke naam par aakar thehar gye hu...kahan hai aap...kaise hai aap...bahut waqt hua aap ko SDC par dekhe hue....missing u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#25)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
17th October 2014, 12:30 AM

Dii Aadaab .... !

Aapne yaad kiya aur maiN haazir huN Dii ... Sab theek hai Jee bus ab waqt nahi mil raha isliye sauna nahi huaa ...

Thanks a lot Dii aapne apne is bhai yaad rakha ...
Koshish karuNga ke ab zyada se zyaada waqt hazir rahuN ...

Shaad O aabaad rahiye ...
Khuda Hafez ..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com